Aaj ka Hamara topic kitchen Mein use hone wale jug aur glass se related hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj ka Hamara topic kitchen Mein use hone wale jug aur glass se related hai
    Dear friend Ja sake aap Jante Hain Ki yah Ek bahut Hi Pyara aur Khubsurat Sa topic Hai Is per karna bahut hi Khubsurat Baat Hogi yah is ke bare mein aapko batana bahut hi acchi baat Hogi juggaur glass Hamari kitchen ki sabse Jyada istemal Ki Jaane Wali chij Hai Jag kitchen mein Main Pani istemal karne ke liye Kiya jata hai ismein Pani dalkar Ham khane ke dauran bhi apne pass rakhte hain aur glass Subah Sham Ham use karte hain Jag aur glass Mukt Re Kishan ke market Mein hote hain plastic ka jag glass Steel ka Jug glass Mitti ke jar glass Chini ke ghar Jug glass aur boss se Aise item hai jo ke Shishe ke jag glass aap Iske advantages or disadvantages Hamare Sath share Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj ka Hamara topic kitchen Mein use hone wale jug aur glass se related hai

    Hamare ghab pe istemal hone wale jug aur glasses hamre bepanah zaroreyat ko pora karte hen aur hamen pani, sarbat aur cold dreinks waghera k leye is ka istemal karte hen. Jug glass ko hamesha aik hi sath tareeban istemal kia jata hai. Q k ye hamen bawaqat zarorat pani k leye dono ko use karte hen. Mehmano ko pani phelana ho ya khane ki table pe jug aur glass k bagher hamara Kichen aur gahr adhora hai. Pakistan me porane waqat me steel ki jag aur glass ka ziada istemal hota tha aur waqat k badalte hi is me tabdeeli ati gaye aur ab zyada tar log shashy wale jug aur glass istemal karte hen. Bazaron, dukhano ya hotlon pe plastic k jug aur glass istemal keye jate hen, q k wahan pe log jug aur glass ko tootne se bachane k leye plastic k jag aur glass ka istemal karte hen. Ab to logo ki mazeed asani k leye aur kam wazan disposable glass ka bhi istemal hota hia aur ab to us Corona ki waja se bohut hi ziada ho gaya hai.
    Advantages
    Jag aur glass k advantage ya faide zyada hen. Q k ye hamari izat hai k hum kisi bhi guest ko pani, sharbat ya koi dosre mashrobat jese cold driks k leye jug aur glass ka ziada istemal karte hen. Jug aur glases ka wazan kam hota hai aur hum is me easily 4 se 5 abndo pani phela sakte hen. Khane k table pe kam jagah gherti hai is waja se log is ka istemal ziada karte hen. Jug aur glases hamare bartano ki decoration bhi hoti hai. Hum pani peenay k istemal ka leye sab se zyada glass ka hi istemal karte hen. Aur khane k elawa hum dawayen khane waghera k leye isi me pani barte hen. Jug aur glass ki safaye bhi easily ho jati hai.
    Disadvantages
    Wese to Jug aur glass k bohut sare faide hen lekin is k chand aik disadvantages bhi hen jese k steel wagher jis me loha(iron) istemal howa ho ko pani sa zang lag sakta hai. Sheeshay k jug aur glass dono bohut hi nazuk hote hen jo bohut hi jald thoot jate hen. Khas kar bachay to bohut hi jald is ko thor dete hen. Jo disposable glases hen wo plastic ki bane hote hen wo hamare sehat k leye bhi thek nahi haia ur na hi wo mahool (nature) k leye thek hen. Is waja se wo mahool ki alodgi ka bara zarya banta ja raha hai.
    • #3 Collapse

      Re: Aaj ka Hamara topic kitchen Mein use hone wale jug aur glass se related hai

      Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy aj ham jis topic k bary ma baaaat krry gy vo ha jug glass k bary
      ma ha ta boht hi khobsorat topic ha jug glass kitchen ma sab sy zyada use hony wali chiezy han iski madad sy ham pani pety han
      ham jug ma pain dal k khana khaty howy bhi apny pas rakh skty han..
      advantages:
      is k bohat sy advantages han ya kitchen ma sab sy zyada use hony wali chiezy han isky bohat sy faidy han glass ma ham pani py skty han
      or khana khaty howy ham jug ma ani dail k apny pas rakh skty han market ma ya asani sy mill jaty han glass or jug different shpaes ma bhi mil jaty
      han or inki prices bhidifferent hoti ha...
      disadvantages:
      isky disadvantages ya ha k plastic k jug glass to totny sy bach jaty han or chini k jug glass jaldi tot jaty han ..
      best of luck...
      • #4 Collapse

        Re: Aaj ka Hamara topic kitchen Mein use hone wale jug aur glass se related hai

        Assalam u alikum dear member umeed hy k ap sub khariat sy hn gy ap hamare aj ka topic jug r glass k barayn hy jug mn hum Pani salty hn r glass mn hum Pani pety hn dono he hamari daily routine ka hisa hn adv
        Advantage
        Jug r glass k fidy he fidy hn aam ritine mn to hum Pani wali bottles use kerty hn leken jub koi guest as Jay to us k honer mn achy jug glass serve Kiya jaty hn ye bahot he khobsorst design mn available hoty hn mostly transport hoty hn r in per flower vaghaira baby hoty hn
        Disadvantage jug glass ka disadvantage ye hota hy k ager ye kanch khun r in mn sy aik b toot Jay to poora set kharab ho jata hy
        • #5 Collapse

          Re: Aaj ka Hamara topic kitchen Mein use hone wale jug aur glass se related hai

          Assalamu alaikum dear members..

          review ke liye Jo aapane topics select kiya wo bht hi informative the aur is about mein jo aapane information de vah bhi bahut jyada informative thi..

          Jag aur glass "water set,, har Ghar ki jarurat hai water set ko Ham sabse jyada ghr mein use karte hain.. jab bhi hamen Pani Pina Ho to Ham glass ka use karte hain aur agar khana khana ho to uska Pani bhrr ka pass rakh lete iske alava Ham agar ki kitchen me koi kam kar rahe ho cooking kr rhy hn to tabhi Ham pani ke jug bhr karke apne pass rakh lete hain .. cooking karne ke liye use karte hain aur hamare ghar mein agar koi guesst ah jye tabhi Ham water set kaise use karte hain kyunki water set mein bahut achcha Pani lagta hai dalkar..

          water set k bht zyda advantage hai .aur kuchh disadvantage bhi hain aaj main aapke sath water set ke advantage and disadvantage donon share karungi hope so aapke liye informative Ho or ap en sa fayda hasil kar sakten..

          Advantage of water set:

          water set k bht zyda advantage Hain.
          jab hamare ghar mein koi guests aata hai to Ham water set mein cold drink, juice, Pani ya koi bhi chij Hoti hai vah peene ke liye dal kr dety Hain..

          Water set Jyoti is ko Ham kisi ki Shaadi per as a gift bhi de sakte hain ya kisi ki kisi ke Ghar Jana yah kuchh lekar Jana ho to water set gift dene ke liye bhi bahut acchi chij hai..

          Bottle mein Pani dalne hamari health ke liye theek nahin hota isliye hamen chahie kya Jag mein Pani dalkar use karna chahie hamari health ke liye accha hote Hain..

          Water set market mein different price available hote Hain aur bahut khubsurat design ke bane hote ke upar print bhi bane hote Hain aapko market mein easily mil jaate Hain different price mein..

          Disadvantage of water set:

          Water set ki kuch disadvantage bhi hote Hain kyunki water set Hota hai vah bht nazuk Hain isliye jaldi Tut jaate Hain agar hamare ik glass bhi tot jata hai tu hmra pora set khrb ho jata hai..
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Aaj ka Hamara topic kitchen Mein use hone wale jug aur glass se related hai

            Assalamu Alaikum dear Forex aaj ka topic hai kitchen Mein istemal hone wali cheezon ke bare mein kitchen Mein Bahut Si chijen Roj mara ke istemal mein Aati Hai Jeene Mein Ek Jag Aur gilas Hai Jinka bahut jyada Ghar Mein istemal Hota Hai. Jag aur glass "water set,, har Ghar ki jarurat hai water set ko Ham sabse jyada ghr mein use karte hain.. jab bhi hamen Pani Pina Ho to Ham glass ka use karte hain aur agar khana khana ho to uska Pani bhrr ka pass rakh lete iske alava Ham agar ki kitchen me koi kam kar rahe ho cooking kr rhy hn to tabhi Ham pani ke jug bhr karke apne pass rakh lete hain .. cooking karne ke liye use karte hain aur hamare ghar mein agar koi guesst ah jye tabhi Ham water set kaise use karte hain kyunki water set mein cold drink, juice, Pani ya koi bhi chij Hoti hai vah peene ke liye dal kr dety Hain..
            Water set ke Bhos se advantage bhi hai aur disadvantage bhi hai.
            advantage

            water set k bht zyda advantage Hain.
            jab hamare ghar mein koi guests aata hai to Ham water set mein cold drink, juice, Pani ya koi bhi chij Hoti hai vah peene ke liye dal kr dety Hain..

            Water set Jyoti is ko Ham kisi ki Shaadi per as a gift bhi de sakte hain ya kisi ki kisi ke Ghar Jana yah kuchh lekar Jana ho to water set gift dene ke liye bhi bahut acchi chij hai..

            Bottle mein Pani dalne hamari health ke liye theek nahin hota isliye hamen chahie kya Jag mein Pani dalkar use karna chahie hamari health ke liye accha hote Hain..

            Water set market mein different price available hote Hain aur bahut khubsurat design ke bane hote ke upar print bhi bane hote Hain aapko market mein easily mil jaate Hain different price mein..

            Disadvantage of water set:

            Water set ki kuch disadvantage bhi hote Hain kyunki water set Hota hai vah bht nazuk Hain isliye jaldi Tut jaate Hain agar hamare ik glass bhi tot jata hai tu hmra pora set khrb ho jata hai..

            اب آن لائن

            Working...
            X