Re: Aj ka review "gas burner" par mabni h
Assalam o Alaikum dear friends aaj ka hamara review gas burner par mubani hai. Jesa k ap sab jantey Hain k gas k chulhey har Ghar ki zarrorat Hain gas burner bhi chulhey ki hi ek qisam hain. Gas burner mein mein chotey se cylinder par burner laga hota hai. Just par Ham kuch bhi rakh kar bana saktey Hain. Ham gas burner ko kahin bhi utha Kar Le ja saktey Hain. Sardion mein hamein uth Kar kahin bhi Janey ka dil nahin karta to Ham gas burner ko pass rakh rakh much bhi bna saktey Hain.
Advantages
Gas burner k bohat se faidey hen jesa k ye market mein munasib keemat par or har size or different styles mein available hotey Hain. Sardion mein in ka bohat faida hota hai. Chotey Bacchon ko raat ko food garam kar k deney j liye gas burner bohat faidamand hota hai. Har color mein gas burner available Hain or an k for mein har Ghar ki zaroorat hen.
Disadvantages
Gas burner k kuch nuqsan bhi hen . In ka pressure bohat zyada hota hai or gas bohat jaldi khatam ho jati hai. Gas burner agar Kula reh jaeto blast ka b bohat jharmtra hota hai isliye gas burner ko ehtiat se istemal karna chahie. Bacchon ko gas burner k qareeb nahin aaney Dena chahiye Khaas Tor par tab jab aag jal rahi ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим