Introduction:Roti maker machine Electric power key base par work karti hay aur ye kitchen me use ki jany wali important appliance hay jo key size me be available hota hay, roti maker par ham bahot short time me fresh aur hot (garam) roti bana sakty hey, electric roti maker ka use agar ham karty hey to ye roti ko equal heat ponchata hay jes ki waja se ham asani se fresh, hot aur soft roti cooked (pakany) me kamyab ho sakty hey,
Advantages:Electric roti making machine ka agar ham karty hey to daily base par ham bahot zeyada gas zaya hony se bacha sakty hey zeyada tar roti makers electric power par work karny key base par banati jati hay es ka waha ye hay key gas ko bachaya jaye ham gas bacha kar lot of money save karny me be kamyab ho sakty hey, agar roti making machine key use key baghir roties ko banany ki koshish ki jaye to es me 1 to time bahot zeyada lagta hay aur es key ley TAVA ki be zarorat hoti hay agar roties banany ki pehly practice na ki ho to roti banana bahot hi mushkil kam hota hay magar electric roti making machine use karny me kesi kisam key skills ki zarorat hi nahi hoti hay, roti making machine ko use karna bahot easy hay es key ley na to zeyada jaga ki zarorat hoti hay aur na hi gas waghira ki simply electic power key base par ham easily apny ley roties bana sakty hey aur agar koi event ho to kam time me bahot hi zeyada roties bana kar ham bahot kam wakt me achi quality ki roties banany me kamyab ho sakty hey,
Disadvantages:market se agar ham low quality ka kam price me roti making machine khareed lety hey to ye hamari health key ley bahot hi zeyada daungres be ho sakti hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим