Aj ka review tooth brush pe mabni h....
Introduction:
Tooth brush aik aesi cheez h jo har ghr main har kisi k pas all the time mojood hota hi h..... Tooth brush aik aesa brush h jo apke dantun ko saaf rkhta h.... Ap ispe koi bh tube ya tooth paste lga k apne dantun ko saaf kr skte hain.... Dantun ko saaf krne se apke dant white, saaf hojate hain or in main se smell nhi ati.....agr ap bahir jayen or kisi se bt kren or apke munh se smell aye ya apke dant safa na houn to apka impression bht bura dalta h....isliye aik toothbrush ka hona zaroori h takay ap din or rat do dfa apne dantun ko saaf kren... Or unko munh ki beemarioun or munh ki smeell se bachayen.... Kiunke Safai Nisf Iman Hai.....
Some best brands of tooth brushes.
1: oral B
2: colgate
3: Ezigrip
4: oral care
5: clean Doctor
Advantages:
Toothbrush ka faida yh h k yh apke dantun ko white krta h or in main se smell ni ati or unko saaf suthra krdeta h.... Agr ap kahin bahir jayen or apke dant saaf na houn to or munh se smell aye to yh dusrun pe apka bht bura impact dalte hain.... Isliye apke dantun ka saaf hona bht zaroori h.... Ap jo kuch khate hain unke zaray apke dantun main phas jate hain jinko bahir nikalna bht zaroori h.... Or wo toothbrush se nikal jate hain...... Tooth brush krne se ap apna munh andr se fresh feel krte hain.... Isliye yh har insan k pas all the time ghr main har insan ka apna apna mojood hota h... Or hona bh zaroori h.... If you want to be good and want to be feel good.... ❤️
Disadvantages:
Jahan toothbrush k faide hain wahan kuch nuksanat bh hain jese k brush bht sakht or hard hote hain or wo apke dantun ko kamzor krdete hain or mashoorun ko kamzor pr zakhmi kr skte hain isliye toothbrush se best option h k ap miswak kren yh apko faide bh deti h or nuksan bh ni phnchati or use krne se apko sawab bh hasil hota h....

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим