yeh review dust bin par mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review dust bin par mabni hai
    Aoa..​ dear members meet karti hun aap sab khairiyat se honge aaj just topic par main aapse baat karungi hua hai dustbin johar Ghar ki jarurat hai aur na sirf Ghar aaj just topic par main aapse baat karungi hua hai dustbin johar Ghar ki jarurat hai aur na sirf Ghar balki bahut sari jagah par use Kiya jata hai 10 din ko kachra dalne ke liye istemal Kiya jata hai kam ki chij hai aur aur aur hamare mahaul ko ganda hone se bajata hai Ham apni daily life mein bahut sari chijen use kar aate Hain jinko jinko waist khatam karne ke liye hamen dustbin ki jarurat hoti hai Taki kachre ko idhar udhar Taki kachre ko idhar udhar randomly tagdi ke bajaye Ham ek jagah per properly jama kar sake aur FIR vahan se use khatm kar sake dustbin ko ISI waqt ke liye dustbin ko ISI waqt ke liye use Kiya jata hai 10 din na sirf karo well ke offices hospitals colleges course jeevan ke har jagah per maujud hote Hain Taki vahan per rahane wale Taki vahan per rahane wale log waste ke ho jaane wali chijon dustbin ke andar dant ke ke andar Dal sake main chahungi kya aap sab dustbin per apna knowledge share Karenke andar Dal sake main chahungi kya aap sab dustbin per apna knowledge share Karen ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review dust bin par mabni hai

    Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Mara topic dustbin se related hai dustbin Har Ghar Mein use Kiya Jane Wala Hai Kya Kam Hai dear friends ghar mein hi Nahin Ki Bahut Si Aisi Jagah Hai Jahan per dustbin Ka Hona bahut hi Jaruri Hota Hai dustbin Java Ka schoolon Mein Kisi bhi Jahan per Insan rahte hain vahan per dustbin ki jarurat hoti hai Jyada dustbin kitchen Mein use Kiya jata hai hai 10 Din Pakistan mein bahut hi mukhtalif variety ke Dosti aap hain aur bahut hi Khubsurat bhi 10 Din Milte Hain dustbin or se aapko Maine gabel ke saste bhi mil Jaate Hain dustbin metal or plastic do Tarah Ke Hote Hain Diye friend Jaisa ke aap Jante Hain Ke Hain Ki Har chij Ke advantages aur kuchh disadvantages Hote Hain Jo Ki Main Bhi aapke sath karungi
    Advantages
    Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki dustbin ke bahut se fayde Hote Hain dustbin ke istemal se Eird ka mahaul Saf rahata Hai sir hum bohat so bimareyoun say save rehte Hain dasvin ke sawal se Ham bahut hi bimariyon se se rahte hain aur Hamara Ek Gate ka mahaul bhi Sath Hota rahata Hai Chhote bacchon ki Akshara khana Pina Karte rahte hain to vah 10 Din Mein Baithe Hain dustbin aapko bahut hi Sar Sutra Mohalla Mohalla school ya factory from karti hai dasvin Ke Na karne ke phone se disadvantages bhi Hote Hain Jo Kya Main abhi aapke sath check karungi
    Disadvantages
    Husband ko kharab 733 Kaise istemal Nahin Karenge To Aise Aap Se Mar bhi ho sakte hain real friend dustbin Mein Pani wala kachra Nahin fenk ke Kyunki se Jara sim Paida hote hain vasi bimariyon Ka Shikar ho sakte hain dustbin ko aap se rojana delete hue dustbin ko aap Delhi duet aapke kisi ke sun ke Koi Bimari Na Ban sake
    • #3 Collapse

      Re: yeh review dust bin par mabni hai

      Assalamu alaikum dear friend aaj ka hamara review dustbin par mubny Hy dustbin ko aajkal har Ghar mein use Kiya jata hai yah bahut hi fayde mand hai aaj Ham is per apna knowledge share karenge aur iske advantage aur disadvantage ke bare mein janenge
      Advantages
      Ismein Kura dalney se aludgi nahi phelti. Hr jaga munasib dustbin ka intezaam hona chahie. Is tarah Kura idhar udhar nahi pheley ga aur mahaul saaf suthra nazar aaega. Kudadan mein kuda dalne se insan tameez dar lagta haiaur yah bhi kaha jata hai kis finance abhiman hai isliye hamen kudadan mein kuda dalna chahie aur gate ki safai ka khyal rakhna chahie aur dustbin iske liye sabse mofeed h
      Disadvantages
      Jis tarah har chij ke fayde hote hain usi tarah nuksan bhi hote Hain ab Ham dustbin ke nuksan ke bare mein jante Hain dosto dustbin ky boht ziyaza naksan nhi hn is kom hm hr jgah asani sy use kr skty hyn lkn agr ya toot jay to is k andr mojod sara saman gir jatta hy or gndgi phyl jati hy jis sy boht bura hota hy hmen duastbin achi compny ki use krni chahiy q k hlki qualty ki dustbin jldi khrab ho jati hy dosto agr hm dustbin ki time per sfai nhi krty to is mn sy badbo any lg jati hy or hmara mahol khrab hop jata hy is k ilawa is sy boht ziyada bemarian b phel jati hn jesy maleria b phel skta hy ager hm in choti choti chezon ka khyal rkhen to hm boht bary nuksan sy bch skty hn
      • #4 Collapse

        Re: yeh review dust bin par mabni hai

        Assalamu Alaikum Forex members media sab theek Honge aaj ka Hamara riverview dustbin per mein apni hai dustbin dustbin ham apne garbage ke liye use karte hain bahut se Logon ke ghar mein Chhote bacche vajud hote hain Jaoge Kabhi Trophy Kali bubble kha liya Koi chips fancy shop kar liya during the study paise shop koi bhi gane Aate Hain lekin Agar Humko Tarika bataen To vah Apne khane Peene ki chijen shopper ya koi bhi chij jo hai Sidha apni dustbin Mein fenk Denge dustbin Hamen Har ghunt Mein rakhni chahie kitchen Mein alag dasvin rakhni chahie Ki Jaan ka Jitna Bhi Gadbad hota hai vah Hamen 10 Din Mein Rahana chahie idhar rakhne se uski smell hoti hai aur aur kitchen ka environment bhi Bura lag raha hota hai ki Hamen bacchon ke room mein gilas mein rakhni chahie Kyunki Baje Jab study kar rahe ho the pencil shop karte hain Uska Ghar bante Hain kuch kehte hain Uska Ghar Baithe Hain kuch khaya Kuch Kuch khaya Kuch Is Tarah bacche karte hain Agar bacchon ke room Mein dasvin Hogi to unko Pata Hoga Ki Humne jo bhi gande vah dustbin Mein baithana Hai idhar udhar Nahin girana FIR bahut sara ka sara gana Ham ekattha Karke Ghar Se Bahar Ek Badi Hoti Hai Jahan per Aate Hain company se log Aate Hain vah Sara vahan se gadi Utha Ke usko destroy kar dete Hain jisse Jersey weather nahi hote aur Hamara Ghar aur Hamari Jagah aur area Ek Kiska fizza me Taj ki aur Khushboo Aati Hai
        • #5 Collapse

          Re: yeh review dust bin par mabni hai

          Assalamu alaikum dear members ..

          aap sab khairiyat se honge ..aaj ka jo aapane topic select Kiya hai vah bahut hi achcha hai.. aur hamari daily life mein dustbin ki bht zyda importance hai ..

          Introduction of dustbin:

          Dustbin Jo hamari daily life mein use hone wale sabse common chez hai.. kyunki dustbin vah chij hai jismein Ham apne ghar ka extra garbage hai vah ismein dalte ...dustbin ko Ham apne room, kitchen,tv lunch, gellary even har jagah per Ham dustbin ka use karte hain ..kitchen mein jo hai dustbin sabse jyada use ki jaati hai ..kyunki sab se jyada Jo hamara jo garbage hai vah kitchen mein hote Hain ..isliye Ham dustbin ka bahut jyada use karte hain ..kitchen mein dustbin hone ki vajah se hamara kitchen saaf rehta hai.. aur jo extra garbage hota hai vah Ham is mein Dal dete Hain ..isliye hamen chahie ki hamen dustbin ko must use karna chahie.. hamen chahie ke dustbin k use ko common banaen.. aur isko har jagah per use Karen...

          Advantage of dustbin:

          Dasvin ke bht se advantages Hain..
          sabse bada advantage tu ye hai hai ki Ham ismein apne ghar ka Garbage daalte Hain aur is tarah hamara Ghar jo hai vah saf rahte hain ..
          agar Ham apne Ghar ke Garbage ko ismein Na dalen tu hamare ghar mein har taraf gandi Nazar aaye.
          isliye main chahie ke dustbin ke use ko common Karen..
          iske alava mein dustbin jo hai vah Rode ke side per bhi lagani chahie is tarah hamare Jo country hai vah saf reh sakti hai hai.. hamen har us jagah per dustbin ke use ko common karna chahie jidar gan pahnane ka ka andesha ho ...
          hamen parks mein bhi dustbin ke use ko common banana chahie is tarah Ham apni country ko saaf rakh sakte hain..

          Disadvantage of dustbin:

          Dustbin ki disadvantage bhi hai..
          agar Ham dustbin mein jo garbage hote Hain agar Ham usko West nahin karenge to hamare ghar mein smell fail jayegi..
          isliye hamen chahie ke daily dustbin ko saaf karna chahie aur wash karke hi use karna chahie...
          • #6 Collapse

            Re: yeh review dust bin par mabni hai

            Dear members ..
            Dust bin ek commonly use honay wali cheez hain ye har ghr har office har school college har private hr govt places pe dekhne k milta hau. Ye ek mufeed cheez hain . Isko ko koora kirkit ko ek jgah eakhne kliye istemal hta hai takay aap k ird ka koora bikhra na ho blkeh ek jga pra h aur isko phir aasani se dispose kiya jaskta hai . Dustbin ek achi cheez hau. Aur safayi k miyar ko behtr bnata hai jub gand ek jga ikhata hoga na gandgi bnegi na gndi se germs hongay aur na gandgi se bimarian phelengi aur ek muhazib culture ko show krta hai k log achy hain aur safayi psnd hain. Gron main istemal honay waly dustbi choty hoty hain aap onko utha k kaheen b rakh skty hain jahan gand dekhty hain isko wahan lejaty aur gand ko utha k iskay andr daalt dte hain aur gand ko achay se amange kiya jaa skta hau aur gandgi se bacha ja skta hau ... Ye ziada tar plastic k bnaye jaty hain; pr ye plastic k hoty hain tou jaldi toot janay ka b khtra hota hau aur na ziada koora carry kr sktybhain . Isliye aapko chahiye k isko ziada full na kren aur .. koora kirkit ko roz roz ka dispose krdena chahiye taakay isme rakhy kooray se bdboo na bn bnay aur na germs paida . hon .
            • #7 Collapse

              Re: yeh review dust bin par mabni hai

              Dustbin ka use agar ham karty hey to health ki care be es ki waja se ho jati hay agar ham kharab foods ya es tarha ki aur cheezu key ley dustbin ka use nahi karty to ye hamari health ko zaror kharab kar sakti hay aur daily hamy apny room aur loan ki safai be karna zarori ho jati hay aur agar ham dustbin ka use karty hey to ham long time tak ghar ki safai karny se nijaat hasil kar sakty hey aur hamari health be achi reh sakti hay, bahot sa food jo ya to kharab ho jata hay ya per ye kahny key qabel nahi reta hay es ko agar ham loan ya room me esy hi rak dety hey to es se smile peda hoti hay jo hamari seyhat ko kharab kar sakti hay, dust bin ka use home base par be karna chaye aur jo parks, schools, hospitals ya kesi aur public areas me dustbin bany hoty hey es ka use be hamy esi tarha karna chaye jes tarha ham ghar me dustbin ka karty hey, dustbin different colors key banny hoty hey jo key room mbe achy lagty hey aur es ki waja se hamara room decorate be ho jata hay use karny me be hamy bahot asani hoti hay dustbin market se low rate ka hamy mil jata hay hamary har room me kam se kam 1 dustbin zaror hona chaye, dustbin ka use ham office me be daily base par kar sakty hey es key advantage bahot zeyada hoty hey room ko agar ham saaf sutra rak sakty hey to dustbin ki waja se hi rak sakty hey.
              Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12334573
              • #8 Collapse

                Re: yeh review dust bin par mabni hai

                Dear friends aap saab ka kya haal ha umeed ha aao saab khiriyat sa hon ga r enjoy kar rhay hon ga aj ka jo yeah humara unwaan ha dust bin yeah har ghar mn istamal hona wali cheez ha is mn aap ghar ka tmam zaia shuda cheezan aao is mn daal sakta han r yeah kun ki size mn bht bari hoti han r is mn aao ziada saman daal sakta han r yeah faida ha ka is sa aap tamam faltoo cheezan is mn daal sakta han r apna ghar ko ganda hina sa bacha sakta han jis aap in tmam cheezo ko kisi jaga phankna ki bjaye aap dust bin mn daal dan jis sa yeah cheezan bht e ziada mehfooz ho jati han kun ka yeah dust bin har jaga istamal hota ha jasa ka ghar office school colleges r is tara r bhi jagah han jaha oar istamal hota is ko istamal kar ka aap aoni in jaga ko saaf rakh sakta han r yeah plastic r gole shape mn mujood hota han hospital mn bhi jo dust bin mujood hota han wo 3 tara ka hota han jin mn alag alag cheezan daali jati han r in ko mix ni hona dia jata

                ADVANTAGE

                Dear friends dust bin ka bht ziada faida han
                Aap tmam faltoo shuda cheezan is mn daal sakta han
                Is sa aap saab jaga ko saaf rakh sakta han
                R yeah bht ziada mehnga bhi ni hota
                R yeah size mn bht chota hota ha r jis ko aap kisi bhi jaga rakh sakta han

                DISADVANTAGE

                Dear friends wasa to yeah bht faida wali cheez ha is ka itna nuqsan ni han lakin phr bhi kuch jaga par hota ha jasa ka
                Hospitals mn jo dust bin parha hoe hota han wo alag alag rang ka hota han r in 3 mn alag alag cheezan dalti han r agar aap na yeah cheezan ghalti sa change kar di to is sa yeah nuqsan hota ha ka yeah cheezan jaab aga jati han to yeah saab machine ko kharab karti hana is lia jaab bhi hospital mn jayn to in dust bin ko bht ehtiyat sa istamal karen
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review dust bin par mabni hai

                  Assalm o Alikum!
                  Doston umeed karta hu ap sab khariyat sa hon ga aj ma apko dustbin ka bary ma bataon ga ka dustbin kya hoti ha or kis matlab kaliya istemal hoti ha
                  Doston dustbin darasal kachra dalny kaliya istimal hoti ha is ma hum log kachra dalty ha ya ise liya bani taky hum kachra bahir na phnky balky iska andar daly dustbin har ghr ma mojood hoti ha har ghr ma 3 ya 4 hoti ha kisi ka ghr zayada bh hoti ha ya zayada tar plastic ki bani hoti ha kuch dustbin steel ke bh hoti ha

                  Advantages:
                  Aj ma apko isky adadvantages ka bary mma bataon ga dustbin kka hamary mashry ko saf rakhny kaliya bhot aham kirdar ha dustbin ma hum kachra dalty ha ta ka ird ghird ka mahol saaf rahy or gandagi na phaly ya plastic ki bani hoti ha ya steel ki bh hoti ha ya har jaga har ghr office waghera school ma mojood hoti ha

                  Cost:

                  Iski price taqreeban 200 hoti ha bari dustbin ki price 400 hoti ha or ajkal steel ki dustbin ki price 1000 tak hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review dust bin par mabni hai

                    Salam dear memberschidiya aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo ke dost banke related to aap ko pata hai ki har Ghar mein Hi dustbin ka sawal Kiya jata hai yah bahut jyada dudh ki chij hai aap apna Ghar saaf karna chahte hain to aap apne ghar mein dost bankar jarur istemal karte hain kyunki is se aapka ghar mein kabhi bhi Gam nahin rahata aapke room ka remember jo bhi nikalta hai ke liye dost bin ka istemal kar sakte hain ki tarah se bahut jyada advantages and disadvantages hai jo main aapke sath detail mein share karti hun .

                    Advantages .

                    aap ko pata hai kiske bahut jyada advantages hai har Ghar mein Hi iska istemal Kiya jata hai agar aap cooking kar rahe hain aur aap vahan per koi bhi jo bhi chij aapane kude mein fenk nahin ho aap dust binmain fan sakte hain ISI tarah ko King tel time iska bahut jyada jarurat hoti hai uske sath aap ko pata hai ki har Ghar mein Hi har room mein hi hamen dost pen ka istemal shuru karna chahie is se aapke ghar mein kafi jyada safai bhi rahti hai kabhi bhi gandgi nahin hoti isliye aapko har Umesh ka surur istemal karna chahie specially kitchen mein aur washroom mein uska jarurat Amal karna chahie .

                    Disadvantages .

                    dear aap ko pata hai kya chij ke advantages ke sath uska kuchh disadvantages bhi suroor hote hain ISI tarah dost banke Koi disadvantages bhi hai aap ko pata hai ki agar aap dustbin mein Jo bhi Gandhi agar aap usko by nahin packing hai tu kafi jyada gandgi ho sakti aur aapke room kitchen washroom mein kafi jyada smell bhi ho sakti hai usi tarah aapko chahie uska jarur istemal Karen kabhi bhi gandgi Na Ho iske pita bimari abhi face sakti hai isliye aapko bahut carefully iska istemal karna padta hai .
                    • #11 Collapse

                      Re: yeh review dust bin par mabni hai

                      Salam dear members aap n hmry sath bahut achaa review share kiaa h jo k dustbin k baary mn h
                      Dustbin ka rivaaj aj kl ki duniaa mn bahut aam ho chuka h
                      Dustbin ak plastic ka bna huaa bin hota h jisko aap koorha kirkit phainkny k liye use krty hyn yh mukhatalif ranges mn apko bazar. S mil jata h
                      Is k mukhtalif sizes b hoty hyn
                      Kuch dustbin bry jb k kuch dustbin choty hoty hyn

                      Material

                      Dustbin mukhtalif material s mil kr bna hota h jese k
                      Plastic
                      Steel
                      Etc
                      rooms kitchen tv 📺 lounge ghr mn hr jgaa dustbin ki zrurt hori h
                      Dustbin offices schools hospital 🏥 stores etc sb mn ise. Kiye jaty hyb

                      Advantages

                      Sasty hoty hyn
                      Hr colour mn dastyaab hoty hyn
                      Bhut saary dustbin k uper ak lid hota h jo k gandgii ko chupata h
                      Iski ranges b different hori hyn ..kuch dustbin mehngy jb k kych dustbin sasty hoty hyn
                      Bazar s asani s khareedy ja skty hyn
                      In mn ghr k koorha kirkit ko basaani presever kia jata h
                      Inko saaf karna asan hota h

                      Disadvantages

                      Hr cheez k faidy k sath sath Kuch nuqsan b hoty hyn isi trah dustbin k b kuch faidy hyn r kuch nuqsamat
                      Agr ap in men ziada time k liye gand rakhyn gy tw in men s smell ay gi
                      Ap in men paani waly cheezyn ni phaink skty
                      Qulity achi na hony ki wja s jldi toot jaty hyn
                      Kuch dustbin bahut sasty hoty hyn pr wo mzboot ni hoty
                      • #12 Collapse

                        Re: yeh review dust bin par mabni hai

                        Dear friends ya topic roz mara life main Gharo main istaml hony wly dustbin pay Mabni hain jass ko hum apny ghro main istaml karty hain yaqeenan Mary khayl say dustbin ko har ghr main istaml kaya jata hain har office har hotel restorant rods pay government ki tarf say bany jaty hain ghro min rkhy jaty hain jo k plastic k metal k or degar chezo k bany jaty hain dustbin ka istaml buht acha hain as say rome main ya ghro main gandgii ni phaltii na hi as ka koi bhra nuksan hain as lay an ko zuarar apny ghro main istaml karna chye ku k safii nisfaman hain.......

                        ADVANTAGES....

                        Dosto dustbin ka istaml ghro main buht zurari hain as say ghr ki decoration banti hain an k indr asani k sth khora cricket dal skty hain as main choty moty khora samn wgra rapar or Dando chezy dall die jati hain jass say rome main office main ghr main safii wgra ho jati hain as say ghr ka mahol saff sutra rhta hain safii rkna nisfaman hain Safi ka khas tor pay khayl rkna chye ku k safii na hony ki wja say bemria janam leti hain gahr buht gandy ho jaty hain......

                        DISADVANTAGES....

                        Dustbin ka istaml na krna mry khayl say bilkul thk nii hain lkn agr dustbin ka istaml kary tu rozna suba ya shm ko usy bhar khaii khalii karna chye us k indr gandii kachra khora wgra phara na rhy wrna us say mazeed bemria phal jatii hain dustbin bhi achy wla istaml karna chye tot jany k forn bad dusra chnge kran chye wrna dustbin tota hun hoga tu us say sra gand phly ga.....
                        • #13 Collapse

                          Re: yeh review dust bin par mabni hai

                          introduction
                          Asslam alaikum dear member ap ne achii information share ki hai ...ap ka review dusbin par mabni hai yh ek esi cheez hai jo ap ke ghar ke waste ko dalny ke kam ati hai is ko ziada tar kitchen me use kia jata hai r is ko ap bhrr b r apny room b bhii use kr slty hen ...dustbin different styles r different design ki hoti hen ...yh ap ko market se easily available hoti hen kahen se b ap ly skty hen ...dustbin plastice k material se mjl k bni hoti hen ..in ko sorf ghron me hi ni school college hospital har jagah use kia jata hai ...in ke kuch faidy r nuqsan me ap logn ke sath share krti hn
                          Advantage
                          Dustbin ke bhtt sary faidy hoty hen m ap logn ko btana chahti hn ...
                          dustbin ko is liye use kia jata hai ke ap apny ghar ka waste is m daal slyn ..
                          yh plastice se mil kr bni hoti hen r ap k ghr ka kachra daalny k liye hoti hen ...
                          in ko ziada tar to kitchen m use kia jata hai q ke ziada kam kitchen me jota hai jo bhi cheez hm khany ke liye bnaty hen un ki chilky r baki cheezn jo waste hen is me daal skty hen ...
                          dustbin ko ap apny rooms me bhi use kr skty hen ..
                          dustbin cheap hoti hen ap ko kam keemat m milti hen ...
                          in ko ap kahen se bhi asani se ly skty hen ...
                          in ko hospitals waghera me use kia jata hai ...
                          hospitals k liye dustbin ki bhtt sakht zrurt hoti hai q k hospital ek esi jagah hai jahan kachra esy e ni ohenk dia jata q ke beemarion ka bais bnta hai hai is liye dustbin use kiye jaty hen ..
                          college waghera m bhi dustbin use kiye jaty hen jis m sara kachra safai krny ke bd daal dia jata hai ...
                          disadvantage
                          Dustbin ke kuch nuqsan bhi hoty hen ...m ap ko un me se kuch btana chahti hn ...
                          dustbin plastice material se bny hoty hen r jldi toot jaty hen...
                          Agr dustbin ke andr kachry ko hm daily saaf ni kryn gy to us m jam jata hai phr asani se saaf ni hota ...
                          dustbin m kachry ko agr saaf na kia jaye to is se smell any lgti hai ...
                          Dustbin cheap hoty hen is wajah se jkdi toot jaty hen ..
                          kuch choty size ke hoty hen r kuch bry size ke bhi hoty hen .choty size ke dustbin ziada kachra apny andr cover ni kr skty hen r bry size ke dustbin mehngy hoty hen ..
                          wood ke bhi dustbin hoty hen agr un me pani phenk dia jaye to us se wo jldi khrab ho jaty hen r un ko keera lg jata hai ...
                          • #14 Collapse

                            Re: yeh review dust bin par mabni hai

                            Asalamalikum!!
                            Umeed hn AP sab khariat sa hon ga . Aj ka hamra topic dustbin par mabni ha . Dustbin ask m korakirkit phnka la Lia istaml hota ha . Is ma hum apna ird gird ka Kora phank skta Han . Dust din har ghr ma mojood hota ha . Har scl clg ma is ka use hota ha . Dustbin ka bht sa fawid ha . Ya hamra mahol ko sad krna ma madam deta ha . Is sa land pollution oar bhi kabo pia ja skta ha . Dustbin ma hum har kism ka Kora phnak skta Han ohir USA waste kr skta Han dustbin ki but si iqsam ha . Ya plastic ya steel ka bna Wai hota ha aj kl to different design ma bhi mil jata h har ghr sxl clg office ma dustbin zaror hoti ha kio ka waha oar Kam krna Wala waha Kora ohnkkta Han ur irdgird ka mahol ko saf krta han . Dustbin ik achi cheez ha ur Meri advice ha ka har koi is use or aksr logn ka pas dustbin hona ka bawajood is use nhi krta us Lia . Ur apna mahol ko gnda krta ha . Is Lia dustbin ko lazmi use krni chai ur Isa Safi ka Lia istaml krna chia
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yeh review dust bin par mabni hai

                              Assalamu alaikum ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge. Aapane bahut achcha topic use Kiya hai receive ke liye dustbin domestic and commercial product hai. Dustbin ko ham log bahut sare purpose ke liye use karte hain bahut sari types ka kachra ham log ismein dalte Hain. Ham log ghar mein dustbin ku bahut sara kachra phankne ke liye use karte hain. Jaise ki ham log kitchen mein uske andar vegetables ka kachra fruits ka kachra iske alava ke chhilke aur bahut sare chhilke aur bahut sara kachra dalne ke liye ham log isko kitchen mein use karte hain. Rooms mein bhi hamare ghar mein dustbin available hoti hai jiska ham log paper dalne ke liye aur Ghar ki safai ki mitti e aur dusting karne ke bad kachra Sahara uthakar ham log dustbin mein phenk dete hain. Iske alava school's mein dustbins ko use Kiya jata hai aur aur usmein kaise fenka jata hai aur iske bad uske andar paper fenka jaate Hain. Hospitals mein on health care institutes mein 3 type status beans use ke jaate Hain jisko 3 cal diye jaate Hain yellow colour green colour aur red color. Dustbin ko colour karne ka ka maksad yah hai ki har dustbin main alag alag type ka kachra dala Jaye. Jaisa k red dustbin ko general household rubbish ke liye use Kiya jata hai iske alava yellow dustbin ko biodegradable and healthcare waste ke liye for example syringes, plastic material and needles k liye use Kiya jata Hy. Wake elawa green dustbins l ko plastic material non biodegradable items ke liye use Kiya jata Hy. Hamare factories iske alava office mein workshops mein public places like parks gardens beach sides and other places per be dustbins ko install Kiya Gaya hai Taki pollution free state or country e develop ho sake aur ham log ek sath sutra shayari hone ka saboot den iske sath sath apne mulk ko bhi aur apne shahar apne Gali mohalle ko bhi saaf rakhen.
                              Jahan humne discuss Kiya K dustbins ke Bohat sare fayde hain iske sath sath main apko yr bhi bataya Chalo ke agar hum dustbin mein Rozana kachra phenkte jaen aur dustbins ko saaf na Karen tubye hamare liye nuksan ka baaes ban sakti Hain. Jess ke iske Ander Bohat sare germs and bacteria hote Hain Jo hamein beemar Kar sakte hain. Is liye hamein chaye k hum let g dustbin ko bhi daily basis or achi tarha saaf Karen aur sehat mandd rahen .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X