Assalam o Alaikum dear friends mera aaj ka ye review ghar main use hone wali Almari par mabni hai aaj ham Almaari par discus karen ge our ham is bat ka jaiza le he k almari hamare liye kis had tak karamad ho sakti hai our is k liya faide or nuksaan hai
Almaari ::
dear friend Amaari ghar main aam use ki jati hai ye hamare furniture ka hisa hoti hai ye wood almari b hoti hai ya metal ki b ajkal mil jati hai dear friends almari main ham apni chizen rkahte hai khass tor par is main kaprey rakhe jate ha our is k niche khane bane hote hai jis main ham ghar ki mukhtail karmAmad chizon ko rakha jata hai mslan Sone chandi k zevrat ,currency ya koi b chizen jin ko safe main rakhna maqsood ho jo important hon Almaari ko lock lagy hote hai is liye ye sab se zayda safe samji jati hai our bachy b is main nahi hath dal sakte hai amari k buhat se Advantages hote hai
AdvanTages ::
Amaari k beshumar Advantages hote hai
DisAdvantages ::
dear friends Almari k kuch nuksan bhi hote hai

- is main ham apne kapre press kar k rakh sakte hai
- ye buhat pyare design ki bani hoti hai
- ye hamare furniture ka eham hisaa hoti hai
- Almaari main ham apni keemti ashya ko store kar sakte hai
- Almari main ham faltu kapre rakh sakte hai
DisAdvantages ::
dear friends Almari k kuch nuksan bhi hote hai
- Amaari buhat mehngi hoti hai
- agar ye wood ki hai to is ki lakri kharab ho jati hai jab k metal ka color kharab ho jata hai
- almari ka ye nuksan hai k ham apni keemti chizen is main rakhte hai is liye hamara secret out ho jata hai
- Almari k locj kharab ho jte hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим