yah view plastic ke dabbon per mabani hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

    Asalam o alikum dear member

    Introduction

    Dear member apny hmary sath kafi zaida intresting or informative topic share Kia ha plastic ka dabon ka Bary ma. Dear ap sb log janty hain ka plastic ka daby takreban hr ghr ma istimal liye jaty hain or yh hmary bht kam ki chez hoti ha jo ka hr ghr ma normally tur pr pate jaty hain is ma ap kuch b easily store krskty hain yh apko bzar ma mik jaty hain hr variety ma tu ap koi b khreed skty hain ajkal inka bht istimal hrha ha kitchen ma ku ka yh hmary bht kam ki Chez ha plastic ka dabon ka bht zaida fayde hain..

    Fayde..

    Plastic ka Dany hnary bht zaida Kam any Wali chez ha hm in ma easily kuch b store kr ka rkh sakty hain agr apny khi Jana ho picnic point pr Jana ho tu ap in ma easily kuch b store krskty hain ab market ma new New design ka daby agy hain ap apni marzi ka mutabiq koi b khreed skty hain yh apko easily Bartan Wali shop pr mil jaty hain. Yh AK bht zaida use hony Wali chez hain jis ka ajkal bht zaida istimal hrha tu in plactic ka dabon ko bht zaida istimal krty hain. Plastic ka dabon ko easily manage b Kia jata ha or Inko hm asani sy dho sakty hain. Or ap in ma koi Chez asani sy dal kr fridge ma rkh sakty hain or freeze Krskty hain yh dosry dabon ki nisbat bht e zaida halky hoty hain Inko asani sy uthya ja skta ha ap In ma easily asani sy koi b chez rkh skty hain or Inko hm asani sy carry b krskty hain yh dosry dabon ki nisbat bht e zaida halky hoty hain jb hm log khi ghomny jaty hain ya kisi sfar pr tu ap in ma asani sy apna khana is ma rkh skty hain or yh apky liye bht fayde mand hain

    Nuqsannat..

    Plastic ka dabon ka jhan is ka fayde hain whan is ka nuqsanat b hain yh jo plastics ka Dany hoty hain yh agg ka pas agr jain tu yh pighal jaty hain or khrb hjaty hain or in ka plastic ka daby ma kafi zaida chemicals hoty hain jis wja sy apka khana wagira b khrb hskta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

      Asslam o Alikum! ❤️
      Doston aj ka review mera PLASTIC K DABBON pe mubani h....ap sb jante hyn k plastic k dbby bht zroorat ki cheez h or bht se mqsad k lye istemal kiye jate hyn...Plastic k dabby bht ziada designs or colours main available hote hyn..or aj kl market mn aa rhy hynApko hr size k dabby or hr shape me mil jate hyn inko munasib keemat pr khareed skty hyn.. or yh khana waghera ki packing k liye b bht ziada kaam aty hyn or use kiye jate hyn...

      BENIFITS'😍

      Plastic k dabbon k bht se faidy hyn..ke faida yeh h k yeh bht saste mil jate hyn..apko hr design or colot me b mil jate hun..or yeh hr jgah se ap le skte hynn.. orislye apko bht se faidy hasil hote hyn...Plastick k dabbon main hm salan roti ko easily preserve kr skte hyh.. or Hm in main cheezo ko freeze kr skte hyn orYh bht sasty hote hyn or Plastic k dabbon ko manage krna asaan hota h..or bht ziada variety main dastyaab hote hynIn me bht ziada colours r design ki b variety hoti h...Dekhny main khubsoorat hoty hynWazan mein bhi baqi dabbon ki nisbatt halky hoty hyn...Inko use krna asan hotaa h or ap inme biscuits wgera nimko wgera b rkh skte hyn or yeh kafi useful hta h..
      • #18 Collapse

        Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

        Asslam U Alikum
        Dear Forex Frind Umeed krta ho ap sab log thk ho ge or sat sat btata chlu k aj ka yopic he Plastic ke dabby or is ka istemal kese or q he to omeed krta hon Ap ko mera jwab achy lagy ga to shru krta hon pasyic k dabby aj kal har ghr mn majood hen or in ka istemal bahot zeda he palstic k dabby ham log ghro mn is lia istemal krty hen k in mn ham koi hhe khany bnany ke cheze rahk sakty hen jesa k namak shogar mirch dalen etc jo bhe ghr mn istemal hone wale chz he khany pkany wale chz he to ham log plastic k dabbo mn dalty hen ise wjah se plastic k dabby vhr mn bhot zroore hoty he ya palstic k dabby Ap log Aksar kese bhe shop pe jaty hen to wohan bhe palstic k dabbo mn chz wagera hote he aj kl k door mn palstic k daby ghr mn bahr mn bhot zrore hen palstic k daby mn Ap khana bhe dal sakty hen plastic k daby Ap k or bhe bhot kam ata he jesa k Ap kahe bar jaty he to Ap khana wagera plastic k daby mn dal kr le k ja sakty he oa asane se apny pas bhe rahk sakty hen or plastic k daboo k faidy k sat sat noksana bhe bhot zeda he jesa k Ap ne plastic k daby koi khany ke chz rahky he to Ap khaty nehi to is wjah se in mn khana kharab bhe ho jata he q k plastic ka daby bhot hly polkh bhe joty he or ye aksar toir bhe jaty he is lia in ka istemal Aram se krna hota he .......Umeed krta hon ap ko mere ye choti se tips Achi lage jo ge ..Thnku .
        • #19 Collapse

          Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

          Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy aj ham jis topic k bary ma baat kry gy vo plastice k dabbon py
          mabni ha aj ma apko is k advanyages or disadvantages k bary ma btao gi plastice k dabby har ghar ma istmal hoty han plastic k dabbon k
          bohat zyada faidy han isy ham zyada tar kitchen ma use krty hn ...
          advantages:
          ab ma apko is k advantages k bary ma btao gi is k bohat zyada faidy han plastic k dabby har ghar ma istmal hoty han plastice k dabbon
          ma hm koi bhi chiez rakh skty han agr hmari fridge choti ha to ham dabbo maa khana dal k fridge ma rakh skty han ya market ma different
          design k milk jaty han ya design ma bohat khobsorat hoty han or inki price sbhi aik disry sy different hoti han ham kitchen k bohat sy msaly
          jo khana bnany k liay istmal hoty han inki plastic k dabbon ma arakh skty han ham asar daal k bhi is ma rakh skty han plastic k dabbon k
          bohat zyada faidy han..
          disadvantages:
          ab ma apko is ka disadvanatges k bary ma btao gi iska noksan ya ha k ya jaldi tot jaty han or ya mehngy bhi hoty han
          • #20 Collapse

            Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

            Assalamu Alaikum dear Forex aaj ka hamara review plastic ke dabbe per mubny Hy plastic ke dabbe hamare liye bahut karamad hen hamen har jagah use kar sakte hain hamen mein Koi bhi chij Dal kar rakh sakte hain aur kahin bhi lekar ja sakte hain
            Advantages
            Ham plastic ke dabbe mein har chij Dal sakte hain ine ke andar khane peene ki achi abhi basane Dali ja sakti hain hamen ke andar chijen dalkar freeze kar sakte hain iske andar chijen kharab nahi hoti aajkal plastic ke dabbe har jagah yani han dukaan per maujud hote Hain aur saste bhi hote Hain isliye har Koi Na khareed sakta hai aap bhi Rekha hriday aur iske fayde hasil Karen.
            Disadvantages
            Jis tarah har chij ke bahut se fayde hote Hain is tarah dukh San bhi hote Hain ab Ham plastic ke dabbe ke nuksan ke bare mein jante Hain aajkal plastic ke dabbe ka istemal bahut badh gaya haiaur hamen har taraf sadkon per plastic ke dabbe dikhai dete Hain gire hue ye zameeni aur Pani ki aloodgi palette he aalu tikki se bahut si bimariyan phalne ka khatra hota hai marij aur bahut se Saro tafri wale mukamat ka Hussan bhi ja raha hai isliye hamen main har jagah per plastic ke dabbe ko rakhne ke liye munasib jagah ka intezar karna chahie aur logon Ko is ka Paband bhi karna chahie. Allah Hafiz dosto apna khyal rakhega Ham aapko dobara milenge ek nai I review ke sath.
             
            • #21 Collapse

              Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

              Asalam O Alaikum
              Dear friends jesa k ap aj k review k baray main janty hain jo k plastic k dabbon py mushtamil hai or ye her ki zaroorat hai or hmary roz marra k mamoolat main kaam atay hain ye hmain bohat kaam atay hain

              Introduction
              Dear members aj ka topic ghareloo ashya py hai jo k sub k kaam ka hai ye hmary bohat kaam atay hain plastic k dabon main hum apni cheezain store kr skty hain jo is maain mehfooz rehti hain

              Advantages
              Dear members jesa k ap janty hain k plastic k dabby taqreeban her ghar main hi mojood hotay hain is ka faida ye hai k hum is main apni koi bhi khany ki cheez daal k rakh skty hain koi bhi bachi hui cheez is main store kr skty hain is tarhan hmari cheezain mehfooz rehti hain or kharab nai hoti or hum in ko fridge main bhi rakh skty hain ye air tight ka kaam dety hain jin ki waja se hmari cheezain store rehti hain or hum in ko mehfooz kr skty hain or hmaro cheezain zaya nai jatin

              Disadvantage

              Jesa k ap janty hain k jis tarhan her cheez k faidy hain usi tarhan us k kuch nuqsanat bhi hain jesa k plastic k dabon k faidy k sath nuqsanat bhi hain or wo ye hain k agar hum halki quality k lety hain to wo jaldi toot jatay hain or hum zyada din is main koi cheez store nai kr skty kiun k phir us ka zaiqa change hi jata hai or hum zayada din plastic k dabon main zyada din k liye apni food store nai kr skty

              Umeed krti hoon ap meri bt se ittefaq krain gay ap bhi ap reviews zaroor share krain thank you
              • #22 Collapse

                Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

                Assalamu Alaikum friends aaj ka hamara review plastic ke dabbe per mubny Hy plastic ke dabbe hamare liye bahut karamad hen hamen har jagah use kar sakte hain hamen mein Koi bhi chij Dal kar rakh sakte hain aur kahin bhi lekar ja sakte hain
                Advantages
                Ham plastic ke dabbe mein har chij Dal sakte hain ine ke andar khane peene ki achi abhi basane Dali ja sakti hain hamen ke andar chijen dalkar freeze kar sakte hain iske andar chijen kharab nahi hoti aajkal plastic ke dabbe har jagah yani han dukaan per maujud hote Hain aur saste bhi hote Hain isliye har Koi Na khareed sakta hai aap bhi Rekha hriday aur iske fayde hasil Karen.
                Disadvantages
                Jis tarah har chij ke bahut se fayde hote Hain is tarah dukh San bhi hote Hain ab Ham plastic ke dabbe ke nuksan ke bare mein jante Hain aajkal plastic ke dabbe ka istemal bahut badh gaya haiaur hamen har taraf sadkon per plastic ke dabbe dikhai dete Hain gire hue ye zameeni aur Pani ki aloodgi palette he aalu tikki se bahut si bimariyan phalne ka khatra hota hai marij aur bahut se Saro tafri wale mukamat ka Hussan bhi ja raha hai isliye hamen main har jagah per plastic ke dabbe ko rakhne ke liye munasib jagah ka intezar karna chahie aur logon Ko is ka Paband bhi karna chahie. Allah Hafiz dosto apna khyal rakhega Ham aapko dobara milenge ek nai I review ke sath.
                 
                • #23 Collapse

                  Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

                  Assalamu Alaikum dear member aapane bahut Achcha topic choose Kiya Hai plastic ke bartan ke bare mein...

                  Introduction:

                  Dear member Jaisa ke aap sab log Jante Hain ke plastic ke bartan Har Ghar ki jarurat hai aur kya Har Ghar Mein istemal Hone Wali chij Hai Hamen plastic ke bartan mein cup glass water jug plates aur plastic ke dabbe vagaira mil sakte hain...

                  Advantage:

                  Dear member plastic ke Dabbu ke bahut jyada advantage hai jehar ghar ke Kitchen mein Main Pi jaane wali chij hai plastic ke bartan less weight Hote Hain Hamen Mein Koi chij taiyar Karke rakh sakte hain yah main market mein Main Chhote aur Bade donon size mein mil sakte hain yah bahut alag kism ke Hote Hain in mein se kuch bahut acchi quality ke Hote Hain Jin ko Ham easily use kar sakte hain yah market mein Main different price aur different quality aur different colour mein Paye Jaate Hain Inka sabse bada fayda yah hai ki Ham Mein Koi Bhi chij Banakar Apne bacchon Ko school mein de sakte hain Iske alava agar humne Apne Kisi e relative ko koi bhi dish vagaira Banakar bhej Ne Ho To Ham isliye bhej sakte hain...

                  Disadvantage:

                  Dear member plastic ke dabbe ke bahut jyada disadvantage bhi Paye Jaate Hain Kyunki Main bahut jyada germs Ho Hote Hain Agar Ham in koi bhi chij garm ki Hui dalen to vah ham Agar khaenge to hamare andar Bahut Si bimariyan Ban sakti hai Iske alava yah bahut jaldi kharab ho Jaate Hain aur is ka sabse bada nuksan yah hai ki ine mein se a a smell bahut Aati Hai...thanks
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: yah view plastic ke dabbon per mabani hai

                    ASSLAM ALAIKUM!!!

                    TOPIC : PLASTIC K DABBON

                    INTRODUCTION :

                    Dear friends, Humara aj ka Review " Plastic K dabon " Pe mabni hai. Plastic K dabay daily use aur kitchen use k products hain. In ko hum kitchen me different cheezon ko store kernay Aur different purposes K liay use ker saktay hain.

                    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12335834

                    Me ap k sath plastic K dabon K advantages Aur disadvantages discuss karoon gi.

                    ADVANTAGES :
                    Plastic K dabon K bht se advantages hain in ko hum different cheezon ko store kernay k liay use kertay hain fridge me bhi Kuch rakhna Ho tu in ko use ker saktay hain Agr ye boxes air tight Hoon tu Aur bhi Achha hai Kiun k Phr is me Kuch kharab nai hota. In ka use fridge se bahir cheez rakhnay K liay Kia ja sakta hai. Ye her size K available hotay hain Aur market se easily MIL jatay hain..

                    DISADVANTAGES :
                    plastic K dabon K advantages K sath sath Kuch disadvantages bhi hain. Kuch plastic K dabay Achhi plastic se nai bntay un me harmful compounds hotay hain jo k insani sehat K liay Achhay Nai hotay . Is k elawa plastic K dabay jaldi toot bhi jatay hain. Aur Kuch K dhakan air tight Nai rehtay.

                    CONCLUSION:
                    Plastic K dabon K topic ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k ye Aik daily use ka product hai Aur in K Kuch nuqsan bhi hain but in ko purchase kertay waqt Achhi plastic walay dabay purchase kernay chahiay jin ki quality Achhi ho.

                    THANK YOU!!👍

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X