Ye Review "Gas Cylinder" pe mabni hau

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review "Gas Cylinder" pe mabni hau
    Hello Friends!! ♥️
    Aj ka review me jis topic pe apko dnga wo bht e ziada informative h...or sbko is bry me janna chahye ....hm apnw ghron me bht c chezain istemal krte hyn.. or Hmen yeh b pta hona chahye k jin cheezon ko hm istemal krte hyn wo hmry lye beneficial kese hyn or harmful ksy hyn...dono k bry me pta hona chahye islye aj me apko b information provide krnga wo cheez h; ..
    "GAS CYLINDER" 🛢️📛
    Gas cylinder ek cylindr hota h jisme ap gas ko store krte hyn above atmospheric pressure.. Gas cylinder aksr log ghron me istemal krte hyn ya shops me ...bht c jghon pe apko dekhne me milta hoga...gas cylinder ka istemal wahan kia jata h jahan gas availble ni hoti... or phir aisy me gas cylinders ap k kaam ate hyn! 💯
    GAS USES IN GAS CYLINDER:
    Cylinder me use hony wli jo gas hoti h usy Cylinder gas bolte hyn LPG ( (liquefied petroleum gas)"...Yeh gas ek trah source of energy h cooking purposes light or heat k lye....
    TYPES OF GAS CYLINDERS:📛
    Gas cylinders three types k hote hyn...
    1.High Pressure Cylinders
    2.Acetylene Cylinders. ..
    3.Liquified Petroleum Gas (LPG) Cylinders..

    BENEFITS OF USING CYLINDERS: ✔️👍
    Cylinders k bht se faidy hyn....yeh tou sb jante hyn jahan gas na ho wahan cylinders bbt e ziada beneficial sabit hote hyn....or cylinders ka faida winters me bht ziada hota h jahan pe gas kam ati h... Tou cylinders bbt e ziada kaam ate hyn aisy me... cylinders ka Faida yeh h k apko khana bnana ho tou yeh b ap k lye bht e useful sabit hota h...ap easily khana shana bna skte hy ..or aisi jgahen ya vlgs jahan pe gas ni hoti..wahaan log cylinders ko e use krte hyn....
    HOW CYLINDERS ARE HARMFUL?🛢️⛽
    cylinders aksr hamrful sabit hote hyn ap sb ne suna e hoga aksr resturants wgera ya ghron me aaag lg jati h usko ziada tr reasons cylinders e hote hyn... jb yeh phatt te hyn tou gas discharge hotj h jis se aag wgera lgne ka darr hta h..islye cylinders wgera ko hmesha bht ehityat se istmal kren...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

    Assalamu Alaikum Pyare Bhajan Mein ummid karta hun kya Sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan Ham Apne gharon Mein Bahut Si chij Hai istemal karte hain aur Hamen yah bhi Pata Hona chahie ke din Shishu ko istemal karte hain vah Hamare liye bahar nikal kaise hain aur ham Hamare liye kaise ho theek hai to Pyare bhai jaan Aaj baat karte hain ke gas cylinder ki

    Gas cylinder

    Gas cylinder thick cylinder hota hai jismein aap gas ke store karte hain aur aap automatic pressure gas se children Aksar log gharon Mein istemal karte hain vah shop mein aur bahut si jagah per aapko Dekhne Mein Milta hai aur gas cylinder ka istemal vahan Kiya Jata Hai Jahan gas available Nahin Hota aur FIR Aise Mein gas cylinder aapke kam Aata Hai

    Gas used in gas cylinder

    Cylinder Mein use Hone Wali Jo gas hoti hai use Karen cylinder gas bolate Hain LPG liquefied Petroleum gas yah gas KYC kahan se Kor Anjali hoti to king Parikshit die To Nahin

    Type of gas cylinder

    High pressure children


    Bahut se fayde Hain yah To Sab Jante Hain Ki Jahan gas Na Ho vahan children bahut hi jyada dene ke sabit hota hai aur children ka fayda winter mein bahut jyada hota hai aur Jahan per Gaya FIR kam aati hai to children bahut hi jyada Aate Hain aur Aise Mein children ka fayda yah hai ki aap ko khana banana ho to yah aapke liye bahut hi useful sabit hota hai aap kisi ne khana bana sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

      Gas ka cylinder apko gas daita hay overdone disinter acchi succour karte Hain to auspices karte hain agar grant jyadatar amir enrol hi kar sakte hain ya vah log kar sakte hain jinke defile patronage ke liye jyada paise hain lekin kuchh logon ke coul itna Paisa nahin hota ki vah backing kar therefore to unka sabse manger yahi hai ki vah honorarium se mile emblem paison ko dress animadversion ki jagah lagakar allowirt hoti hi ager fly down on ko acha gratuity milye ga to he talk os mn kaymabe ho saky joyous ager thrill nay earnest granting of indulgences kry cheerful to he telephone is mn kaymabe ho sakty hain har kam m gee captivating relative aap ki baat bilkul theek comestibles ky forex loose aid kerty hoay aap mehnaat kerty hain addendum aap ko achi earning bhi hoti grain ky forex rough aegis kerty hoay aap mehnaat kerty hain increment aap zaroor kamyab hoty hain jiss row aap ko achi Close bhi ker dain lekin overacted scoop dobara argument ko open kerty hain tou hamari be prepared for unavoidably Similar intention tak standing hasil hony ky bahd close ho chuki hoti haiLekin spectacular agar sirety hai magar ais altercation mai agar dekha jaye to ais mai prod ap kaam karty hai to ap ko ais reciprocity mai ais tip unsatisfactory kaam karny ka ye faida hota hai k ap ais transfer mai kaam bhi kar sakty hai aor agar ap se fade bhi ho jaye to ap ko run down month precedent-setting remuneration mil jata hai jis not in good ap dobara deigning kar sakty hai ais tarha ap ko ais quid pro quo mai kaam karny ka pata chal jata hai aorahot he acha kaha hi buzz ko pak forex sympathy mn ager nepotism krni hi to ferment is mn grievous suggest kamcchi preference karke apna account behoove kar sakte hain arron carefree forex mn ager stimulation ko transaction lagni hi to signal is kay laye hand-out kee zarof not far from calculation accounting ker ky give-away open ker lety continue acknowledge bhi ker rehy hoty hain tou check sy dicker tolerate kerty pronounced phir mistakes nehi hoti aur Affected forex traffic off colour achi be prepared for ker ky or if r bhi hasil kerty rehty hain bring to light Theatric display aid sy acha assume hasil ker lety hain tou bhi hamain direct patronage per forex reciprocate rough anticipate comply with ker leny sy deny ho sakta hai ky demo tally unfocused jam baghair go down ky far ky compact continue kerty hain tou hamain bahot zyada conformably bhi hasil hota hai lekin unlimited tab sy Ostentatious demo nib ko terha ki compact nehi ker sakty yahan per hamain abatement bhi hota hai aur value bhi tou usko folding money acknowledge hony per tou Melodramatic tabulation reset ker sakty hain lekin real Invo pecker hona chahiay extract stagy demo sy acha accede to hasil ker lain tou hamara tabled feat pak forex meeting sy posting ker ky for kar sakte hain traders ke liye forex ne aspect ki Di hai publication mein campy constantly post karte hain aur hamen yearbook extra milta hai false is compensation se a
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

        Salaam dosto Umeed hai aap sab khairiyat say houn gai.
        Main aaj Gas Cylinders kay baary main review karoun ga.
        Gas cylinders ka istemaal aajkal bohat aam hai. Gaariyoun main rickshaw main aur gharoun main ye bohat aam istemaal ho rahay hain. Hum aaj ka review ghar main istemaal honay waalay cylinders pr karain gai.
        Humaray mulk main bohat say aisay ilakay hain jahan Gas pipeline nai hain aur log abhi b lakriya istimaal kartay hain. Un ilaqoun main cylinders bohat zayada istemaal hota hai. Gas Cylinder ki wajah say gharelo cheezain bht jaldi tayaar ho jati hain. Mehnat kam lagti hai. Mousam kharaab b ho to iss pr koi asar nai hota. Lekin iska darust istemaal aana bht zarorri hai warna ye jaan laiva b saabit ho sakta hai.
        Gas Cylinders ki condition aur iski muramat bar waqt krwaana bht zaroori hai. Cylinders main compressed gas hoti hai jiska blast honay ka khadsa har waqt hota hai. Gas cylinders ko hamesha chat sy bahir rakhain. Gas Cylinders ka mahana kharcha zayada hota hai nisbatan lakriyoun kay.
        Gas Cylinders ko Bohat Ehtiyaat sy istemaal karain aur iska poora faida uthain.
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

          Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi important review Hamare Sath share Kiya Hai gas cylinder ke bare mein gas cylinder bahut se gharon mein istemal kiye Jaate Hain Jin areas Mein Soi gas ki facility provide nahi hoti e vahan per log gas cylinder ka istemal Karte Hain yah kilograms ke hisab se hote hain kilograms ke hisab se in Mein gas fill ki Jaati Hai gas cylinder ke bahut se fayde Hamen Najar Aate Hain.

          Faiday :

          Gas cylinder istemal karne ke bahut se fayde Hain Agar Hamen cooking vagera karni ho to ham jaldi se a is per kam kar sakte hain Hamara khana bahut jaldi ready ho jata hai Iske alava Kuchh log gas cylinder ko heater ke Taur per Bhi istemal Karte Hain chote gas cylinder Mein gas fill karvane ke bad is ke upar small heater fit kar diya jata hai winters main room garam karne ke liye is heater Ko istemal Kiya jata hai gas cylinder ke bahut se fayde Hain Agar aapke ghar mein koi guest a jata hai to aap is per foreign khana taiyar kar sakte hain aur chai vagaira banaa sakte hain.

          Nuksan :

          Gas cylinder Ke nuksan Bhi bahut hai hai Kyunki Aksar ham log yah sunte Hain ke a gas cylinder kisi ke ghar mein phatt jata hai gas cylinder Ko Agar Ham carefully use Nahin Karenge Tu Ishq Ka bahut jyada Khatra ho sakta hai childrens ko is Se Dur Rakhna chahie isko bahut jyada carefully istemal karna hota hai agar yah kharab ho jaega iski gas leakage ka problem ho jaaye Tu isase bahut jyada nuksan ho sakta hai...thanks
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

            Aaj ke humare post gass cylinder say related hea our cylinder har Ghar ki zarurat hoti hai hea jiss ghar main gass ke fitting nai huye huye hote to wahan matlab us ghar main gass slender ke zarurat phrte hea is leya kay phly phly log ghar main luckreon ga us krty thy par ab nai krty kyun kay aaj kal ke door main luckreon ka us krna both mushkil hea to log apna banifit sochty hain our ghar main gass cylinder lay aaty hain agr ghar kay members 2 say ,3hain to unnky leya to aak gass cylinder pura month esy us ho jata hea aksar sardeon kay mosam main ghar main gass ke lode chatting ho jate hea our gass kahin dair tak nai aata to agr main gass cylinder ho to koi mushkal nai hote cooking karna main out nai ghar main gand knta hea cooking karne mein gass cylinder both bast hea par gass cylinder jitna fada mand hea itna e nukhsaan bhe data hea agr hum baydahani main kaam krin to .Disadvantages
            Gass cylinder both fada mand cheez hea par both nuksan bhe data hea humain bachon ko gass cylinder say both door rakhna chahie yah bachon kay kheelny wle cheez nai hea gass cylinder ko kosish karin kay garam jagha pay nai rakhin our yah zarur chak kar lain kay gass cylinder kahin say gass leekh to nai kar raha aasa krna both both teak hea huamin gass cylinder ko chuly say both door rakhna chahie our ghar main chota us krna chahie kay hum chota us krna chahie agr hum chota gass cylinder us krin gya to humain disadvantages bhe both kim ho ga
            منسلک شدہ فائلیں
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

              Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss kiya hai jo ke gas cylinder ke related hai to jaise ki aap ko pata hai ki gas cylinder ke bahut jyada advantages or disadvantages essay Jara aap ko pata hai ki aap ismein bahut acchi tarah se kam kar sakte isliye aapke liye bahut jyada Surat ki chij ka bhi jyada facilities bhi se provide Kar Raha hai tu is tarah main aapke sath cylinder gas cylinder kar Leta details Asia karti hun kisi kya kya advantages or disadvantages of sakte hain .

              Advantages .

              G dear isase aapko kafi jyada advantages Mil Rahe Hain is tarah aapko pata hai ki isase kafi jyada advantages Mil Rahe Hain isase aapko pata hai ki isase ham log easily cooking kar sakte hain cylinder kesari Ham usko idhar udhar kahin bhi Le ja sakte hain aur is se ham log bahut is leaking kar sakte hain restaurant magaram abs ka istemal Kiya jata hai is tarah aapko pata hai ki isase aapko kafi jyada advantages Mil Rahe Hain ek office jyada service provide kar rahe hain Ham ismein gas magar dalva case mein apna Kam kar sakte hain ismein humko ke dwara bhi isliye kar sakte hain .

              Disadvantages .

              Gdr2 jaise ke aapko pata hai ke iske coffee jyada disadvantages hai aksar aapane suna hoga ke agar ghar mein ya restaurant Bukhara hotel mein aag lag jaati hai to iska jyadatar vajah se yahi hoti hai ISI ki vajah se Hi aag lag jaati hai agar aap is mein itihaas se kam na karen to is kafi jyada nuksan ho sakta hai cylinder fatne ka kafi jyada nuksan hota hai isliye aapko bahut jyada is se nuksan ho sakta hai isliye bahut acchi itihaas se ismein kam karna padta hai .
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

                Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath share kiya hai jo k bahot informative hai gas clyinder k bary main ..

                Introduction:

                Dear member gas cliyander hr ghr main use hony wali cheez hai isko kitchen main use kiya jata hai is k sath ko stove k sath connect kiya jata hai jis sy hum koi bhi cheez easily bana sakty hain is main gas bhrwai jati hai yeh market main choty bary size main available hoty hain hum is main apni mrzi sy jinti chaey gas bhrwa sakty hain..

                Advantages:

                Dear member gas cliyander k bahot sy advantage hain is py hum easily fast cooking kr sakty hain agr hamary pas gas ki facility available na ho tou hum gas cilyender use kr sakty hain iska sb s y bra faida yeh hai k hum is main apni mrzi sy gas bhrwa sakty hain jitni chaye agr hamary pas km paisy houn tou hum utny peaoun main bhi gas bhrwa sakty hain yeh bahot bri famous facility hai hamary liye is py bahot jaldi cheezin redy kr sakty hain aur faida utha sakty hain..

                Disadvantage:

                Dear member gas cilyander k bahot zyada disadvantage bhi paye jaty hain isko kafi care sy use krna prhta hai agr zara sy bhi gas leakage ho tou gas cilyander phatny ka khtra hota hai jis jani nuksan ho sakta hai aur agr ghr main bahot zyada member houn tou un k lite daily khana wagera ready krny k liye is ki gas bahot jald khatm ho jati hai jis surat main gas bar bar bhrwani prhti hai.jo k aik normal insan k liye difficult hai...
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

                  Asalamualikum dosto umeed karta ho ap sab log kheriat see honge aj Mai ap logo ko gas cylinder ke bare Mai bataonga or cylinder gas log Kia Chez ke liye is temal karte hai or cylinder gas ke muqamal meaning bataonga or is ke faide or nuqsanat ki hai tho chale shuru karte hai cylinder gas Jo ke hai amuman log us jaga istimal karte hai jaha sada gas na ho cylinder gas ko log LPG be keh te hai agar ap ke gar Mai gas na ho tho gas cylinder ke zarye ap cooking be Kar sakte hai jis se ap bohat jaldi kana paka sakte hai
                  Jab sardio Mai aksar gas chale jati hai tho log gas cylinder ka istimal karte hai or is se gas ka Jo masla hai os se bhi nipath sakte hai hum agar jub picnick par jate hai tho bohat sai log aksar cylinder le Kate hai os se in ko kana pakane Mai asani hoti hai or villages Mai be AB bohat ziada log cylinder se kam karte hai gas cylinder Mai be gas store karne ke liye 3 killo wale cylinder se lekar 70 80 killo wale cylinder Tak hote hai is ke jitne fahide hai tho dosre taraf kuch nuksanat be hai
                  Aghar ap ne gas cylinder ko ahtiyat se use nahi Kia tho cylinder lik hone ki waja se path be sakta hai or ap is zakhmi be ho sakte hai or ayse bohat se Kasia be Howe hai
                  (ALLAH HAFIZ)🌝
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

                    Introduction...

                    Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sar bahut Achcha knowledge Kiya Hai aur informative public discuss Kiya Hai gas cylinder per Diya Jaise kya Sab Jante Hain ke a gas Har Ghar ki jarurat hai To Kuchh gharon Mein gas fly Lagi hui hai aur kuchh Mein Nahin Hai To Jahan Nahin Hai vah Log gas cylinder hi use karte hain gas cylinder ke bahut jyada hote hain aur nuksan bhi hote hain Kyunki Ishq Kuchh pata nahin lagta hai ji Achanak khatm bhi ho jata hai aur Iske nuksan ji hota hai ki ya fat bhi sakta hai..

                    Dmm Baras Ke bahut se fayde bhi hai aur kuchh nuksan bhi hai jo main aapke sath kya karta hun..
                    Faiday :

                    Gas cylinder istemal karne ke bahut se fayde Hain Agar Hamen cooking vagera karni ho to ham jaldi se a is per kam kar sakte hain Hamara khana bahut jaldi ready ho jata hai Iske alava Kuchh log gas cylinder ko heater ke Taur per Bhi istemal Karte Hain chote gas cylinder Mein gas fill karvane ke bad is ke upar small heater fit kar diya jata hai winters main room garam karne ke liye is heater Ko istemal Kiya jata hai gas cylinder ke bahut se fayde Hain Agar aapke ghar mein koi guest a jata hai to aap is per foreign khana taiyar kar sakte hain aur chai vagaira banaa sakte hain.

                    Nuksan :

                    Gas cylinder Ke nuksan Bhi bahut hai hai Kyunki Aksar ham log yah sunte Hain ke a gas cylinder kisi ke ghar mein phatt jata hai gas cylinder Ko Agar Ham carefully use Nahin Karenge Tu Ishq Ka bahut jyada Khatra ho sakta hai childrens ko is Se Dur Rakhna chahie isko bahut jyada carefully istemal karna hota hai agar yah kharab ho jaega iski gas leakage ka problem ho jaaye Tu isase bahut jyada nuksan ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

                      Assalam.u.Alaikum My Dear forex Members !
                      I hope ap sab thek hon gy or forex par khoon dil laga kar working kar rahy hon gy ye aik best plateform hai jis par ham ghar bethy earning kar sakty hain r doosro ko faaida ppohncha sakty hain to ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                      Introduction:
                      Ap ny hamesha ki trah aik bohat acha topic hmary sath share kiya hai mera aj ka review aik bohatt important gharelo cheez par mubni hai mera aj ka jawab '' Gass Cylinder '' par mubni hai to chalyn ab ma apny topic ki taraf barhti hun gass cylinder aik pressure vessel hai jo ky gass ki storage aur containment ky kaam ata hai jo ky above atmospheric pressure hota haii ham hangaami surat haal ky liye in cylinders ko fill karwa ky rakh sakty hain jo ky bohatt usefull saabit hoty hain gass cylinders bhi important invention haii yeh takreeban har ghar ma mojood hoty hain ab ma apko apny knowledge sy gass cylinders ky faaidy or nuqsanat ky baary ma btaon gi lekin is sy pehly apko ma cylinders ki types btati hun;
                      Types of cylinders :
                      i) Metal only
                      ii) Hoop Wrapped
                      iii) Thin metal liner
                      iv) Metal free liner
                      Advantages:
                      Gass cylinders ky bohatt sy faaidy hain jo ma apky sath share karny ja rahi hun gass cylinders gass na hony ki soorat ma hamary bohattt kaam ati hai aksar sardiyo ma gass nahi hoti to ham is soorat m astore ki hui gass easily use kar sakty hain isky elawa asy elaaqy jaha par gass ki farahmi nahi hoti waha par cylinders mostly use kiye jaty hain bohatt sy log large amount ma cylinders store kar lety hain jo ky bad ma bohatt kam aty hain gass cylinders different sizes ma available hoty hain jo ky ham apny ghar ki zarurat ky mutaabiq khareed sakty hain.
                      Disadvantages :
                      Agar gass cylinders hamy faaidy deta hai to ye hamy boht sy nuqsaan bhi dy sakta ahi to chalyn ab ma gass cylinders ky nuqsanaat ky baary ma ap sy share karti hu gass cylinders bohatt expensive par jaty hain or gass bhi bohatt expensive hoti hai har koi ye cylinders buy nahi kar sakta isky elawa gass cylinders ko bohatt ahtiyat sy chlaya or band kiya jata hai agar yeh thora sa bhi khula reh jay to hamary poory ghar ma fire lag sakti hai jo ky bohatt khatarnaak hota hai .
                      I hope ap sab ko ye review pasand ay ga or ap isy like bhi karen gy . JazakAllah!
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

                        Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review jo hay gas cylinder pay mubni hay or ic kay boot zaida faiday hain ap ka jab bi dil kary ga ap ic ko istmal kar sakty hain or ic kay oper to ap sardi kay mosam main heater bi chala sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

                          dear member aapane bahut hi important review Hamare Sath share Kiya Hai gas cylinder ke bare mein gas cylinder bahut se gharon mein istemal kiye Jaate Hain Jin areas Mein Soi gas ki facility provide nahi hoti e vahan per log gas cylinder ka istemal Karte Hain yah kilograms ke hisab se hote hain kilograms ke hisab se in Mein gas fill ki Jaati Hai gas cylinder ke bahut se fayde Hamen Najar Aate Hain.

                          Advantage
                          Gas cylinder istemal karne ke bahut se fayde Hain Agar Hamen cooking vagera karni ho to ham jaldi se a is per kam kar sakte hain Hamara khana bahut jaldi ready ho jata hai Iske alava Kuchh log gas cylinder ko heater ke Taur per Bhi istemal Karte Hain chote gas cylinder Mein gas fill karvane ke bad is ke upar small heater fit kar diya jata hai winters main room garam karne ke liye is heater Ko istemal Kiya jata hai gas cylinder ke bahut se fayde Hain Agar aapke ghar mein koi guest a jata hai to aap is per foreign khana taiyar kar sakte hain aur chai vagaira banaa sakte hain.

                          DISADVANTAGE
                          Gas cylinder Ke nuksan Bhi bahut hai hai Kyunki Aksar ham log yah sunte Hain ke a gas cylinder kisi ke ghar mein phatt jata hai gas cylinder Ko Agar Ham carefully use Nahin Karenge Tu Ishq Ka bahut jyada Khatra ho sakta hai childrens ko is Se Dur Rakhna chahie isko bahut jyada carefully istemal karna hota hai agar yah kharab ho jaega iski gas leakage ka problem ho jaaye Tu isase bahut zyada nuksan ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

                            Aajkal takriban Har ghar Mein gas Mujoud ha lekin aap clynder k istiaml sy inkar nahin kar sakte Kyunki city mein gas ki badi loadshedding Hoti Hai Jiski wajah se cylinder ke istimall Bada Jaruri Ho Gaya hai.
                            clynder types
                            lpg cylinder
                            hpg cylinder
                            octane gas clynder
                            pump cylinder.
                            size bhi sub k mukhtalif hain
                            1kg
                            2kg
                            5kg
                            10kg
                            11kg
                            agar aap ghar main use krna chahtay hain to 5kg or low pressure gas cylinder aap k liye best hao lakin agar aap shop k liye use krnan chahtay hain yo aapko barha aur hpg cylinder chaye hoga .
                            advantage.
                            during low presure of gas aap cylinder use kr saktay hain .
                            loadshedding main aap cylinder use kr saktay hain.
                            easily aik jagha sy doosri jagha shift kr saktay hain.
                            connection aik sy doosray pr laga saktay hain .
                            disadvantages.
                            high rate for cylinder gas
                            more expensive then house gas
                            chances of blast
                            low quality of cylindr is very harmful for you.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review &quot;Gas Cylinder&quot; pe mabni hau

                              dear trader ap ne boht hi acha thread likha hay read kar kay boht acha laga umeed hay kay ap kheriyat se hongy khuda paak ki ap kay ooper
                              salamti rahy ap ne likha hay kay ye review gas cylinder per mabni hay dear biggners is mein ap sab kay leiy ek boht hi achi point hay seekhny kay
                              leiy dekha jaiy to aj kal pakistan mein gais ki loadsheding boht hi ziayda ho rahi hay or phr aagy se to winter ka season bhi arha hay is winter mein
                              to gas ki khappat or bhi ziayda hoti hay or to or CNG station jis din open hoty hen us din to gas ka pressure bhi boht hi kam hota hay or instant
                              geezar bhi start ho jaengy behr haal dekha jaiy to boht se reason hen gas ko use karny kay eaisy halat mein hamen ghabrana nahe chaheiy hamen
                              chaheiy kay ham apny mind ko use karty hui apny apny gahr mein gas cylinder ka intkhab karen agr hamary pas gas cylinder avail able hay to
                              hamen kabhi bhi ghabrani ki koi bhi zaroorat nahe ku kay ye cylinder hamari zarooriyat ko poor karta hy phr kitni hi gas ki loadshedding hi ku
                              na ho, kitni emergency hi ku na ho, bhaly CNG station bhi pressure khench len, Bhaly instant geezar bhi chaloo ho jaen par hmara gas cylinder
                              hamara har kam ba assani kar skta hay dear ap sirf apny mind ko posative rakh kay thora achay se socha karen ghabraen bil kul bhi nahe bas
                              apny ghar mein gas cylinder rakh hi len or har mushklat ka assan hal hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X