Yh review tissue paper par mabni hai ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

    Assalam O Alaikum dear friends aaj ka hamara ye review Tissue paper par mabni hai dear friends tissue paper ek buhat naram malym kagaz hota hai jis ko aaj kal buhat zayda use kiya ja raha hai ye ek emergency towal k tor par use hota hai our is ko just ek bar hi use kiya ja sakta hai tissue paper aam tor par paper ki recycaling k zaryai bany jate hai our ye mukhtalf companies and flavors main dastyab hai



    Click image for larger version

Name:	tissue.jpg
Views:	1
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12334242
    Advantages :

    dear friends tissue paper k mandrja zail Advantages hote hai

    • dear friends tissue paper aap ki skin ko alodgi se bachate hai
    • agar aap ko zukam wgera laga hai to aap k liye tissue paper achy hoty hai
    • tissu paper ko kahna khane k bad hat saf karne k lye use kia jata hai
    • washroom main tissu papaer use hote hai
    • achi quality k hotal main khana ya drinks k sat tissue papar lazmi diya jate hai
    • tissue paper haton se mu main nuksan da bectariya jane se b bachata hai


    disAdvantages ::

    dear friends is k kuch disAdvantages bhi hote hai


    • log tissue paper ka use kar k isy kahin b phaink dete hai is tarah alodgi ka bays bante hai
    • tissue paper ak zayd use aap ki sehat k liye b nuksan de hai
    • ye just ek hi bar use ho sakte hai
    • tissue paper agar geeley ho jay to kharab ho jate hai
    • bad quality k paper aap ki sehat par asar andaz hote hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

      Tissue papers ka use ajkal ky dir mein bhut zeada barh gaya hai.​Tissue papers log decades se use akrty aa rahy hain. Aur bhut si companies ky tissue papers different purposes ky liye use kiye jaty hain. Yeh tissue papers aap ko bhut se benefits dety hain. Is lye bhut se log tissue papers ka istemal karty hain. In ky benefits aur kinds ka jaiza nechy dia gaya hai.
      ADVANTAGES :

      POCKET TISSUE PACK :


      Market mein pocket Tissue packs available hoty hain jo ky aap apni pockets ya handbags mein asani se apny sath carry kar skty hain. In tissue packs ka istemal aap various ways mein kar skty hain. Agar aap ko flu waghera hai to aap in ko istemal kar ky nak oe rkh skty hain. Isi trha yeh aapko dust se bchaty hain. Aur aap ko different allergies aur dust se bcha skty hain.

      WASHROOM TISSUE ROLLS :

      Market mein washroom rolls bhi mojud hain jo ky bhut se log washroom mein cleaning purpose ky liye use karty hain. Western countries ko dekha jaye to wahan bhut se log washrooms mein tissue rolls ka istemal hi karty hain. Isi trha ager dekha jaye to bary airports, railways waghera ky washrooms mein jahan pani available nah ho to aapko tissue rolls ka use karna parta hai.

      DINING PURPOSE :

      Bhut si parties aur Walimas mein agar aap dekhyn to aap ko tissue diye jaty hain. Kyn ky sab log khana khany ky bad haath dho nahin skty islye hathon ko saf karny ky loye wahan aapko tissue diye jaty hain. Isi trha restaurants waghera mein bhi khany ky bad hath saf karny ky liye tissue papers hi diye jaty hain.

      FACE TISSUES :

      Face ky liye alag soft tissue hoty hain jo ky aap face cleaning ky liye use kar skty hain. Jab aap different products use karty hain to face cleaning ky liye aap soft tissues ka istemal kar skty hain. Aur sensitive skin ko saf krny ky liye bhi soft tissue istemal ho skty hain.
      • #18 Collapse

        Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

        Introduction:Tissue paper product ko paper machine me tayaar kia jata hay, ye paper minimum size ka hota hay es ley es ko khas tareeqy se hi tayaar kia jata hay, Es paper ki tayaari me heated drying cylinder ki zarorat hoti hay jes ko shortcut me Yankee Dryer be kaha jata hay ye cylinder hot air peda karta hay jes ki waja se es paper ki tayaari me jo huge water use kia jata hay es ko ye dry karny me help deta hay, tissue paper ki industrial base par large scale se production 1960 me western Europe ne ki,

        Advantages:Tissue paper ko commonly use personal use key ley kia jata hay es ka use home me be kia jata hay aur hotel key sath bathroom me be kia jata hay bathroom me different low quality ka tissue paper tayaar kia jata hay jes ki price be low hoti hay aur sath me es ki quality be low hoti hay jab key personal use key ley ya be kahny key bad hathu ki safai key ley jo tissue paper tayaar kia jaye es ki price me zeyada hoti hay aur achi quality ka paper es me use kia jata hay, es tissue paper me perfume be shamil kia jata hay jes ki waja se es ko bahot hi pasand ki jata hay, ye tissue paper hamy market se different colors key mil sakty hey aur high aur low quality key ye tissue paper ham apni marzi se khareed saskty hey,

        Disadvantages:safai key ley tissue paper bahot hi zarori cheezi hoti hay es ley me nahi samjta key es ka nuqsan hamary health ko ho sakta hay ye es ki price zeyada hoti hay, tissue paper ka 1 hi nuqsan ye zaror hota hay key es ko 1 hi bar use kia ja sakta hay.
        Click image for larger version

Name:	Importance-of-Tissue-Paper-in-Todays-World-700x285.jpg
Views:	1
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12334247
        • #19 Collapse

          Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

          Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members!
          I hope guys ap sab fine hon gy or forex par mehnat kar rahy hon gy agar ham mehnat nahi karty to hamy bhi meetha phal mily ga to chalyn ab ma apny aj ky topic ki tarf chalti hun.
          Introduction:
          G guys ap ny hmary sath bohatt acha topic hmary sath share kiya hai mera aj ka jawab '' Tissue Paper '' par mubni haii tissue paper har ghar or har office restaurant e.t.c ma bohatt use kiya jata hai tissue basically aik kightweight paper or light crepe paper hota hai jisy recycled paper pulp sy bhi bnaya ja sakta hai tissue paper wide range ma available hian or foreign countries ma to inka bohatt zyada istemaal kiya jata hai tissue papers different types ky hoty hain jesy ky;
          i) Hygienic tissue paper
          ii) Facial tissue paper
          iii) Paper towels
          iv) Wrapping tissue
          v) Table napkins
          Advantages :
          Tissue paper ky bohatt sy advantages hain jo ma ap sy apny experience or knowledge sy share karun gi;
          1. Tissue paper hamy easily available hota haii...
          2.Tissue paper hamy hygienic properties farahm karty hain..
          3.Agar hmary pas paani available na ho to ham hygieniv tissue sy hath saaf kar sakty hain..
          4.After taking food ham isy hath saaf krny ky liye istemaal karty hain..
          5.Yeh bohatt soft hota hai hmari skin ko nuqsaan nahi pohnchata..
          6.Ye environment friendly hoty hain..
          7.Tissue ko recycle bhi kiya ja sakt hai..
          Disadvantages :
          Tissue paper ky kuch disadvantage bhi hain ;
          1.Aksar hamy copy tissue avail hojaty hain jo ky hmari skin ko khrab kar dety hain..
          2.Kuch tissues ki quality itni low hoti hai ky ye within a second hi phat jaty hain...
          3.Kuch tissues ka bur sa hatho or face par lag jata hai jo ky bht bura lgta hai..
          4.Hygienic tissues kuch expensive hoty hain..
          I hope apko mera review pasand ay ga or ap isy like bhi karen gy . JazakAllah !
          • #20 Collapse

            Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

            Salam dear members g apny humare sath bhut acha topic discuss kia hai jo ke tissue papr k related hai to apko pta hi hai k tissue papr ka har ghar main har hotel main or har resturant main hi iska istamal kia jata hai to is tarah main apke sath is k advantages or kuch is k disadvantages bhi hain jo main apke sath detail main share karti hon .

            Advantages .

            gg dear to jese k apko pta hai k is ke bhut sare advantages hain .
            hum tissue paprs ka koi bhi cheez saaf krne k liye iska istaml kr skhte hain .
            ap aghr cooking kar rahe to is sy bhi ap iska istaml kr skhte hain isi tarah tissue papr ek bhut hi zaroort ki cheez hai .
            aghr apko flue bhi hua prha hai to ap tissue papr ka isk liye istamal kar skhte hain us time bhi ya apke kafi kam a jatahai .
            isi tarah ya bhut hizroort ki cheex hai saaf safai k liye hum iska istaml kr skhte hain .

            Disadvantages .

            apko pta hai k is ke advantges k sath is ke disadvantages bhi zaroor hain isi tarah apko pta hai k aghr tissue gir jaye to is sy wo apke dubaea istaml k liye nahi rhta .
            aghr apko flue hua wa hai to ap us tissue ka use ek dfa hi kar skhte aghr ap uska istaml krte hain dubara to is sy apko pta hai kafi zaida jams hote hain jis sy kafi zaida bimariya phaal skhti hain .
            • #21 Collapse

              Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

              Asslam o alaikum ♥️Aj me apko jis ghrelu aaam tor pe istemal hone wli aam c chees k bry me btaunga wo bht e common cheez h or hr ghr me iska isteml hota h jo k bht ee aam h...
              TISSUE PAPER:🌸
              tissue paper tou ek aisi cheez h jis k bry me sb hi jantw hyn or yeh tou bht e comon cheez h jo k hr jgsh se mil jati h or iska istwmal b bht ziada kia jata h...tissue paper ko bgt ziada istemal kia jata h...iski kuch reasons yeh hoti hyn k yeh rumal wgera ki nisbat isye istemal krte hyn..q k yeh bht halky hote hyn weight me inko carry krna pocket wgera me b rkhna bbt e asaan h..👍😍💯
              Tissue papers bht c brands k or companies k ajkal aaa re hyn or bht achy achy hyn..tissue paper b hr quality me✔️ hotanh..kuch low qualitu k hote hyn jo bht e hlky hote hyn or use krne me sai useful sabit ni hote islye hmen hmesha brand ka e tissue paper use krna chahte jiska faida b ho...
              BEST TISSUE PAPERS :
              Fay tissue paper
              rose petal tissue papers
              fine tissue papers
              papia tissue papers

              tux tissue papers
              scott tissue papers
              hygenie tissue papers
              pakistan me bht e achy achy brands k tissu papers moujood hym..tissue paper soft e hona chahye iska istmela islye hta h apko flu ho ya koi b issue tou tissue paper hr cheez ko absorb krta h..or yeh soft hote hyn rashes wveea ka issue ni hota...tissues ko baby wipes k tour b use kia jata h..,👍
              • #22 Collapse

                Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

                Yah review tissue paper per mubni hai dear group members jaise ki aap jante hain tissue paper ek aam pai jaane wali chij hai jo har ghar mein available hoti hai aur ise aap istemal karke safai ka khyal rakh sakte hain tissue paper kai type ke hote hain jaise ki pocket tissue paper toilet tissue paper donon ki quality mein fark hota hai aur donon ke function mein bhi fark hota hai donon type k tissue paper ke apne fayde aur nuksan hote hain


                fayde

                tissue paper kam kimat mein main aapko safai ke liye muhaiya ki jaane wali behtarin chij hai aap khane ke bad apne hath vagaira saaf kar sakte hain aur agar aap kahin ghar se bahar hai aur aap ko apna chehra yah hath saaf karne ki jarurat padati hai to aap tissue paper aaram se apni pocket mein rakh sakte hain aur usse aap saf kar sakte hain tissue paper aapko agar flu hai to usmein aapke liye helpful hote hain kyunki rumal to kharab ho jata hai aur replace nahin hota lekin tissue paper istemal ke bad aap change sakte hain aur ek naya tissue paper use kar sakte hain kyunki unki kimat bhi kam hoti hai isliye Har amer karib kharid sakta hai Western countries Mein log tissue paper ko toilet papers ke Taur per use karte hain

                nuksan

                Kuch tissue paper ki quality halki hoti hai jiski vajah se vah aapki skin ke liye sahi nahin hote tissue paper se virus phalny ke chances hote hain kyunki jab bahar bahar aap ek ghanda tissue paper use karenge to usse aapko nuksan ho sakta hai tissue paper jab aap istemal karte hain to kuchh zarat uske aapki skin ke upar aa jaate hain jin se infection hone ka khatra rahata hai
                lekin agar dekha jaaye to over rtu paper ek acchi chij hai aur sab ko apne gharon mein isko rakhna chahie doston mein ummid karta hun ki tissue paper ke mukhyalay ka aaj ka yah review aapke liye bahut madad gar sabit hua hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

                  Assalamu alaikum dear friends tissue paper Ek Aisi chij hai jo Hamen Apne Hath saaf karne mein bahut MK tarada Karti Hai khaskar Jab Nazar jukam vagaira Kaisi Koi Aisi chij Lagi hui ho to tissue paper Hamen bahut hi madad Dete Hain apne aap ko saaf karne mein dear friend tissue paper bahut hi aisi Jagah per istemal Kiya Jata Hai Jahan per Pani Na Mile Jaisa ke Agar aapane school mein Daftar Mein ya Apne office mein Main Koi Aisi chij kha Li Hai Jahan per aap ka Hath Hona jaruri hai to vahan aapke aapke kam tissue paper a Sakta Hai Chhote bacchon ko uska scar tissue paper ki bahut jarurat Hoti Hai Kyunki chote bache Bar Bar Apne Hath kharab kar dete Hain Aksar bacchon ko najla jukam Hota Hai hi Jiski vajah se Hamen tissue paper Bar Bar juice karne ki jarurat padati hai tissue paper ke istemal ke bahut se fayde Hain Jo Main abhi aapse share karungi
                  Advantages
                  Real Forex member Kaisa ki aap Jante Hain Ki tissue paper ke istemal se Hamen bahut se fayde hote hain tissue paper ke istemal Se Hamare Haath aur Munh saaf rahte hain Hamen Bar Bar Pani ki jarurat nahin aati agar humne Koi chij Khai hai to hamare pass tissue paper Hai To Ham Apne Hath ko saaf kar sakte hain tissue paper ka istemal Hamen bahut hi hi fayda Mantra Hota Hai hi paper ke istemal se Hamen Kisi Kishan ka koi nuksan nahin Hota market Mein mutra kism ke shoes aajkal aap hain tissue paper aapko bahut hi Mana Sab rate mein market Mein mil Jaate Hain Har Koi ise afford kar sakta hai dear friends tissue paper ka istemal Kisi Kisan ka nuksan Nahin deta han yah faydemand hi faydemand hota hai hai hospital on Mein khaskar tissue paper ka istemal Kiya jata hai Iske istemal se Ham apne aap ko bahut jyada safely saaf Sutra Rakh sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

                    ap ne bohat acha review diya hais k bhrey mn be hume detail hasil krni hoti ha tissue paper k ye cheez har ghr mn istamal hoti ha tissue paper ki be bohat se quality hoti hein hume achy kisam k tissue istamal krne chaiye besak dorey mage hon lekin acha chaiye ur hume hum badget k hisab se istamal krne chaiye tissue paper k bohat zada faide hein hum is ko har khane k bad use krte heinhath saf krne k liye agr hum khani be jate hein tu hamre paas tissue paper ka hona lazmi ha khabi be hume zahrorat par sakte hein agr hume flue ho jaye tu os k liye be hum is ko istamal kr sakte hein tissue paper k nuqsan be hote hein hume ise sarif eik bar hi use krna chaiye agr zada timekrein gein tu nuqsan hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

                      Introduction...

                      ​tissue paper...

                      Assalamu Alaikum friends kya hal hai ummid hai aap sab theek hun ki aap ko Maloom Hai Ki Ham aapke sath Ek important topics discussed karne lage hain aur yah topic Hamara tissue paper ke bare mein hai Jaise ke aap Sabke gharon Mein tissue paper use hota hai bahut Logon Ko iski jarurat padati hai Jab Ham khana finish karte hain yah Jab Apna Kam kar lete hain Ham Apne Hath saafKarte Hain To Uske bad bhi Ham Inko tissue paper ki madad se drive kar sakte hain Iske alava Agar Hamen flu ho raha hai kaun se vyayam Ke Ja Rahe Hain Hamare kharab ho gaye hain To Ham tissue paper ki madad se apne Hath temporary Taur per saaf kar sakte hain isliye yah bahut si jagah par istemal Kiya Jata Hai yah Aam Taur per gairon mein bhi use hota hai aur Agar aapke pass koi gadi hai to Gadi Mein Biji hun Hoga bahut se log Apne bag Nadi usko rakhte Hain agar aap school college university Jaate Hain To bhi aap isko Apne bag Mein rakhte Hain Uske alava office mein bhi bahut jyada use Kiya jata hai ..agar aap cosmetic shop par Jaate Hain To Udhar bhi aapko bahut jyada tissue paper Najar Aate Hain Kyunki aap cosmetics ko Apne Head Office per TRAI karne ke bad tissue paper ki madad Se Hi saaf karte hain isliye cosmetics shops per Jagah Jagah tissue paper skate bade bade hote hain per Ek bahut hi acchi chij hai jo Hamen use Waqt madad Deti Hai Jab hamare pass Kabhi Pani bhi nahin Hota ...friend different companies ke tissue paper market Mein Aaj chuke hain Unki price bhi bahut kam hoti hai aur ye Aap Ko Kisi Khas market se nahin bol ke kisi bhi market se aur kisi bhi store se isliye available hote hain aap Kisi bhi market Mein jakar tissue paper Le sakte hain ..aaj ka din ki different qualities ja chuki hai aur in qualities ke according in ki price fixed hoti hai isliye aap apni jarurat ke mutabik quality Dekhkar isko market se le sakte hain aur isko Har Koi afford kar sakta hai Kyunki iski price bahut kam hoti hai ummid hai Aapko Hamari information acchi lgi ho gi........
                      • #26 Collapse

                        Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

                        Tissue paper ka istimal euorpe k fountry mainnbht tha lakin ahesta ahesta ab yeah asia main bhi apna maqam banata ja raha hai aur iska istimal barhta ja raha hai.
                        tissue paper ko differnet jagah pr use kiya jata hai jesa k
                        Hath khushk karnain k liye
                        munh saaf karnain k liye
                        nose saaf karnain k liye
                        bachon k liye
                        washroom main .
                        tissue paper ka istimal din badin barhta ja raha hak aur aapki pocket main har wawat tissue paprr moujod honain chayen.ta k bawaqat e zaroort aap istimal kar sakain.
                        agar aap bemar hain aapko flu ya cough hai to bui aap k pass atleast 3 ya 4 tissue paper moujod honain chayen.aap k bachay k pass bhi hona fhaye ta k woh hygenic problem sy door rahen.is ki price pakistan main bht hi kam hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

                          Introduction

                          assalamu alaikum dear member aapne bahut achcha review pesh Kiya hai aapane tissue paper ke topic per baat ki hai tissue paper ek Nehayat buniyadi jarurat aur kam ki chij hai main aapse iske bare mein apna knowledge share karungi ummid hai aap sabko pasand aaega

                          Advantages

                          Dear members tissue papers ek bahot ee kam ki chez hai ise ghar mn bhi istemal kiya jata hai or hospitals colleges even ky har jagah par iska istemal kiya jata hai ..tissue paper ko aap apne hath saaf karne ke liye koi bhi wound saaf karne ke liye agar aap flu ki situation mein hen tujhe aapke liye bahut achcha hai tissue paper bahut soft hoty hen Inka wazan bhi bahut kam hota hai aur ine ka sabse bada fayda yah hota hai ki yah easily disposable hote Hain aap kahin bhi tissue paper use karke a use karky dustbin mein Dal sakte hain aajkal karo na jaisi situation mein main tissue paper ka use badh gaya hai isase aap aap hath dry karne ke liye ye use kar sakte hain agar aap aap khana kha rahe hain tu tu iske bad apne hath tissue paper se se saaf kar sakte hain jaisa ke a hotel aur aur restaurants main tissue paper available hote Hain chhote bacche a jinki skin bahut soft hoti hai unki skin koi bhi e hard kapda bardasht nahin kar paati isliye a Rashes se bachane ke liye tissue paper II ka istemal Kiya jata hai agar aap kahin Ghar se Bahar ja rahe hain main to apne sath tissue paper II rakh sakte hain taky waqt per uh unhen istemal kar saken.. tissue paper ap easily kahin bhi saath lekar ja sakte hain aajkal market mein main different quality ke tissue paper available hai Jin mein sabse jyada acche a rose petal ke tissues hai


                          Disadvantages

                          jaisa ke a tissue papers ke ke bahut sare fayde Hain vahin per kuchh disadvantages bhi hai kuchh log tissue paper use karne ke bad unhen kahin bhi fenk dete Hain jisse pollution badhati hai hai iske alava agar aap tissue paper II acchi quality ka vah use nahin kar rahe to vah hard hota hai aur aur harmfull sabit hota hai isliye tissue paper lete waqt bahut careful hona chahie aur aur acchi e quality ka ka tissue paper Lena chahie aajkal corona ki situation mein used tissue paper ki vajah se a bimari phelny ka khatra barh gaya hai agar unhy achy sy dispose na kia jaye to... ummid hai aapko Mera review achcha lagega thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Yh review tissue paper par mabni hai ...

                            hi all my fans just kidding kesy h ap sb dua h khriyt sy ho sb log baqi rha tissue paper jo Ky boht zyada faida mand h isy istnal
                            krny boht zyada maza ata h or boht kam ki cheez hr jgha bazti 😅 sy bachata h chahy wo washroom my hi y shadi hal my ap log soch rhy hongy
                            washroom my kesy waha aisy Ky jb ap dhoo kr milty ho to y use krny sy gli soookh jati h 😂😂🤣🤣🤣🤣😂🤣
                            or paint helo nhi nzr ati or shadi my grm khany ki wjha sy aksr logo ko mujh smeet nala shroud hinata H q ky hmm undha dhondh toos rhy hoty h to boht kam ki cheez h tussue

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X