Assalam O Alikum dosto jesa k aap sab ko pata hy k purany zamanay main loug buhat barry barty qad o qamat k thy aur mazboot thy, Q k sakht kaam kiya karty thy din raat aur doosri taraf abad B kam thi to kam demand aur mazboot physique ke waja sy loug lakriyon k beds banaya krty thy aur mukhtalif qism k designs B hathoon sy banaty thy vo beds buhat mazboot aur payedar huwa krty thy jis k nishani akasar Ajayeb gharoon aur purany mahalat main dekny ko milty hain aur ab saloon baad B usi position main hoty hai naur qabil istimal hain, fo ab chonky zamana advance ho gaya, log migrations zyada krty rehty hain, roz aik na aik ghar tabdeel karty hain, aur loug zyada facilities ke waja sy kmzor physique k hogaye hain aur doosri taraf demands B zyada hogayee hy W k abadi roz ba roz barrti jaa rahi hy to advance technlgy ke waja sy aur apny liye asani peda krny ke waja sy ab loug steel k pipes sy beds banaty hain jo k asani sy aik jaga sy doosri jaga move B ho sakty hain aur mazboot B hoti hy to isi waja sy ab taqreban gar main aapko wooden bed k bajaye steel beds dekny ko milengy. Dosto steel bed par ab loug mukhtalif qism k tajarby B karty rehty hain aur mukhtalif qism k designs banaty rehty hain aur mazbooti aur single bed k sath sath ab to double bed B steels k banaye jaaty hain jis k bujat saary faidy hain, jo k neechy mention hain.
Faidy:
Dosto sab sy barra faida ye hy k steel bed wazan sy kam hota hy aur aajkal chonky zyada populations ke waja sy makanat choty hoty jaa rahy hain aur liug aik jaga sy doosri jaga beds ko move karty rehty hain to ye asani sy ho jata hy aur loug asani k sath ye aik jaga sy doosei jaga move karty rehty hain.
Doosra faida ye hy k is ke mazboot B zyada hoti hy depend karta hy guage par k pipe konsy guage ka bana huwa hy, jitna zyada guage ho utna mazboot bed hoga.
Theesra faida iska ye hy k ye jab tak qabil istimal rehta hy to isky banawat ma8n farq nahi rehta jesa k lakri k beds loose ho jaty haim aur pir utak betak main mukhtalif qism k awaz nikalty hain.
Chota faida iska ye hy k agar ye toot B jaye to parts change nahi karny parrty balky kam qeemat main asani ksath weld ho jaty hain jo dobara qabil Istimal hoty hain.
Panchwan faida iska ye hy k ye fency qism k hoty hain zyada jaga nahi gerti.
Nuqsanat:
Dosto iska vesy koi nuqsan to hy nahi lekin jo purana culture tha vo iski waja sy ab khatam hota jaa raha hy.
doosra nuqsanat uska ye hy agar isko zang lag jaye to buhat jald ye khatam ho jaata hy.
Theesra nuqsan ye hy k isky corners zyada sakht hoty hain to agar bacha gir jaye to chot lag sakta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим