ASSLAM ALAIKUM
TOPIC : SHOE RACK
INTRODUCTION TOPIC : SHOE RACK
Dear friends, Humara aj kaka ye review "Shoe Rack " pe mabni hai. Shoe rack home use ki catogery me aata hai. Shoe rack furniture K part K tor pe hotay hain. Show rack Lakri Aur Lohay ( wood and iron) K bnay hotay hain. Shoe rack ghr ko Aur beautiful bnatay hain.
Shoe rack K Kuch advantages Aur disadvantages ko discuss karain gay.
ADVANTAGES OF SHOE RACK :
Shoe rack K bht se advantages hain. Shoe Rack ki help se ap apne qeemti shoes ko Aik jaga rakh saktay hain. Is ki help se ap k shoes Achhi condtion me rahain gay. Is se Aik benefit ye bhi ho ga K zarort pernay pe ap ko shoes Idhr udhr dhondnay Nai paray gay. Shoe rack K use se tamam shoes Aik jaga rahain gay Aur Idhr udhr bikhray gay Nai jis ki waja se ap ka room ya ghr khoobsurat lagay GA. Agr furniture K sath rack bnaya jaye tu aur Achhi look de ga. Shoe rack K oper bhi Kuch Achha sa rakh k us ki decoration me izafa Kia ja sakta hai.
DISADVANTAGES OF SHOE RACK:.
Shoe K advantages K sath sath us k kkuch disadvantages hain . Shoe rack Baray hotay hain space required kertay hain. Shoe Lakri Aur Lohay K bnay hotay hain ye thora costly hotay hain.
CONCLUSION:
Shoe rack K topic ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k shoe rack ghr ki khoobsurti me izafa kerta hain Aur Humaray shoes is trha Achhi condition me rehtay hain but is k liay separate se ghr me space bnani perti hai jis waja se Kuch mushkil ho sakti hai.
THANK YOU 👍
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим