yh review chay peny waly insano py mabni hy☕

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yh review chay peny waly insano py mabni hy☕
    ap sab janty hi hn k hmary han chay ak maqbool mashroob hy.. jis ko ghron, dafatr, r bht sy events py batore khas mashroob istemal kea jata hy.. log isy bahut hi shoq s pety hn r pasand karty hn. dawaton k moqa pr bhi is ko khany k bd pesh kea jata hy.. aj hm is bary mn ap sy apna knowledge share karun gi umeed h apko bahut pasand ayy ga. r apky knowledge mn izafa bhi hoga. jesy isko itna pasnd kea jata h bilkul usi trah is k bht s nuksan/ disadvantages bhi hn in sab ka zikr bhi hm is mn kren gy.cahy peny waly insan hmehsaa chay ky aadi rhty hn r is ko chorna un k leay bht mushkil kam hota h. Pakistan mn chay bht famous h r ap ghr mn any waly har qisam k mehman ko pesh kr skty hn. umeed h is review sy ap ka knowledge increase hoga.. ab hm is k faidy r nuksan k bary mn janen gy...... *Advantages*jesy k ap sab janty hi hn k chay ak adat hy... isi tra yh hmary milk mn ba asani sy mil bhi jati h r isko bnay ka tareqa bhi bht asaan hota hy.. chay peny k ady log isko chor nh skty... bht s log isko is leay pety hn k unki thakan khatam ho jati hy... chay peny s insan relax feel krta hy... is ko late night peny s nene mn kami bhi aati h.. is leay agr hmny koe kam dair tk krna ho to han isko istamal kr skty hn..log isy garam hi pasnd krty hn.. students bhi mostly chay pety hn ta k woh dair tak jaag k parh saken.. office mn kam krny waly bhi din mn do dfa chay peni cheay ta k unki thkan sath sath khtam ho Jay.. bhook mn kami ka bais bhi bnti h.. is leay agr ap khen safar p hun r rasty mn apko bhook lg jay to ap chay pe salty hn is s apki bhook khtam ho jati hy....... *Nuksaan* chay k faidy k sath sath is k nuksan b bht sary hn. kuch logon ko is ki itni zyada adat ho jati h woh is k bna rh hi nh skyt... is ko zyad miqdaar mn peny s is s bht c bemarin bhi Janam leti hn Jo k hmari sehat k leay nuksan ka bais bnti hn... zyada chay peny s insan ki zyada sochny r bardasht krny ka amal kamzoor ho jata hy.. is k ilawa zyada Chay peny waly afraad hadion ki kamzori ka sabab bnty hn.. iski adat bhi ak bht hi buri cheez hy Jo h insan ki sehat k leay bht hi gahlt hy.is leay hmen ak had tk chay ka istamal krna cheay...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yh review chay peny waly insano py mabni hy☕

    Assalam_u_Alaikum!
    Topic: chay peny waly insan.
    Friends aj ka hamara topic hai chay peny waly insan aj ham on ky bary main bat kary gay chay ky nuksan ore faidy par nazar daly gy ore ap ko bhot si baty pata chaly gi ore faisa bi hoga. To ham apny topic ki garf barthy hain.
    Aj kal ham apny mashray main nazar dorayin to ham dykhy gy kay har insan chay ka shokin hai. ore har jagha chay pi ja rahi ha. chahiy vo office ho ya ghr har jagha log chay pity hain. Khas kar kay driver log chay bary chok sy pity hain. Ap ky ghr any valy har mehman ko ap chay dyty hain. Is ky faidy ore nuksanat dono hain.
    Advantage ✅:
    Chay ky bhot sy faidy hain is sy banda fitness main rahta hai ap koi physical game karty hain to ap jaty waqt ya wapis a kar chay zaror piay ya ap ko bhot faida dy gi. Is ko istamal lary lykin bhot zaida ni troha sa. Ya ap ki takhan dor karti hai afar ap thky hova ho to ap chay pio ap ki tahkan dor ho jay gi. Agar ap rat dar tak jagna chahte hain to ap chay piy ya ap ki nend ora dyti hai . Is laiy driver log is bhot pasand karty hain kio ky rat ko jagany main chay on ko madad dyti hai. Bary log is ko garam hi pity hain magar student is ko thandi pity hain.
    Disadvantage ❌:
    Chay kay jaha faidy hain wah nuksan bi bhot hain jin main sy ham ap ky shat kuh nuksan share kary gay. Chay ko zaida bi na piay kio kay ya ap ko nuksan dy gi ap bimar ho sakty hain ap ky sohny vali sence kam ho sakti hai. Chay la zauda istamal insan ki shat kay liay bura hai is laiy ap is ko ik had tak istamal kary.
    • #3 Collapse

      Re: yh review chay peny waly insano py mabni hy☕

      Assalam Walekum dear sisters and brothers Jaisa ke aapko pata hai ki aaj ka Mera review chai Peene Wale insanon per mummy hai aaj main aapse Apna knowledge share karungi ke chai Peene Wale Insan ke bare mein chai Ek mashroob Hai Hamare gharon Mein yah bahut Paya Jaane wala Ek mashroob Hai hi aajkal to bahut hi jyada Chahe Pai Jaati Hai Mere Apne Miyan chai bahut jyada Peete Hain Din Mein 1 se lekar 4 se 5 kaf bhi Jaate Hain chai Peene ke bahut se fayde bhi hain aur nuksan bhi jo main aapse bhi share karungi
      Chai Peene ke adventures
      Jay Peene Ka sabse M fayda Ya Hai ki aapke Sar Mein Dard Nahin Hota vah aapki Sasti khatm Ho Jaati Hai chai Ghar Daftar on office School vagaira Sab Jo Gopal Chalti Hai Hai chai pina Sher ke liye bhi acchi hai agar aap ise na Sahab make Dhaar Mein Pi rahe hain Chhote bacchon ke liye bhi jaruri hai hi Chahe a matlab ti chai Peene ke bahut se agar aap school ki padhaai vagaira kar rahi hai aur aapko Nind a rahi hai to agar aap chai Pi Le To Nind khatm ho jayegi aur aap se kaun se apni padhaai kar Sakenge ya ghar ka koi bhi kam kar Sakenge
      Disadvantages of tea
      Dear members are ke aapko pata hai kya chai Peene ke bahut se nuksan bhi Hote Hain Jyada chai Peene se aapka Rang Kala ho jaega aapke Mein Din Mein Jalna Jalan shuru ho jayegi garmiyon Mein To chai bahut hi nuksan de hoti hai Ek to Pasina aata hai upar se aap Garam Chai BP Hain To Jism ke andar bahut hi Garmi Ho Jaati Hai Jo bahut nuksan hoti hai aur aapko FIR doctor ke pass jana padta hai
      • #4 Collapse

        Re: yh review chay peny waly insano py mabni hy☕

        Chai peenay ka faidah ye hay k aap prediction ko eaur samajh letoyah hamare liye intraday buyingand selling brief time period buying and selling and long time buying and selling keliye advantages de sakti hai acchi making plans aapke liye likes lekar aati hai aur aapkothank you bhi milte rahte hainagar aap aap ek din mein professional bannachahte ho toyah baat mumkin nahin hai aapkoein professional banne keliye more than one sar se use kar deveyahan in line with kafitime spend karna hoga tabjakrading karnay ok liay marketplace ka evaluation karna bahut zaroori hiya kiun ok jolog bagher evaluation ok buying and selling kartay bird woh achi buyingand selling nhi kar saktay aurmusalsal loss uthatay bird aur jalabichahtay bird tu phir pahlay seniors serabta kar ok marketplace ka evaluation karnaseekhen aur jahantak mera khayal hiya foreign exchange buying and selling guys seniors ok bys iss liay woh technical evaluation kartay birdjiss ki waja unn ko kamyabi ok ziyada probabilities hotay bird aur foreign exchange buying and selling guys jolog jkartay bird aur buyingand sellingchart se assist letey bird aur information aur indicators ko comply with kartay bird aur marketplacefashion ko comply with kartay bird aur phih pick out kartay bird tu woh bhi achi buying and selling kar ok acha income kama letey birdiss liay technical evaluation hon ya essential evaluation hoal evaluation wohotarketplace pekonsi information kistarha asarandaz hogi us ki look at karneko essential evaluation kahte hai jab ketechnicalevaluation mein marketplace ki purani motion ko charts pe dekhte hue marketplace kicourse ko predicit kia jata hai.Mere khayal se tket me chart ya graph kiassist sical evaluation kiagay kafishape hain evaluation jin ko use kartay huey investors technical evaluation kartayhain technical evaluation me technical signs ka bign exchange marketplace me hone walisubsequent motion ka pata kar kay tradesopen kartay hain is kay ilawa investorstechnical gear like aid and resistance fashion line ore information ko evaluation kiya jata ha or financial system par asar andazhone walay awamal koevaluation keajata ha or foreign exchange marketplace ki motiora Hai essential evaluation yah donon apniapnijagah in line with bahutzyada rakhte hain aur inmein se Agar ek ko bhi aap keep away from karengeto fir aap ke liye change karna aasan Nahin.Technical evaluation ham buying and sellingplatform ko istemalkarte hue gear chartsaur indicator ki madad se lete Hainaur is evalajh se marketplace up-and-down gai hai.Fundamental evaluation seMuradhoti hai ki Jab bhi Koi buying andselling associated information press convention Banklaunch ya koi aur financial calendar hota hai usai display kartye hain kay ap esmaia
        • #5 Collapse

          Re: yh review chay peny waly insano py mabni hy☕

          Assalamu alaikum dear friend aaj ka hamara review chai peene wale insan per mubny Hy aajkal chai ka istemal bahut jyada Kiya jata hai har insan chai ka istemal karta hai ki unke chai peene se ham chust rahte hain chai peene se Ham fresh Ho jaate Hain raat ke waqt chai pee kar Ham apni study kar lete hain to doston aaj Ham chai peene wale insan over apna knowledge share karenge aur iske advantage or disadvantage ke bare mein janenge
          Advantage
          doston AAP sab jante Hain ki har chij ka Koi Na Koi fayda jarur hota hai ISI tarah chai peene ka bhi bahut jyada fayda hai doston agar aap Safar se thake hue hain to aap chai pee kar theek ho jaate Hain chai pi kar nind kam aati hai agar aapko raat ke waqt Koi kam karna hai to aap chai customer karte hain is se aap fresh Ho jaate Hain aur aap acchi tarah kam kar sakte hain jyada jyadatar students study ke waqt chai ka istemal karte Hain chahe aapke jism ko garm kar deti hai isliye aap har kam acchi tarah kar sakte hain chai I ke chijon ko mix karke banai jaati hai chai mein jyada to pati ka istemal Kiya jata hai jo ki aajkal bahut si company ki available hai chai ko banane ke liye hamen dudh Pani chini aur aur pati ki jarurat hoti hai Ham inko aag per Pyar karte Hain aajkal har insan chhote se bacche se lekar bade aadami Tak har Koi insan chai pita hai chai ka istemal bahut hi jyada Kiya jata hai
          Disadvantage
          doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah chai ka bhi nuksan hai doston agar Ham chai jyada istemal karen to yah ek nashe ki tarah Ho jaati hai hamen chai ka Nasha lag jata hai chahe hamare jism ko andar se kamjor kar deti hai doston agar Ham chai ka jyada istemal Karen tu yah ek Nasha Ban jata hai to agar FIR hamen kabhi ek din bhi jaaye na Mile to hamari halat bahut kharab ho jaati hai isliye hamen chai ka istemal bahut kam karna chahie Taki yah ek nashe ki tarah Na Ban jaaye
          • #6 Collapse

            Re: yh review chay peny waly insano py mabni hy☕

            Hmary mulk mein bhut zeada log chaye ky shoqeen hain aur yahan din mein nashty ky sath, sham mein aur raat ko bhi log sonybse pehly Chae piny ky aadi hoty hain. Yahan par bbut se brands ki Tea mojud hai jo ky aap apni marsi se istemal kar skty hain.

            Advantages :

            Chaye mein nicotine ki kuch miqdaar hoti hai jo ky aap ky jism ko energy deta hai aur aap har kam karty huey zeada dair tak asani se kam kar skty hain. Kam ky doran ki breaks mrin agar aap chahye pity hain to aap dobara se kam ko continue rkh skty hain. Yehi wjha hai ky mazdoor tabqa dopehr ki garmi mein bhi chaye piny ka aadi hota hai.
            Isky ilawa yeh aap ki neend aur thakawat ko door kar ky aap ko late night work karny mein help kar sjta hai. Aur students late night study kar skty hain.

            Disadvantages :

            Health wise iski over consumption ky nuqsanat dekhy jaa skty hain aur zeada chayee piny waly logon ko stomach problems ho skty hain jin meij acidity waghera hainn. Isi trha​ aapko iska over use bhut aadi bana deta hai aur agar aap time pe chaye nah pee sakyn to aapky sur mein durd shuru hjati hai jo ky tab tk khtam nahin hoti jab tk aap chaye nah pee len. Chaye ky istemal se aap zeada jazbati bhi ho skty hain ahr yeh aapky nerve impulses ko taiz kar deta hai jis se aap ko jaldi ghusa bhi a skta hai. Aur isky long term effects bury ho skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: yh review chay peny waly insano py mabni hy☕

              ji members kya hal hain aapke ummid karti hun ki aap sab theek ho gai aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aaj ka jo review hai vah hai chai peene wale insan per agar baat ki je chai ki to chai ke bahut sath hi shokeen hote hain lekin mard do auraton se jyada mat chai peene ke shaukeen hote hain aur vah bahut shauk se chai peete Hain hamare Pakistan mein hundred mein se 70% log chai peete hain aur vah bahut shauk se chai peete Hain chai peene ke bahut se fayde bhi hai aur bahut se nuksan aati Hain agar fayda ki baat ki jaaye to chai peene se insan fresher taru ta ja raha hai aur unka uska mind refresh rahata haiaur agar nuksan ki baat ki hai to chai peene se nuksan hota hai ki insan ka rang rara kharab ho jata hai aur vah motapay ka shikar Ho jata hai chahe hamesha ek aasman hamen is tarah se karna chahie kya chahie jo hai vah hamen mein ek manage karke pini chahie na kitni jyada bhi hai ki hamari seat se chhatarpur asar pade aur na itni kam kitni hai ke Ham mein susti ka shikar ho isliye hamesha ek Ham chahe bahut kam per hai isliye chai ka istemal har insan bahut jyada karta hai chai ka istmal apni jindagi mein karna chahie lekin chai peene ke liye jaruri hai ki Ham Jo acchi chai pee Hain acchi chai pee lenge to hamari Seth bhi acchi rahegi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: yh review chay peny waly insano py mabni hy☕

                Dears members chai tu har Koi pita haiper aksar log bahut jyada chai ke shaukeen hote hain janeshwar baje raat ko nind nahin aati aur vah itni chai peete Hain ki vah chai piya bhaiya nahin rah sakte vah din se vaise pini chahie kyunki din mein ek kab to jarur Pina chahie is se sar mera mein jata hai aur Jain bhagwan ki chai aadat Ban chuki hoti hai vah To unke sath mein bahut dard hota haiproducts members main aapse koi baat karna chahta hun ki hamen chahe ko apni jyada aadat nahin banaa Lena chahie hai kyunki itne bhi jaruri chij nahin hai ki awaaz Diya Gayamein aate Hainchal jyadatar log sar mein dard ki vajah se peete Hain vahan Taki sar Mera Mar jata hai har office dukaan ke har jagah per bahut jyada chalti hai aur chahe banana bhi bahut jyada aasan hai har ke aaram se chai banaa leta hai 2 3 quality mein hoti hai jaisa ki green tea black aur dusri chahe Jo normal gharon mein chalti hai jyadatar log office mein jo hote hain vah green tea pite Hain kyunki green ti se hota hai kigreen CZ aap log peete Hain kyon ke green tea se Gale mein dard shera Mar jata hai vah rishte pet halka ho jata hai ki hoti hai aur main lete hain kyun ki

                اب آن لائن

                Working...
                X