Yeh review fridge Kay barya main hea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review fridge Kay barya main hea


    Introduction ::

    Assalam o Alaikum dear friends ajkal fridge har gahr ki zarorat ban chuki hai our ye gahr mai hamare kitchen k liye buhat zarori hai is k buhat zayda advantages hote hai our ye food ko store karne k kam ati hai our food ko thanda karne k kaam ati hai ta k food kharab b na ho our ham jab chahe food ko istamal kar saken so dear friends ajj ka hamar ye review Fridge par mambi hai ham is k faide our nuqsanat par bat karen ge our jaiza len ge k fridge hamare liye kis had ka faide mand hotoi hai
    dear friends fridge buhat sari companies ban rahi hai is k buhat zayda brand hain maslan HAIR DAWLANCE NATIONAL etc Ajkal invertor fridge b use ho rahi hai jo kam bijli our zayda out put k sat long life chalti hai

    Click image for larger version

Name:	refregerator.jpg
Views:	4
Size:	63.1 کلوبائٹ
ID:	12333548
    Advantages ::

    dear friends fridge k mandrja zail Advantages hote hai :

    • fridge main ham food ko kafi dino tak mehfoz rakh sakte hai
    • fridge main ham foood o thanda karte hai
    • fridge main ham koi b khane ki chiz store karte hai ta k wo khrab na ho sky
    • ye buhat sari shapes and design main dastyab hoti hai
    • ye kitchen main use hoti hai our in main phal or sabzyan mehfoz ki ja sakti
    • agar hamare pas firdge hai to ham hafte bar ka rashan khaid k fridge main save kar sakte hai is tarha ham bar bar bazar jane se bach jate hai



    DisAdvantages ::

    dear friends fridge k kuch nuksan bhi hote hai ::

    • dear friends fridge kafi mehnge hoti hai is liye gareeb insaan is ko nahi kharid sakta hai
    • ye bijli buhat zadya use karti hai is liye bijli ka bil zayda ata hai
    • fridge main jo khana store kiya jata hai kuch din bad un mai se ghazaiyat khatm ho jati hai
    • fridge main mukhtlif iqsam k pahlo ki smell ki waka se khane se smell ana shuru ho jati hai
    • in ki mentinance main kafi kharch ata hai
    Last edited by ; 26-09-2020, 08:30 PM.
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

      Dear ap ka topic bohat acha hai .
      Main ye review ap ka sath share kartha hon .
      Dear ap na fridge ka bary main bohat achi information share ke hai .
      Fridge her Ghar ke zurarth hai kion ka agr hamary pas fridge nai hinge to hamara guzara bohat mushkil SC hota hai .
      Dear chay sardai ho ya garmi ho fridge ab her Ghar ke zurarth hai.
      Dear abi currently bohat zaida company ka fridge market main available Hain . Different colour or different size main available Hain.
      Dear fridge ko purchase karny SC paly Dak Kay ka AP ko Kon sa fridge zurarth hai .
      Kion ka is main size bohat zaida matter kartha hai. Agr to ap ka family members Kam Hain to medium size ka fridge AP ka Kay best ray ga.
      Dear agr ap ke family ka member zaida Hain to pher AP ko large size ja fridge Lana ho ga .
      Kion ka hot weather main AP ko zaida baraf ke zurarth hoti hai is lay agr large size ka fridge ho ga to ap ke zurarth Puri ho ge .
      Dear main ye kana chata hon ka ka easy to bohat zaida company ka fridge market main available Hain in main most popular Jo Hain wo ye Hain.
      PEL
      ORIENT
      DAWLANCE
      HAIER
      WAVES .
      Dear ab ye AP na khud deside karna hai ka AP na kon SC company ja fridge purchase karna hai.
      Advantage.
      Dear achi company ka fridge lay gay to ap loan faida ho ga.
      Disadvantage.
      Nil
      • #18 Collapse

        Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

        Dear members !!

        Fridge home appliances main Sy Aik hai is ko takreeban har Ghar main use Kia jata hai aur fridge cooling ka aur food preservation ka kaam karta hai

        Advantages:-

        Fridge hamary kiye bohat faida ka kaam karta hai ye 2 tarikay say hamen faida ponchata hai Aik ye Kay fridge Kay zariye cooling ki ja sakti hein jab garmion main Hamen baraf ki zarurat hoti hai to fridge Hamen baraf bana Kay dety Hein baraf Kay zariye ham sakhat garmi main thanda Pani pi sakty Hein is tarah fridge ka oper Wala uisa his main cooling ki jati hai aur phir ham jab is main Pani rakhty Hein to kuch dair baad wo Pani baraf ba jata hai isky sath sath cooling ka faida ye Hota hai Kay Kay is main jab ham gosht ko rakhty Hein to gosht jab baraf ban jata hai to sakhat cooling ki waja sy kharab nai hota aur lamby time Tak kharab nai hota aur is Tara cooling say meat preservation karta hai

        Fridge ka Aik aur kaam Jo hota hai wo hai food preservation Matlab ham isky neechy walay main temperature ko control rakha jata hai aur is main agar doodh dehi sabzia ya fruits waghera rakhen to wo Aik achy khasy waqt Tak kharab hony sy bachy rahty Hein aur preserve rehty Hein is tarah fridge hamary kiye food preservation ka kaam bhi Karty Hein isi sy ham ham bohat si cheezon ko kharab honay say bacha paty Hein

        Disadvantages:-

        Fridge Kay advantages bohat Hein magar bohat Kam disadvantages Hein Jin main Aik ye hai Kay fridge Jo Electricity par hi use Kia jata hai aur phir is ki waja sy bijli Kay bill bhi ziada aaty Hein aur is tarah hamara kharcha hota hai aur iskay sath sath fridge expensive bhi hoty Hein Jo har Kisi Kay liye affordable nai hoty
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

          INTRODUCTION
          Asslam o alikum dear forex members Umeed hai ap sb kheriat se hongy yeh review
          Fridge per mabni hai dear members fridge electric per chlne wali aik freezing machine
          Jisy hum aam gharon mn khany peeny ki chezon ko taza aur thanda rkhne k liye istemal krte
          Hn aur commercial istemal mn bhi laaiii jati hai...

          FAIDY

          Dear frnds fridge k bht sary faidy hn jin mn se chand faidy ap se share kkrna chahun ga
          Fridge ka sab se bara faida yeh h k agr fridge mn khany peeny ki chez rkhi jae to aik
          Lmby time tk woh taaza rehti hai aur khrab nahi hti.. is k ilawa hum fridge mn barf bhi jamaa
          Skty hn jo bad mn pani thanda krne ya mashrubaat mn istemal kr skty hn.. fridge mn hum
          Sabziyan rkh skty hn jo kafi wqt tk apni asal halat mn rehti hn..

          NUQSANAT
          Dear members fridge k kuch nuqsanat bhi hain jese k fridge bht expensive hta hai agr
          Iski care na ki jae to khrab ho jata h.. is k ilawa fridge ki maintaining bht mehngi hai yeh bht
          Heavy weight hta hai aur aik jgah se dusri jgah shift krna bht mushkil hota hai...

          اب آن لائن

          Working...
          X