786 Assalam U Alaikum -
INTRODUCTION :-
Friends Electric Heater ak aese bijli ke aale par baat karte han ju keh bijli ke connection dene se working shoru karta ha or ghar men ya bare ijtemaaat men khana tayyar kar ke dene keliay istemal hota ha yeh darassal ak chohla ya pakwan ka jadeed aala ha Heater ki technology bahut sada or asan hoti ha yeh ak processed mud se tayyar karda plate ke andar ak steel ka spring dall kar tayyar kiya jata ha spring mud plate ke oopar spring ko gol circles men set kiya jata ha or iss ke donon sirron se electric circuit conect karne see spring heat up ho kar iss had tak temperature khareg karta ha keh oopar pare bartanon men mojod cheezon men darja e khulaow peda kar deta ha or yon khana tayyar hu sakta ha
VARIETIES :-
Iss ke bahut see Aqsaam hoti han or yeh size or power men bhi kafee kissmon men hota ha kuch heaters Gharelo satah par istemal keliay hote han jinn ke voltages kafee kam hote han jo keh 200 se 1000 tak ho sakte han or iss se bare bhi ho sakte han jinn ko hotels ya shadee halon men istemal kiya ja sakta ha yeh gol tekon or rod numa shape men hote han
SHAPES ya DESIGNS :-
Iss je bahut se designe ya shapes hote han kuch heaters men steel spring ke bajaey metallic plate hoti ha iss ke ilawa iss men spring ke bajaey Electric Rods se bhi tayyar shuda hote han
ADVANTAGES :-
(No 1) yeh bahut se mutabadel zaraey jese gass ka cohla , lakri ya koely ke chohle ki nisbat adani se istemal kiya ja sakta ha (no 2) har qissam ki shapes or designs men hasil kiya ja sakta ha (no 3) iss ke istemal se time ki bahut bachat hoti ha (no 4) Electric Heater ka sab se bara faeda yeh ha keh iss ke istemal se fizaa men kissi qissam ka dhonwan ya alodgi nahen phahlti (no 5) intehaey kam qeemat men har ilaqe men available hota ha (no 6) iss men bahut sada technology hone ke baes maintenance iss ki asan or kam qeemat hoti ha
DISADVANTAGES :-
(No 1) yeh bahut zeada bijli istemal karta ha ju Electricity charges men izafa kar deta ha ( no 2) iss ka Electric ka circuit short ya earth hone ka khatra bahut zeada hota ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим