Re: Yeah review Non-stick Bartan par mabni hai..
ASSLAM ALAIKUM
TOPIC NAME: NON-STICK BERTAN
INTRODUCTION:
""NON-STICK BERTAN""
Dear Friends, Humara AJ ka review non-stick Bertan pe mabni hai. Non-stcik
bertan kitchen ki category me aatay hain. Non-stcik bertan modern daur me
bht commonly use ho rahay hain. Non-stcik bertanoon me aik khas qism ki
layer bani hoti hai jo k kisi bhi cheez ko is me hipknay se rokti hai. Non-stcik
bertan me ap different type ki recipeies try ker saktay han.
Non-stcik COOKWARE SET
Non-stcik bertan k kuvh advantages aur kuch disadvantages hain jo k hum
discuss karain gay.
ADVANTAGES:
Non-stcik bertan k kuch advantages hain. Non-stcik bertan me khana easily
pakaya ja sakta hai.Is me khanay ki jalnay ki tention nai hoti kiun k is me aik
qism ki layer hoti hai jo k khanay ko chipknay nai deti. Non-stcik me her qism
k bertan available hain. aue different quart aur different colors bhi available
hotay hain. Non-stcik me different type k khanay pakaye ja saktay hain is k
bertan k dhakan specail glass k bnay hotay hai hain jo k air tight hotay hain
aur dhapnay se steam (bhap) peda kertan hain jis ki maded se khana bht
achha aur eaily ban sakta hai.
DISADVANTAGES:
Non-stcik Bertan k kuch disadvantages bhi hotay hain. Non-stcik bertan
expensive hotay hain in ka use bht care se kerna perna hai is me wood
k spoon use kiay jatay hain steel k spoon use kernay seis ki layer kharab
ho skati hai. Non-stcik bertan garm garm dhoye nai ja saktay hai is k
thanda hone ka wait kerna perta hai.
CONCLUSION:
Non-stcik Bertan k about discuss ker k hum ne ye conclusion nikala hai k ye
bertankitchen use k laiy bht achhay hain. expensive hotay hain. aur is me her
qism ka bertan her size me available hota hai
THANK YOU!!!!!!

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим