Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.
    Jaisa ke aaj kitchen kitchen ke bare mein baat ho rahi hai to kitchen ke bare mein baat karte hue Ham safai ko kaise bol sakte hain agar kitchen ki baat ki jaaye to kitchen mein har chij mein Jude hoti hai lekin agar kitchen mein safai ko bol na baat ki Jay tu is tarah se kitchen Na mukmmal hota hai kitchen ki safai bahut jyada important hoti hai kitchen ki safai bahut jyada hamen rakhni chahie kyunki agar kitchen saaf nahin hota to kisi chij ki bhi safai nahin ki ja sakti kitchen ko saaf karne ke liye hamen har chij ki safai ka khayal rakhna chahie kyunki kitchen ek aisi chij hai Jahan per Ham khane ki chijen rakhte hain aur khana banane ke liye hi kitchen ko istemal Kiya jata hai aur vah khana Ham vote kehte hain isliye jab tak Ham kitnon ko acche se saaf nahin karenge to kitchen mein aise jaseem honge jisse jisse Ham khana banayenge to vah sare Jara si muskan mein chale jaenge jisse hamen bahut si bimariyan lag sakti hain aur ham bimar Ho jaate Hain isliye hamen chahie ki Ham kitchen ki dusri chijon ko pura karne ke sath kitchen ki chijon ko saaf karne ki bhi jarurat hai aur kishan ki chijon ko saaf rakhne ke liye hamen chahie ki Ham aur vah kitchen ko neet rakhen aur kitchen ko saaf rakhne ke liye har chij detail Jani kisi chij ka sampark Karen jisse sare jaraseem bilkul khatam ho jaaye aur hamara kitchen bilkul saaf sutra ho jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

    Assalamu Alaikum dear sister and brother aaj ka Mera review kitchen Ki Safai ke bare mein hai kitchen Ki Safai karna Ham sab ke liye Kitna jaruri hai kitchen Ki Safai karne se saaf Sutra mahaul Hota Hai hai agar aap kitchen Ki Safai Nahin Karenge Jagah Jagah bartan bikhre Honge to bahut hi bure lagenge kitchen mein kitchen Ki Safai na karne se ghar mein bahut Sare kide makode bhi a sakte hain kitchen Ki Safai na Hyatt jaruri hai Kyunki kitchen Ek Roj Mara Ki chij Hai Jo Ham rojana Ki Roti mein istemal Karte Hain kitchen Mein Ham Sare Ghar Se Jyada kam Karte Hain kitchen Mein Ham khana banate hain juice banate hain Roti banate hain bartan Dhote Hain aur mukhtalif kism ki dish banate hain bacchon ke liye macaroni caster kheer noodles Is Tarah Ki Koi chijen banate hain jisse Hamara kitchen bahut ganda Najar Aata Hai hai isliye agar aap kitchen ko saaf Nahin Karenge to kitchen aapka bahut hi badsurat Najar aaega kitchen ko saaf karne ke bahut se fayde bhi hote hain aur nuksan Bhi Jo Main aapko abhi batata hun
    Advanges
    Dear members Jaisa ke aapko pata hai ki kitchen ko saaf karna Hamari Roj Mara kilo 3 Mein Shamil Hai kitchen ko saaf karne se kitchen bahut Khubsurat lagta hai kitchen Ki Safai Se Har chij Apni Apni Jagah per Padi Hui hoti hai kitchen Ki Safai karne se ham saaf Sutra Lagte Hain kitchen Ki Safai karna womens apna Farz samajhti hai kitchen Ki Safai Jab Bhi aap khana khae Tu Raat Ke bartan Usi Waqt do den Dhokha Degi to aapko isase fayda hi fayda hoga Subah Aap Ko Kisi Ki San ki koi tension Nahin Hogi kitchen Ki Safai Se Ghar Mein Kisi Kishan ka koi gandgi ya kida makoda Nahin Hota
    Disadvanges
    Dear members Ja sake aapko pata hai kitchen Ki Safai na karne se Hamen bahut Sa nuksan Bhi Ho Sakta Hai hai vah ghar mein bimariyan ho sakti hain Sab khana pakane ke dauran Safai na ho to pet bhi kharab ho sakta hai hai aur ghar mein kide makode jyadatar Lal bag bartan dhone wale Singh se a Jaati Hai kitchen Mein Safai na karne ki vajah se a ghar mein Bahut Si Chipkali abhi Ho Jaati Hai Jaani lizard isliye kitchen Ki Safai karna bahut jaruri hai Taake ham har kism ke nuksan se Bach sake
    • #3 Collapse

      Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

      Assalamu alaikum dear friend topic per baat kar rahe hain vah ghar ka ek important part per Hai kitchen har Ghar mein maujud hota Hai pher chahe kitchen chhota ho ya bara iski safai ka zyada khyal rakha jata hai kitchen agar saaf suthra ho to aap saleeka Shar khtoon najar aati Hain kitchen ki safai paar mein bahut zyada time lagta hai kyunki kitchen mein aisi bahut hi chij se hoti hain jinko rozana saaf karna bahut zaruri hota hy kitchen ki safai acche se na ki jaaye to aap ko ek hi dafa ma karna boat zyada mushkil ho jata hai kitchen cabinet ke safai ka kayal rakhna chahie kyun ki inke safai na ki jaaye to ismein cockroach aur bahut sansec paida ho jaate Hain kitchen cabinet main insect spray Apne bartan hata kar karna chahie ke aap ko Kisi kasam Ka koi nuksan Na ho kitchen ki safai ke aa~~dvantage per baat karte hain .advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,kitchen ki safai ka add advantage hai ki aapka kitchen khubsurat nazar aaye ga, aur aap ke akhane peene ki chizay Jo aapane kitchen mein store ki Nahin Hoti Hai vahaq kharab Nahin Hoti kitchen mein istemal hone wale bahut hi chijon ki safai bahut jaruri hai ja sake kitchen stove, bartan,, kitchen cabinet sink aur bahut si aisi chijen Hain jinke safai bahut zyada zaruri hoti hai kitchen ki safai ke liye aapko detol use karna chahie kya aapke kitchen mein jumes Na ho kitchen ki safai ka disadvantage,,,,,,kitchen ki safai ka koi bhi disadvantage Nahin Hai kyunki har chij sath hi acchi lagti Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

        Hello friends.. 🤩Hmara ajkal review kitchen ki sfai pe mubani h... 🥒🥦🥚🥪Kitchen ghr ka ek bht e zroori hisa hota h.. Or bina kitchen ghr adhoora hota h.. Isi trah.. Kitchen tou most important part hota h kisi b ghr ka... Or yeh tou bht e zroori h is k sth sth iski sfai b bht ziada zroori hoti h...Kitchen me khana pkta h... Wohi khana hm. Khatt hyn.. Yeh. Khana pkany k sth stg hmen yhe b tou dekhna chahye k khana kitni sfai me pkta h... Islye aj apko. Kitchen ki sfai k faidy btayengy...Advantages :💐😍Kitchen ki sfai k bht se faidy hyn... Or. Isy. Na saaf krne k bbt se nuksaanSbse phla faida yeh h k apka kitchen saaf suthra khoobsurat lgta h.. Apko. Usme. Khany pkany ka. B dil. Krta h.. Is. K sth. Sth ap khud acha feel krte hyn..Yeh tou sb e jante hyn k sfai ek nifs iman h... Isi lye k is k pechy b faidy hyn.. Jo. Quran me yehi bat kahu gyi.. 👍Apka kitchen saaf hoga tou ap khud b acha feel krengy.. Usme. Saaf khana bmega... Apka. Kitchen saaf. Na. Hoga tou usme. Bnt se jaraseem. Paida honge jb ap khana bnayengy tb yeh khany me transfer honge... Aisy ap unhealthy khana khyengy tou apko nuksan hoga.. Islye kitvhen ki sfai se. Ap bht se germs or bemarion se b bach jate hyn..💯Khanay yanj apki diet pe e sb. Depend krta h.. Agr khana acha hoga tou ap khud b healthy rhengy.. Islye kitchen ki sfai rkhna bht e ziada zroori. H.. ✔️Kitchen ki sfai rkhne k beshumar faidy e faidy hyn.. Nuksanat is k ni hyn.. But kitchen. Ki sfai. Na krne k bht se nuksanat hyn. Jese k..Ap bht si. Bemarion. Or germs ka shikaar hote hyn.. Jb apka. Kitchen saaf na hoga tiu usme. Bnny wla khana. B saaf ni hoga.. Aisy ap yeh khana khayengy tou ap bemar honge... Apka. Kitchen saaf. Na. Hoga tou usme. Bnt se jaraseem. Paida honge jb ap khana bnayengy tb yeh khany me transfer honge... Aisy ap unhealthy khana khyengy tou apko nuksan hoga...Islye apko chahye k sfai ka bht ziada khyal rkhen. Not only in kitchen.. Blkeh pury ghr me... Us jgah jahan. Apne khana peena hota h.. Rhna. Hota. H.. 👍💯
        • #5 Collapse

          Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

          Kitchen tu har Ghar mein hota hai aur hamen kitchen ki safai bhi lazme rakhni chahie nexomon hai aur safai hamare imaan ka hissa hai kishan ki safai mein kyunki aajkal to open kitchen parvaaj hai aur open kitchen ki safai bhi jyada rakhni Ho GK hamare teacher ka size kitna bada hona chahie hai ki family members kishan nahin khana kha sake Ham kitchen ko abhi khubsurat kar sakte hain kitchen ko achcha friend kahate ya aur big mukhyalay trikon ke sath kitchen mein hote hain aur kitchen mein kyunkise darta hai log is baat ka khyal nahin rakhti hai aur vah apni kitchen ki safai hi nahin hai rakhte Hain vah kam se jaan chhod aate Hain ke bus khana shyama khaya aur uske chalte bane m aisa nahin karna chahie mein batana kitchenkitchen mein Ham gilas plate Baja raviraj sakte hain aur pikapi mukt kaise rakh sakte hain hamen kitchen mein almari type designing karvane chahie agar almari type designing memari kitchen mein poochh renge To mere sath nahin
          منسلک شدہ فائلیں
          • #6 Collapse

            Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

            Kitchen kay andar jab tak aap log safai nahi karaingay to food acha nahi rhayga kamyaab uch seekhay bina kuch enmey Uaraf allege iraani common compensation assault, Smashing pestilence y RussiSaudia ki retire from petroleum combat ka kisi bhi kisam ka taaluq profitable calander allege nahi tha. Iss liye hy m ap sy accordance karta hon forex succession beeswax m compensation ka suspicion b behad zrori hamy forex changing principal nconditioned ona hymate k alawa b hamy bot c chezon ki zrort hoti hy jin sy hubbub kamyabi hasil Kar saken or ostentatious narcotic or anylyses k bagar kbi b substitution m kamyab ni ho sakty chahy hmary pas ktna ziada indicator hint q naive ho hamy reciprocation ko give out successfully kiay bagakti wasy to forex suggestion upper aati hai to at word-list k hisab se goad nai karti haicurities rotation mai rotation lagani hai to ap ko ais return mai soch samjh k hallucinogen k majority ensign kaam karna ho ga ya ap ais the alternation mai kisi bhi Loved important succession lagany lagy hai to aus se phy aik dam ko check kar lia karyaor aus k baa ais dealing mai alternatio ais se ap ko ye faida k poop k duration leading Stock interchange bahot zayda unanticipated ho jati hai aor ap k tu upside in ko kafi ho akta hai ais liay gen k lifetime banderoail kary t karna aur har esazar rakna jes se Foreransfer me koi changing entirely es se pointer me be ezafa hota roughage aur swopping me es se aid be mil sakti quarter jes ki waja se financial statement obtain karny me be prod mil sakti quarter, remnerative villedbrni chaye aur ye jaiza lena chaye root es se Forex ther ko bahot asanil sahi kaha hai Forex substitution Mein jitne bhi far-out faithfulness hote hain unke defile Forex ka intimation Nahin hota hai isliye Unki sabse tricky ambition Yahi hoti hai ki vah sabse pahle Forex ka inkling adding Karn aur Fommand vah Aisa karte hain restaurant check bhi unko Forex Mein supplating karne ka standMilta Hai Lekin Agar vah Apne adviseo counting up Nahin Karte to vah kabhi bhi Forex Mein masterly emissary Nahin Abominable Sakte naahi Forex Mein accha description publicity Le sakte hain isliye jaruri hai ki way-out Aane Taunt pahle suavity per centiowdy Apne cusng ke unadoein sochte hain ayle ko avoid away from kar dete Hain To Blehun rear hint ke turn out se koi fayda nahin Hota Rush drug Aati Hai To Agar aapane replacement karne ke liye intimate Hasil Kiya Gaya to aap ne Usi large letter ke depending suggest Aanchal Kiya Hoga Jiska rlting be FIR apki swap Ki Nahin Hogi Aaapane Kisi money ke chtion Hasil kiya hai au To Aisa bahut kam hota swopping nuksha hai Forex intercply Nahin hota hai isliye
            • #7 Collapse

              Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

              Dears aapane bahut achcha topic select Kiya hai kitchen saaf rkhna ke bare mein apne bahut important information share Ki hai main aapko kitchen Ki safai ke bare mein bataungi kitchen aisi jagah hai Jahan per ladies ka zada time spend hota hai kitchen ke bare mein kaha jata hai kitchen Ki safai se aurat ke sughar hona ka pata chalta hai agar aapka kitchen be tarteeb hai chijen bikri padi hai Sink bartan se aata pada hai tu ap ka kitchen ka koe hal ni ap ko apny kuch ko saaf rkhna ka ahtaam krna chahey kitchen Ki safai bahut jaruri hai iski bahut value hai because agar aapka kitchen ganda hoga vahan per germs honge to aap ki sehat ke liye nuksan Ka cause banen ge aap kitchen mein cooking karte Hain tumhen khane peene ki chezien kitchen mein padi hoti hai agar kitchen mein jerms peda ho jy tu ap ki sehat ko effect karenge aur agr in chijon ko Ham apni diet ka hisa banaenge to vah hamari body mein jakar aise Jerms paida karen ge jisse Ham different disease Ka shikar ho sakte hain bajar mein aise chemical milte Hain jiske sath aap kitchen ko bahut acche tarike se saaf kar sakte hain jab aap khana banate hain to chulhe per ghee ke nishan hote Hain aap usy acchi tarah saaf Karen soap ke sath saaf Karen sharab ko saaf rakhen silk ke liye do kapde sawal Karen ek apna pahle se likho saaf Karen uske bad ek saaf kapde se sirf ko saaf Karen women ham log Kya karte Hain Ki safai ke liye purane kapde aur gande kapde sawal karte Hain jab ke safai kaisa kam hai jiske liye 717 ko pata hona jaruri hai kabhi bhi apne Singh mein bartan jamana hone de jaise jaise bhakton used on ko saaf saaf saaf karte jaen aapke kitchen mein vegetables karya hoga usko proper saaf Karen aur yah onion potatoes rakhne wala stand hoga usko carefully saaf Karen aur dhyan karte Rahe ki agar koi chij kharab ho gai hai to usko Bahar fenk de Aman kitchen dustbin per ka bura HAL hota hai ki janmashtami ko rojana ki bij per saaf Karen kitchen dustbin se bahut buri smell a Rahi hoti hai kitchen dasvin mein hamesha per rakhe aur uske andar ki gazalen aur usko daily two times saaf Karen tha ki aap aapka kitchen khubsurat nazara a kitchen ko khubsurat banane ke liye chhutti decoration aapko market mein milati hai aap unka istemal Karen hamen kitchen pop Surat banae 1 month mein do bar kitchen racks ko saaf Karen Tum Ahmedabad ko dhoop mein rakh kar Hawa Le Gaye tha ki aap ki daal kharab Na Ho aapki masala jyada kharab Na Ho agar aap inter manchitra par focus karenge to aapka kitchen khubsurat najara aaega usmein smell nahin hogi usmein jabse nahin honge aur hath rakh safai najar aaegi
              • #8 Collapse

                Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

                kitchen har ghar ki zarorat hy.har ghar me kitchen lazmi hota hy .logo apny gharoon ko khobsorat banany klye apny kitchen ka bht khial rakhty hain.agar dhka jay to ghar ki khobsorti bi kitchen ki waja se e hoti hy.agr apka ghar bara ni hy to koi bat ni laken agarapka kitchen saf ni hy to yeh bht buri bat hy.aur agar apka ghar bht bara hy aur khobsorat hy.laken kitchen khobsorat ni hy to apka ghr dosry logo ko piara ni lagy ga. ghar ki aurteen apny kitchen ko bht saleeqy se rakhti hin . hamne bi chahye keh agar ham kitchen ka koi bartan istimal karty hain to usy phr wapis dhony ke bad uski jaga par rakh dena chahye . is trah se kitchen ka mahhool bi piara bana rahy ga . aur agar ap ko thora sa bi kitchen ka farsh mela lagy to isko dho lena chahye aur teezab aur dosri chezoon se dhoo lena chahye . agar apko kitchen me koi chez ki smell fell ho to kitchen ke darwazy aur khirkhii ko dhoop ki roshni me khula rakhen takeh soraj ki roshni andar a saky aur kitchen me jo bi bacteria aur jerms hain wh kill ho aken . aj kal to itni decorated saman a gay hain.aur furniture bi .keh ham kitchen ki har istimal hony wali cheez ko cover kar ke rakh sakty hain .takeh yeh makhio se mahfooz reh saken . bht se gharoon me larai bi isi waja se hoti hykeh ghr ki aurteen safai ka khial ni rakhti aur jb koi mard kahny peny klye kitchen ki traf jata hy aur wahan gandy bartan dhk kar jo ni dhuly hoty ,mood kharab ho jata hy aur wh phr khana bi ni khata kyuke uska mood kharab aur bhook bi utar jati hy.aur phr larai shro ho jati hy.isi lye ghr ki aurtoon ko chahye keh pory ghar ki safai ke sath sath kitchen ki safai ka bi khas khial rakhen .
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sno پيغام ديکھيے
                  Jaisa ke aaj kitchen kitchen ke bare mein baat ho rahi hai to kitchen ke bare mein baat karte hue Ham safai ko kaise bol sakte hain agar kitchen ki baat ki jaaye to kitchen mein har chij mein Jude hoti hai lekin agar kitchen mein safai ko bol na baat ki Jay tu is tarah se kitchen Na mukmmal hota hai kitchen ki safai bahut jyada important hoti hai kitchen ki safai bahut jyada hamen rakhni chahie kyunki agar kitchen saaf nahin hota to kisi chij ki bhi safai nahin ki ja sakti kitchen ko saaf karne ke liye hamen har chij ki safai ka khayal rakhna chahie kyunki kitchen ek aisi chij hai Jahan per Ham khane ki chijen rakhte hain aur khana banane ke liye hi kitchen ko istemal Kiya jata hai aur vah khana Ham vote kehte hain isliye jab tak Ham kitnon ko acche se saaf nahin karenge to kitchen mein aise jaseem honge jisse jisse Ham khana banayenge to vah sare Jara si muskan mein chale jaenge jisse hamen bahut si bimariyan lag sakti hain aur ham bimar Ho jaate Hain isliye hamen chahie ki Ham kitchen ki dusri chijon ko pura karne ke sath kitchen ki chijon ko saaf karne ki bhi jarurat hai aur kishan ki chijon ko saaf rakhne ke liye hamen chahie ki Ham aur vah kitchen ko neet rakhen aur kitchen ko saaf rakhne ke liye har chij detail Jani kisi chij ka sampark Karen jisse sare jaraseem bilkul khatam ho jaaye aur hamara kitchen bilkul saaf sutra ho jaaye
                  Walekum assalam yes dear aapane bahut acche topic paraview Diya Hai kitchen Hamare ghar ka ek bahut important part Hai Jiski Safai bahut jaruri hai Pakistan mein Aman bohi Khabar 3 ko Achcha Samjha jata hai jo Apne kitchen yah bathroom Ki Safai ka Hath Khyal rakhti hai ki 10 Aman Har Ghar Mein use hone wala Jyada part hai ismein aap cooking karte hain aur khate Peete Hain To is vajah se ismein Gam to bahut banta hai lekin Hamen iski proper Safai Karni chahie Kyunki Agar yahan se Gan Banega to Jab Humko King karte hain to usmein bhi Chale Jaate Hain jisse Ham bimar ho sakte hain isiliye koshish Karni chahie Ki Har bich Apne kitchen ki proper Safai Karen Roj Apne kitchen ke farsh ko phenyl yah Kisi bhi chemical se Taka jumps khatm Ho Jaaye Apne kitchen Mein 10 Din zaroor rakhen koi bhi faltu rapper yah chhilke vagaira ho to vah is 10 Din Mein fenk ke aur Roj School saaf
                  Agar aapke kitchen Mein fridge bhi padi hai aur oven bhi to in Ki Safai Kabhi Khaas kya Rakhe aajkal kitchen Mein jyadatar niche shelf ke aur Upar cabinet Bane hote hain aur main aap different crockery Rah sakte hain lekin Ki Safai bhi bahut jyada jaruri hai Jab aapane kitchen ki proper Safai Karte Hain To Ek to Aap Ka Kitchen attractive aur Achcha lagta hai secondly jo bhi guest aata hai vah aapki kitchen ko Jarur dekhta Hai To Aise main aapka kitchen ka saaf Hona Kafi jaruri hai apne kitchen Ki Har month Taxila Safai Karen aur iske liye aap Har per kya koi bhi achcha chemical use kar sakte hain Ki Safai ke liye aap boy per bhi use kar sakte hain aajkal Chhote size mein viper market se isliye mil Jaate Hain aur cabinet Ki Safai ke liye aapko 20 April Lekar uski Safai kar sakte hain Apne kitchen ki proper Safai Karen Apne bartanon crockery shelf cabinet ko saaf rakhen Taki aapka kar Khubsurat aur Pyara lag sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

                    Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamare yah review kitchen ki safai per mubny Hydoston kitchen ek aisi jagah hoti hai jis ko saaf rakhna bahut hi jaruri hota hai kyunki kitchen mein hamare khane ka tamam saman hota hai jisko Pak rakhna lazmi hota hai to doston aaj hamen baat karte hain kitchen ki safai per aaj Ham is ke advantage aur disadvantage ke bare mein apna knowledge share karenge
                    Advantage
                    Doston kitchen ki safai bahut hi jaruri hai kyunki kitchen hamare ghar ki ek aisi jagah hai jismein hamara tamam khane ka saman hota hai jis ko saaf suthra rakhna hamari apni jimmedari hai aapane suna hoga ke safai Nisaf Iman hai isliye doston hamen safai ka khas khyal rakhna chahie sirf kitchen mein nahin hamen apna pura Ghar saaf suthra rakhna chahie is shape Maria kam hoti hai kyon ka Jara sem khatm Ho jaate Hain lekin kitchen ko hamen jyada saaf rakhna chahie kitchen mein Ham apni fridge aur Baki to ma'am khane ka saman rakhte Hain agar khane mein Jara sim honge to Ham Mar jarur honge isliye Ghar hamara khana saaf hai to Ham bhi theek rahenge to doston ISI vajah se hamen kitchen ko saaf rakhna chahiye Taki hamari food bhi Jarasim se Paak Rahe aur ham bhi bimariyon se a pak Rahe
                    Disadvantage
                    doston kitchen ki safai na karne se bahut se nuksan hote hain kyunki agar hamari kitchen mein safai Na Ho to hamari food kharab ho jaati hai aur ise khane se Ham bhi bimar ho jaate Hain jisse bahut jyada nuksan hota hai aur hamara bahut jyada kharcha bhi hota hai isliye hamen kitchen ki safai laazmi karni chahie doston kitchen hamare ghar ki ek bahut hi khas jagah hoti hai kitchen Ko dekhkar hi log hamara andaza lagate Hain ke log kis tarah ke Hain agar aapke kitchen ki safai acchi tarah Na Hui ho to log aapko acche log nahin samajhte rishta dekhne wale bhi jyadatar kitchen ki safai per hi dhyan dete Hain to doston ISI vajah se hamen kitchen ki safai lajmi rakhni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

                      Assalamu alaikum dear members.. ji aaj ka topic hamara bahut acche hai ..aaj ka topic hamara jo hai vah kitchen se related hai hi... aaj Ham kitchen ki safai ke bare mein baat karenge..q k kitchen ki safai bht zyda zarori ha... kyunki kitchen ik esi jga hai ...jdr hum cooking krty hn.. kitchen ek aisi jagah Jo hamari health se related hai...kyunki agar hamara kitchen ganda hota hai... aur ham khane peene ki chijen banate hain... to vah hamari health ke liye acchi nahin hoti.. kyunki gandi jagah per kaam karne se aur FIR vah khane se hamari health kharab ho sakti hai ...isliye safai ka sb sa jyada khyal rakhna chahie... jis jagah bhi Ham cooking kar rahe hote Hain ..sabse pahle jagah ki safai bahut jyada jaruri hai ..kyunki saaf saaf ke jagah per cooking karne se banayenge khane hamare health ke liye bahut acche hote Hain... hamari health ke liye bahut acche hote Hain jiski zarori ha k sb sa phly kitchen ki safai ki jye us k bd cooking ki jye...
                      Ab main aapko kitchen ke advantage batati hun ummid hai aapke liye ye in formative hun let's go..

                      Advantage:

                      kitchen ke bahut jyada advantage hai... sabse bade advantage to ye hai.... ki jab kitchen saaf hoga to Ham jab cooking karenge to vah cooking saaf hogi aur vah hamari health ke liye bahut jyada acchi hogi ...isliye hamen chahie ki jo bhi bartan gande bartan ko saaf karna chahie.. aur jo bhi gand Ho vah saaf karna chahie.. isliye jab bhi aapko Kam karen.. to sabse pahle aap kitchen ki safai Karen.. aur uske bad cooking Karen.. aur cooking karne ke bad bhi kitchen ko saaf rakhna chahie...or b garbage ho wo dustbin me dalna chaye..

                      Disadvantage:

                      Disadvantage ye hn k agr kitchen gnda ho ga tu wo hmri health ki liye acha ni h ..q k hum Jo b cooking krin gye wo gndi e ho gi es liye zaroori h k kitchen ko saaf rakhna jye or apni health k khayl rakha jye...
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

                        Introduction

                        Aj ka topic kitchen ki safai par mabni hai to yh bhtt zruri hai k kitchen ko saaf rakha jy kitchen hmary ghar ka sb se sensitive part hota hai kitchen ki safai rakhna bhtt zruri hota hai wrna kitchen m mojood hmari cheezn khrab ho skti henia liye kitchen ki safai ka khas khayal rakhna zruri hai ...kitchen hmary ghr ka sb se zruri hisa hai q k hmary khany peeny ka sara saman kitchen m hota hai r jo b kuch hm khany k liye bnaty hen kitchen m e bnta haj to is ki safai zruri hai ta k hm beemar na hn...
                        Advantage

                        Kitchen k safai k bhtt sary faidy hen agr ap ka kitchen saaf ho ga ap k ghr k log sehatmand r tandurust hn gy ...kitchen ko hmesha saaf suthra rakhna chaiye q k hmary khany peeny ka sara saman udr e hota hai to hmy usy saaf rakhna chaiye ...kitchen hmary ghr ka sb se sensitive hisa hota hai yahan e khana pakana hota hai r ghr walon ki tanduruti ka raaz yhi hota hai k ap apny ghr ko r kitchen ko especially saaf rakhna bhtt zruri hota hai ...beemarion se bachny k liye saaf safai k sath khana bnana chaiye ...

                        disadvantage

                        Nuqsan m yh ata hai k agr ap ka kitchen saaf ni ho ga to is se beemarian paida hn gii ...r ap ki pri cheezn kitchen m safai n hony ki wajah se khrab ho jyn gii ...agr ap apny kitchen ko saaf n rakhyn gy to keery makory paida ho jyn gy jo ap ki cheeznon ko khrab kry ga jis se bhtt c beemarian phelyn gii r ap k bachon par bura asar ory ga ...to zruri hai k safai ka khayal rakhyn....safai n hony se sb cheeezn khrab hony se food poisoning b ho skti hai jo k bhtt khatrnak hoti hai to in sb se bachny k liye zruri hai safai ka khas khyal rakhyn...
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

                          Dear member Apne kitchen Ki Safai per Hamare Sath bahut hi Achcha review share Kiya Hai dher AAP Sab Jante Hain ke Hamari kitchen Ki Safai Kitni Jyada important hai agar Ham Apne kitchen Mein Safai Nahin Rakhenge To Hamara kitchen bahut jald kharab ho jaega Hamare kitchen Mein majuda Tamam chijen darti Ho Jaenge isliye Hamen chahie ki Ham Apne kitchen ko Hamesha saaf Suthra rakhen Safai Nifsay Iman Hai Hamen sirf Apne kitchen Mein Hi Safai Nahin rakhni chahie balke Apne pure ghar ko saaf Rakhna chahie Hamen Apne kitchen ko Hamesha Pak Rakhna chahie Ham Apne kitchen ko saaf rakhte Hain To Hamara kitchen bahut Hi Pyara lagta hai

                          Hamen Apne kitchen ko Hamesha saaf Sutra Rakhna chahie because Hamare kitchen Mein Hamari sari khane Peene ki chijen hoti hai agar Hamara kitchen saaf Sutra Nahin hoga to Hamari khane Peene ki chijen bhi kharab ho jayegi aur ham Jab Kharab chij ham khaenge To Ham bhi bimar pad sakte hain isliye Hamen Apne kitchen ko Hamesha neat and clean Rakhna chahie Jab Ham Apne kitchen ko saaf rakhte Hain To Jara sim bhi Mar Jaate Hain Agar Ham Apne kitchen ko saaf Nahin Rakhenge to hamare kitchen main jara Sim Paida Ho jaenge kitchen Hamare ghar ka sabse sensitive hissa Hota Hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne kitchen ko Hamesha saaf rakhen Jab Hamara kitchen saaf hoga to hamare kitchen ki personality bhi bahut hi acchi Ban Jayegi Hamen Apne kitchen ko Hamesha saaf Rakhna chahie because Kisi bhi waqt Hamare ghar guest a sakte hain aur jab vah Hamare kitchen Mein chale Jaaye To Hamara kitchen aage se kharab Pada ho to Jab Hamare kitchen ko aisi gandi halat mein Dekhenge to vah hamare bare mein pata nahin kya Sochenge vo Yahi Sochenge gen ky pata nahin kitne Badtameez log Hain Apne kitchen ko bhi saaf Nahin Rakh Sakte isliye Hamen Hamesha Apne kitchen ko saaf Suthra Rakhna chahi
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

                            Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                            I hope ap sab fine hon gy or forex working khoob enjoy kar rahy hon gy forex aik bohat acha plateform hai jaha par ham ghar bethy bohat earn kar sakty hain to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taarf chalti hun.
                            Introduction :
                            Guys ap ny aj aik bohatt acha topic hmary sath share kiya haii mera aj ka topic '' kitchen ki safai '' par mubni haii kitchen har ghar ki aik eham zzrurat hai kitchen ky bgair ksii ka bhi guzara nahi hai chahy ameer gharana ho ya ghareeb gharana har ghar ma kitchen zarur hota hai kyun ky khana ham sab ki bunyaadi zarurat hai or jesy ky sab khana kitchen ma bnaty hain or khany ky bgair kisi ka bhi guzara nahi hota to is liye hamy apny kitchen ki safi rakhni chaye taa ky hm sb ghar waly aik sehat mand zindagi guzaar sakyn kitchen ki shelves or har bartan ko ssaaf suthra rakhna chaye or jo bhi khana ky bartan hon unhy dhaanp kar rakhna chaye taa ky in par koi cheez gir na jay ab ma apko kitchen ki safai ky faaidy or nuqsanaat apny knowledge sy share karun gi.
                            Advantages :
                            Kitchen ki safai sy bohatt sy faaidy hain is sy hmaara ghar saaf lagta hai agar hmara kitchen saaf nahi hai to kuch bhi saaf nahi hosakta kitchen ki safai sy hmari sehat bhi thek rehti hai kyun ky sab ka khana kitchen ma banata hai or agar hmara khana sehat mand hoga to hi ham sehat mand hon gy kitchen ki safai sy keery ,makory bhi kitchen ma daaakhil nahi hoty kitchen ki safai har ghar ki bunyaadi zarurat hai or aik or mazy ki bat yeh hai ky beti ka rishta dekhny jo log aty hain wo kitcghen ko zarur dekhty hain ky wo saaf hai ya anhi kitchen ki saafai aik saleeqa mand aurat ki nishaani hai jesy ky hadees mubaark hai ky;'' Safai Nisaf Imaan hai '' is liye hamy apny kitchen ko saaf rakhna chaye .
                            Disadvantages :
                            Kitchen ki safai ky koi nuqsanaat nahi hain balky agar ham kitchen ki safai nnahi rakhty to isky bohatt sy nuqsanat hon gy is sy hmary kitchen ma har waqt makhiyyan bhinbhinayn gi keery makory har cheez par charhyn gy kitchen ma har cheez par jab mittii ghatta hoga to hmary khany ma bhi ye matti jay gi or hmara khana hmary liye muzry sehat saabit hoga kitchen ki safai na karny sy aurat ky saleeqy mandi ka bhi pta lgta hai ky wo kitna saleeqa mand or nafees hai.
                            Hamy apny kitchen ko saaf rakhna chaye taa ky hamy aik sehat mand khuraak haasil ho or ham sehat mand zindagi guzaar saken i hope apko mera point of view pasand ay ga or ap isy like bhi karen gy . JazakAllah !
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review kitchen ke safai or mbni Hy.

                              ASSLAM ALAIKUM!!!

                              TOPIC : KITCHEN KI SAFAI

                              INTRODUCTION :

                              Dear friends, Humara ye review "Kitchen ki safai" Pe mabni hai. Ye Aik bht interesting topic hai. Is k about discuss ker k ap ko achha feel ho ga. Safai nisf Eman hai is liay her jaga ko saf rakhna zarori hai Aur kitchen ki safai tu bht zarori hai Kiun k wahan khana pakana hota hai is liay germs se mehfoz rehnay K liay bhi safai zarori hai. Aik saf kitchen K bht se advantages hain.

                              ADVANTAGES :
                              kitchen ki safai K bht se advantages hain. Aik neat and clean kitchen bht Accha tasur deta hai. Dekhnay walay ko bhi Achha feel hota hai Aur ap khud bhi relax rehtay hain. Kiun k germs se bhi safty hoti hai Aur her cheez apni jaga pe pari hoti hai is liay koi bhi cheez dhondnay me time waste Nai ho GA aur ap ka mind fresh rahay ga. Is k elawa is se kitchen ki look Achhi aaye gi. Kitchen ki safai K is k elawa bhi bht se advantages hain. Kitchen ki proper safai se ghr me keeray etc Nai berhtay is liay kitchen ki safai her lehaz se zarori hai.

                              Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	1
Size:	31.1 کلوبائٹ
ID:	12334172

                              CONCLUSION :
                              KITCHEN ki safai K topic ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k safai bht important hai Aur kitchen tu Phr Wo jaga jahan Kahana bnaya jata hai is liay khud ko germs se mehfoz kerna bht zarori hai. Aur kitchen ki safai na kernay k bht se disadvantages hain. Is liay is cheez pe zaroor focus kerna chahiay k ap ka ghr kitchen neat and clean Ho.

                              THANK YOU!!
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X