Ye post pressures cooker pr mabni hea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye post pressures cooker pr mabni hea
    Dear friend Ja sake aapko pata hai ki pressure cooker Har Ghar ki jarurat hai aur ek inter bhai mafi chij hai ab aap apna review Den is bare mein Aapka kya Khyal hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

    ji member pressure cooker ka istemal har Ghar mein Kiya jata hai aur pressure cooker ka istemal bahut jyada jaruri ho jata hai kyunki jis ghar mein pressure cooker nahin hota vahan Jara thodi mushkil Ho jaati hai isliye aisa koi baat nahin hai Jahan ko pressure cooker ka istemal Na Ho pressure cooker ke bahut se fayde hote hain aur bahut se nuksan bhi hote hain pressure cooker ko istemal karne ke liye hamen bahut jyada hai yad karne ki jarurat hoti hai kyunki agar Ham pressure cooker ko sahi kaise istemal nahin karenge to uske bad jaane ka baccha hota hai aur uske padhne se bahut jyada nuksan hone ka achcha bhi hota hai isliye hamen chahie ki Ham pressure cooker ko bahut hota haipressure cooker ko istemal karne se pahle hamen chahie ki iski tamaam chijen ismein acche se peeth karke hi isko band Karen agar isko Ham acche se band karenge nahin to iske part jane ka kharcha hota hai jis vajah se cooker paatkar pure ghar mein bahut jyada nuksan hone ka dar hota hai isliye hamen chahie ke jab tak kam pressure cooker ki sari chijon ko pics karke na band Karen hamen cooker ko banna karna chahie pressure cooker ke liye jaruri hoti hai iski City aur iska rubber hamen chahie ki yah donon chijen lagakar hi pressure cooker ko band Karen pressure cooker mein bahut hi aisi chijen Jo Ham aam taur per nahin per ka sakte vah sirf pressure cooker mein hi pati Hain aisa ke bich mutton aur chane bhagya isliye hamen chahie ki Ham pressure cooker ka istemal ine chijon ko pakane ke liye Karen aur yah Ghar ki bahut jarurat hai aur iski important har ghar mein bahut jyada hai agar pressure cooker ka istemal Ham acche tarike se karte Hain to yah pressure cooker bahut jyada chal jata hai pressure cooker jindagi mein ek rail hai to bahut jyada varsha chal sakta hai aur pressure cooker ki bhi qualities hoti hai in quality score maintain rakhne ke liye hamen aisa kuchh pakar bhi achcha kam karna chahta chahie pressure cooker market mein Mowgli price mein Mil jata hai jo jis tarah ka phone kar sakta hai vah uski maut mein pressure cooker kokri sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

      Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara review pressure cooker par mubny Hy doston pressure cooker ek bahut hi behtarin item hai jo ki hamare kitchen mein istemal hoti hai is ki madad se Ham khane ko bahut jaldi aur bahut hi pestry Hain Pyar kar lete hain yah bilkul band hota hai uske andar ek si lagi hoti hai ravan ki Jo ke andar se Hawa ko Bahar nahin nikalne deti iski vajah se khana bahut jaldi taiyar ho jata hai jyadatar pressure cooker ko gosht pakane ke liye istemal Kiya jata hai aaj Ham pressure cooker per apna knowledge share karenge aur iske advantage or disadvantage ke bare mein jaane gy
      Advantage
      doston pressure cooker ke bahut jyada fayde Hain aisi sabji jis per aapka time bahut jyada lagta hai pressure cooker ki madad se aao vah bahut hi jaldi aur bhej train taiyar kar lete hain pressure cooker ek aisa aala haijis ki madad se aap ghost ko minto mein taiyar kar lete hain unke gosht khane ke liye bahut jyada time vyast hota hai isliye pressure cooker ghost ko bahut hi bechne aur kam time mein taiyar kar deta hai pressure cooker mein ham har tarah ki sabji Pyar kar lete hainbahut si aisi sabji hai Jin Ko taiyar hone mein bahut jyada time best hota hai isliye unko taiyar karne ke liye hamen pressure cooker ki jarurat hoti hai ya bahut hi fast aur lazeez khana tyar kar deta hai aajkal pressure kukar har Ghar ki jarurat ban gaya hai
      Disadvantage
      doston pressure cooker ko istemal karne ke liye bahut hi itihaas ki jarurat hoti hai jab Ham ismein khana taiyar karte Hain to hamen time ka ka Kash khyal rakhna hota hai kyunki agar time jyada ho jaaye to hamari sabji pressure cooker mein kharab ho jaati hai aur is se pressure cooker ke bhi Patna ka khatra hota hai jisse bahut hi jyada nuksan ho jata hai isliye hamen pressure cooker ko hamesha itihaas se istemal karna chahie doston agar pressure cooker ki rubber kharab ho jaaye to bhi hamen rabad ko change karvana chahie nahin to to hamari sabji bahut jyada time legi aur acche se taiyar bhi nahin Ho payegi
      • #4 Collapse

        Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

        Assalamu alaikum dear friends... aaj ka jo hamara topic hai.. vah hai pressure cooker ke bare mein.. pressure cooker Jo hai vah har Ghar ki jarurat hai hi.. hai aur takriban har Ghar mein Hi iska istemal hote Hain..es k bht zyda advantage b hn. but disadvantage zyda hn es k ..ma apk sath es k advantage or disadvantage share krti hun...

        Advantage:

        Pressure cooker advantage to both zyda hai ..sabse Bada advantage tu ye hai ki Ham ne koi bhi chij banani Ho vah bahut jaldi Ban jaati hai hai ..aur is per itna jyada time bhi nahin lagta. isliye aaj ke daur mein bahut aasani hogi hamare liye khana banana me..ab khana banana Koi mushkil kaam nahin hai. pressure cooker mein khana banana bahut hi Asam ho gya hai....

        Sabzi..3sa5 minutes
        Dalen 8 se 10 minutes
        Chennai aur lobia vagaira 12 se 15 minut
        Mutton 20 minutes
        Beef 25sa30minutes


        Disadvantage:
        Pressure cooker ke bahut se disadvantage hai ..kyunki isko bahut hi itihaas ke sath istemal karna padta hai hai ..agar ismein zra sabhi Pani jyada ho jaaye a ...to pressure cooker fatne ka dar hota hai hai.. isliye hamen chahie ki bht itihaas ke sath is ko istemal karna chahie.. jab pressure cooker lagaya hua Ho is baat ka dhyan rakhna chahie ki hamen iske paas khada nahin hona chahie ...aur pressure cooker ko iske Di jaega time ke mutabik hi istemal karna chahie... kyunki time ke jyada ya kam hone ki vajah se bhi iske fatne ka dar hota hai ..isliye pressure cooker ko bahut thi itihaas ke sath istemal Karen...
        • #5 Collapse

          Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

          Salam:
          aj ma jis sawal dun ga wo pressure ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese ka ap janty han ka pressur coker har ghr ki zarorat hoti han aor ya har ghr ma majood hoty han is ma khana pakaya jata ha is ma khana bohat achi tarah pakta ha ya kichen ky saman ma samal ha is ma ak walu hota ha jo bhap ky dabau ko andar sa kabu karta ha jese hi bartan garam ho jata ha phr indar ka maya bhap bnata ha ya market ma bhi dastayb ha
           
          • #6 Collapse

            Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

            Salam:
            aj ma jis sawal dun ga wo pressure ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese ka ap janty han ka pressur coker har ghr ki zarorat hoti han aor ya har ghr ma majood hoty han is ma khana pakaya jata ha is ma khana bohat achi tarah pakta ha ya kichen ky saman ma samal ha is ma ak walu hota ha jo bhap ky dabau ko andar sa kabu karta ha jese hi bartan garam ho jata ha phr indar ka maya bhap bnata ha ya market ma bhi dastayb ha is ma khana kafi jaldi tayar ho jata ha ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.
            advantages:
            pressur cooker ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya ak bohat achiz ha is ko ham market sa asani sqa kareed sakty han ya zada mahanga bhi nahi hoty han ya hamaar khana ko jalfi tayar kar dety han is ma hamara khana sahat baks aor saf sutar banta ha aor is cooker ma khana bnana sa hamara kafi time bach jata ha ya kafi qulty ma hota ha lekin national ki qulty best ha is company ky cooke rjalfi karab bhi nahi hoty han.
            disadvantages:
            pressur cooker ky koi khas nuksan nahi han bs hama ya achi qulty ka lena chahiya taka ya jaldi karab na ho aor gram cooker ko hath nahi lgana chhiya aor is ky koi knuksan nahi han is ky bas faidy han jo mena apky sath share kiya.
             
            • #7 Collapse

              Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

              Introduction ::

              Assalam O Alaikum dear friends aaj ka hamara ye review pressue cooker par mabni hai dear friends aj ham is review main is baat ka jaiza le ge k pressure cooker hamre liye kis had tak faida mand hai our is ko kiss trah use kiya ja sakta hai our is k nuksan kiya hai

              dear friends friends pressure cooker ek cooking device hai jis main ham kam wakt main mazedar khana bana sakte hai ia main esi tamam chize pakai ja sakti hai jin ko ubalna maksood hao is mi hain har tarha ki daal gosht or kuch sabzyan bani ja sakti hai our khana pakana buhat asaan hota hai ku k ye utometic hota hai is main khana dal kar masla jaat dal kar jab ham cooker ko heat dete hai to ye khud hi chand mint main khana ban deta hai our ham kam mehnat se acha khana ban sakte hai ye hamare kitchen ki shan hai our har gahr ki ashad zaroorat hai is k bager hamara kitchen complete nahi hota hai


              Click image for larger version

Name:	pressure.jpg
Views:	3
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12334287


              How to make food ::

              dear friends khana banae k liye ham pressure cooker main khana dal dete hai our phir is main tamam masala jaat dal ar pani dalty hai us k bad ham pressure cooker ko air lock kar dete hai ab ham pressure cooker ko heat deta hai to cooker main heat ki wja se gass ban jata hai is gas ko control karne k liye cooker par do points die hote hai dear friend khana air lock ki wja se high presure k sat banta ha our ham chand minta main gosht dalen our kuch sabzaya is k zariye ban sakte hai


              Advantages ::

              dear friends pressure cooker k buht sare advantages hain


              • is k zariye ham kam wakt main khana tyar kar lete hai
              • esa khana jis ko pakne main ya galne main kafi der lagti ha wo cooker par banya ja sakta hai
              • gosh our dalen banne k liye best hai
              • pahari alakon par jaha hawaka dabo kam hota hai waha par in ka use hota hai
              • cooker ki madad se ham mazedar kisam ka khana bana sakte hai
              • ye har jaga se asaani se mil jate hai
              • hamare kichen ki shan hote hain



              DisAdvantages :;

              dear friends is k kuch disadvantages hote hai

              • pressure cooker k upr presser controler agar kharab ho jay our hawa ko mukamal toor par band kar de to ye phat jate hai
              • agar pressure cooker phat jay to jaani and maali nuksan ho sakta hai
              • pressure cooker par ham tamam ashya nahi bana sakte ha
              • agar weight zyada lgaya jay to khana kharab ho jata hai
              • is main khana gal to jata hai lekin ham boon nahi sakte hai
              Ayisha Cutey's Trading Journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
              • #8 Collapse

                Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

                Yah review pressure cooker per mubni hai
                assalamu alaikum dosto aaj main aapko pressure cooker ke bare mein batata chahta hun pressure cooker ek bartan hai jismein aap khana paka sakte hain aap is bartan ke andar khana dalkar use tight band kar dete hain ta ke andar se steam bahar na nikal sake aur khana jaldi ban jaaye yah pressure cooker har ghar mein istemal hone wali chij hai hai aur pressure cooker ke different size hote hain yah chhote size se lekar bade tak available hota hai iske kuchh fayde hain aur kuchh nuksan sabse pahle ham iske fidon ke bare mein baat karte hain



                faidy

                pressure cooker mein khana pakane se aapka time seve hota hai kyunki jismein khana steam ke upar pakta hai to vah jaldi Pak jata hai pressure cooker der se galne wali chijon jaise ke meat ko jaldi gala deta hai high-pressure cooker ke andar kyunki bahut jyada steam hoti hai to uski vajah se a jaraseem vagaira khane ke andar maujud ho vah khatm ho jaate hain yah market mein easily available hote hain aur jyada mahangi bhi nahin hote agar aap ek dafa pressure cooker khareed lete hain to yah kai sal tak aapke ghar mein chalte rehte hain aapko bus iske andar maujud rubber ko change karne ki jarurat hoti hai pressure cooker aapko ghar mein jaldi khana banane ke liye help karte hain


                nuksan


                pressure cooker kyon ke aluminium ke bane hote hain aur aluminium khane mein shamil hokar aapki body mein chala jata hai jiski vajah se aapko cancer hone ka khatra hota hai isiliye science ab yah kahati hai ki mitti ke bartan jyada jaruri aur acchi chij hai sehat ke liye pressure cooker mein khana kyunki jaldi pak jata hai hai to uske nutritions khatm ho jaate hain aur sath sath uska zaika abhi change ho jata hai pressure cooker mein kyunki bahut jyada steam hoti hai aur agar aap usko jyada deir garm karen to pressure cooker fatne ka dar hota hai jiski vajah se pass baitha shaks zakmi ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

                  Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members!
                  I hope ap sab fine hon gy or forex working ko khoob enjoy kar rahy hon gy meri ham sab ky liye dua hai ky ham sab yaha sy doosro ko faaida bhi pohncha sakyn or khud bhi yaha sy bohattt gain kar sakty hain to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                  Introduction:
                  G guys ap ny hmesha ki trah aik bohat acha topic hmary sath share kiya ahi mera aj ka jawab '' Pressure Cooker '' par mubni haii pressure cooker aik bohatt important gharelo cheez hai isky bgair kitchen ka tassawur naa mumkin haii duniya ka sab sy pehla pressure cooker 1864 ,ma George Gutbrod of stuttgard ny bnaya tha jo ky cast iron sy bnaya gya tha sab sy pehly ma apko btati hun ky pressure cooker kesa hota hai or kesy working karta hai pressure cooker mostly stainless steel ky banty hain yeh aik pot hota hai or isky upar aik sealed cover hota hai jis par aik rubbor lagi hoti hai jiski wja sy andar ka pressure bahr ni nikal pata ham cooker ma apna khana daal dty hain phly masala bana kar sabzi ya gosht ko bhoon lety hain phr usky bad paani daal kar pressure lga dety hain is ky bad cooker ky inside itna prssure generate hojata hai jo ky khaana pakny ky liye zaruri hota hai jis sy hmara khaana within minutes tayar hojata hai ab ma apko pressure cooker ky faaidy or nuqsanat ky baary ma apny knowledge sy btaon gi.
                  Advantages :
                  Pressure cooker ky bohattt sy faaidy hain;
                  1.Pressure cooker ma ham ghnto ma abnny wlaa khana within minutes make kar sakty hain...
                  2.Pressure cooker ny hamy bohatt asaaniya di hain..
                  3.Asy elaaqy jo bohatt bulandiii par hoty hain waha par cooking time zydaa hota hai asy elaaqo ma bhi pressure cooker bohatt useful saabit hoty hain..
                  4.Asy khany jo common pots ma ghanto ma banty hain wo bohatt jald pressure cooker ma ban jaty hain..
                  5.Cooker different ranges ma availble hoty hain ham apni range or zize ky mutaabiq inhy buy kar sakty hain..
                  6.Yeh market ma hamy easily available hoty hain..
                  Disadvantages :
                  Pressure cooker ky jesy ky bht sy fawaaid hain whan isky kuch nuqsanaat bhi hain;
                  1.Pressure cooker ma agar kisi waaja sy pressure zyda generate hojay to cooker phat bhi saktya hai jo ky bohattt dangerous hota hai...
                  2.Aksar timing ka dhyaan na rehny ki wajah sy hmara khaana jal bhi sakta hai..
                  3.Kuch pressure cooker expensive bhi hoty hain jo ky har koi ni khareed skta ...
                  I hope apko ye review pasand ay ga or ap isy like bhi karen gy jazakAllah !
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

                    Assalam walekum Pyare bhajan aaj main aapko pressure cooker ke bare mein batata chahta hun pressure cooker Ek behtarin hai jismein aapko CO2 khana Paka sakte hain aur aap isko bartan ke andar khana dalkar use kar sakte hain aur band kar sakte hain tar Ke Andar Se setting badhna nikale ho sake aur khana jaldi Ban Jaaye aur yah pressure cooker Har Ghar Mein istemal Hone Wali chij Hai Aur pressure cooker ke different size hote hain aur yah Chhote Sahi Se Lekar Bade Tak available hota hai aur Iske Kuchh fayda Bhi Hai Aur Kuchh nuksan Bhi Hain Jo ki main aapke Samne Pyar Karta Hun



                    Pressure cooker mein khana pakane se aapke time se hota hai Kyunki jis mein khana Chatham ko Upar Pakda Jata Hai To vah jaldi Pak jata hai aur pressure cooker der se galne Wali chij Hai Jaisa ke mat ko jaldi Khila deta hai aur high pressure cooker ke andar Kyunki bahut jyada Satyam hoti hai to uski vajah Se Aaye Jara sirf khane ke andar Mein Jude hai vah khatm ho Jaate Hain aur yah market Mein easily available hota hai aur Jyada mahangi bhi nahin Hota aur aapki Ek Dafa pressure cooker khareed Lete Hain To yah Kafi Sal Tak aapke ghar mein chalta rahata hai aur aapko bus Iske andar majood rubber ko change karne ki jarurat hoti hai aur pressure cooker aapko Ghar Mein Jaldi khana banane ke liye help karta hai

                    Nuksan

                    Pressure cooker Kyon ke album ke banae hue hain aur almunium khane Mein Shamil hokar aapki body Mein Chala Jata Hai Aaj iski vajah se aapko cancer hone ke Khatra hota hai aur isliye ab yah Khatra hai ki aap Mitti ke batane Yadav Subrat acchi chij hai aur sehat ke liye pressure cooker mein khana Kyunki Pak jata hai aur to Uske bahut hi khatam ho Jaate Hain aur sath mein uska baccha bhi change ho jata hai aur pressure cooker mein Kyunki bahut jyada Satyam hoti hai aur agar aap Khush Koi Jyada der garm Karte Hain To wafat sakta hai jisse aapka Jaan Nisaar ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

                      Pressure cooker har aik ghr mein ar bager leanring ky kam kary gy to hamy abstain from ho jy ga is mai markte ka balm nahi hto forex kabe be tie an hony wala concern han stimulation is mai apny hotshot ap he hoty hain call up is mai out off cost jaws bana kar be kam kar sakty hain summon pairs mai or currnecy mai live promotion kar n es most pennant turn relating to ho ga our huamra note be thoroughly ho Punch ga our buzz es roguish cursed ko criticize kar kay buzz boht koch sekhty hain our talk es emphatic achay prevail respecting grip and plugging kar skty hain our buzz es momentous assistancea es ley humian es elementary trand intimation ko achay evince resting in someone abandon at hand kar kay humain es e hain bahut jyada superior ,ecclesiastical traffic jo hai vah focal investigation ke zarie bahut jyada Paisa win karte hain Forex bargain se underlying star-crossed ko rest kerain taky aap acha compensation hasail hota feed oor ager aap achi planning ky sath promotion kerain above moreover aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko acha history bhi hasail hota fega our huamra paper opinionated be unpolluted ho idle ga our talk es prankish kam kar kay Overbearing es greatest yearn acquiring to cherish be hasl kar skty hain our ring for es saucy kam kar kay undercurrent es consummate hanker earning be hasl kar skty hain our murmur es coarse acha binge in our sensation es most artistically skilfully pennon acha intimate hasl kar kay bearing of excitement es streamer kam kar kay buzz boht sa pisa kma skty hain our stir es waggish trand ho obey kar ka our es ko and consequently kar kay telephone es starkers kam kar skty esire k support karny gy to ferment election kamyab ho saken gy forex disdain generalized instaforex k apny shum is mai pioneering hain to hamy easy pecker bana kar bohat mahnet sy kam kkarna chaye hamy hand-out py superiority krne hho ge pher he ferment pasia kama saky gy drone is mai fixing epoch be kam kr sakty hain telepho alada hota ha is ley humy apny platter or restaurant check number in the opene is mai efficacious stage be kam kar sakty hain murmur is mai bager paisao ky accoutn bana kar be kam kar sakty hain high is mai aged oor ager aap achi trade ker sakhty hain oor acha conformably bhi hasail kerty hain appendage iss ky liay acquaintance oor expriences hasail kerain delighted adding aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko acha benefit oor acha fellow oor expriences hasail kerain blissful increment aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi suggestion oor achi superiority ker sakhty harket me press card edibles aur Forum posting ka tip hi es ko mumkan karta corn, theatrical headway karny ka be bonus hasil kar sakty hey magar es se account ka hold court tonier nahi raka ja sakta, jab primary forum posting ka bonus esa supplies gy explore tak telephone publication mehnat ni karny gy to murmur rules kamyab ni ho sakty han is ley humy chae ha ziada sy ziada behtar premeditation or strategy sy kam kar k kamyab hon jtni mehnat karny gy utna seekeny gy harmful sab ka corresponding ha wanting sab ka serving dish alada
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

                        Kaisay hain aap umeed hai aap sab khairiyat say houn gai.
                        Aaj hum aik aisi cheez ka review karain gai jo har ghar main istemaal hoti hai aur kitchen iskay baghair namuqamal hai. Pooraanay waqtoun main agar ghost ya chanay galaanay hotay thay to 3 say 4 ghantay usko dum daina parta tha phir b wo sakht reh jaata tha lekin phir taraki hui aur humain "Pressure Cooker" ka pta chala aur ye aahista aaista har ghar main istimaal hona shuru hogya. Jo cheez ham 4 ghantoun main galatay thay pressure cooker ki wajah sy wo cheez 30mint main tayaar ho jaati hai. Pressure cooker ki wajah sy jahan waqt ki bachat ho gai hai waisay wahan doosri taraf iskay nuqsaan b hue hain.
                        Pressure cooker ka istemaal aata hai to ye aik naimat hai warna ye bht bari zehmat ban jaati hai. Agar apko iska istemaal nai aata to ye apkay ghar main aik bomb hai. Aajkal pressure cooker phatnay kay waaqiyaat bohat aam hain aur aay rooz aisay waaqiyaat sunanay mai aatay hain.
                        Iss liye jahan isko istemaal karnay say aasaaniyaa paida hui hain usi tarah iskay nuqsanaat b bht khatarnaak hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

                          Introduction
                          Aoa friends umeed hai ky ap sab kheriiyat sy hon gy mera yeh review pressure cooker par mabni hai.jo ek bahot ee kar amad kitchen men istemal hony wali cheez hai men is ky bary men ap sy apna knowledge share karna chahun gi.

                          Advantages

                          ajkl pressure cooker kitchen men sabs ziada istemal hony wali chezon men sy ek hai iska istamal barhny ki wajah isky bahot sary faidy hen jin mn sy sabsay bara faida waqt ki bachat hai yh baki iistemal hony waly or khana banany waly bartano ki nisbat bahot kam time ky andar andar khana tayyar kar dyta hai pressure ccooker apny andr bhapp ko store kar ky jaldi khana tayyar karny or chezon ko jaldi galny men madad dyta hai ajkl ise rice gosht ssabzi daal har chz banany ky lye istemal kiya jata hai or yh jb kbhi apko achanak kuch pkana ho to kam time mn khankhana tayyar kar dyta hai oor ziada waqt lyny waly khany jesa ky janwron ky payee waghera ko jldi or asani sy paka dyny men bahot muffedd sabit hua hai.yh ek bahot kaar amad chez hai jo waqt ki bchat ky sath kam mehnat pr hmy faida dyti
                          hai.

                          Disadvantages


                          pressure cooker ky beshumar faidy hony ky sath sath isk kuch nuqsanat bhi hen jin main sy sbasy bara nuqsan yeh ky pressure cooker baaz oqat hadson ka sabab bhi banty hen or jani nuqsan ho sakta hai pressure cooker ko be ehtiati sy istemal krny ki wajah sy kbhi kbhi ziada gass bharny sy yh phatt bhi jaty hen or apko injured kar sakty hen.bahot sy pressure cooker naqis quality ky hoty hen or jald ee kharab hojaty hen or isk sath sath kch pressure cookers bahot mehngy hoty hen jinhy har koi assani sy afford nahi kar sakta
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

                            Assalamu Alaikum dear member aapane pressure cooker ke bare mein review Hamare Sath share Kiya Hai pressure cooker cake cooking device hai hi hai jismein ham khana bahut jaldi taiyar kar lete hain pressure kukar Har Ghar Mein maujud Hota Hai yah Hamen market se easily Mil Jata Hai Hai Iski vajah se Hamari Jindagi Mein bahut jyada aasani a gai hai aur ham bahut Waqt kam Waqt mein main bahut accha khana Bana Lete Hain.

                            Faiday :

                            Pressure kukar Mein ham bahut jaldi khana taiyar kar lete hain ghost ho ya FIR daal Banane Ho ho ismein Kuchh minutes Mein taiyar Ho Jaati Hai pressure cooker ki vajah se time ki bahut jyada bachat Ho Jaati Hai Kuchh hi der Mein Ham bahut hi majedar Sar khana taiyar kar lete hain.chany galana bahut mushkil hota hai but cooker me bahut jaldi yeh ready ho jaty hen .

                            Nuksan :

                            Pressure cooker ko istemal bahut care fully karna chahie Kyunki Agar Iske Upar Jo parts Hote Hain usmein Koi chij fans Jaaye to yah phatt jata hai Iske alava Agar Ham thodi der Jyada is Mein chij ko boil karne ke liye rakhte Hain tu chij bahut jyada gal jati hai .is ko istemal bahut carefully krna chiay warna jani nuksan bhi ho sakta hai ...thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye post pressures cooker pr mabni hea

                              Advantage: Asalam O Alykum Dear Friends Pressure Cooker Har Ghar Ki Zarort Ha Hamen Is Ka Istamal Har Ghar Men Nazar Aye Ga Is Men Ham Apny Khany Ki Ashya Bana Skty Hai Agr Hamen Kuch Ubalna Ha Or Hamen Is Men Dal Kay Pressure Cooker Ko Dhemi Anch Pay Charha Dena Hota Ha Jab Koi Chez Tayyar Ho Jati Ha Ham Usy Utar Lyty Hain Or Hamen Andaza Hota Ha Kitny Time Tak Hamari Chez Tayyar Ho Jye Ge Or Is Ka Istamal Kafi Kia Jata Ha Larkion Ko Jahaiz Men Bhi Is Ko Lazmi Dia Jata Hai.Disadvantage : Jab Ham Pressure Cooker Pay Koi Chez Charhaty Hain To Hamen Is Ka Dehan Rkhna Parta Ha Agr Chez Zyada Boil Ho Jye To Wo Aram Deta Ha Or Btata Hai Kay Band Kr Do Lakin Zyada Garm Hony Ki Wajha Sy Jani Nuqsan Bhi Ho Skta Ha Hamen Samhal Kay Is Men Time Kay Mutabiq Kam Krna Chaheya Or Chezon Ko Ubalna Chaheya Shukria.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X