Introduction:
Assalamu alaikum dear members main umeed krti hun ap sb khairyat sy hun gye mera ajka review bed pillows yanii takiye par mabni hai main ap ke is ke bare me information share krna chahiti hn jesa ke ap sb janty hi hn hum pillows ghar me daily baises par use krty hain or wo ghar me bht zaida important hoty hain is liye apko pillows ghar me rakhny prty hain us py sony k liye ke q ke pillows ke bhgair humy nend ni a skti is liye wo zaruri cheez hai jo hum ghar me use krty ahin is k bht zaida faidy or nuksan paye jaty hain main ap ko btana chahiti hun..
Catagories of pillows:
Pilliouster pillows.
Clothes make pillows.
Hard pillows.
Advantages:
Bed pillows ke bht zaida faidy hoty hain hum is k ghar me sr ke nachy rakhny k liye use krty hain us k bhagir humy nend ni a skti is liye apko achy achy or soft pillows leny chahiye jo ke apko sakoon sy sony den or apko nend achii aye us sy is liye apko market me har jism ke pillows mil skty hain or har rate me jo apki marzi ho ap khareed skty hain is liye esy pillows len jo ke apke liye sakoon ka bais bny na ke apko us sy problem ho jaye jesa ke kuch pillows bht hard hoty hain or us sy hmare sr me dard ho jata hai humy soft or achii qaultiy k pillows leny chahiye jo ke zaida dair tak chal sken na ke khrb ho jayen or apnuksan ho sky..
Disadantages:
Dear members pillows ke faidy ke sath sath nuksan bhi paye jaty hain jesa ke agr ap hard pillows apny sar ke nechy rakhty hn to us sy ap k sar me dard ho skta hai or apki neck me pain ho jata hai is liye apko soft pillows leny chahiye apko uncha pillow bhi ni rakhna chahiye jo ke apki neck me pain kar skta hai or ap liye problem abn skti hai is liye jo log bemar hn or jin ko pillows rakhny sy problm ho skti hai wo bed pillows use na kren us sy unko or zaida masla ho skta..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим