Salam:
umeed karta hun ap sab kariyat sa hun ga aj ma jis topic pa ap sab sa bat karu ga wo ceiling fan ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han.topic ka taruf:
chat ka panka ak macanical fan hota ha jo kisi kamra ya jaga ki chat pa lga howa hota ha am tor par bijli sa chaalna wala hawa ma gardish karny ka liya jab mawand gumna wala hawa ka istamal karta ha wo kamra ka gird hawa ma dosri surat ma sust harkat peda kar ka logo ko musar tarika sa tanda karta ha saikin air condisning ka saman ka baraks hawa ki darja harat ko kam nahi karta han lekin garmiyu ma pacina ki bukar sa hawa ka chalna ka asr peda karty han dar hakikat wo motor sa pede hona wali harat aor chalti hawa ka maben ragar ki waja sa hawa ko kadra garam karty han saikin air condisnar ka mukabal ma numayan tor par kam takat istamal karty han kyu ka tanda hawa harati tor par mahanga hota ha is ky baraks chat ka panka ko garam hawa ka istakam ko kam karny ka liya bhi istaml kiya jata ha jis sa use majobbor kar kay kabzin ki hisasit aor tarmostae reading dono ko mutasar kiya ja sakta ha jis sa abu hawa ki kabu pana wali karkardagi ma bahtree ati ha.advantages:
is ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga chat ka panka kamra ko tanda bnaty han kabal itmad aor musar karkardagi ki farahmi ka duran seiling ka parastar kamru ki sajawat ko bahtar bna sakty han ya panka hamari ceilng par lga howa bohat kubsorat lagta han ya panka hama tandi hawa deta han aor in sa hamar kamra bhi tanda ho jata ha aj kal ya panka har ghar ma majood hota han ya hamara liya bohat zarori han ya zada tar garmiyu ma istaml hoty han.disadvantages:
isky bohat sa faidy hona ka sath sath kuch nuksanat bhi han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya panka chat par lgana sa kamra ma sor ho jata ha jis sa hama kam suani deta ha kuch log is sur ko bardast nahi kar sakty aor ya hamari chat par jaga gar leta ha aor hama achi qulity ka panka lana chahiya agar ham achi quilty ka panka nahi leta tu tu ya jaldi karab ho jata ha aor phr is ka nichy girna ka katra bhi hota ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим