Assalamu Alaikum dear all friends aaj Ham ghar mein use hone wale juice blender ke bare mein aapke sath Kuchh information share karenge juice blender mein Ham fruits ka fresh juice bana sakte hain jo ki Hamari Har cheez Ke Liye bahut Achcha Hota Hai ham salan mein dalne ke liye masala bhi grind Karke Dal sakte hain dusre blender hamare ghar mein bahut se chizon mein Hamari help karta hai lekin Agar Ham acchi company ka juicer blender use karte hain to yah Kafi der tak chalta hai isliye Hamen Jab Bhi juicer blender buy karna ho to acchi company ka karna chahie ya isliye Har market Mein available hota hai ya Ek expensive machine hai Jisko Har Koi afford nahin kar sakta Iske Kuchh Na Kuchh disadvantages bhi Hote Hain ku kay har cheez Ke advantages ke sath disadvantages bhi Hote Hain Jo ki Hamare liye acche Nahin hote aaj ham aapke sath Kuchh advantages or disadvantages bhi share.
Advantages of juicer blender:
1: juicer blender mein ham fruits ka fresh juice bana sakty hein jo kay ham regular use karny say hamari health bohat achi ho jati hai.
2: juicer blender mein ham har masala bhi grind kar sakty hein.
3:some time bohat si hard chezon ko tornay kay liy or un ko pieces karnay kay liye hamary juicer blender ka hona best hota hai.
4: juicer blender hamary liye perfect hai ku kay ye bohat kam jagha gherta hai.
Disadvantages of juicer blender:
jab ham har cheez ko grind kar laety hein to is say hamein kisi cheez kay taste ka nahi pata chalta ku kay har taste mix hojata hai agar ham kisi fruits ko grind karty hein or us ka chilka utar daity hein but ye hamary liye useful nahi hota ye aik expencive machine hai jis ko har koi afford nahi kar sakta is ko use karnay say electricity kay bil mein bhi bohat farak parta hai is liye hamein soch samjh kar har chez ko use karna chahye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим