Dear friends,
Dear friends aajkal roof ceiling ka trend bahut jyada ho raha hai kyunki tamam new homes main isko bahut efficiently use Kiya jata hai aur banavati chhatron ke liye yah bahut jyada important samjhi jaati hai uske kuchh advantage hai jiske sath iske kuchh disadvantages bhi hai joki following hai
Advantages
ceiling yah chhatron ko khubsurat banane ke liye istemal hoti hai iska fayda yah hai ki yah aapke bijali ke kharche ko aadha karti hai garmi ko kam karti hai aur sardi main bhi bahut karamad isase yah hota hai ki aap ke room ka temperature Nirmal rahata hai yah gharon daftaron Shaadi Halls main use hoti hai is mein aapka kharch bhi jyada nahin hota aur bahut khubsurat lagti hai isase kahin designs mein lagaya ja sakta jo khubsurti mein apni misal aap hain yah ek munafa Bhaskar bar sabit ho sakta hai hi ismein kharcha kam aur mehnat kam hoti hai
Disadvantages
Jahan har chij ka fayda hota hai vahan kuchh nuksan bhi hote Hain barsaat ke mausam mein ismein nami Ho jaati hai jiski vajah se underground bijali ki tar short circuit ho sakti hai jiski vajah se koi bhi hadsa ho sakta hai jisse a short circuit ki vajah se aag lag sakti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим