Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai
    New Cooking Dishes
    Advantages:
    Har aadami khane Peene Ka Shauk Nahin hota hai aur Har aadami Yahi Kahta Hai Ki usko acche se Accha aur daily Ek new Dish Mile aur khane Mein Achcha test ho to is bare mein aapko main yah Dena chahta hun ki agar aapane new dishes try karni hai to aap YouTube channel per chai aur YouTube channel per aapko daily new Dish ke bare mein bataya jata hai aur bahut Sare log new dishes aapko Pakistani Indian Srilankan aur bahut Sare khane banane ke tarike batate Hain To aap vahan per jakar new dishes ke bare mein maloomat Hasil kar sakte hain
    Disadvantages:
    Enka koi disadvantage nahi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

    Khana banana aur khana khana her ghar ki zarurat hoti hain. Her ghar mai Tarah Tarah kay khanay bantay hain jinn say lutaf andooz Hua Jata hai. Cokking aik fun hai jiss say mard aur khawateen sub he enjoy kertay hain. Cooking mai ab bohat jiddat agai hai aur Tarah Tarah kay khanay banaey aur khaey jatay hain. Jinn mai Desi khanay, English kahanay, bar b q aur bohat kuch shamil hain. Bachoo ka school lunch ho ya Ramzaan ki iftaari ho, eid ho ya shaadi waghaira ka function acha Khana ab aik zarurat bann chuki hai

    Advantages :-

    Cooking ki recipes ki ab bohat si books mill jaati hain. Cooking kay baqayda TV channels hain jaha bohat achi recipes ki cooking sikhai jaati hai. Choti eid ho ya Bari eid, iftaari ho ya kisi mehmaan ki dawat ho ab her khana banana bohat he asaan ho chuka hai. Kiyu kay recipes bohat easily mill jaati hain. Aur ab Italian khanay, Desi khanay, Arabic khanay ya koi bhi dish ho cooking recipes say easily Banai jaa sakti hai. Issi tarah social media pay bhi cooking recipes kay bohat say channels bann chukay hain

    Disadvantages :-

    Cooking recipes mai jo ingredients ya masala jaat batey jatey hain unhain dhundnay mai bohat diqqat ka saamna kerna parta hai. Issi tarah unn ki prices bhi kaafi high hoti hain. Aur cooking kharaab ho jaey tou kaafi maali nuqsaan bhi ho jata hai. Cooking recipes kay liye bataey gaey aur use kiye gaey electrical appliances bhi her ghar mai mojud nahi hotay jiss say khanay achay bananay mai maslay bann saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

      New Cooking Recipes se related information kesi be source se hasil ho sakti hey live Tv channels par be ye recipes mil sakti hay aur social media ka use karty howy hamy (youtube aur facebook) par be es ki maloomat mil sakti hay, har insan ki koshish hoti hay key wo new aur latest cooking recipes ki maoomat hasil kary ye maloomat us key life time kam ati hay, es se related books be market me available hi jes me bahot achi recipes hoti hay hamy chaye key ham kesi be source ka use karty howy en recipes tak approach hasil karen ta key ham acha food bana saken aur apny family members aur friends key sath es ko share be kar saken.
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

        Islam dear member aapane sahi kaha cake cooking ka shauk har kisi ko hota hai lekin ashok ke sath sath unko dher sari recipes ka bhi pata hona chahie Baju kat kuchh log khana to bahut shauk se kehte hain lekin unka unke hath ka test ya unko pakane ka tarika itna khas nahin aata jis vajah se vah apne hi khane se bahut jyada tang a jaate hain aur kahate hain ki kuchh naya hona chahie agar aap nahin ki recipe ka pata hoga to inshallah aap bhi acche se accha khana bana sakenge aur apne ghar walon ko acche se accha khana khilayenge Aaj aaj ke daur mein har koi har kisi ke ghar internet yah cable hoti hai aur vah aur koi bich recipes ka channel cooking channel khol ke liye itne khane banana sikh sakta hai aur pakistan india ka koi india k2 channels bahut hai aur vahan per acche se accha khana banana sikhate hain milke internet per ham youtube mein koi bhi recipe jo ham banana chahte hain vah uska naam likhe to fir samne a jata hai aajkal to kyon karna itna aasan ho gaya hai lekin iske sath sath hamen Lekin sirf khana banane ke liye cooking sikhana hai mast nahin hota hai iske liye insan ko apna apna interest bhi dikha na hota hai insan ko kisi bhi chij mein jaan kisi bhi chij mein agar apna self-interest khaega to vah acche se achcha hua kam kar sakta hai isiliye khana banane mein bhi agar insan ko use chij ka shauk kya lagane hoga to vah apni mehnat se har acche se accha khana bana sakta hai khana banane ke liye bhi insan ko insan ko lagane aur chor ki jarurat hoti hai vaise to normal khana har insan banaa leta hai Aur aajkal to sirf yahi nahin balki aur aajkal to sirf yahi nahin balki cooking classes bhi di jaati hai aur bade bade shehron mein tu in classes ki baqaida course karaya jata hai aur acche se accha khana banana vahan per sikhaya jata hai jis vajah se ham aaj ke daur mein har chij aasani se banaa sakte hain aur books aur bahut si diaries rasel ghar abhi milte hain jahan per mukti disease ka recipe likhi hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

          Aapane Sahi kaha hai ki ek cooking Ka Shauk Har Kisi Ko hota hai lekin show ke sath sath unko dher sari e Rakhi ka bhi Pata Hona chahie Baju Kat Kuchh log khane a basket Kuchh log khane se bahut shauk se Kahate Hain lekin Unka unke Hath ka test ya unko pakane Ka Tarika Itna Khaas Nahin Aata Jiski vajah se vah apne hi khane se bahut jyada tang a Jaate Hain aur khate khate Kuchh naya Hona shuru ho jata hai agar aap Nahin khel ka pata hoga to Inshallah aap bhi achcha se a Achcha khana bana Sakenge aur apne ghar Walon Ko acche se Accha khana khilenge aaj ke Daur Main Har Koi Har Kisi Ki internet cable hoti hai aur vah aur koi Koi bich ka channel coking channel khol ke karne ke liye Itni khana banane ke sath Sikh sakta hai aur Pakistan India ka koi India
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

            Ji han bilkul abhi Jaise ke Pakistan mein log Kaun Hai uski vajah se bahut jyada log ghar mein baith kar acchi recipes Pyar Kar Rahe Hain aur jaise ki Mere bade bhai ne ek bahut hi acchi list taiyar Kijiye ok bahut latest aur acchi Thi Aur Jaise ke unhone chicken tikka jo ki iji pyar kiya tha ghar mein pen Mein unhone taiyar kar liya tha fry Pan Mein unhone Chicken Tikka ko acchi Tarah Se bhoon Kar usko acchi Tarah Se taiyar Kiya aur sath mein pyaj aur saath mein shimla mirch Shamil ki Jiski vajah se uska bahut hi Achcha test Hua par mere Sal Se Har prashn ko chahie ki vah apni cooking ki recipes Logon ke sath share Karen aur acchi recipes Hasil Karen Taki usko Kisi Ki madad ki jarurat na Pade Kuchh time Aisa Bhi Hota Hai Jab Akela Banda Ho To vah Khud apni recipes ke sath acchi dish Banakar kha sake
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

              Ji aapane bilkul theek kaha khana insan ki buniyadi zaroorat hai aaj khana banana yah sikhana bahut aasan ho gaya hai aap YouTube se acchi acchi recipes dekh sakte hain jismein simple tarike se khana banana sikhaya jata hai aur aapke country ke Maher chef aapko har channel per milte Hain jinse aap khana banana Sikh sakte hain bahut se mag cooking books aapko Bazar se Mil jaati hai jismein national aur international food aur dishes asani se banaye ja sakti hain lekin khane ke bich kuchh asool hote Hain khana chhupa kar khana chahie aur bhookh se kam khana chahie fast food ka aajkal bahut trend hai lekin iska aapki sehat per bahut gehra asar hota hai aap jaldi mote Ho jaate Hain lekin kabhi kabhi istemal karne se kuchh nahin hota achcha khana aap ki sehat ki alamat hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

                Cooking recipes ab bohut asaani say internet pay daikhi jaa sakti hay . Cooking Kay pehlay serf tv pay he channels hotay thay laykin ab YouTube pay bohut zayada channels bun chukay hay jin say bohut axhi cooking siekhi jaa sakti hay

                ADVANTAGES

                Cooking recipes say bohut axhay axhay khanay banay jaa saktay hay. Cooking recipes say Eid wagaira pay mazay mazay kay khanay banaay jaa saktay hay. Cooking recipes ko note ker kay guests wagaira anay pay mazedaar khanay bohut juldi bana saktay hay

                DISADVANTAGES

                Cooking recipes may say bohut say masalajaat chotay cities may meltay he nai hay. Cooking recipes may sub cheezoo Kay English name laynay ki waja say unn ka pata he nai chalta kay kiya mangwana hay. Recipees say cooking kernay say khana kharaab honay pay guests kay saamnay subki bi ho jaati hay
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

                  ye review jo h new cooking recipes pr mubni h jesa k hum sb janty h k khana insani zindgi ka lazmi juz h khana humy inrgy frahm krta h kuch log khany k liye jity h or kuch log jiny k liye khaty hy agr hum khana na khy to zyada din zinda ni re skty aksr schools collages universty me khana bnana sikhaty h jb hum cooking sikh jaty h to muktlif kism ki recipes bnana shoro kr dety h jesa k aj kl bryani ka bra trend h is me sindhi bryani serifrst h fish muktlif kism ki hoti h fry fish ko agr msala lga k bnaya jay to bht achi bnti h srdiyo k seson me zyda fish use hoti h drye rawi ki fish bht famous or laziz hoti h jo k bht zayda hai jati h cooking recipes me sb se zyada famous cheezy mudarja zail h shami tikiya kofty tiky kbab bread pkory chiken smosy chiken sandwich mutton krahi beaf krahi in dino jese k bindhi ka season h to ghro me bhandi ghost bht cahl rha h lkn aik New Method ye h k bhindi ko bhr k bnana tareka ye h k bhindi ko mid se kat ly phr us k beach nikal ly us k bad kimy se bhr ly phr usy achi tra dagy se band ly us k bad oil me achi tra fry kr ly km se kam 20 mint tk achi tra fry hlki anch pr fry kry

                  New Bryani :aj kal zyada tr bryani 3 te h wali khai ja rhi h us ko kuch is tra bnya jata h k sb se pehly ghoost ko achi tareky se bhhona jay us k bad chawal bowel kiye jay jb chawal bowel ho jay to sary chawal aik mrtba kisi brtn me nikaly jay or jis me hum ny chawal bowel kiye thy usi me dobara aik chmach chwalo ka daly us k bad apni mrazi ka usk upr colur daly colur ko dodh me hal krna h 2 chamch colr k dalny k bad upr ghoost jo hum ny bnaya us ka aik chamch daly phr dobara 1 chamch chawalo ka daly upr phr 2 chsmca colr ka daly phr upr ghosst ka daly 3 mrtba again isi tra kry jb ap ki bryani tyar ho jay to bht laziz or mzy dar bny gi us k sath kheery or moli sbz mirch tmatr pyaz or dahi ka silad ho to bht avha lgy ga ye humari aj ki recipes thi
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

                    Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review to new cooking recipes per mubni hay dosto har cheaz main new model a ray hain or ic kay
                    sath main har kam main new virity ay riy hay dosto bil kol ic tra cay cooking main bi new respiarey hay or new new desias ban riey hain jo ap nay kabi
                    suni hon gi jaca kay cheains desacs etc
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

                      Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                      Cooking respise ab seekhna bht hi asan hai hum internet per asani se cookong respies seekh skty hein phly to sirf tv per hi cooking chanels hoty thy lakin ab youtube pr bht se cooking chanels ban chuky hein or hum asani se cooking seekh skty hein.
                      FAIDAY...
                      Cooking respies se bht achy achy khany banay ja skty hein cooking respies se Eid pe bht achi cooking ki ja skti hai or guest wgaira k any per b bht achi dishes banai ja skti hein isi trha ajkl biriyani ka bht trend chl raha hai sindhi biriyani or isi trha 3teh wali biriyani b bht khai or psnd ki jati hai ajkl to school college or university mein cooking kerna sikhaya jata hai or hum inter net se b cooking ki bht c respies seekh skty hein jasa k ajkl bhindi ka season hai to bhindi gost ghroon mein bht banaya ja rha hai ab to new trend ye hai ke bhindi ko bhr k banaya jata hai is k liye san se phly bhindi mid se kata jata hai phr us k beej nikal k qeema bhr diya jata hai phr usy acho trha se bandh k fry kr liya jata hai.is k ilawa agr ap cooking seekhna chhaty hein to cooking respis ki book apko bazar mil skti hai jis mein national or international food or dishes asani se banaye ja skty hein dosto khana khany ke b kch asool hoty hein khany ko chaba ker or bhok se kam khana chhahiye ajkl fast food ka bht trend hai lakin bht zyada fast food khany se apki seht per bht bura asar pr skta hai lakin kabi kabi khany se kch nhi hota hai hum agr mehnat se seekhty hein to aik achy cook ban skty hein or ghr any waly guest ka dil jeet skty hein.
                      NUKSANAT...
                      Cooking respies mein bht se masalajat choty cities mein nhi milty or jo achy masalajat hein ajkl unki copy ki ja ri hai jis ki waja se kbi kbi acha tast nhi ban pata hai or isky sath sath un masalon pe jo b name likhy jaty hein wo English mein hoti hein or smjh ni ati konsa masala mngwaya jay.THANKX
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

                        Assalamu Alaikum yes dear apni Bahut Hui dilchasp topic apni review Mein discussion ke liye select Kiya Hai no doubt her family member Jab Apne Ghar Mein khana khata hai to uski ya Vish hoti hai ki usko different timing Mein different delicious recipes khane mein milati rahe aur iske liye aapko bahut jyada effort aur hardworking karna hoti hai agar aap daily basis per different recipes train nahin kar sakte to at least aapko bich Mein Ek Dafa Jarur New recipes try Karni chahie is purpose ko Hasil karne ke liye aapke pass bahut Sare platform hai jismein aapko daily basis per bahut sari New recipes available ho sakti hai aur UN main sa jo racpice aapko Aasan Lage yah jo aapko Jyada mazje ki Lage usko aap apne ghar mein try kar sakte hain aur Pakistan aur Puri Duniya Ke sabse best chef ki videos Ko Dekhkar usko apne liye utilise kar sakte hain aur Unki video se maximum facilitate ho sakte hain.

                        Dear aap Agar different recipes ka complete Tarika Janna Chahte Hain To aapko internet per daily basis per bahut sari videos provide ki ja rahi Hoti Hai iske sath sath aapko Pakistan ke different channels per bhi daily basis per bahut Sare Aisi videos available ho sakti hai Jin Se are properly utilised ho sakte hain ladiss bahut interest ke sath Is Tarah Ki Videos ka jayja Leti Hai Aur Uske bad aur mein se Kuchh selection Karke apne ghar mein different dishes ko try Karti Hain aur apni family ke liye best food prepare karne ki koshish karti hai isliye agar aap bhi Kuchh learn karna chahte hain specially vah member Jo out of country rehte hain aur unko self cooking karna Hoti Hai yah Pakistan mein bahut Sare Aise log Hain jinko outing ka bahut jyada Shauk hota hai aur vahan per jakar vah self cooking karte hain unke liye yah videos bahut jyada helpful hoti hai aur Unki different tasty recipes aur delicious food ko ready karne mein bahut important role play karti hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shabaz07 پيغام ديکھيے
                          Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review to new cooking recipes per mubni hay dosto har cheaz main new model a ray hain or ic kay
                          sath main har kam main new virity ay riy hay dosto bil kol ic tra cay cooking main bi new respiarey hay or new new desias ban riey hain jo ap nay kabi
                          suni hon gi jaca kay cheains desacs etc

                          Ref:yeh review new cooking recipes per mabni hai .

                          Assalamu Alaikum friend aapane cooking recipes ke bare mein bahut Achcha review share Kiya Hai Hamare sath cooking Ka Shauk to takriban Sabko Hota Hai hai aur Har Kisi Ka Dil Chahta Hai Ki vah rojana New recipes try Karen New recipes try karna ab bahut jyada Aasan ho gaya hai Kyunki social media per bahut jyada recipes available hai hamare pass TV channels and YouTube channel internet ke bahut se Aise a channels hai jo Hamen beshumar New recipes rojana dikhte Hain Hamen recipes ko apne ghar mein istemal kar sakte hain Kyunki ki khane Peene Ka Shauk to sabhi ko hota hai Ham yah recipes fry Karke a ja ready Karke apni freezer Mein fridge bhi kar sakte hain aur guests Ke Aane per unko sarve kar sakte hain new new recipes try karna bahut hi Pyari hobby hai hi new new recipes Jarur try Karni chahie.

                          Jis Tarah Har chij ke fayde ke sath sath nuksan 8 bhi Hote Hain ISI Tarah New recipes ka ek disadvantage yah bhi hai ki ine mein use Hone Wali chijen Kuchh chijen bahut jyada expensive milati Hain ya FIR bade bade Store se a available hoti hain jo ki Har Koi aasani se A purchase nahin kar sakta.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

                            Khana banana aur khana khana her ghar ki zarurat hoti hain. Her ghar mai Tarah Tarah kay khanay bantay hain jinn say lutaf andooz Hua Jata hai. Cokking aik fun hai jiss say mard aur khawateen sub he enjoy kertay hain. Cooking mai ab bohat jiddat agai hai aur Tarah Tarah kay khanay banaey aur khaey jatay hain. Jinn mai Desi khanay, English kahanay, bar b q aur bohat kuch shamil hain. Bachoo ka school lunch ho ya Ramzaan ki iftaari ho, eid ho ya shaadi waghaira ka function acha Khana ab aik zarurat bann chuki hai

                            Advantages :-

                            Cooking ki recipes ki ab bohat si books mill jaati hain. Cooking kay baqayda TV channels hain jaha bohat achi recipes ki cooking sikhai jaati hai. Choti eid ho ya Bari eid, iftaari ho ya kisi mehmaan ki dawat ho ab her khana banana bohat he asaan ho chuka hai. Kiyu kay recipes bohat easily mill jaati hain. Aur ab Italian khanay, Desi khanay, Arabic khanay ya koi bhi dish ho cooking recipes say easily Banai jaa sakti hai. Issi tarah social media pay bhi cooking recipes kay bohat say channels bann chukay hain

                            Disadvantages :-

                            Cooking recipes mai jo ingredients ya masala jaat batey jatey hain unhain dhundnay mai bohat diqqat ka saamna kerna parta hai. Issi tarah unn ki prices bhi kaafi high hoti hain. Aur cooking kharaab ho jaey tou kaafi maali nuqsaan bhi ho jata hai. Cooking recipes kay liye bataey gaey aur use kiye gaey electrical appliances bhi her ghar mai mojud nahi hotay jiss say khanay achay bananay mai maslay bann saktay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review New Cooking Recipes per mubni hai

                              Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                              I hope ap sab fine hon gy or forex working ko khoob enjoy kar rahy hon gy yeh aik acha plateform haii jis sy bohatt sy logo ko help milti haii to chalyn ab ham apny aj ky topic ki traf chalty hain.
                              Introduction :
                              Guys hamesha ki trah ap ny aik bohatt acha topic hmary saath share kiya hai ap bohattt achy topics share karty hain jis sy logo ko bohattt help milti haii g to mra jawab '' New Cooking Recipes '' par mubni haii khana har ghar ki aik eham zarurat haii khaany ky bgair kisi bhi ghar ka circle naa mumkin haii mostly larkiyoun ko khany bnany ka bhot shok hota hai or aj kal to larky bhi is field ma joq dar joq arahy hain khana har ghar ki aik eham zarurat haii khany ky bgair insaan ka wajood naa mumkin haii har ghar ma 3 time khana banta hai us ky elawa hight tea evening snacks sab chalta hai aj kal bohatt si new recipes ati rehti hain jin ko try kar ky ham apny ghar walo ko khush kar sakty hain or khud bhi mazy mazy ky khano sy lutf andoz ho sakty hain aj kal social media ma youtube,facebook,instagram har jgah cooking channels hain jahha sy ham new new or amzing recipes dekh kar easily cooking kar sakty hain tv par bhi bohaat sy channels ye kaam sar anjaam dy rahy hain ab ham new recipes ky hawaaly sy isky fawaaid or nuqsanaat ky baary ma bat karen gy is sy pehly ma apko kuchj new and exciting recipes ky naam btaon gi taa ky ap inhy try kar saken.
                              i)Potato pizza
                              ii)Jelly donut cake
                              iii)Aloo ky chappli kabab
                              iv)Daal ky kofty
                              v)Sheet pan tandoori chicken
                              vi)Small pizza bites
                              Advantages :
                              Ab ham new recipes ky advantages ky baary ma baat karen gy;
                              1.New recipes try karty rhny sy insaan apny apko sukkoon ma feel karta haii ye stress reliever saabit hoti hain...
                              2.New recipes try karty rehny sy ap ma confidence paida hota haii ....
                              3.New recipes try karty rehny sy sab ghar waly ikathhy rehty hain jab bhi koi new recipe bnai jati hain to sab ko check karwai jaati hai jis sy sab kuch waqt ky liye ikathy ho bethty hain..
                              4.New recipes try karny sy hamy ingridients ky baary ma pata lagta hai or ham inhy achy sy handle karna jaan jaty hain...
                              5.New recipes try karty rehny sy ap aik creative insaan ban jaty hain...
                              Disadvantages :
                              Ab ham new recipes ky disadvantages ky baary ma bat karen gy;
                              1.New recipes try karna thora tiime consuming hota hai kyun ky ham wo recipe first time makr kar rahy hoty hain...
                              2.New recipes ma hamy aksar ingridients ko handle karna nahi ata jis ky wajah sy thori garbar hojati haii..
                              3.New recipes ky ingridients bohatt difficult hoty hain jinhy khareedna thora mushkil hojata hai or sath hi expensive bhi hoty hain..
                              Hamy apni range ky mutaabiq new recipes ko try karty rehna chaye is sy hmara dil bhi laga rehta hai or bachy or ghar waly khush bhi hoty hain. i hope apko mra ye review pasand ay ga . JazakAllah !

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X