ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

    Assalam Walekum all dear Forex friends kaise hain aap sab Dosto aaj main aapko Ek review de raha hoon is Section mein aap ghar ke different Jo thanks hai unke bare mein batate hain to main aapko aaj ghar ke furniture ke bare mein batata hoon ghar ka jo furniture Hona chahie vah Aisa Hona chahie Jo Jiski log bahut pyari Ho matlab Jab Koi aapke ghar mein inter hota hai to sabse pahle vah aapke furniture ko dekhta hai agar aap ka furniture Pyara hoga to unko first impression bahut Achcha Jaega Iske alava try kiya Karen Ke Jab aap furniture Lene Lage to khud usko taiyar kaarvayi Karen acchi Lakadi Dekh Kar Kyon Ke Jab Ham direct order Karte Hainfurniture kharida hamen chahie ki ise kharidne ki vidhi Ham khud apne order per banvaya ja taiyar karvayen vada baitha rahata hai kyunki apni marji se jis tarah ka hamara Dil Kare muskan ka furniture banva sakte hain aur jo hamare Dil ko achcha Lage usse yah hoga ki jab Ham ek accha furniture apne Ghar ki setting ke hisab se khareed lenge jo abhi hamare ghar aayega aur use per Mitra ko dekhega to use per ek achcha impression padega aur vah bhi aise khush hoga to hamen aisa Hi furniture Lena chahie Jo ke dusre per ek achcha impression Dal de kyunki furniture ek bahut hi important chij hai har Ghar ki aur har Ghar mein yah jarur hota hai apne apne hisab ke mutabik
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

      furniture ghr mn sb se zyada istmal hone wali chez h ghr ko bht zyada khobsurat bnane k lye achi quality ka furniture hona bht zrori h mkhtlif company furniture design krti hn jo ghr k lye zrori h
      Furniture ghr mn sirf zrori hi nae blke is se ghr ki khobsrti mn b izafa hota h
      Advantages
      Furniture gghr ka ek bht ehm hisa h jis se ghr ki zrort b pori hoti h ghr ek ahm hisa h
      Disadvantages
      Achi quality ka frniture hona chahye jo zyada der expired na ho furniture ki sfae na ho to wo khrab ho jata h

      • #18 Collapse

        Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
        Assalam Walekum all dear Forex friends kaise hain aap sab Dosto aaj main aapko Ek review de raha hoon is Section mein aap ghar ke different Jo thanks hai unke bare mein batate hain to main aapko aaj ghar ke furniture ke bare mein batata hoon ghar ka jo furniture Hona chahie vah Aisa Hona chahie Jo Jiski log bahut pyari Ho matlab Jab Koi aapke ghar mein inter hota hai to sabse pahle vah aapke furniture ko dekhta hai agar aap ka furniture Pyara hoga to unko first impression bahut Achcha Jaega Iske alava try kiya Karen Ke Jab aap furniture Lene Lage to khud usko taiyar kaarvayi Karen acchi Lakadi Dekh Kar Kyon Ke Jab Ham direct order Karte Hain To vah apni Marji ki Lakadi usmein Dal Dete Hain aur vah furniture Achcha Nahin Hota To aap sab log Hamesha koshish nahin kiya Karen kya Apna furniture taiyar kaarvayi Karen Uske alava try Karen Jo furniture ka colour Ho vah aapke ghar ke colour ke sath match kar raha ho to yah bahut Allah ho jata hai aur bahut Jabardast lagta hai aapka Ghar Iske alava different types off furniture aajkal Pakistan mein use ho rahi hai jo ke jismein double bed single bed a Jata Hai sofa set ho jata hai Iske alava Aur Bhi bahut se furniture ki type hai jo aap Lekar Apne Ghar Ki khubsurti ko increase kar sakte hain
        Walaikumassalam HDR aapane se hi kaha hai hi furniture Har Ghar ki jarurat hai aur ismein different chij hoti hain Jin Mein single bed double bed dressing table wardrobe showcase sofa set setting coffee table or dining table Shamil Hai Momin bahut se gharon mein dressing sofa bed aur wardrobe to Jarur maujud Hoti Hai yah aapke ghar ko acchi log Deta Hai bed ko aap apne room mein rakh sakte hain aur sofa sets ko drawing room mein yah aapke ghar ki khubsurti ko increase Karta Hai Kyunki jo bhi aapke ghar mein pahle inter hota hai vah Sabse pahle aapke furniture per Najar padati Hai To iske liye yah Ek first impression hota hai aur Hamesha first impression hi last impression hota hai isiliye koshish karen ke Achcha furniture select Karen aur furniture Ka Aisa colour Ho Jo aapke ghar ke paint colour se bhi match karta ho isase aapke ghar ki khubsurti aur Jyada increase Hogi vaise bhi bed sone ke liye istemal Kiya jata hai aur wardrobe Mein Apne kapde jute aur jewellery makeup kara sev kar sakte hain aur jo case mein aap apni crockery Rakh sakte hain lekin yah bahut jyada Jagah Girte Hain inke liye Jyada space ki jarurat hoti hai aur dusra yah was me bahut hote hain to inke liye ek Jagah hi select Karen Jahan Ke Rakhna Hota ke Roj Roj uthana na Pade
        • #19 Collapse

          Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

          Asslam o Alaikum my dear friends umeed hain ap sub dost bilkul thk hogay humri aj ki guftgu ka maqsad gharo main istaml hony wly furniture pay mabni hain jass a k ap sub ko pata hain furniture har ghr ki zurat hain or ghr main us ka hona buht zurarii hain jass pay hum Log aram ki naeed kr sky skun k sth beth sky furniture hunsha achy wala khobsurat designe wala hona chye us say humy buht zyda kushii hoti hain sun milta hain Jab hum wha pay beth kr ya naeed kr k skun hasil krty hain.....

          ADVANTAGES ::::%%%%

          dosto furniture jatna zyda khobsurat payr hoga humy uthna zyda acha lagy ga furniture age kena hain tu buht achy wala khobsurat aram dha lena chye ku k jatna zyda passy lagy gay humy uthna hi zyda acha or branded furniture mily ga jass say humry ghr ki khobsuratii main Mazeed izfa hoga........

          DISADVANTAGES:::::%%%%

          mry khayl say jatna zyda furniture zurat ki chez hain uthna hi zyda manga bhi hota hain ir humy us k lay buht tang bhi hona phrta hain Jab k furniture ko pani or door mat hi say saff rkna hota hain wrna ya krb ho jata hain jass ka bhra falt khera lag jana jas say furnatnir tit jata hain or as ka clar dim ho jata hain....
          • #20 Collapse

            Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

            Salam, aj main jis cheez k bare main apko mutarif krwane jari hn wo h
            *"Ghar main para furniture"*
            *Introduction:*
            Hmare gharun main bht sa furniture pra hota h.. Jo k bht zroori hota h. Har ghar main furniture paya jata h.. Larki ka furniture bht zroori h or iske bht se faide hain... Har ghar main nai nai cheezain payi jati.. Mehnge se mehnga furniture.. Saste se sasta furniture.. Or latadad cheezain...jese k.. Bed, sofa, table, chairs, dressing table, almirah or bht kuch.. Aj hm ghar main pare furniture or unke faide or nuksanat se mutarif krwaoun gi apko.

            *Advantages:*
            1. Ghar main para lakri ka furniture bht hi reliable h... Larki ka bne huye furniture ko kam tawaja chahiye hoti or phr b wo salun hamara sath deta h or bilkul thk rhta h or kharab ni hota.
            2. Lakri ka furniture apko baasani sasta mil jata h or saaaf krne main b asani hoti h..
            3. Yh furniture apki zrooriyat ko pura krne k sth sth apke ghar or kamre ki khubsurti or ronak ko barhaata h... Apka ghar or kamra saman se bhar jata h or khubsurt lgta h.
            4. Furniture se apke ghar ka phela hua saman organized rhta h.. Jese k apki cosmetic, apke jootay, apke kapray, apka saman ap cabinets main rkh skte hain. Jis se apko istemal krne main b asani hogi or apka ghar or kamra saaf suthra or organized lge ga...

            *Disadvantages:*
            1. Kamrun or gharun main ziada furniture rkhne se furniture k neechay mitti or gard alud jamah hojata h.. Jis se sans ki beemariyan lg jatin hain.
            2. Ziada tar bed pe sone se b insan kamar k dard ka mareez ban jata h.. Or aesi jorun k drd ki beemarioun main mubtala hojata h..
            3. Jahan pe furniture apki bikhri hui cheezun ko organized rkhta h wahin pe aik hi kamre main ziada furniture ka hona apke kamre ko gher leta h or apke kamre main jagah ki tangi ka masla hota h.
            • #21 Collapse

              Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

              Han mere dost aapane bahut records acchi Yahan according to percentage Ki Hai Jab Ham kisi ke ghar mein Jaate Hain To sabse pahle fixtures ko dekhte hain Agar furnishings ki log bahut acchi ho to ghar Bhi bahut Pyara Nazar aata hai agar fixtures Achcha na ho to ghar bhi achcha Najar Nahin Aata to principal aap sab doston ko Yahi kahunga ki Hamesha aap log Achcha furniture desire kijiye agar aap acche tarike se fixtures Lenge to Aapka ghar Bhi bahut Pyara aur Khubsurat Najar aaega to aap sab dost ek baat ki Hamesha yakin rakhiye Ke Jab aap Logon Ne furniture Lena ho to Khubsurat fixtures liya Karen aur uski Jo polishing hoti hai vah aap Logon Ne Apne Ghar Ke coloration ke hisab se polishing karni hai agar aap ghar ke color ke hisab se pahle kam Karenge to vah bahut pyari Najar Aaegi Aur ghar ke sath bahut matching ho jayegi Hamesha aapane Jab furniture lena hai to usko banvana Hai Lakadi se Agar acchi Lakadi se aap khud banaenge to vah bahut jyada acche tarike se chalega aur yaha arssaa aapke ghar mein rahega
              • #22 Collapse

                Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                Assalamu alaikum dear friends aajka hamara ya review ghar mein istemal hone wale furniture per hai doston aap jante Hain ke har ghar mein furniture ka bahut jyada istemal hota hai furniture ke istemal se tumhare ghar ki khubsurti mein Zafar hota hai furniture lakadi ka banaa hua saman hota hai jisse Ham aamgav mein istemal karte Hain aaj Ham is furniture ke bare mein main detail se apna knowledge share karenge
                Advantage
                doston aap jante Hain ki har chij ke Koi Na Koi fayde jarur hote hain ISI tarah ghar mein istemal hone wale furniture ke bhi bahut hi jyada fayde Hain doston Ham ghar mein bahut jyada furniture istemal karte hain jyadatar chij hain gharon mein furniture hoti hain hamare room mein main koi bhi almari bed 4 pi sofa set table har chij furniture kahlati hai Ham sone ke liye bed ko istemal karte Hain Jo ke furniture hi hai Ham baithane ke liye Kursi ko istemal karte hain agar hamare ghar Koi mehman a jaaye to Ham apne furniture per usko batate Hain khana khane ke liye hamen table ki jarurat hoti hai jo ki furniture hai furniture aisa Sara saman Jo lakadi se taiyar Kiya gaya ho use Ham furniture kahate Hain daftaron mein School aur college mein main aur gharon mein bhi furniture bahut jyada istemal hota hai garib se garib log aur amir se amir log bhi furniture ka istemal karte hain furniture Ham apni jarurat ke mutabik market se purchase kar sakte hain
                Disadvantage
                doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai usi tarah ghar mein istemal hone wale furniture ka bhi bahut jyada nuksan hota hai doston furniture bahut mahangi chij hai agar yah Tut jaaye to hamen bahut pareshani hoti hai furniture mukmmal set hota hai agar inmein se Koi chij Tut jaaye to hamara set kharab ho jata hai jisse hamare furniture ki khubsurti nahin rahti is vajah se hamen furniture ka bahut hi yad karna chahie furniture bahut hi mahanga aajkal Pyar hota hai China ne Kamal Kar Diya har mushkil ko aasan Kar Diya aajkal China ke plastic set ka market mein available hai iski vajah se log furniture ka istemal kam karte Hain
                • #23 Collapse

                  Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                  Assalamu alaikum dear friends...

                  Introduction:

                  aaj ka Jo hmra topic jo hai ..vah furniture per hai .. furniture jo hai vah hamare ghar ki sabse importance at chez ha.. kyunki furniture ke bahar hamara Ghar Ghar nahin lagta.. to furniture Jo hai vah ek aisi chij hai jisse hamara Ghar mukmmal lagta hai hi ..furniture to hai vah hamare ghar ki bahut jarurat hai.. aur vah hamare room, bedroom TV launch or drawing room me furniture hota hai.. aj ma apk sath furniture k about information share kroun gi.. hope so aapke liye informative Ho..


                  Furniture Jo hai vah har Ghar ki jarurat hai.. aur furniture mein bahut kuchh ahh jata hai ..jaise ki bed ,sofa, dressing table, cupboard ye sb hamare room ke liye hota hai.. aur isase hamare room bahut jyada pyara lagta hai ..furniture jo hai yah Ham khud bhi banva sakte hain or order per ..aur yah Ham market se bhi bye kar sakte hain .. furniture jo hai isase hamare ghar ki khubsurti badh jaati
                  Furniture me dining table bhi ahh jata.. jis per Ham baith kar khana khate Hain.. aur yah hamari drawing room ki khubsurti ko badha dete Hain..
                  Iske alava jo hai hamare furniture mein aajkal bahut pyare pyare jhule bhi aaya hn...
                  • #24 Collapse

                    Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                    Wa Alaikum asalm dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. Ajj ka review ghar ke furniture par mubni hai. Har ghar mein furniture zror hota hia yeh har ghar ki zrort hai aur har ghar mein majood hota hai. Aoak furniture achi quality ka hona chahye aur Acha, pyara hona chhaye ke jab log ap ke ghar mein ayen to unka first impression kafi Acha pre.. Kyun ke log ziada tar furniture ko dekhte hain aur use dekhna pasand krte hain. Apko chahye ke jab ap apne ghar ka furniture bnwaye to achi dukan se bnwaye aur kud order de aur achi lakdi use kren. Kyun ke jab ap bna bnaya lete hain to wo sahi nahi hota us Emin unhn ne apni oasnd ki lakdi use ki hoti hai Jo achi nahi hoti. Is kye apna furniture Acha bnwaye.
                    Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                      Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                      I hope guys ap sab fine hon gy or forex par khoob hardwork kar rahy hon gy forex aik best plateform hai jaha par ham ghar bethyy earning kar sakty hain ye asa plateform hai jaha par ham jitni mehnat karen gy waha utna hi hamy gain hoga to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                      Introduction :
                      Guys ap ny aj aik bohatt acha topic share kiya hai mera aj ka topic "Ghar ky Furniture " par mubni haii ye har ghar ki sab sy bari or zruri cheez hai furniture ky bgair har ghar naa mukammal hai furniture ky bgair har ghar adhoora hai furniture kisi bhi material types ka ho sakta hai;
                      i) Wood furniture
                      ii) Can
                      iii) MDF
                      iv) Glass
                      v) Acryl
                      isky elawa bhi bohatt sy materials sy furniture bnaya ja sakta hai furniture ky zamry ma bohatt si gharelo cheezyn ati hain jesy ky ;
                      i) Bed & side tables
                      ii) Sofa set
                      iii) Dinning tables
                      iv) Ordinary tables
                      v) Cupboard
                      vi) Showcase
                      Ab ma apko furnitures ky faaidy or nuqsaant ky baary ma apny knowledge sy btaon gi.
                      Advantages:
                      Furniture ky bohattt sy faaidy hain;
                      1. Furniture ky saath hmara ghar mukammal lagta hai...
                      2. Furniture sy hmara ghar decorative lagta hai...
                      3. Wooden furniture Bohatt hi durable or sustainable hota haii....
                      4. Furniture ma bohatt sy designs or material available hoty hain jo ky ham apni pasand ky mutaabiq khareed sakty hain...
                      5. Furniture ny hmsri life ko bohat change kar diya hai is sy hamari life bohatt hi araam deh or luxiours hogai hay...
                      6. Furniture different ranges ma available hotaa hai ham apni range ky mutaabiq inhy buy kar sakty hain...
                      Disadvantages:
                      Furniture ky kuch indirect disadvantages bhi ho sakty hain:
                      1.Wooden furniture ki bohatt care karni parti hai isko paani lagny sy bachana chaye ..
                      2.Glass material furniture ki bhi care karni chaye wrna ye jaldu toot jata hai...
                      3.Lohy ky furniture ko zang lag jata hai..
                      4. Mostly furniture bohatt expensive banty hain jo ky har koi nahi khareed sakta ...
                      I hope apko mera review pasand ay ga or ap isy like karen gy . JazakAllah !
                      • #26 Collapse

                        Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                        Introduction:Furnitures ka use 30,000 saal se kia ja raha hay Support hasıl karny key ley hi different types key furnitures banaye jaty hey jen me Chairs, Sofas, Beds, eating tables waghira, furniture companies en ko woods se aur metals se banaty hey aur es ko bahot hi acha design deny ki be koshish karty hey, different trees ki cutting kar key ye furnitures ko banany ki koshish ki jati hay aur es par different colours be kar dia jata hay jo dekny me khobsorat aur use karny me bahot hi helpful hota hay,

                        Advantages:agar ham complete home ka furniture bana lets hey to ham bahot hi easy feel kar sakty hey aur hamari life bahot hi relax ho jati hay, ye furniture wood ka ya per metal ka bana hota hay jes me sheeshy ko be use kia jata hay ye dekny me bahot hi beautiful lagta hay jes ki waja se room be bahot hi decorated ho jata hay, jo be home ka furniture hota hay agar deka jaye to en ka use regular base par hi kia jata hay ham bed be daily base par sleeping key ley use kar sakty hey au chairs key sath sofas ka use be bahot hi zeyada kia jata hay, Agar ham en ki price ka jaiza len to ye kesi be tarha se high price ka nahi banta hay, affordable price me ham complete furniture tayaar kar sakty hey aur es ko home me regular base par khud be use kar key hey aur sath me mehmanu key ley be use kar sakty hey,

                        Disadvantages:Furniture par bahot zeyada dust jama ho sakta hay jes ki safai bahot zarori hoti hay agar long time tak es ki safai na ki jaye ya per es ko colour na dia jaye to es ka wood kharab be ho sakta hay.
                        Click image for larger version

Name:	Furniture-name.jpg
Views:	1
Size:	86.0 کلوبائٹ
ID:	12334270
                        • #27 Collapse

                          Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                          Ya review Ghar per use hone wale furniture per mubani hai

                          Introduction
                          Ghar mein use hone wala furniture jismein chair, bed, table shamil Hain wo kuchh wood ke hote Hain aur kuchh aur materials ke bhi hote Hain

                          Advantage
                          1)Ghar per use hone wala furniture hamare fayde ke liye hota hai aur ham iske bagair apni life nahin guzar sakte yah hamare baithane ke liye aur letne ke liye hai aur har jagah per use hota hai
                          2) kuch furniture bahut yada antique hote hain aur yah hamare ghar ko bahut zyada khubsurat bhi banate hain aur hamare comfort ke liye hote Hain
                          3) Hamari life mein furniture ki bahut ahmiyat hai aur yah hamare ghar mein har jagah use hota hai chahe wo drawing room ho ya hamara bedroom Ho yah Koi guest room ho ya har jagah Ham jarurat hota hai

                          Disadvantage
                          1) kuchh furniture bahut zyada heavy wight hote hain aur unko Ek jagah se dusri jagah munh karna bahut mushkil hota hai
                          1) Agar furniture ki proper care na ki jaaye to iska colour kharab ho jata hai aur is ko dobara colour karana bhi bahut bada problem hota hai hi
                          3) Agar aap furniture ko care nahin karenge to isko dimaak lag sakti hai jo ke wooden furniture ko kha jaati hai
                          4) kuch furniture bahut zyada expensive hote hain jo k aam aadami nahin Le sakta han aur Agar Ham kam price wala furniture lenge to wo itna achcha nahin hota
                          • #28 Collapse

                            Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                            Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Mara tha free ghar K furniture se related hai dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki Har Ghar Mein furniture maujud hota hai aur furniture mein jo hone ki vajah se aapka Ghar bahut hi Khubsurat hota hai dressing table bed dining table sofa set Kisi bhi Kishan ka koi furniture aapke Ghar Ho To vah hoti Ghar Khubsurat Lagna shuru ho jata hai dear friend Hamen feature ka istemal bahut hi Hatiya se karna chahie FIR Nahin chahie kaisi chij hai jo Badi jitni Khubsurat Lagti Hai Itni is ki hifajat bhi karni padati hai dear friend Jaisa ki aap ko pata hai market Mein Mukti prism ke furniture ke design Paye Jaate Hain plastic main bhi furniture paya jata hai Lakadi mein bhi furniture paya jata hai aajkal to Lohe ka bhi furniture ban raha hai dear friends aap Jante Hain Ki furniture ghar ko 64 Nagin mein bahut MK Dada karta hai Iske bahut se advantages or disadvantages hai jo ki main bhi aapke sath share karungi
                            Advantages
                            Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki ghar mein Pade furniture ki bahut se advantages hote hain Ek to sabse bada fayda yah hai ki Ghar bahut Khubsurat lagta hai aur Main mein bhi a jaen ghar mein Achanak ko Ham in a forest aur apne ghar mein adjust bhi kar sakte hain Kyunki bed sofa set aur Bahut Si Aisi chij hote hain Din Param bacchon Badon ko adjust kar sakte hain hain furniture Ki Sabse Badi gobi yah hai ki yah ghar ko Khubsurat banate hain aur ghar mein Char Chand Lagate Hain aur aapko yah market mein bahut hi Mana surprise Mein Mil Jata Hai furniture ko aap Jab Bhi police Karen aapko Har dafa Ek Naya furniture Milega aap dear friend feature Ko Agar aapka pad per bhi Chahe Apne Kamre Mein Tu aur Khubsurat Lage dear friend dining table per aap Subah Sham Raat khana kha sakte hain hain hain bed per aap Aaram De Nind sote hain aur sofa set per aap apne mehmanon ko acche tarike se unko batate Hain Iske Iske bahut bahut se advantages Hain
                            Disadvantages
                            Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Jahan per advantages hote hain vahin per hun chijon ke disadvantages bhi hote hain sofa set ghar mein Pade furniture ka sabse bada nuksan ji hai ki aap ek Jagah se dusri Jagah uthakar Le Jaane mein bahut hi aapko Mushkil hoti hai furniture ki bar bar aap ko Safai karni padati hai hai Agar aapke bacche band Hoga Raja sofaset mein koi bhi chij Gira De to unhen Ki Safai karna bahut hi Mushkil ho jata hai furniture kya sabse bada nuksan yah hai ki agar aap Din Ki Safai ya Bura Gulabi isko Dekhenge Nahin to iski Lakadi ko kide abhi lag sakta Hua aur aapka furniture Din BA Din kharab bhi ho sakta hai
                            • #29 Collapse

                              Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                              salamu Alaikum dear friend ja sake is mahine furniture per yah review diya hai main usse bahut hi aagrah karta hun bahut acchi baat ki hai jaisa ke furniture har Ghar ki jarurat hota hai aur har kisi Ghar mein apne apne hisab se furniture hota hai lekin sahi tarika furniture ka yah hota hai ki jab bhi Ham furniture kharida hamen chahie ki ise kharidne ki vidhi Ham khud apne order per banvaya ja taiyar karvayen vada baitha rahata hai kyunki apni marji se jis tarah ka hamara Dil Kare muskan ka furniture banva sakte hain aur jo hamare Dil ko achcha Lage usse yah hoga ki jab Ham ek accha furniture apne Ghar ki setting ke hisab se khareed lenge jo abhi hamare ghar aayega aur use per Mitra ko dekhega to use per ek achcha impression padega aur vah bhi aise khush hoga to hamen aisa Hi furniture Lena chahie Jo ke dusre per ek achcha impression Dal de kyunki furniture ek bahut hi important chij hai har Ghar ki aur har Ghar mein yah jarur hota hai apne apne hisab ke mutabik
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                                Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha doctor discuss kiya hai jo ke ghar mein use hone wale kalingara lated hai ISI tarah aapko pata hai ki a aur ghar mein Kali ka istemal Kiya jata hai tahs***** aapko sath mein uske advantages and disadvantages hai jo main aapke sath share karti hun .

                                Advantages .

                                GTR to aapko pata hai ke Ham apne ghar mein kalian ka istemal karte Hain ISI tarah Colin ka istemal har Koi apne ghar mein kar raha hai Ham apne Ghar mein apne floor paresh paresh ka vichar sakte hain is tarah apps main har EK size Le sakte aap ko iske liye har ek side mein jata hai aur iske liye cal different colour bhi hote hain aap Jo friend colour ke bich mein khareed sakte hain .

                                Disadvantages .

                                SK Koi disadvantages bhi hai ISI tarah aapko pata hai ki a Ham agar isko niche chahte Hain to hamen uske liye main kha safai dekhne aaogi Varna agar Ham inspector bichhai rakhenge to isase kafi jyada jaan sakte isliye aapko bahut jyada itihaas karni padati hai saaf safai ka khyal rakhna padta hai agar aapka lene ghar mein bicha rahe hain tu iske liye aapko bahut sara saaf safai ka khyal rakhna hota hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X