Yeh review electricity oven py mubni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Yeh review electricity oven py mubni ha

    Electrical owan aj k dour ki jadid ijad hi yeah ap ko bahut hi asaish ki duniya mein ly aya hai k ap ko koi chees garm krny ki zarorat par gai hai aour ghr mein gass bhi ni a raha ya salander gas wala unfotunatly kham ho giya ho aour ap ko emergencey mein koi chees frige mein peri rice ko ya sandwich ko ya chicken piece ko ya even roti ko garm krna aour ap ko bhoke ny bhi bhal kia hova ho to us time ap k pass ager yeah jadid owan ka option majood ho to yeah kisi namat sy kam ni ho ga ap liay because yeah five minuts mein ap ki tension khatm kr day ga aour her chess ko garm kr k paish kr dy ga ,,,
    Aour is mein grm krny sy koi chees ya kisi chees ka taste fresh jaisa lgta hai jaisy abhi abhi fresh order py bani ho chees,,,,,rice garm krny ka sb sy best option mera owan hota hai because rice ko agr gas salandr py ya aag py kisi bartn mein garm krain to wo sary bartn ko chipak jaty hain aour kachra bn jaty hain rice phr wohi fresh wala maza ni raheta ,,,,owan ka yeah maza hai k is mein rice grm krny sy fresh sa zaiqa bahal rahta hai hai aour bartn ko bhi ni chipakty,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Yeh review electricity oven py mubni ha

      Electrical oven hadkar ki zaroorat ban chuka hai Yah hamare bahut se mushkil kam ko aasan kar deta hai aur ram kambakht mein bahut sara kam ismein kar sakte hain Jaisa ke ham ismein pizza cookies fish Sacchi aur cakes vagaira bahut aasan aasani se bana sakte hain Aise oven ke bagair sab kuchh banate hue bahut jyada time lagta hai vah bahut jyada Akira bhi badh jata hai Electricity oven mein ham Bahut aasani se ham har kam kar sakte hain aur apne waqt ki bachat kar sakte hain yah bahut acchi chij hai Yah mukti price mein bajar se mil jata hai 15 se 16 hazar tak mil jata hai aur 20 se 25 hajar tak ki mil jata hai
       
      • #33 Collapse

        Re: Yeh review electricity oven py mubni ha

        INTRODUCTION....... %%%%%

        Aj ka mra review Electric oven pay mabni hain jass ka experience main ap dosto k sth share krta hn k electric oven ny humri kitchen ki life ko katna zyda asan porskun bina dia hain jass main kesi bhi time hum rat ko din ko ya kesi bhi khany peny ki fast food cooking Brad other chezo ko ko hum asani k sth aik mit k indr garm kr skty hain jb k wesy humy rat ko garm krny k lay issue hota hain Gass bilkul bhi ni hotii phr garm krny say bartan krb ho jaty hain Jab k oven pay hum jatna chezy jatni dfa garm kry asani k sth forn kr skty hain ya buht hi acha ideal electronic allwa hain jo humry lay buht mufeed hain an main har size k oven mil jaty hain bakry wgra main bhi istaml hoty hain Jab k ghro or shops main zyda tar as a istaml hota hain........

        ADVANTAGES.......... %%%%%%

        Electronic k as allwa ny humri life ko mazeed asan bina dia hain jass main hum kesi bhi wqt koi bhi kamny peny ki fast food ya other koi bhi food wgra ko five mint k indr garm kr skty hain boil kr skty hain paka skty hain as say gass ka koi issue ni hota ya eclectic currant k sth chlta hain as main hum din rat jab chye jatna chye chezy garm kr skty hain as ki price atna zyda ni hain 5000 hzr say lay kr 15000hzr tk har quality or wraty main asani k sth market main available hain...

        DISADVANTAGES...... %%%%%

        Mary khayl say jatna zyda fiday mind hain uthna hi nuksan day expansive bhi hain as k istaml say electric city ka bill zyda ata hain ya krb jaldy ho jaty hain jen main srf aik time main aik choti si chez hi rakh skty hain an main har size hota hain un ki price bhi buht zyda hoti hain ya har banda bilkul bhi ni lay skta
        • #34 Collapse

          Re: Yeh review electricity oven py mubni ha

          Assalam.u.Alaikum !
          I hope ap sab kheriyat sy hon gy or forex par bohatt achy sy kam kar rahy hon gy forex nmy bohatt sy berozgaar logo ko rozi kamany ka aik bohatt bara plateform diya hai jis py wo baa asaani ghar bethy apni rozi earn kar sakty hain is par ham forex ka bohatt shukria adaa karty hain.to chalyn ab ham apny topic ki jaanib barhty hain.
          Introduction:
          G to guys mera aj ka topic aik bohat important gharelo cheez par mubni haii g haan mra aj ka jawab ''electricity oven'' par mubni haii yeh aik bohat important gharelo electric appliance hai or takreeban har ghar ma mojood hai ye aik box shape ka a[ppliance hai jis ky agy aik darwaza hota hai jo ky bahir ki taraf khulta hai isky under aik plastic sheesha ki plate hoti hai jis par kisi bhi cheez ko rakha jata hai baking or garam karny ky liye ye ye hmary khany ko microwave radiations ki madad sy garm or bake karta hai bohat sy khano ko kisi bhi waqt garam karny ky liye istemaal kiya jata hai isky bohatt sy fawaaid hain or nuqsanaat bhi hain jo agy ma apky sath share karny lagi hun.
          Advantages:
          Electronic oven ky bohatt sy fawaaid hain ye aik bohatt important cheez hai jo ky har ghar ma mohjood hoti hai is ma ham kisi bhi waqt koi bhi cheez bake or garam kar sakty ahin zyada tar gas choolhy ka sardiyo ma rat ky waqt issue ata hai q ky rat ko sardiyo ma aksar pakistan ma gass chali jati hai is dauraan electric oven hony ki wajah sy ham easiky appna khana garam kar sakty hain or fast food baking or kahan bhi bake kar sakty hain jis sy hamy bohatt faaida ppohnchta hai electric oven aj ky daur ki bohatt eham invention hai jis ny insaaniyat ko bohat sy fawaaid sy nawaza hai.
          Disadvantages:
          Ab ma apko electricity oven ky nuqsanat ky barry ma btaon gi inka sab sy bara nuqsaan ye hai ky ye bohatt costly hoty hain har koi inhy nahi khareed sakta or musatfeed nahi ho sakta isky elawa choonky ye electric oven hota hai to isy istemaal karny sy electricity consumption zxyada hoti hai jo ky hmary bijli ky bilo ko barha deti hai or inka ye aik bara disadvantage hai jo radiations khana garam karny ky liye is ma istemaal hoti hain wo hmary khany ko hmary liye unhealthy bna deti hain or khany ma sy tmam moisture absorb kar lti hain jo hmari health ky liye nuqsaan deh hota hai.
          hukoomat or oven bnany wali companies ko chaye ky wo inki price ma kuch kam karen taa ky aam awaam bhi isky faaido sy mustafeed ho saky or hamy inka istemaal kam sy kam karna chaye taa ky ham isky nuqsanaat sy bhi bach saken umeed karti hun apko mri post bohatt pasand ay gi or ap isy like karen gy. JazakAllah !
          • #35 Collapse

            Re: Yeh review electricity oven py mubni ha

            Electric oven...



            A. oa friends umeed h ap khriat sy hun gy. apko malom h hm apna knowledge Kyi b topic sy related ap k sath idr share krty hn.... aj bhi hm ak imp topic k sath hazir hn umeed h apko Acha lgy ga..... jesy k ap sb janty hn k electric oven aj kal har ghr ki zarort hy..... r kitchen ki bat kren to yh kitchen ka ak bht hi important item h.... electric bht sy tareqon sy hmari help krta h jessy k hr ghr mn isko khana bnany k leay istamal kea jata hy... is k ilawa nashta bnany mnn yh hmari bht zyada madad krty h.... agr apny koe bhi ksi trah k khana freez kr rakha h to ap us ko bhi oven ki madad sy farm kr skty h..... is k iwala sb sy bri bat yh h k ap is ki madad sy baking bhi kr skty hn.... is k andr hm. pizza, cake etc tyar bhi kr skty hn... bachon ka nashta b bht asani sy is mn ready ho skta h.... is trah yh bht sy lamp mn hmari madad krty hn..... iski kuch care ki zarort hoti h.. isko on r off krty hoy bht care s kam lena cheay. wrna is k nuksan bhi ho skty hn.... umeed h apko hmara aj ka yh review pasand Ay higa..... r apky knowledge mn izafa hoa hoga... thanks....
            • #36 Collapse

              Re: Yeh review electricity oven py mubni ha

              Assalamu alaikum dear friend yeh aik bohat important gharelo electric appliance hai or takreeban har ghar ma mojood hai ye aik box shape ka a[ppliance hai jis ky agy aik darwaza hota hai jo ky bahir ki taraf khulta hai isky under aik plastic sheesha ki plate hoti hai jis par kisi bhi cheez ko rakha jata hai baking or garam karny ky liye ye ye hmary khany ko microwave radiations ki madad sy garm or bake karta hai bohat sy khano ko kisi bhi waqt garam karny ky liye istemaal kiya jata hai isky bohatt sy fawaaid hain or nuqsanaat bhi hain jo agy ma apky sath share karny lagi hun.
              Advantages:
              Electronic oven ky bohatt sy fawaaid hain ye aik bohatt important cheez hai jo ky har ghar ma mohjood hoti hai is ma ham kisi bhi waqt koi bhi cheez bake or garam kar sakty ahin zyada tar gas choolhy ka sardiyo ma rat ky waqt issue ata hai q ky rat ko sardiyo ma aksar pakistan ma gass chali jati hai is dauraan electric oven hony ki wajah sy ham easiky appna khana garam kar sakty hain or fast food baking or kahan bhi bake kar sakty hain jis sy hamy bohatt faaida ppohnchta hai electric oven aj ky daur ki bohatt eham invention hai jis ny insaaniyat ko bohat sy fawaaid sy nawaza hai.
              Disadvantages:
              Ab ma apko electricity oven ky nuqsanat ky barry ma btaon gi inka sab sy bara nuqsaan ye hai ky ye bohatt costly hoty hain har koi inhy nahi khareed sakta or musatfeed nahi ho sakta isky elawa choonky ye electric oven hota hai to isy istemaal karny sy electricity consumption zxyada hoti hai jo ky hmary bijli ky bilo ko barha deti hai or inka ye aik bara disadvantage hai jo radiations khana garam karny ky liye is ma istemaal hoti hain wo hmary khany ko hmary liye unhealthy bna deti hain or khany ma sy tmam moisture absorb kar lti hain jo hmari health ky liye nuqsaan deh hota hai.
              hukoomat or oven bnany wali companies ko chaye ky wo inki price ma kuch kam karen taa ky aam awaam bhi isky faaido sy mustafeed ho saky or hamy inka istemaal kam sy kam karna chaye taa ky ham isky nuqsanaat sy bhi bach saken umeed karti hun apko mri post bohatt pasand ay gi or ap isy like karen gy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Re: Yeh review electricity oven py mubni ha

                yah review electric oven per mubni hai assalam walekum doston aaj main aapko electric oven ke bare mein batana chahta hun electric oven different size aur different companies ke market ke andar maujud hai aur yah kam kimat se lekar mahangi kimat tak market ke andar available hai electric oven ab har ghar mein maujud hain aur har ghar ki jarurat ban chuke hain ya khana garam karne ka Saath-Saath de-frost karne ke liye bhi istemal hote hain electric oven istemal karne ke kuchh fayde bhi hain aur kuchh nuksan bhi sabse pahle ham iske fayde ke bare mein baat karte hain


                fayde


                electric oven mein khana jaldi garam ho jata hai aur yah aapka time save karta hai hai agar aapke pass electric oven maujud hai to aap khane ko defrost bhi kar sakte hain electric oven mein khana garam karne ke liye radiations ka istemal hota hai isliye heat nahin pata hoti aur aur kyunki radiation istemal hoti hai isliye khane ke andar maujud jerm bhi khatm ho jaate hain hain electric oven istemal karne ke bad aasani se saaf kiye ja sakte hain electric oven ke andar aap pizza aur cake vagaira bhi banaa sakte hain

                nuksan

                electric oven bahut jyada electricity istemal karte hain iski vajah se aapka electricity ka bill bahut badh jata hai electric oven per radiations istemal hoti hai jiski vajah se cancer hone ka khatra hota hai electric oven ke andar chijon ko fry karne ki option nahin hoti electric oven main khana garam karne se usmein maujud pani steam bankar ud jata hai aur khana bhi khush ho jata hai

                doston mein ummid karta hun lagte pawan ke bare mein yah review aapko ki bahut help karega

                اب آن لائن

                Working...
                X