Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)
    Dear friend Jaise ke Kitchen ki item Mein rice cooker Ek bahut hi acchi chij hai Jisko istemal Karke aap chawal boil kar sakte hain Kyunki agar aap vaise Koi Bhi Aam normal bartan Mein rice ko mobile Karte Hain To usse rice Jal Jaate Hain To isliye agar aap rice cooker ko use karte hain to usko electricity per aap use kar sakte hain aur main aap easy Apne dusre kam kar sakte hain aur jab aap ke chawal boil Ho Jaenge to automatic rice cooker off ho jata hai aur aap ke chawal bhi perfect time table ke hisab se boy Ho Jaate Hain To isliye ismein koi bhi pareshani Ka Samna nahin karna padta to yah Kishan ki ek bahut hi acchi item hai Jisko untrained band abhi chawal boil kar sakta hai aur eady bna sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review rice coocker kay liye ha

    Rise cooker be kitchen me use hony waly other samaan ki tarha se zarori samja jata hay, rise cooker ko rice streamer ka name be dia jata hay, es ko specially boil ya per rise stream ki zarorat ko samny rak kar hi design kia gia hay es ki ability ye hoti hay key bahot kam time me ye apny pressure ki waja se har sakhat se sakhat cheez ko boil kar deta hay, kesi be kisam ka meet ho ya per other esy sakhat kahany ki cheez jes ko boil karna zarori ho to es key ley rise cooker/rise streamer ka use kia jata hay, es me heat aur bowl ko manually be control kia jata hay, hamary country me har ghar me es rise cooker ka use kia jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review rice coocker kay liye ha

      Ji han bilkul aapane Jaise Kaha rice cooker Ek bahut hi accha Tarika Hai Jiski madad se koi bhi Ee chawal mobile kar sakta hai Kyunki is timber ka naam hota hai yah streamkar karta hai aur Bhav Banakar chawal ko boy karta hai aur jab chawal boy Ho Jaate Hain To yah automatic Band Ho Jata Hai To yah Ghar Ki Ek bahut hi acchi item Hai Jiski vajah se koi bhi chawal boil kar sakta hai to aapane bahut hi accha review Diya Hai Sab Logon Ko chahie kay wo electrical chijen Rakhe Jiski vajah se vah jald Hi Kam ko Aasan Bana sake
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review rice coocker kay liye ha

        Rice Cooker
        Advantages:
        Rice cooker mein aap rice bahut hi jaldi banaa sakte hain aur aap ka time Nahin Lagta ke Jitna time regularise Banane Mein lagta hai usmein itna time Nahin Lagta aur aapka time Kafi Jyada se ho sakta hai
        Rice cooker mein aap different Kishan ke rice banaa sakte hain jismein Biryani vagaira aur dusri chijen vegetable rice vagaira banaa sakte hain
        rice cooker mein aapko hard work nahin karna padta aur aapko easily Banane Mein aasani Hoti Hai Kyunki rice cooker mein iji Ban Jaate Hain aur normally Mushkil hoti hai
        Disadvantages:
        Rice cooker mein aap Agar rice ko karte hain to uska takriban Ek Hi test Hota Hai Magar aap different style se Agar rice ko karna chahte hain to uska different test hota hai Joker normally aapko Milta Hai so ja iska disadvantage ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review rice coocker kay liye ha

          Rice cooker mein aap Rai se bahut hi jaldi banaa sakte hain aur aap ka time hi Nahin Lagta ke Jitna time am regular Banane Mein lagta hai usmein itna time hi Nahin Lagta aur aapka time Kafi Jyada yah se ho sakta hai rice cooker mein aap different Kishan ki Rai se banaa sakte hain jismein Biryani vagaira aur dusri chijen vegetable rice vagaira banaa sakte hain rice cooker mein aapko hard work nahin karna padta aur aapko isiliye Banane Mein aasani Hoti Hai Kyunki rice cooker mein chawal bahut acche se Ban Jaate Hain normally Mushkil hoti hai rice cooker mein aap Agar rice ko karte hain to uska takriban Ek Hi test Hota Hai Magar aap different style se Agar rice ko karna chahte hain to uska different test hota hai to Jokar normally aapko Milta Hai so iska disadvantage ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review rice coocker kay liye ha

            Assalamu Alaikum Dosto umeed karta hun ki aap log khairiyat se Honge doston rice cooker ka use aajkal ghron mein bahut jyada Kiya jata hai aur iska use bahut hi am ho chuka hai .Ager hum is main rice Ko boil karna chahte hain To Ham ismein boil karna start kar kar apna Koi kam Shuru kar sakte hain Kyunki ismein automatically system Hota Hai Jab rice boil ho jaate Hain To yah Khud BA khud off ho jata hai aur ham ise Apne time ke mutabiq adjust bhi kar sakte hain. Ismein rice boil karne se bahut jyada time ki bachet bhi ho jaati hai vah aajkal to electrical chijon ka bahut jyada use Kiya jata h. Iska metal bahut hi Jabardast hote hain Kyunki ismein rice bilkul bhi niche Nahin Lagte Hain aur bahut hi Jabardast tarike se vah boil Ho Jaate Hain vaise log iska use isliye Nahin Karte Ka ye electrical hota hai lekin iska Koi side effect Nahin Hai.THANKX
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

              Dear friends rice pressure cooker electric hota hai jisse aap rice banane ke liye use karte hain aasani ke sath biryani pulao boil price banaa sakte hain kam time mein acche rice bante Hain yah multitouch hota hai har kisam ke rice ke liye alag alag se time hota hai boil rice ke liye alag time biryani ke liye alag time aur ismein baking bhi ho sakti hai hai jaisa ke cake Ban sakta hai iski safai aasani se Ho jaati hai jab ke kisi dusre bartan ki safai niyat mushkil hai kyunki ismein aap ke chawal chipak jaate Hain Jo jo saaf hote Hain aur safai mushkil aati hai jab k-electric rice pressure cooker main chawal niche nahin lagte electric rice pressure cooker ek jabardasth product hai aur istemal mein easy hi aur iska Koi side effect nahi
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                Rice cooker mein aap Rai se bahut hi jaldi banaa sakte hain aur aap ka time hi Nahin Lagta ke Jitna time am regular Banane Mein lagta hai usmein itna time hi Nahin Lagta aur aapka time Kafi Jyada yah se ho sakta hai rice cooker mein aap exceptional Kishan ki Rai se banaa sakte hain jismein Biryani vagaira aur dusri chijen vegetable rice vagaira banaa sakte hain rice cooker mein aapko hard paintings nahin karna padta aur aapko isiliye Banane Mein aasani Hoti Hai Kyunki rice cooker mein chawal bahut acche se Ban Jaate Hain normally Mushkil hoti hai rice cooker mein aap Agar rice ko karte hain to uska takriban Ek hello test Hota Hai Magar aap exceptional style se Agar rice ko karna chahte hain to uska exclusive test hota hai to Jokar typically aapko Milta Hai so iska drawback ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                  Dear friends haum apney gharo may kitchen may zayada tar asey pots ka istamaal kartay hay jiss ki waja say haum cooking jaldi jaldi say Kar sakay aur achay tareekay say khana bna sakay tou bat ho rahi hay rice cooker ki jesa Kay name say hi zahir hay Kay iss may haum rice banatay hay haumay rice bananay kay liye rice cooker ki zarorat hoti hay takay haum jaldi say rice bna sakay jab app pressure cooker ko kitchen may cooking Kay liye istamaal kartay hay to appko proper knowledge hona chahiye Kay cooker ko kesay istamaal karna hota hay iss Kay Kya kya function hotay hay jiss ko haum different types ki cooking recipes may try Kar saktay hay haumay cooker ko easily istamaal karna ajata hay Kyu Kay yeah Hamari asani key liye hay .

                  Advantages:

                  Kitchen may cooking recipes Cook karney Kay liye pressure cooker best hota hay jiss may haum agar rice ki different types bhi Cook kartay hay to haumay taste wise better lagtay hay haum pressure cooker multi purpose istamaal hota hay app iss may goshat ko bohaut jaldi jaldi bna saktay hay app iss may beaf aur Motton bna saktay hay aur iss may haum bohut acha cake bake bhi Kar saktay hay means Kay pressure cooker ake bohaut achi chez hay jo hamaray kitchen Kay liye must hay haum cooker ko ake dafa purchase kartay hay to yeah bohaut time tak correctly Kam karta rehta hay aur cooker may bna khana zayada acha hota hay appko cooker may kuch bhi cook karnay Kaye liye time set karna parta hay phir bohaut ehtiaat Kay saath cooker ko istamaal kia jata hay .

                  Disadvantegs:

                  Iss may koi shakk nai hay Kay cooker Kay bohaut zayada benefits hotay hay magar jo khana haum normal pots may bnatay hay uss ka taste zayada acha hota hay aur har ghar may logg zayada tar pressure cooker may bna khana zayada passand nai kartay hay agar app rice cooker may bnatay hay tou wo zayada soft bantay hay aur bazz dafa to bilkul toot jatay hay iss liye zayada logg cooker may khana pakana prefer nai kartay hay aur agar appko theak say pressure cooker ko istamaal nai karna ata hay tou phir bohaut zayada dangerous hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                    ghar mein istemal Hone Wali product Mein Ek bahut hi important product aapka rice cooker Hai Iske bare mein aapka review bhi bahut hi perfect hai agar Ham rice ki cooking Ko Nahin Jante to usmein yah Hamari bahut jyada help karta hai aur bahut acchi cooking Hamare Sath share Karta Hai Kyunki Jab Ham rice cooker ke Hawale se ismein cooking Karte Hain To ismein rice cooker na bahut hi easy ho jata hai aur ismein just aapko timing ka khayal rakhna hota hai aur ek specific time ke bad aapko rice bilkul ready Milte Hain aur ismein aap bahut Sare advantages Hasil kar sakte hain jo aap normal cooking Mein Nahin Hasil kar sakte.

                    Kyunki Jab aap normally rice ko kar rahe hote hain to ismein aapko bahut sari important Baton ka khayal rakhna hota hai agar aap mein se koi bhi important factor mis kar Jaate Hain To usse aapki cooking negatively affect ho sakti hai aur aapke rice kharab bhi ho sakte hain lekin agar aap isko rice cooker mein prepare kar rahe hain To Aisa wale se aapko Koi Bhi Jyada issue Nahin Hoga aur aapki cooking perfect ke sath sath bilkul hi hi acchi ho sakti hai isliye Hamesha rice cooker ko apne ghar mein istemal karna chahie aur Aisa wale se aapko bahut sari qualities market Mein mil rahi Hoti Hai jinko focus karte hue aap is kukar ko purchase kar sakte hain.

                    agar aap rice cooker ko purchase karna chahte hain To Aisa wale se aapko market mein bahut Sare outlet mil sakte hain Jahan se aapko different companies ke different qualities ke rice cooker available hote hain aap phone mein apni requirements ke mutabik Inki selection kar sakte hain aur usko apne ghar mein isliye istemal kar sakte hain agar aap ko rice cooker ke bare mein koi information Nahin Hai To internet per aap Kisi bhi Chef ki koi video dekh kar Iske bare mein complete information Hasil kar sakte hain aur usko properly istemal karne ka perfect Tarika Jaan sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                      Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review rice cooker py mubni hay dosto rice cooker kay boot advandatages hay dosto ic sy rice tharow hi wqat main hi tayar kar data hay or ic kay faidya boot zaida hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                        Forex ke all member aaj main aapko rice cooker ke bare mein brief karunga har ghar mein bahut majedar khane bante Hain har kisi ki khwahish hoti hai ki vah acche se accha khana banaye ISI tarah rice cooker se hota hai ke Ham ismein rice banate hain rice cooker shyam jaldi se rice bana sakte hain ISI tarah rice cooker mein bahut laziz aur testi rice bante Hain doston iske bahut se fayde aur nuksan Hain aaj main aap kiski advantage or disadvantage

                        Advantages.
                        Rice cooker ke bahut sare advantages rice cooker se aapka bahut sar time pi sakta hai is aapke jaldi se rice kho kho sakte hain aur bahut laziz rice ko kahate Hain rice cooker electrical rice cooker hota hai isase aapko hathon se Kam nahin karna padta isliye aap sari chijen mix kar dete Hain uske bad rice cooker khud bahut rice ko kar sakta hai

                        Disadvantages.
                        ismein Koi shak nahin hai kiske bahut advantage jaen lekin iski bahut se disadvantage bhi Hain ismein Ham khane ki thodi quantity cooking kar sakte hain aur yah bahut jyada electrical consumption hota hai iske alava ismein bahut se flavour make so jaate Hain isase aapko electrical shock lag sakta hai aur bahut jyada khatarnak chij hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                          Introduction :
                          dear friends rice har shakas ki pasandeeda khuraak hain our har koi rice khana pasand karta hai dear friends sadyon se ham gharon main chawal pkate aa rahe hai our shadi ya kisi function par to rice ka hona lazmi hota hai lekin ache rice banana koi koi hi janta hai so agr hame ache rice banane hai to hame apne kitchen main rice cooker ko zaroor rakhna chahiye ye atuomatic bhi hote hai our manual b aap in se ache chawal bana sakte hai jo mazedar our lazeez ho ge our asani se pak b jaye ge ye buhat achi ijaad hai our aap k kitchen ko our b khobsorat bana sakte hai
                          Click image for larger version

Name:	images (4).jpg
Views:	1
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12330202

                          How rice cooker work :
                          dear friends jab is rice cooker main ek bowl hota hai jo k electric ya gas system se attach hota hai jese hi ham system ko on karte hai ye bowl garm hona shuru ho jata hai our ye garmi ko pani our chawal main muntakil karta hai is tarha andar mojod chawal or pani ka mrakkab ubalna shuru ho jata hai our kuch hi wakt main maze dar lazeez chawal tyar ho jate hai ye ek buhat easy method hai jis se har koi asaani se chawal paka sakta hai

                          Advantages :
                          dear friends is k buhat sare faide hai jo k mandrja zail hai

                          • dear friends ye buhat khobsoorat design main hote hai our aap k kitchen ki sham barhate hai
                          • ye automatic bhi hote hai jin main aap temperature select kar dete ho our chawal khud ba khud tyar ho jate hai
                          • ye ache our maze dar chawalbante hai
                          • aam toor par achi keemat main mil jate hai
                          • kam bijli kharach karte hai
                          • YE CHAWAL hi nahi our b bohat sare kam karte hai jese k aap sabzyon ko steam de akte hai soup bana sakte hai
                          • bara acah nashta ban sakte hai


                          Disadvantages :
                          dear friends is k kuch nuksan bhi hain

                          • agar aap muhtaat nahi hai to niche k chawal jal jayen ge
                          • aik bar chawal bane k amal shuru kar de to har 2 3 mint bad dekhana zarori hai
                          • ye non stick technology use karta hai
                          • ye band nai ho sakta hai
                          Ayisha Cutey's Trading Journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                            Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                            I hope my dear fellows ap sab fine hon gy or forex par apni honest working sy bohatt honest earning kar rahy hon gy forex aik bohatt acha plateform hai jis par ham ghar bethy apni rozi kama sakty hain to chalyn ab ham apny aj ky topic ki taraf chalty hain.
                            Introduction :
                            Guys ap ny hamesha ki trah aik bohatt acha topic hmary saath share kiyaa hai yeh aik bohatt important gharelo cheez hai bohatt sy log apni asaani ky liye isy buy kar sakty hain g merra aj ka jawab '' Rice Cooker '' par mubni haii rice cooker bhtt amazing cheez hai sab sy phly ham janty hain ky rice cooker hai kia cheeez ye aik automated kitchen appliance hai jo ky bijli sy chalti hai jo ky rice ko cook or steam karny ky liye istemaal kiya jata hai rice cooker consists of;
                            i) Cooking bowl
                            ii) Heat source
                            iii) Thermostat
                            Rice cooker or bhi bohatt si dishes bnany ma kam ata hai rice cooker ky bohatt sy faaidy hain or kuch nuqsanaat bhi hain jo ma apky sath share karun gi.
                            Advantages of Rice Cooker :
                            Rice cooker ky bohatt sy fawaaid hain jo ma apkty sath share karny lagi hun,
                            1.Ye cooker hmary liye rice ko automatically rice make kar dta hai hamy inky upar fuss off nahi hona parta jesy ky hamy pateely ma chawal bnany par hona parta hai...
                            2.Rice cooker ma iska cooking process khatam hony ky baad bhi apky rice garam rehty hain...
                            3.Kuch rice cookers ky elaawa sab rice cookers asaani sy saaf kiye ja sakty hain...
                            4.Ham kisi bhi qisam ky rice ko is ma bna sakty hain or ye taste wise bohatt mazy ky lagty hain..
                            5.Rice cooker ma ham any type of rice jesy ky biryani fried rice kuch bhi bana sakty jo ky bohatt mazy ky banty hain...
                            6.Rice cooker py timing hoti haii jis ki wja sy hmary chawal lagty nhi hain...
                            7.rice cooker non-stick ma hoty hain jo ky bohatt log like karty hain...
                            Best Rice Cookers
                            i) Aroma Housewares Rice Cooker , Proffessional Version
                            ii)Sistema Microwave Collection Rice Cooker
                            iii)Cuckoo CR-o655F Rice Cooker
                            iv) Black+Decker Rice Cooker and Food Steamer
                            v) Zojirushi 3-cup Rice Cooker

                            Disadvantages Of Rice Cooker :
                            Ab ma apky sath rice cooker ky nuqsanat share karu gi;
                            1.Jesy ky ham sab janty hain ky ye non-stick ky hoty hain to hamy in ma non-stick ma use hony waly chamchy buy karny party hain ...
                            2.Agar ham rice cooker ko turn off karna bhool jaty hain to is sy hmary electricity units bohatt zayada kharch hoty hain...
                            3.Agar ham rice cooker ma rice bnaty huwy carefull nahi hoty to hmary chawal nechy sy jal sakty hain is liye hamy cooking cycle ky darmyaan 2 dafa turn kar dna chaye...
                            4.Rice cooker joo ky electrical hoty hain to in sy bijli bhi zyada kharch hoti hai...
                            5.As compare to other pot rice cooker ma chawal zyada pakk jaty hain or aksar toot bhi jty hain jab ky kuch log ye like nahi karty to ye aik disadvantage hai...
                            I prefer to cook rice in simple ordinary pot is ma zyada acha taste ata hai baaaki kafi log jo isy buy karna chahty hain wo zrur buy karen kyun ky busy people ky liye yeh aik bohatt achi cheez hai wo asaani sy kam effort sy is ma rice make kar sakty hain i hope apko mera review pasand ay ga or ap isy like karen gy . JazakAllah !
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review rice coocker per mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                              Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic rice cooker per mummy hai aaj Ham aapke sath rice cooker ke mutaliq Kuchh baten share Karenge ki rice cooker Kis Tarah Ka Hota Hai hai aur Iske kya fayde Aur nuksan Hai dear friends aajkal Sthan Mein rice cooker ka bahut jyada Hamare kitchen mein istemal ho raha hai hai yah kukar Ek bahut hi Khubsurat ke Sankar Hota Hai hai ismein bahut hi acche rice aapke Ban Jaate Hain dear friend is ki Kuchh timing hoti hai jo aapko Khud Se dekhni hoti hai yah Ek aisa kukar hai Jiske Andar Se Kisi Ki samjhe ki koi bhavpura bi nahin aati jisse aap ke chaurahe Kho Kho Jaate Hain real friends rice cooker ki sabse khaas Baje hai ki ismein aapko javanon ko Dam dene ki koi jarurat Nahin padati yah kokar sabse best Hai Dam dene ke liye cooker mein agar aap rice banaa rahe hain to yah aapko bahut Hi Sahi ka man tries per Ram karta hai hai Iske bahut se advantages bhi hain yah cooker bahut hi expensive hota hai ise bahut hi Itihaas se istemal karna chahie isliye price ke sath sath Kuchh Aur Bhi ko kar sakti hain lekin ko Karne Ka Tarika aapko aana chahie kukar ka istemal aapko bahut hi Itihaas se karna chahie real friend Iske bahut se advantages or disadvantages bhi Hote Hain Jo Ki Main Bhi aapse share karungi
                              Advantages of rice cooker
                              Dear friend sabse pahle rice cooker ka advantages pay hai ki aapki rice bahut hi Pyare bante Hain isko kar mein yah Ek Electric cooker bhi hai aur gas cooker bhi hai Isko aap Kisi bhi Tarah Se istemal kar sakte hain dear friends a aapko market mein kisi bhi Tarah Se Ho Jaega isko Karke istemal se aapka bahut sakta hai aapke Te Hain
                              Disadvantages
                              Friends Jaisa ke rice cooker se aapko bahut se advantages bhi hote hain aur iske sath sath aapko Kuchh this advantages bhi Hote Hain yah kukar bahut hi instant Shiv Hota Hai hai ise bahut Itihaas se istemal Karen rice cooker Ek Hi quality Ke Log istemal karte hain Garib log ise afford nahin kar sakte rice cooker Ke Chand ki khubsurti mein Aadha fekata Hai Aur is cooker ko bacchon ki pawan Se Dur rakhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X