Dear ap ko pata hai k her ghar mai kitchen mai pressure cooker to hota hai magar ap ne agar normal pressure cooker use kia ho to aus mai apko aik masla aata hai k ais mai rubber ki seal hoti hai jo kai dafa pressure cooker ko open karty waqat kharab ho jati hai magar hum aj baat karty hai Afghani pressure Cooker ki to ais mai ye masla nai hota ais mai koi rubber nai hoti aor ye bahot hi fast kaam karta hai ap ais mai jo cheaz rakhy aus ko thori si dair mai tyar kar deta hai.
Faidey (Advantages)
1. AIs mai ap ko her size k pressure cooker mil jaty hain.
2. Ye pressure cooker her cheaz ko pakany mai use hota hai aor ais mai ap ko atna zayda time wait nai karna parta.
3. Ais mai kisi kisam ki rubber nai hoti jis ki waja se ais mai kisi kisam ka masala nai ata.
4. Ye bahot hi asani se ap ko market mai mil jata hai.
Nuqsan (Disadvantage)
1. Ye kafi zayda mehnga hota hai ais ko ap aik hi dafa dekh k ley.
2. Ye weight mai kafi zayda heavy hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим