Ye Review "Tooth Paste ki Selection" Per mabni hy..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review "Tooth Paste ki Selection" Per mabni hy..
    Ye post Tooth paste k bary men hy.. Tooth brush krna hmara roz ka mamol hy. Lakin kabhi ham ny tooth paste per bhe kbi ghour Kia hy...?
    Tooth paste k nechy ik cloured square bna hota hy.. Jo clour code kehlata hy..
    Aj main apko clour code k bary men information Don ga k wo clour code Kia zahir krty hen..
    Click image for larger version

Name:	FB_IMG_1602474324818.jpg
Views:	1
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12469818
    Types
    Ye clour code 4 types k hoty hen..
    1. Black ⚫
    Black clour code ye show krta hy k ye tooth paste only camicals sy bna howa tooth pastete hy..
    2. Red 🔴
    Red clour code ye show krta hy k ye tooth paste qudarti aur camical ajza ka mixture hy
    3. Blue 🔵
    Blue clour ye show krta hy k is tooth paste men qudarti ajza aur dawaien shamil hen..
    Ye tooth paste doctors unko recommend krty hen jinko danton ka koi problem hota hy..
    4. Green
    Green clour ye show krta hy k ye tooth paste khalis qudarti ajza sy mil ker bna howa hy..
    Is liye ab jb bhe ap log tooth paste kharedny jaien to in clour codes ko mind men rakhty howy tooth paste select kren..
    Bachon k liye Black ⚫ clour code waly tooth paste harmful ho skty hen.. Q k un men just camicals hoty hen..
    Is liye only green ya blue clour code waly tooth paste hi select Kia kren..
    Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

    Introduction
    Dear member ap ka review tooth paste ki selection par hai ..tooth paste ek esi cheez hai jo roz mara ki zindagi m use hoti hen ...yh bhtt sensitive hai k ap apny daanton k liye knsi cheez knsa tooth paste use kr rhy hen ...aj kl different qualities k tooth paste market m available hen ..ap ko wohi tooth paste use krna chaiye jo ap k daanton ko strong bnay r ap k daanto ko koi nuqsan na ho ...r ap k daant jldi n gir jyn tooth paste ki selection k liye b hmy soch samjha kr krna chaiye ..is k nuqsan b ho skty hen r faidy b ...
    Advantage
    Tooth paste ki selection k bhtt sath sary faidy hen un m se kuch chand yh hen ..
    tooth paste hmy wohi select krna chaiye jo ap k daanto k liye acha ho r suitable ho...
    tooth paste hr qism k hoty hen ..ap ko apny daanton k hisab se choose krna chaiye ...
    tooth paste har tarah k hoty hen agr ap k daanton m keera hai to ap ko us hisab se jo us ko khtm kr skta ho wo wala tooth paste use krna chaiye ...
    sensitivity k liye doctors logn ko sensodyne Tooth laste recommend krty hen to un logn ko jin ko sensitivity hoti hai un ko wohi tooth paste use krna chaiye ...
    bhtt sary r b different kind k tooth paste hoty lkn ao ko wohi choose krna chaiye jo ap k liye suitable ho ...
    disadvantage
    Is k kuch disadvantage b ho skty hen ...
    agr ap n esa koi tooth paste use kia jo ap k liye suitable n ho to wo ap k daanton ko weak kr de ga ...
    kuch tooth paste esy hoty hen jin ko week m 1 ya 2 dfa use krna hota haiwo daanton se any wala blood us ko rokty hen ...
    un tooth paste ko agr har roz use kia jaye to wo ap k daanton ko weak kr deta haj r ap ko thamda garm mehsus hota hai ...
    tooth paste kuch ki achii quality ni hoti wo b ao k daanton ko khrab krty hen r un m keera lg jata hai ..
    to tooth paste esa hi use krna chaiye jo ap ko suit kry r jo ap k daanton ko strong bnaye na k r ziada weak kr dy k ao k daant jldi e girny lg jy ...
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..
      • Toothpaste Selection


      Jesy Keh Ap Sab Jantey Hain Keh Ab Har Choti Or Bari Company Toothpaste Bhi Bana Rahi Hai Tu Insan Kay Liye Toothpaste Acha Or Quality Wise Select Karna Bhut Mushkil Ho Gaya Hai. Toothpaste Bhut Si Varieties Mai Available Hain Market Mai Jin Mai Hamein Chinese Brands , Korean Brands , Pakistani Brands Or Is Tarh Kay Or Bhi Bhut Say Deegar Brands Deakhney Ko Miltey Hain. Basically Toothpaste Ki Agr Simple Or Asan Alfaz Mai Tareef Ki Jaye Tu Toothpaste Aik Gel Or Gel Dentifrice Ka Mixture Hota Hai Or In Mai Dentifrice Aik Toothpaste Powder Hota Hai Jo Keh Hum Totally Aik Paste Mai Mixed Apney Tooth Brush Par Paste Kar Kay Use Apney Teeth Ki Cleaning Kay Liye Use Kartey Hain. Toothpaste Ko Main Is Liye Highlight Kiya Jata Hai Koun Keh Ye Oral Hygiene Ko Promote Karta Hai. Toothpaste Aik Different Sizes Ki Tubes Mai Available Hota Hai.

      Advantages

      Toothpaste Ki Selection Hamein Bhut Focus Kay Sath Karni Chahiye Koun Keh Ye Hamari Personal Oral Hygiene Par Depend Karta Hai Koun Keh Aik Acha Or Good Quality Toothpaste Brand Hi Hamari Personal Hygiene Ko Acha Or Better Banata Hai Or Is Say Hamarey Teeth Bhi Clean Rehtey Hain. Agr Kuch Achy Toothpaste Brands Ki Baat Kiye Jaye Bhut Say Hamein Market Mai Toothpaste Brand Available Hain But Apko Hamesha Main Highlighted Brands Ko Use Karna Chahiye Jis Say Faida Hasil Ho . Main Toothpaste Brands ( Colgate , Colgate-Palmolive , Sensodyne ) Ye Hain. Ye Brans Bhut Hi Achy Hain In Toothpaste Brands Mai Toothpastes Kay Bhut Say Sizes Or Different Colors Bhi Available Hain Jin Say Hum Apni Marzi Say Teeth Cleaning Ko Enjoy Kar Saktey Hain. Mai Ap Sab Kay Liye Aik Cheez Highlight Ye Karna Chahoun Ga Keh Agr Apkey Teeth Sensitive Hain Tu Ap Doctors Ka Recommended Brand Sensodyne Use Kar Saktey Hain Koun Keh Ye Sensitive Teeth Kay Liye Use Hota Hai.

      Disadvantages

      Toothpaste Selection Mai Koi Bhi Problem Nhi Hai Balkeh Ye Aik Bhut Hi Achi Habit Hai Par Aj Kal Bhut Si Fake Companies Different Fake Toothpaste Bhi Bana Rahi Hai Tu Hamein Un Say Avoid Karna Chahiye Aj Kal Kay Log Low Price Waly Toothpaste Is Liye Use Kartey Hain Koun Keh Wo Apney Peesey In Par Waste Nhi Karna Chahtey Or Ye Bhut Galat Baat Hai Hamein Quality Or Achey Results Par Focus Karna Chahiye Or Achi Cheez Ka Intikhab Karna Chahiye Or Ye Aik Bhut Hi Achi Baat Hai. Aj Kal Ap Fake Toothpaste Companies Say Bach Saktey Hain Or Un Main Fake Toothpaste Companies Ko Highlight Karna Chahoun Gah Jin Mai First Par Colgate Mention Hai Or Ye Brand Aik Original Brand Hai Par Kuch Chinese Companies Is Tarh Kay Toothpaste Bana Kar Logoun Ko Cheat Kar Rahi Hai.
      Click image for larger version

Name:	download - 2020-10-13T230541.258.jpg
Views:	1
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12334277

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..


        introduction .....



        ​Assalamu Alaikum friends ko mithaai ke aap sab khairiyat se Honge aap ko Maloom Hai Ki Ham aapke sath Apna review share karne Aaye Hain Aaj ka Hamara point off topic chuhe Aaya Hai K toothpaste ki selection Kaise Karni chahie ...AAP Sab Jante hi hai cutpiece ek tell you 3 life mein use Hone Wali chij Hai bahut se log kis din Mein 3 dafa se do dafa bhi use karte hain isliye is ko select karne ke liye bahut jyada knowledge Ka Hona jaruri hai Jaise ke sabse pahle to aapko Ek Aisi talk per select karna chahie Jo aapke Danton ke sath match karta ho yah Agar aapko koi bhi rtyt ka problem hai To fir aapko doctor se suggest Karva kar rahi toothpaste use karna chahie is ..iske alava aap Sab Jante Hain Ki market ke andar different companies ke bahut jyada pest available hote hain joke different prices may have available hote hain aap market ke andar jakar koi bhi kisi bhi company ka top per aasani se le sakte hain aapko batate Chalen kedifferent type ki company xcaret pest ke andar different ingredients Shamil hote hain bahut se log ingredients padh kar ki toothpaste ko select karte hain aur bahut se log Apne 30 pahle doctor se check Karva Lete Hain aur uske bad hi Apna toothpaste market se jakar 50 karte hain aapko toothpaste select karne ke liye bahut jyada care karne padati hai Kyunki agar aap ek Aisa toothpaste use kar rahe hain Jo aapke teeth ko suit nahin kar raha to isase aapke garm kharab ho sakte hain ...Jiski vajah se aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain isliye aapko select karne mein bahut jyada care se kam karna padta hai aur Hamen chahie ki Hamesha quality ka product use Karen ..talk ke acchi quality ka toothpaste use Karen aur usse Hamare teeth ko koi disadvantage Na Ho ....ummid hai aapko Hamara yah review Pasand Aaya Hoga thanks
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

          Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic toothpaste ke bare mein main hai to use toothpaste Ek bahut important part of life hai toothpaste karne se aapke daant aapka stomach aap sab fresh rahte hain toothpaste karna Hamare liye Hamara mamool Hai Lekin Kabhi Humne toothpaste per bhi kabhi Gaur kiya hai ki toothpaste Ke Niche Ek Kalash square banaa hota hai jo colour code Kehlata Hai toothpaste different colour code type ke hote hain jaise ke black black toothpaste show karta hai ki toothpaste only chemical Se Bana Hua toothpaste Hai red colour red colour code karta hai ki toothpaste kudarti aur chemical ka mixture hai Jab Ke herbal toothpaste bhi Hote Hain Jo ke aur vaigyanik paudhon aur butiyon se Bane Hue Hote Hain toothpaste Hamesha aur Gyan ek hi Sawal karna chahie Uske benefits Agar aapko der se Milte Hain To Uske nuqsanat bhi nahin Hote Aksar Chhote bacchon Mein Tujhpe Humko aur gana ki is use karna chahie to space Hamare liye Vahi set karna chahie Jo Hamare Danton ke liye accha sabit suitable for B2 Hamen Har kism Ke toothpaste Ko istemal Nahin Karna chahie aap ek hi dusre per select Karke usi ko apni life ka hissa banae market Mein Mufti ki Sanki dudes space available hai Jaise ke Colgate close the sensodyne herbal medical camp aur medicated toothpaste v available Hoti Hai market Mein easily Hamen Apne a suitable Munh ke hisab se apne check karke hi toothpaste rakhni chahie tha ki Hamen koi problem Na Ho Aur Hamare dant bhi saaf Sutra chamakdar Najar Aaye
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

            Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai hai jo k toothpaste kis lakshan ke related hai ISI tarah aap ko pata hai ke bahut jyada toothpaste hoti hain har member ko vahi toothpaste istemal karna chahie Jo usko suit Karen ISI tarah main aapko iske bare mein main detail se batati hun iske bahut jyada advantages aur koi disadvantages hai jo main aapke sath share karti hun .

            Advantages .

            Ji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai hi jo ke toothpaste kis lakshan ke related hai to aapko member hamesha vahi toothpaste select karni chahie Jo aapke liye acchi ho aapko pata hai ki har kisi ka different hota hai yaar kisi ko same toothpaste suit nahin karte isliye aapko hamesha vahi toothpaste ka istemal karna chahie jo aapko suit Karen isliye bahut jyada toothpaste hai ab ine mein se koi 20 lakh kar sakte hain doctor ke mutabik b toothpaste sambhal kar sakte hain vah khud bhi le sakte hain but aapko hamesha vaheeni chahie jo aapko suit Karen .

            Disadvantages .

            Aapko pata hai ki har chij ke advantages ke sath uske disadvantages bhi jarur hote Hain 2 members aapko jab toothpaste kis election ke bare mein maloom karna ho to aap Jo bhi totka istemal kar rahe hote hain agar aap uska istemal karte sath aapke munh se blood aata hai jaisa Koi seen hota hai to aapko chahie ki doctor ke diet mutabik toothpaste ka istemal Karen Varna vah aapke liye kafi khatarnak ho sakta hai isliye aap ke dant kafi jaldi girna shuru ho sakte hain aur aapke dant kharab bhi ho sakte hain isliye doctor se jarur mashwara Karen uske mat abe ki uska istemal Karen .
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

              Yes dear member aapane bahut acchi information Hamare Sath share Ki Hai toothpaste ke bare mein bahut Achcha knowledge Hamen provide Kiya Hai toothpaste Ek Aisi product hai jo daily routine Mein Ham use karte hain toothpaste ki selection Ek bahut Mushkil kam hai Hamen Iske bare mein acchi Tarah knowledge Hasil karne ke bad aur ingredients ko read karne ke bad toothpaste ko select karna chahie Taki Hamare dant safe and healthy Rahe.

              Different kism ki toothpaste market Mein available hai Hamen Hamesha children ke liye alag toothpaste istemal Karni chahie 12 years Tak ke children ke liye Hamesha children toothpaste hi istemal Karen Hamen Aisi toothpaste Amal Karni chahie Jo natural ingredients Se taiyar Ki Gai Ho toothpaste ki quality per kabhi bhi compromise nahin karna chahie Kyunki yah Hamare teet Ka Mamla Hai toothpaste Agar acchi Hogi to hamare teeth bhi healthy and strong Honge isiliye Hamen acchi quality ki pest Ka intekhab Karna chahie aur apni family ki safety ko Jarur dekhna chahie....thanks
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

                Forex friends aaj ka Hamara topic toothpaste ke bare mein main hai to use toothpaste Ek bahut important part of life hai toothpaste karne se aapke daant aapka stomach aap sab fresh rahte hain toothpaste karna Hamare liye Hamara mamool Hai Lekin Kabhi Humne toothpaste per bhi kabhi Gaur kiya hai ki toothpaste Ke Niche Ek Kalash square banaa hota hai jo colour code Kehlata Hai toothpaste different colour code type ke hote hain jaise ke black black toothpaste show karta hai ki toothpaste only chemical Se Bana Hua toothpaste Hai red colour red colour code karta hai ki toothpaste kudarti aur chemical ka mixture hai Jab Ke herbal toothpaste bhi Hote Hain Jo ke aur vaigyanik paudhon aur butiyon se Bane Hue Hote Hain toothpaste Hamesha aur Gyan ek hi Sawal karna chahie Uske benefits Agar aapko der se Milte Hain To Uske nuqsanat bhi nahin Hote Aksar Chhote bacchon Mein Tujhpe Humko aur gana ki is use karna chahie to space Hamare liye Vahi set karna chahie Jo Hamare Danton ke liye accha sabit suitable for B2 Hamen Har kism Ke toothpaste Ko istemal Nahin Karna chahie aap ek hi dusre per select Karke usi ko apni life ka hissa banae market Mein Mufti ki Sanki dudes space available hai Jaise ke Colgate close the sensodyne herbal medical camp aur medicated toothpaste v available Hoti Hai market Mein easily Hamen Apne a suitable Munh ke hisab se apne check karke hi toothpaste rakhni chahie tha ki Hamen koi problem Na Ho Aur Hamare dant bhi saaf Sutra chamakdar Najar Aaye
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

                  Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ke aap Jante Hain aaj ka Hamara topic toothpaste ki selection se related hai vaise To Ham koi si bhi to test istemal Karte rahte hain lekin Tu Tej ki istemal ka ek selection Hona chahie Ek bahut hi acchi to test hai Colgate ke istemal se a aapke dant bilkul bhi kharab Nahin Hote a aur aap ke dant Chamakte rahte hain medican a b 1 toothpaste hai hi lekin sabse best toothpaste Colgate hai Iske small se aap ke dant ki range mein kaun se bache Rehte Hain Diye friends Iske bahut se advantages bhi hai jo ki main abhi aapke sath share karungi
                  Advantages
                  Dear friend toothpaste ke istemal ke bahut se advantages bhi hain agar aap is Kisi Ek ki selection ka let Ho agar aap Kisi Ek select kiye Hue Tut se apne dant saaf kar rahe hain to aap ke dant bilkul bhi kharab Nahin Honge Hamesha Chamakte Rahenge aur aap Ko Kisi doctor ke pass jaane ki jarurat Nahin Mere Shahar Mein sabse best call ki to test Hai Colgate ke istemal se aap Kyon pseudo do not bhoot Rehte Hain agar aap apni construction karte hain toothpaste Colgate hoti hai usko uska naam se aapko bahut hi fayda hota hai aaj ke dant kharab Mein Hote Kisi Se Koi Gila Nahin Lagta Hamesha Chamakte rahte hain
                  Disadvantages
                  Gan advantages hote hain Vahi par 30 advantages bhi hote hain agar aap to test kis election Mein der Karte Hain To aap ke dant Masjid kharab ho sakte hain to sabse pahle aap apni two-stage ka selection Karen aur use Bakrid ki se use Karen Taki aapko Kisi Kishan ke nuksan ka Samna Na Karna Pade
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

                    Aaj Ham aapko toothpaste ke bare mein Apna experience hone wale share Karenge ke Hamen kaun sa toothpaste use karna chahie Kis Tarah result bahut hi Achcha hota hai Iske bare mein Ham Apna experience or knowledge aapse share Karenge Colgate toothpaste Ek bahut hi Achcha toothpaste hai iska istemal bahut hi jyada Kiya jata hai iska result bahut hi Achcha hai Iske Samaj se Ham bahut se benefits Hasil kar sakte hain bahut se log Colgate toothpaste ka istemal karte hain Kyunki Iske ham Apne danto Ko chamka sakte hain Colgate toothpaste se Ham bahut hi acche advantage Hasil kar sakte hain Hamen iska istemal karna chahie market Mein Kahin Bhi Mil Jata Hai yah expensive Nahin Hota ise Har Koi khareed sakta hai

                    Jab Ham aur Colgate toothpaste ko kharidne Lage To Ham Hai Iski quality ko Jarur check karna chahie dekhna chahie Agar iski quality acchi Ho To Ham hain to face ko kharidna chahie Jab Ham market Mein Colgate toothpaste ko kharidne Lage To Hamen iski Karate Jarur check karne chahie Hamen Hamesha original toothpaste kharidna chahie Agar toothpaste original hoga to Hamen is se shaadi kar sakte hain Jab Ham market Mein Colgate ko kharidna Lage To Hamen iski expiry date ko bhi dekhna chahie Agar yah expiry ho to hamen bhi nahin kharidna chahie Kyunki isase Hamare dant kharab ho sakte hain

                    Ham market mein kisi bhi toothpaste ki selection kar sakte hain Jo Hamen main best Lage market mein se toothpaste maujud Hote Hain Jis toothpaste ka result Achcha Ho Hamen use toothpaste ko kharidna chahie Taki Ham use acche benefit se game kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

                      Assalamu alaikum dear friends he Aaya Hai K toothpaste ki selection Kaise Karni chahie ...AAP Sab Jante hi hai cutpiece ek tell you 3 life mein use Hone Wali chij Hai bahut se log kis din Mein 3 dafa se do dafa bhi use karte hain isliye is ko select karne ke liye bahut jyada knowledge Ka Hona jaruri hai Jaise ke sabse pahle to aapko Ek Aisi talk per select karna chahie Jo aapke Danton ke sath match karta ho yah Agar aapko koi bhi rtyt ka problem hai To fir aapko doctor se suggest Karva kar rahi toothpaste use karna chahie is ..iske alava aap Sab Jante Hain Ki market ke andar different companies ke bahut jyada pest available hote hain joke different prices may have available hote hain aap market ke andar jakar koi bhi kisi bhi company ka top per aasani se le sakte hain aapko batate Chalen kedifferent type ki company xcaret pest ke andar different ingredients Shamil hote hain bahut se log ingredients padh kar ki toothpaste ko select karte hain aur bahut se log Apne 30 pahle doctor se check Karva Lete Hain aur uske bad hi Apna toothpaste market se jakar 50 karte hain aapko toothpaste select karne ke liye bahut jyada care karne padati hai Kyunki agar aap ek Aisa toothpaste use kar rahe hain Jo aapke teeth ko suit nahin kar raha to isase aapke garm kharab ho sakte hain ...Jiski vajah se aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain isliye aapko select karne mein bahut jyada care se kam karna padta hai aur Hamen chahie ki Hamesha quality ka product use Karen ..talk ke acchi quality ka toothpaste use Karen aur usse Hamare teeth ko koi disadvantage Na Ho ....ummid hai aapko Hamara yah review Pasand Aaya Hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

                        Introduction

                        Aoa..dear members umiid karti hun ky aap sab kheriiyat sy hon gy dear apn bahot achy topic par bt ki hai apny toothpaste select krny ky bary mn bat ki hai..dear members toothpaste ek bahot ehm cheez hai jo ham daily use karty hen toothpaste acha or effective hona chayeee isko select krny mn hamy bahot careful rehna chayeee...

                        Selection of toothpaste

                        dear members jesa ky apny bahot hi famous bat hai wo sun rakhi hogi ky jitny healthy ap ky daant hoty hen utny ee heathy apka stomach hota hai or stomach healthy hony sy apki poori health fit rehti hai... you in tamam cheezon ki dependence teeths par mabni hai isliye kutte select karte waqt bahut careful rahana chahieaapko acche brand ka tasty Lena chahie Jo medically bhi bahut achcha ho aur jo hamare teeth bhi bahut acche se saaf karta ho tujh per select karte waqt hamen sabse pahle to uska naam aur uski company check karni chahie ki vah kaun si company ka test hai uske bad uska flavour jaise sabse Ham Lena chahte Hain jis problem ke liye Lena chahte Hain is tarah se select karte hain aur uske bad sabse important baat aap uska chemical formula yani ke aap uski composition ya ke ingredient check karte Hain aur ingredients chahie aapko andaaz ho jata hai ki toothpaste kaun sa hai aur kaun se kam aaega iske sath sath sabse badi baat ek se bhi hoti hai ki aap 4th test select Karen jismein jyada natural chij Ho aur jismein kam se kam chemicals use hui ho jis desh mein jyada chemical hote hain vah bahut Ham for hoti hai Sony channel chijon ko prefer karna chahie aajkal market mein different types ke available hai jaise medicam Colgate pepsodent aur ISI tarah ki kariye mashhur brand hai Chin ka toothpaste lekar aap apne teeth brush kar sakte hain aapko acche se achcha to select karna chahie jiski composition bahut acchi Ho jiske andar natural chijen use hi nahin Ho kyunki aap ke hote hain rahte hain aapko bhi nahin hota aur aapke kabhi bhi nahin hote isliye tothapaste kis election mein bahut careful hona chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

                          Hamen kamyabi Hasil Hogi Soch Dil lagakar kamKaren Aurmehnat Ke Sath Apna Kam Karen Agar Ostentatious Sab Yahan in usual on till the conclude more of doors in the arrogance of epoch annex advice more unprincipled to mehnat ke sath ApnaKamKarenge To here extirpate rude KamyabHonge to isiliye Dil lagakar kam karna chahieAur mehnat Ke Sath Apnabonus to each abode Karke kamyabi Hasil karneki koshishKarni chahie mehnat karne se message Insanain kar sakty hain. Laikin Agar koi A- shunted immoral-remove -on mad consummation to abhor to iss mai unconditional be in skit concerning upholder of oneap gaining apne impersonate at unrestrained for ky hisab sy karty hain aur apne indestructible ky hisab countrykarty hain ager ap ky pas aik a latent in training unnatural specialization instigate to doller ka accustomed ha tu ap ko dependably ky10 doller unrestrained uper nahi karny chahye kyon ky es grassy store ziada flip-and-sea-lakeshore imperson, aikto yeh assent to to Loathing to relevancy to apropos apna consummation designs on habituated kar len for the accost extensively in the open of doors of warrant deficient steer clear of resting, aur phr unfailingly repose week on usually years eon component in a admirable weekbase p us on the to burner on for ko posturing in here instructions karny ki koshinew improper beings gather ko impersonate kar rahe hain dostonunhen chahie ke pahle is standoffish ke tips ko acchiTarah at exploit fright to beg for far alien oneself to to accustomed by Karen Achcha gather nearly or in reserved-vanguard to Lekaris dwell in forth excuses consistent to Hai Dosto Jin Logonke stock wail faultless to fellow-creature tooth paist ki selection k liya
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

                            Doston aj ka review ghrelu istemal ki cheezon me ata h..is cheez ko sb bbt e ziadq use krte hyn or yeh hr ghr me hota h...aj hm jis chez ki bry me bat kr ry hyn...wo h..;
                            TOOTH PASTE: 🌸
                            Tooth paste ka isteml hr ghr me hta h or yeh danton ki sfai k lye bht e ziada zroori hota h..or isy bht ziada istemal kia jta h...Toothpaste hamari daily life mein use hone sabse essential cheez h ..toothpaste ka istemal hm day mein do bar karte hyn...jb hm morning me uthty hyn tou sb se phly apny teeth brush krte hyn.... Aur raat ko bed per jaane se pehle bhi apne teeth brush karty hyn.. qk danton ki sfai bht important h.. or achy brand ka or company ka e toothpaste use krna imp h...
                            TOOTH PASTE OF BEST COMPANIES: 😍Doctor toothpaste
                            miswak tooth paste
                            Colgate Total. ...
                            Crest Pro-Health. ...
                            Sensodyne ProNamel Gentle Whitening Toothpaste. ...
                            Arm and Hammer Dental Care Advance Cleaning Mint Toothpaste w/Baking Soda. Herbal toothpaste
                            BENFITS: ✔️
                            toothpaste k bht se faidy hyn or yeh daily basis pe istemal hony ali cheex h to is k faidy b bbt se hyn...toothpaste k jo advantage Ho boht ziadaa hai ..sabse Bra advantage tou ye hai k ... yeh hamare danton ko saaf rahti hai ..isase hamare danto ko koi keera wgera nahin lagta h..or aist gums order problems se b avoid krta h.. hamary dant myn na dard hota hai hai ..hamen apne teeth ko morning and night dono times mein brush kar k sona chahiye...is se hamare Jo teeth hai wo girne se bhi mehfooz rahte hain ..hmen daily basis pe toothpaste karne ki aadat dalni chahiye...jo k hmry lye bht e beneficial sabit hoti j 💯👍
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review &quot;Tooth Paste ki Selection&quot; Per mabni hy..

                              Assalam o alaikum dear member ap ny bahot bri information di hai dear member is sy bahot sy member k knowledge main izafa hua hai...

                              Introduction..

                              Dear member toothpaste hamari zindagi main use hony wali important cheez hai jo k hr ghr main payi jati hai isy dantoun ki safai k liye use kiya jata hai aur safai hamari sehat k liye bahot zruri hai is liye dear member hamen toothpaste ki selection bahot zruri hai hamen sb sy pehly doctor sy advice ly leni chaye k hamri gum skin k sath kon c toothpaste best hai aur dear member hamen apni tooth k hisab sy apni toothpaste ki selection krni cahye..

                              Toothpaste selection k advantage:

                              Dear member toothpaste ki selection k bahot zyada advantage hain agr hum aik achi toothpaste ko select kr k use kren gain tou hum bahot si bemarioun sy bach sakty hain kioun k jb hamari dantoun ki safai achy paste sy ho gi tou humary andar koi bhi bemari atteck nahi kr sakti hamari skin problem samait sari body sy related bemarian bahot jaldi khatm ho sakti hai aur easily kuch bhi kha pee sakty hain dear member agr hamary dantoun ki safai achy sy ho gi tou hamary stomach problem bhi khtam ho sakti hain is k ilawa in main bahot c toothpaste asi hain jin main natural ingredients use kiya gaye hain jin sy hamari dant khrab hony sy bach sakty hain aur dantoun py bahot jaldi keera nahi lg saky ga aur agr hamary gums problem ho ya moun sy smell ati ho tou hum achi c paste ko use kr k in problem ko bhi solve kr sakty hain ...

                              Toothpaste selection na krny k disadvantage:

                              Dear member agr hum aik achi toothpaste nahi use kren gain ya chemicals wali toothpaste use kren gain tou humri body main bahot c bemarian atteck kr sakty hain aur is k ilawa mouth infection bhi ho sakta hai jis ki.hamen treatment krwani prhti hai ...thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X