Windex
Windex Aik American Glass And Hard-Surface Cleaner Brand Hai . Is Brand Ko Yani Windex Ko ( Drackett Company ) Nay 1933 Mai Invent Kiya Tha. Is Brand Nay Jab Ye Windex Glass Cleaner Product Release Kiya Tha Us Waqt Ye Glass Containers Mai Ata Tha Market Mai Par Time Kay Sath Ye Update Ho Kar Plastic Bottles Mai Aney Laga . Drackett Nay Windex Brand ( Bristol-Meyers ) Ko 1965 Mao Sell Kar Diya Tha Or Us Waqt Say Ab Tak Is Company Ka Owner S. C. Johnson Hai .
Advantages
Windex Glass Cleaner Aik Bhut Hi Useful Cleaner Hai Ye Ghar Kay Glass Or Deegar Masnoaat Ki Cleaning Mai Istamal Hota Hai . Is Brand Kay Glass Cleaner Say Hamein Bhut Acha Result Milta Hai Baki Deegar Brands Kay Use Ki Nisbat Koun Keh Ye Best Hai Or Is Mai Achy Ingredients Ka Istamal Kiya Howa Hai Company Nay . Is Cleaner Say Kise Bhi Glass Ko Clean Karney Kay Bad Us Glass Par Hum Streak-Free Shine Deakh Saktey Hain Jis Say Glass Ki Look Or Bhi Zaida Enhance Ho Jati Hai. Is Cleaner Mai Ammoniated Formula Ka Use Kiya Gaya Hai Jis Say Glass Say Easily Dust, Dirt Or Grime Remove Ho Jati Hai Or Glass Clean Or Neat Lagta Hai. Ye Cleaner Bhut Say Colors Mai Available Hai Market Mai Jesy Keh ( Ocean Fresh Blue, Sunshine Lemon Or Citrus Orange ) . Jo Bhi Isey Buy Karney Jaye Ga Usey Ye Easily In Colors Mai Mil Jaye Ga.
Disadvantages
Windex Glass Cleaner Kay Advantages Apni Jagah Sahi Hain But Is Cleaner Kay Istamal Kar Bhi Kuch Nuqsanat Hain Jesy Keh Ye Cleaner Sirf Zaida United States, Canada, Germany, Australia Or Sweden Ki Market Mai Available Hain Is Kay Ilawah Agr Hum Ney Ye Cleaner Use Karna Hai Tu Hamein Import Karna Ho Ga Dosri Country Say . Is Windex Cleaner Ka Price Tag 7 $ Dollar Say Start Ho Kar 10 Dollars Tak Hai Or Ye Pakistan Jes Country Kay Logoun Kay Liye Suitable Nhi Hai Koun Keh Ye Affordable Nhi Hai. Windex Cleaner Mai Kuch Dangerous Chemicals Use Hotey Hain Jo Childs Kay Liye Khatarnak Hai Or Unhein Is Product Ko Use Karney Kay Bad Dry Honey Ka Wait Karein Takewh Nuqsan Na Ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим