Assalam O Alaikum dosto umeed hy sab tek taak hongy.
Acha dosto mera ye review toilet bleach par mabni hy jo har gar main use hota hy, aur har hospital, school college even public aur private places main use hota hy, bleach k istimal sy hamara aik acha image banta hy chahy vo ghar k mehman ho ya public places main ho ya business partners ho. Toilet bleach hum sirf toilet nahi balky kitchen, wash bason, ya aur istarah k cheezoon ke safayee k liye B use karty hain jis sy na sirf jaraseem khatam ho jaaty hain balky iski safayee B achi ho jati hy jis sy har vo cheez jo saaf kiya jaye bilkul naya lagna shuro ho jata hy. Bleach k faidy aur nuqsanat to bujat sary hain lekin chand faidy aur nuqsanat main highlight karny jaa raha hoon, neechain aap dekh sakty hain.
Faidy;
1) Toilet bleach ka faida ye hy kcis sy hum comode chahy vo english ho ya asian, ko saaf kr sakty hain, jo naa sirf naya lavny lagta hy balky bandy ko saaf comode dekh kar ai lsakoon mil jata hy, aksar mehman B jab washroom use karta hy to achy comment pass karty hain.
2) iska doosra faida ye hy k hum is sy wash bason ko B saaf kar skaty hain, buhat asani sy.
3) iska theesra faida ye hy k hum is sy water tank, pipes aur nalky B saaf kar sakty hain asani k sath baghair time aur energy zaya kiye huy.
Nuqsanat:
1) iska sab sy barra nuqsan consumption ka hy for example agar ghar main ye parra ho to aksara iska color Jaam shireen ke tara hota hy to bachy sharbat samaj kar agar pee lain to vo bujat nuqsan kar sakta hy.
2) Iska ye B nuqsan hy k agar ghar main bleach parry ho to mamooli si jagry par iska misuse ho sakta hy, for example aik doosry par bleach penka yaa peena, main sika misal deta hoon Q k main khud hospital main kaam karta hoon to aik dafa aik patient ny garelo jagy ke waja sy bleach pee k khudkushi karny ke koshish ke thi to ye nuqsan B ho sakta hy.
3 ) iska aik nuqsan ye B hy k agar hum is ko ehtiyat k sath istimal nahi karengy to ye hamary skin ko khrab kar sakta hy Q k ye hota hy tezab aur hamara skin nazak hota hy to istimal main sgar hum ehtiyat na karain to skin zakhmi ho sakta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим