Ya review""national ky custerd powder""py mabni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ya review""national ky custerd powder""py mabni ha

    Assalamu Alaikum dear ji han aapane bahut Achcha review share Kiya Hai Hamare sath 800 ki vaise to Tamam chijen bahut hi Jabardast aur acchi quality ki hoti hai lekin Jahan per aapane baat ki National custard ki to vah bhi bahut hi Achcha aur delicious Hota Hai hai National kya custard ko aap aasani se ghar mein ready kar sakte hain ismein bahut se flavours Hai Jin Mein strawberry banana mango aur Vanilla flavour Shamil Hai Tamam flavours ka test bahut hi Achcha hai hi hai aap aasani se ghar mein bahut hi tasty custard ready kar sakte hain yah flavours Hamen market Mein easily available hote hain ine ki price bhi bahut hi reasonable hai jo ki Har Koi aasani se report kar sakta hai National custard ek Mukammal dabba pack Mein available hai iske sath sath sath sach mein bhi available hai agar aapko thoda sa jarurat ho to aap sar se bhi purchase kar sakte hain National ka custard takriban Har Ghar Mein use Kiya jata hai Hai ine ka Apna Hi Ek alag test aur flavour hai.

    Agar Iske disadvantages ki baat ki Jaaye to mujhe iska koi bhi disadvantage Najar Nahin Aata Kyunki yah Ek best packet mein Main food food hai hai jo ki Har Koi ghar mein easily ready kar sakta hai aur yah bahut jaldi Kuchh minutes Mein ready ho jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ya review&quot;&quot;national ky custerd powder&quot;&quot;py mabni ha

      Asalam o alikum dear member

      Introduction..

      Dear member bht acha topic share Kia ha apny national custard powder ka Bary ma yh AK sweet dish ma ajata ha custard kuch logun ko sweets bht zaida pasand hoti hain unka liye yb AK bht e best option ha custard yh AK powder forn ma hota ha jis ko apny doodh ma mila kr agy Milana hota ha yh bht e zaida jaldi Ban jata ha or easily ban jata ha us ki bht zaida log pasand Kary hain.

      Fayde..

      Dear member kuch logun ko sweets bht e zaida pasnd hoti hain wo sweets ma bht zaida chezin khana pasnd karty hain or sweets AK bht e ahm Chez hoti ha kisi b khany ma or national custard ko sweets ma bht zaida istimal Kia jata ha yh easily ban jata ha or bht e theory time ma yh asani ka sath ban jata ha is ma apko is ko doodh ma Mila kr isy hal krna hota ha or pir doodh ma mix krna hota ha or cheni dal kr ap is ko tb tq hikaty rhain is ma chamch jb tq yh ghara na hjye or pir is ko utar lain jb thada hjye tu ap apni pasand or zrort ka mutabiq is ma kuch b fruits ya koi b asi methi chez is ma dal kr is ka zaida bht zaida bhara sakty hain or is Tarah ap is ka upar jelly dal kr isko bht zaida acha decorate Kristy hain ap isko kis v asy event pr bna skty hain kisi b function ya kisi b party pr or yh choty bachon sy lay kr baron taq sb ko pasand hota ha sb is ko easily kha laty hain or is ka sath yh bht e kam time ma ban jata ha easily or ap isko eid pr b bana sakty hain sweet dishes ma iski bht e zaida pasnd Kia jata ha or is ma different qisam ka flavor hoty hain ap apni marzi sy koi b flavor pasand krka khreed sakty hain or is ka sath yh itna expensive ni hota ha ap is ko easily khreed sakty hain..

      Nuqsanat.


      Dear jb ap cutrad bnaty waqt is ko direct is ka powder agr doodh ma dal daty hain tu us waja sy apka Sara custard doodh ma akhta hojata ha or khrab hojata ha or is ka sath apko chye jb b custard bnain thra sa doodh nikal kr us ma powder mix krka tab Dalin otherwise ni tu apka custard khrab hosakta ha

      اب آن لائن

      Working...
      X