ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.
    dear jaisa k aaj kal garmi ka mousam start honay wala hay to zahir c baat hay k pakistan main garmi ka mousam bahut barra hota hay aur apnay sath sath dihatona say lay kar cities tak hamko har tarf is baat ka khatra rehta hay k kahin dangue na ajaye kahin pay bukhaar k virus na ban jayen to agar ham aisi situations say bachnay k liye apnay gharon main bar wakt aik aisa nizaam bana lain jis say ham spray kartay hain to ham apni life ko bhi safe bana saktay hain aur kisi bimari ka bhi hamko kam say kam khatra ho sakta hay,dear ham yeh jantay hain k pehlay pehlay pakistan main aisa nizaam tha jub govermnt garmi k strat main khud spray karawty the laiakin ab wo sab k sab system khatam ho chukkay hain ab hamko apni mada aap he sab kuch karna hay to sath faida bhi is main haammara he hay to ham q na nuksaan say pehlay pehlay khud kuch aisa soch lain ya kar lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

    Ghar me spray karna hamary ley es ley zarori hay key es ki waja se ham bahot si bemariu se bach sakty hey, jes tarha se corona virus ko bahot si countries me serious nahi leya gia es ki waja se esi countries me deaths ki average bahot zeyada ho chuki hey hamy apny ghar me har tarha key spray karny ki zarorat hay jo hamy har tarha key virus se mehfooz kary aur har bemari se be hamari hefazat kary, esy spray tools aur spray product hamy apny ghar me rakny chaye aur zarorat pardny par hamy es ko use karna chaye ye spray tools aur product market se bahot hi kam rate me mil sakty hey aur shop par available be ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

      Assalam o alekum doston virus aur bimariyan to Aati jaati rahti hai Jaisa Ke coronavirus Main hmari Jindagi ko tabah kar diya hai yah bimariyan aur virus Hamare liye khatarnak sabit hote hain aur is Se bachne Ke Liye gharon Mein Sapre karvaye Jaate Hain pahle pahle government bimariyon ke khilaf gharon mein spray karwati thi lekin ab yah Silsila khatm ho chuka hai aur Hamen apni Jaane in Khatarnak bimariyon se bachane ke liye Khud ladna hai aur Hamen Apne gharon Mein spray karvani hai is se Ham Bahut Si bimariyon se Bach sakte hain garmiyon Mein Aksar Dengi, Bukhar vagaira ki bimariyan Aati jaati rahti Hain isliye Garmi Mein Khas Taur per ghar mein spray karvani chahie Shukriya.
      • #4 Collapse

        Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

        Ji han bilkul aapki baat se main bilkul 200% aagrah karta hun Kyunki ab Puri country mein aur Bal ke pure world mein Corona Virus ki vajah se bahut jyada side effect ho rahe hain aur bahut jyada log iski vajah se death Ho Rahi Hai To Mere Khyal Se Sab Logon Ko Milkar is se ladna chahie aur apne gharon Mein Rahana chahie Logon Ko chahie ki vah government Ka Sath De aur Khud bhi karo mere Aur dusron ko bhi karo Mein Rahane ki ki baat Karen Taki Ek logo dusre Logon se log mil jul kam Karen aur is Bimari Ko khatm Kiya Ja sake Kyunki jitne Jyada Ek dusre se distance Honge utna hi Hamare Liye fayda Hai Logon Ko samajhna chahie Ek dusre se nahin Milana chahie tha Aage yah virus transfer Na Ho aur ham Ek dusre Ki Jaan Ka Khyal rakhte hue is Bimari se Ladne Allah Tala Hamen tufeeq ata farmaye
        • #5 Collapse

          Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

          Ji han bhai jaisa ke is binary view Diya hai hi ki hamen bimari ke khilaf karo main spray karna hai ji han bilkul hamen chrome spray karna chahie aur apne hathon koshish karna chahie apne munh dhote hona chahie apni kaun hai Tak apne aur koshish karenge apne aankh naak Kan ko hath mat lagaen jitna ho sake avoid Karen kyunki yah sab na karne se aap karo na se bacha sakte hain aur karo na ek bahut hi khatarnak bimari hai jo kisi ko lag jaaye to vah uske pure khandan ko lekar dubti hai lekin log ko seriously nahin le rahe Ghar se Bahar ja Rahe Hain Meri logon se request hai ok please apne gharon mein rahe aur Bahar Na jaaye kyunki Bahar lock down hai aur log hamare hi fayde ke liye Kiya Gaya hai Taki apne gharon mein Sher aa sake
          • #6 Collapse

            Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

            Bemaari kay khilaaf spray
            Advantages:
            Aajkal ki Jay situation chal rahi hai usmein ghar mein disinfection karvana bahut jaruri hai aur koi bhi Sabir Karva kar aap disinfection Karva sakte hain aur ja sapare aap khud bhi kar sakte hain Magar aap disinfection Jab Bhi Karte Hain To to aapke ghar se jitne bhi Jara scene hote hain vah Kala so Jaate Hain aur aur aapka Ghar pura Ek Bar clean ho jata hai tu aajkal disinfection bahut jyada Jaroori hai
            Disadvantages:
            Agar aap ghar mein sapare Karvate hain aur disinfection Karvate Hain To aapko chahie ke uske sath careful rahe hain aur supre wali chij ko Dhokhe istemal Karen Kyunki isase aapko nuksan bhi ho sakta hai aur aapki health kharab ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

              Hai usmein ghar mein main dish furcation karvana bahut jaruri hai aur koi bhi Sabir Karva kar aap desperation Karva sakte hain aur jo Sapre aap khud bhi kar sakte hain Magar aap Pareshan Jab Bhi Karte Hain To Aap Ke Ghar Se jitni bhi Jara sim Hote Hain vah usse gayab ho Jaate Hain aur aapka Ghar pura Ek Bar Karan ho jata hai tu aajkal disc desiccation bahut jyada jaruri hai agar aap ghar mein Safai Karvate hain aur list pk Sankar Aate Hain To aapko chahie ki uske sath careful rahi hai aur super wali chij ko dekh ko istemal karo Kyunki isase aapko nuksan bhi ho sakta hai aur aapki heart kharabi ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

                HI Dear friends umeed hay kay app sab thak hoon gay ya review ghar say bimari katham ka k khilaf mubni hay sab say phally to ghar ko saf satra rakna chaiay to is ghar main bi bimari khatam hogay hi hay or zaida thar to bimari makhian or mashar say fahal jati hain or in ko khtam krany kay laway ap ko ghar main sapray karna ho ga to is cya ap kay ghar main bimaari kam ho jati hay makhion or mashar ko marny kay lay market main bot say spray pogod hain jan main tiger hay moutian hay or bi boot zaida say market main chall rain hain in main say ap agar koe hak bi kar daty hain or is key jo limet hay is kay bad main ap dobara spray kar daty hain to or ghar ke safi ka khall kar tay hain or motwazan krak khaty hain to app kay ghar main bimari ni ay gi
                • #9 Collapse

                  Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

                  Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Doston jitna hum gher ko saaf suthra rakhte Hain utna Hi bimariyon Se bachte Hain
                  Safai nisf iman hai.Jaisa ki Ham Sab Jante Hain k as a Muslim Ham Sabko sfai ka pura Khyal Rakhna chahie . Ghar mein Hamesha bimariyon ke khilaf spray Karvate Rahana chahie aajkal coronavirus ki vajah se aur bhi Bahut Si bimariyan Jaag Uthi Hai Jiski wajah se Maut bhi ho sakti hai. Aise hi bimariyon se bachne ke liye Hamen gharon Mein bimariyon ke khilaf spray karvani chahie spray karvane se Ham vo Tamam bimariyon se bach sakte hain Jo ka Hamare sehat ke liye Khatarnak hai . doston coronavirus aur Aisi Bahut Si Bimari ke khilaf spray difa deta hai aur Hamen in bimarion se bachata hai isliye istemal Jarur karna chahie. Aajkal to vaise hi Garmi Ka Mausam chal raha hai aur machhar makkhi ki vajah se Bahut Si bimariyan a Jaati Hai Jiski vajah se ghar mein bacche bimar Hote Hain Jis ghar mein bacche Ho use ghar mein to spray karvana chahie ta ki Hamare bacche in bimariyon se bach sake.THANKX
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

                    Dear friends haumay apney Ghar ko germs say mehfuz rakhnay Kay liye different types Kay spray kartay hay takay haum aur hamari family members germs say mehfuz reh sakay haumay hamesha apney Ghar may spray Kay liye bohat effective spray ko istamaal karna chahiye aur ajkal ki jo corona virus ki waja say haumay har wakat khud ko germs say khud ko mehfuz rakhnay Kay liye achay germs killer spray ki bohaut zayada zarorat hoti hay aur ajkal market may bohaut zayada achay aur munasib price may spray dastyaab hay jiss ko haum easily apney gharo may doors pay walls pay aur wash room may easily spray Kar saktay hay kuch spray kitchen Kay liye nai hotay hay Kyu Kay in may kuch asy chemicals hotay hay jiss ki waja say haum inko apney kitchen cabinet may ya kitchen counter pay istamaal nai Kar saktay hay kuch spray sirf wash rooms Kay liye hi hotay hay.

                    ADVANTAGES:

                    Haumay apney gharo may germs killer spray ko istamaal karney ki zarorat parti hay jiss ki waja say haum apney gharo ko harm full becteria aur germs say mehfuz rakh saktay hay ajkal market may aur online bhi appko bohaut zayada achay aur effective spray mil saktay hay koi bhi spray bohaut zayada costly nai hota hay aur haumay market say spray khreadtay howey uss ki precaution Lazmi read Kar Kay Hi uss ko gahar pay istamaal karna chahiye.

                    Disadvantegs:

                    Haum apney gharo ko germs say mehfuz rakhnay Kay liye koi na koi spray kartay hay jiss Kay liye bohat zayada lazmi hota hay Kay app uss pay mojod precaution ko lazmi achi tarha say samjh Kar istamaal karna chahiye Kyu Kay kuch logg wash rooms Kay spray kitchen may bhi spray kar laytay hay Jo Kay bohaut zayada dangerous hota hay iss liye hameshs bohaut Careful hotay hoye spray ka istamaal apney gharo may karna Lazmi hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

                      Dear aapane bahut hi important topic Apne review ke liye select kiya hai no doubt Humko Ghar Mein Kuchh time ki baat Ek Aisa Sapre karna chahie jo ki anti-bacterial Hona chahie Aur usmein ghar mein maujud Tamam virus khatm Ho Jaane chahie face purpose ke liye aapko different important tools per focus karna hota hai Sabse pahle aapko Ek Aise material ki selection Karni hoti hai jo ke different viruses aur bacteria ke liye harmful Ho lekin uske sath aapko yah bhi dekhna chahie ki Jab aap Sapre Karte Hain To usmein aap ko bahut sari prakashan's ka khayal rakhna chahie agar aap in precautions Ka Khyal Nahin Rakhenge to aap kabhi bhi Iske complete benefits aur advantages Hasil nahin kar sakte Kyunki ismein aapko bahut Sare disadvantages bhi ho sakte hain.

                      Jab aap ghar mein Sapre Karte Hain To usmein aapke ghar mein Tamam Aisi chijen Jo aapke istemal Hone Wali Hain unko fully covered Hona chahie just aap ek specific area ko hi target kar sakte hain Jahan per aap different types ke germs aur bacteria found karte hain Usi location per aapane Sapre karna hota hai aur aap ki puri koshish honi chahie ki use area ke alava kisi bhi Jagah use spray ke material Na Jaane per aur Agar Uske is Gate koi aisa material Hai To usko aap pahle cover kar le aur uske bad covered material ko dispose off kar len.

                      Spray karte hue aapko mask Ka istemal Karna hota hai aur uske sath sath Ek special dress jismein aap full covered Ho usko properly istemal karte hue supply Karen spray karne ke bad aap apna complete overall change karne ke liye usko disposes kar sakte hain ya Agar aapane a Koi Aise cloth istemal Kiye Hain Jo aapane Baat mein aur unko istemal karna hai to usko acchi Tarah watch kar len Taake Sapre ka han Kuchh material bhi aapki body Mein Na Jaane Paye agar aisa wale se aap Jyada care Nahin Karenge to aap to bahut Sare disadvantages bhi ho sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye bahut jyada care karne ki jarurat Hoti Hai Kyunki yah Aisi products hoti hai jo aapki life ke liye bhi bahut jyada dangerous ho sakti hain
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

                        Assalamu Alaikum dear friendjaisa ke is binary view Diya hai hi ki hamen bimari ke khilaf karo main spray karna hai ji han bilkul hamen chrome spray karna chahie aur apne hathon koshish karna chahie apne munh dhote hona chahie apni kaun hai Tak apne aur koshish karenge apne aankh naak Kan ko hath mat lagaen jitna ho sake avoid Karen kyunki yah sab na karne se aap karo na se bacha sakte hain aur karo na ek bahut hi khatarnak bimari hai jo kisi ko lag jaaye to vah uske pure khandan ko lekar dubti hai lekin log ko seriously nahin le rahe Ghar se Bahar ja Rahe Hain Meri logon se request hai ok please apne gharon mein rahe aur Bahar Na jaaye kyunki Bahar lock down hai aur log hamare hi fayde ke liye Kiya Gaya hai Taki apne gharon mein Sher aa sakeapney gharo ko germs say mehfuz rakhnay Kay liye koi na koi spray kartay hay jiss Kay liye bohat zayada lazmi hota hay Kay app uss pay mojod precaution ko lazmi achi tarha say samjh Kar istamaal karna chahiye Kyu Kay kuch logg wash rooms Kay spray kitchen may bhi spray kar laytay hay Jo Kay bohaut zayada dangerous hota hay iss liye hameshs bohaut Careful hotay hoye spray ka istamaal apney gharo may karna Lazmi hota hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

                          Ji han bilkul Diya aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath Pakistan Forex varame share kiya hai dear Ham dekhte hain ki aajkal Hamen Hamen Karun Main Har Kasam ke Bimari se bachav ke liye Sapre karna chahie Kyunki Ham dekhte hain ki aajkal bahut jyada different kism Ki Bimari a gai hai Jin ki vajah se bacchon ko specially bahut jyada damage ho sakte hain Agar Ham ismein Kisi bhi aise Sapne ka istemal karte hain jisse Hamen fayda hote hain Kyunki Ham dekhte hain ki aajkal dengue ki vajah se bhi bacche bahut jyada bimar ho rahe hote hain dengue Mein ki vajah se aap Agar Sapne Karvate Hain To aapko iska jyada fayda ho sakta hai aur aap Agar coronavirus Se Bachana Chahte Hain To usse bhi aap Apni Karam Mein Safai Karva sakte hain jisse aapko bahut jyada fayda ho sakta hai Kyunki aajkal Ham dekhte hain ki coronavirus bahut jyada fail chuka hai aur aap Agar ismein apne ghar mein kisi bhi sanitizer spray cast Amal Karte Hain To usse aapko bahut jyada fayda hota hai aur aap Agar ismein Apne gharon mein ghar ke Har Taraf aapki ke bachav ke liye Sapne kar dete hain aur daily basis per aapko Sapre ko khate Rahte Hain To usse aapko bahut fayda hota rahata hai aap Jara sim Se Ban sakte hain Kyunki dear Agar aapke ghar mein koi ek Banda bimar ho jata hai to usse aapke liye bahut jyada pareshani Ban sakti hai use Vaseline bacchon ko uska bahut jyada Bukhar ho sakta hai to aapko in suffering Ka istemal Karna chahie jisse aapke liye bahut jyada safety ho sakti hai aap Mukta bimariyon se bus sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

                            Aj jis bry me review dnga wo ghr me. Bemari k khilaaf spray krne pe mubani h...
                            Bemari k khilaaf spray" 😷

                            Bemarion k khilaf spray krna bht e ziada zroori h or hmri sehat k lye b.
                            Members hmain apny Ghar ko germs sy Mehfooz rakhne K liye different types K spray karte rhen takeh ham aur hamari family members germs say mehfooz reh saken hmen hamesha apny Ghar me spray K liye bohat effective spray ko istemal karna chahiye aur ajkal* jo corona virus ki waja say hamen har wqt khud ko germs sa mehfooz rkhna htan h is k lye ache germs killer spray ki bohat ziada zarorat hoti hai aur ajkal market mein bohat ziada achay aur munasib price may spray available hyn jis ko hum easily apne gharon main doors pay walls pay aur wash room may easily spray Kar saktay hyn...

                            Advantages : ✔️✔️

                            Bemarion k khilaaf spray krany k bht se faidy hyn.. Q k hmry lye sbse ziada zroori. Hmri. Health h... Or us k lye hmen germs se mehfooz rhna chahye tb e hm sehat mnd rhengy... ☑️
                            Hmen apne gharon me germs killer spray ko istamaal karne ki zarorat parti hai jiss ki wajah sy hum apne gharon ko harm full becteria aur germs say mehfooz rakh sakte hyn ajkal market main aur online bhi apko bohat ziada achay aur effective spray mil sakte hain koi bhi spray bohaut ziada costly nai hota hay aur hamen market say spray khreedty huye uss ki precautions Lazmi read Karni chahiye..

                            Disadvantages :* ❌

                            Har cheez or kam. K faidy jahan hote hyn... Wahan in k kuch nuksanat b hote hyn... gharon ko germs sy mehfooz rakhne K liye koi na koi spray karty haaim jiss Kay liye bohat ziada lazmi hota h K ap us pe mojood precautions ko lazmi achi tarah sy samjh Kar istamaal karna chahiye q K kuch log wash rooms Kay spray kitchen may bhi spray kar lete hain Jo K bohaut zayada dangerous hota hay iss liye hamesha bohat Careful hotay huye spray ka istamaal apne gharon me karna Lazmi hota hay... Takeh ap or apki family mehfooz rhy⚠️
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

                              Dear members aaj ka review ghar mein
                              Bimari ke khilaf Sapre karne per mananiy hai Jaisa ke vyavhar Sabko pata hai Garmi Ka Mausam Hai hai aur Garmi mein to ghar mein Har Tarah Ke kide Nikal sakte hain haskar Kacche gharon Mein To bahut hi hi ki nikalte isliye ghar mein Safar karna bahut Jaruri Ban chuka hai agar aap Sapne Nahin Karenge to gandgi se bhi Tarah Tarah Ki bimariyan Ban sakti hai Bimari Kahin Agar aapane koi hal dhundhna hai to ghar mein Sapre karna bahut Jaruri Hoga rojana Subah ke time aap apne ghar mein Bimari ke khilaf Safed Karen jisse aapke ghar mein kisi ki sim ki koi Bimari Nahin Chalegi Bimari ke khilaf sapne karne ke bahut se fayde Hain
                              Fayde
                              Sapre karne ke Mein darja Jal fayde Hain Ghar Mein Main Ek To isase bimariyan khatm Ho Jaati Hain Ghar Mein Kisi Ki Sankar Koi kida makoda Ho To vah Mar jata hai aapke liye Muslim chhipkali Lal bag Mahendra today Bahut Si aisi chij hai jo Sapre karne se aapke ghar mein khatm ho jaayengi Gi ghar mein Safai karne se a Ghar Ki badbu Bhi khatm Ho Jaati Hai
                              Nuksan
                              Ghar Mein Sab Khatam Karte bus bacchon ko bahut Dur rakhen dear members agar aap Sapne Mein bacchon ko Nahin Dur Karenge to to bacche sab ki vajah se per Mar bhi ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X