ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

    ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
    Yeh review Ghar mein bimary k khiaf spray kerny per mabni hai ;

    Dears , Ajj ka hamara review hai Ghar mein bimary k khiaf spray kerna .
    Introduction ;

    Dears , Ghar me spray karna hamary ley es ley zarori hay key es ki waja se ham bahot si bemariu se bach sakty hey, jes tarha se corona virus ko bahot si countries me serious nahi leya gia es ki waja se esi countries me deaths ki average bahot zeyada ho chuki hey hamy apny ghar me har tarha key spray karny ki zarorat hay jo hamy har tarha key virus se mehfooz kary aur har bemari se be hamari hefazat kary, esy spray tools aur spray product hamy apny ghar me rakny chaye aur zarorat pardny par hamy es ko use karna chaye ye spray tools aur product market se bahot hi kam rate me mil sakty hey aur shop par available be ho sakty hey.
    ADVANTAGES:
    Haumay apney gharo may germs killer spray ko istamaal karney ki zarorat parti hay jiss ki waja say haum apney gharo ko harm full becteria aur germs say mehfuz rakh saktay hay ajkal market may aur online bhi appko bohaut zayada achay aur effective spray mil saktay hay koi bhi spray bohaut zayada costly nai hota hay aur haumay market say spray khreadtay howey uss ki precaution Lazmi read Kar Kay Hi uss ko gahar pay istamaal karna chahiye .
    DISADVANTAGES ;
    Haum apney gharo ko germs say mehfuz rakhnay Kay liye koi na koi spray kartay hay jiss Kay liye bohat zayada lazmi hota hay Kay app uss pay mojod precaution ko lazmi achi tarha say samjh Kar istamaal karna chahiye Kyu Kay kuch logg wash rooms Kay spray kitchen may bhi spray kar laytay hay Jo Kay bohaut zayada dangerous hota hay iss liye hameshs bohaut Careful hotay hoye spray ka istamaal apney gharo may karna Lazmi hota hay.


    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

      Bimari kay khilaaf aapnay karna ye hay k everybody.people now very smart,we are also needs help any other.you are lot size and spread money between needs must be so,spread using important to us aur forex trading main spread buyer or seller k darmihyan jo differance hota hai us ko kahty hain ye spread differant brokers k apss differnart hota hai or koch broker aisy b hain jo bina spread k bhi kam karwaty hain so is liye spreed koye specific nahin hotaumain kam karna ho ga ta kay humain maloom ho saky kay trade main kaisay kam ho sakta hay humain achi earning hasil ho gi kay nai ho gi k loss ho ga aur laging spread Spread wo pips hoti hain jo key broker hamien charge kartey hain yeh faida brokers ko hota hai matlab key ap ney jaisey dekha hoga her pair ki bid and ask mie thora sa farq hota hai jaisey key eur/usd pair mien teen pips ka farq hota hai yeh farq spread hota hai aur forex trading main har pair ka differnt spread hota hay jo keh hum keh sakty hay broker ki fes hoti hay aur hum agar theak say market ko samjh kar trade karen gay tabhi esmain achi earning mumkin kar sakty hay Forex trading main ap kay account main har currency pair ki two prices chal rahi hoti hain un mainsay aik price ko buying price kaha jata hay aur dusri ko selling price kaha jata hay lehaza buying aur selling price main jo difference hota hay us ko spread kaha jata hay ye kisi pair main kam hoti hay aur kisi main ziayda hoti hay Forex spread money important to us,because its needs for everybody.people noller k darmihyan jo differance hota hai us ko kahty hain ye spread differant brokers k apss differnart hota hai or koch broker aisy b hain jot ha. Ye use hai kisi commodity ya pair ki pehle ki closing price ko plot karny k lae. Chikou span es lae design kiya giya hai k trader current or prior trend k relationship ko observe kar sakyn. Es k elaway ye reversal trend k bary ma b information deta hai. Jb lagging span market ki price sy above show ho to eska matlab hai k uptrend any wala hai or jb lagging span indicator market
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: ye review ghar main bimari k khilaaf spray karnay pay mabni hay.

        Assalam o alekum doston virus aur bimariyan to Aati jaati rahti hai Jaisa Ke coronavirus Main hmari Jindagi ko tabah kar diya hai yah bimariyan aur virus Hamare liye khatarnak sabit hote hain aur is Se bachne Ke Liye gharon Mein Sapre karvaye Jaate Hain pahle pahle government bimariyon ke khilaf gharon mein spray karwati thi lekin ab yah Silsila khatm ho chuka hai aur Hamen apni Jaane in Khatarnak bimariyon se bachane ke liye Khud ladna hai aur Hamen Apne gharon Mein spray karvani hai is se Ham Bahut Si bimariyon se Bach sakte hain garmiyon Mein Aksar Dengi, Bukhar vagaira ki bimariyan Aati jaati rahti Hain isliye Garmi Mein Khas Taur per ghar mein spray karvani chahie Shukriya.

        اب آن لائن

        Working...
        X