Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...
    Asslam o Alaikum mri umeed hain ap sub dost bilkul khariyt say hogay mahant k sth apna apna work kar rhy hogay aj main ap tamam dosto k sth Gharo mn kapro ki shop pay apna experience share kr rha hn ap dosto ko pata hain kuch din phly corna ki waja say lock down tha jass ki waja say mostly logo ny apny ghro main shops kuly asi tra kapro k shop bhi ghro main kuly gay thy or mostly orty apny ghro main kapro ki shop bina letii hain tu mry khayl say ya bhi best idea or krobar hain orto k lay k wo apny ghr main shop bina leti hain jass main muhly ki orto ko bazr ni jana phrta in ko buht kam price pay mark say zyda acha kapra ghr bethy mil jata hain as pay zyda kurchs ni hota jo shop ka bill karia or any jany k karchy bach jaty hain.......

    ADVANTAGES :::::::::%%%%

    Dosto ghro main kary ko shop lagna buht fiday mind hain ku k wha humy shop ka karia ya shop ko leny k lay passy bach jaty hain jb k un passo say humra krobar increase ho jata hain as lay humy ghro Mai. Ya facilities buht achi lagti hain jo k orty ghr main bethy achy brand k buht kam price main kapry lay letii hain.......

    DISADVANTAGES :::::::%%%%%

    Sisto ghro main kapry ki shop lagna koi buri bat nii lkn yha wo sell ni ho sktii jo shyd market main hiti hain or wha jatna zyda daily base pay ap passy kama skty hain wo ghr Mai ni kama skty asii tra ya shops zyda tar market main achi lagti hain customer zyda tar market jaty hain ku k wha har Qasim ka har mosam ka brand available hota hain asani k sth jab k ghro main atna zyda brand ni hota jo log market jaty hain wo or buht say kam kr lety hain dusra saman wgra chezy lay lety hain jb k ghro main srf kapro k swa kuch ni milta as lay market main ya krobar ghr say zyda best kamyab hain....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

    Waalikum salam g dear member ap ny aj bahot acha topic hum sy discuss kiya ghar main shop banay ka review pais kiya .

    Faidy:

    G han ghr main shop banany k bahot zyada faidy hain agr hamary pas acha experience hai k hum dress shop ko kehsy apny house main set kr sakty hain aur krhsy chala sakty hain aur agr hum city k kisi khas area main rehty hain yahan hamara work acha ready ho sakta hai tou hamen wahan apna work zrur start krna chaye air hamen apni shop py zyada sy zyada achi quality k dress wagaira rakhny chaye aur asy jo new design houn jo sbko pasand ayen aur sb afford bhi kr saken heigh rate wala koi issue na ho ghr main shop banany ka aik bra faida yeh bhi hai k humy kiraya wagaira nahi dena prhta na he subha subha ghr sy niklna prhta hai aur hum ghr main he beht k apna business start kr sakty hain ird gird waly logon k liye bhi asani ho jati hai k unhen agr achanak kahen jana prh jaye tou unhen kahen dour jany ki zarurat bhi nahi prhti wo nazdeek sy apni pasand k dress ly sakti hain jb hum achi quality waly aur latest designe ly k ayrn gain tou log zrur pasand kr k lain gain is trhan sy hum ghr main he behty apny business ko continue rakh sakty hain..

    Nuksan:

    . Ghr main dress shop banany k nuksan yeh hain k agr hum kisi apny city k khas area main nahi rehty tou hamari shop nahi chly gi aur sb sy bra nuksan yeh hai k agr ghr main shop ho tou ird gird waly aur relative udhar bahot krty hain jis sy nuksan hota hai aur wo lamby arsy tk udhar krty hain .aur baz ouqat hamary pas itni information nahi hoti k latest designe kon sa chl raha tou tou is trhan sy bhi shop ka nuksan hai aur yeh bhi nuksan hai jo b latest designe chl raha ho tou usko hum afford nahi kr sakty purany designe koi pasand krta he nahi hai is surat main bhi nuksan hota hai aur zyada tr log markeet main jana pasand krty hain k outing bhi ho jye gi aur shopping bhi ho jye gi isi liye wo ghroun main ana pasand nahi krty aur iska jo aik aur bra nuksan hai wo yeh hai k markeet main ja k login ko new brands ka pata chalta hai bahot c shop py ja k jb k ghr main aik he shop hony ki waja sy sahi trhan sy samaj naji paty k new brands kya hai aur ghr main shop hony ki waja ka aik yeh bhi nuksan hai k log ghr main kisi ko dress na pasand ayen tou wo wapis kr dety hain jb k markeet main wapis nahi krty ghr main shop ho tou log bahiot zyada behc bhi krty hain k markeet main is dress ka yeh rate chal raha hai jb k ap k pas kafi mehnga hai .
    • #3 Collapse

      Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

      Asalamolaikum. Aap ne bht acha review paish kia hai. Ajkal bhut se log gharon mein boutiques chla rhay hain aur woh kapry ki khareedari kar lety hain ikathi aur phr gharon mein inki sellong kargy rehty hain aur gharon mein rehty huay achy khasy profits ky sath logon ko selking kar rhay hain aur aony ghar chala rhy hain. Ghron mein kapron ky karobar ky bary mein kuhc reviews yeh hain.

      Advantages :

      Ghron mein boutique waghera ka kam karny se yeh faida hota hai ky jo khwateen bahr kaam nahin kar sktin aur aony ghar ky maali halat ko dekhty hue koi kam karna chhati hain to woh thori si investment kar ky bazar se ya kisi company se direct kapron ki kharedari kar skti hain.​Aur woh in ko apna munafa laga kar achy rates par sell kr skti hain.​In ky pas bhut se khwateen aa kar kapry khrid skti hain.

      Yeh karobar gaon mein rehty huey bhut achy treqy se aur bary paimany par bhi kia ja skta hai. Kyn ky gaon mein bazar nahin hoty aur unhain kapron ki khridari ky liye bazar ana parta hai. Aur shheron me ana parta hai. Kuch gaon ki aurtyn shehron mein any aur bazar jany se katraati hain. Esi khwateen gharon mein ja kar asani se aurton se kapry le skti hain.​Islye​ gaon mein yeh karobar achy treqy se chal skta hai.
      Isky ilawa mardon ky kapry bhi gaon mein rkhy ja skty hain. Aur ghron mein inki achi selling ki ja skti hai. Kyn k gaon ky log apni kheti bari aur janwaron ky sath busy hty hain aur unhain sheher any ky liye ek din zaya krna parta hai. Woh gaon ky ghr se hi kapry khrid skty hain.

      Disadvantages :

      Agar aap shehron mein ghr reh kar yeh karobar karty hain to aapko bhut kam customers milty hain kyn ky yhan ky log bhut variety mein chezyn dekhty rehty hain to yeh markets se zeada tar kharidari krty hain. Aur shehron mein agar aap yeh karobar karty hain to aapko bht kam customers milyn gy aur aapky kapry pary rhayn gy. Aur leny waly bht kam log hongy.​To apky liye yeh karobar zeada munafy bakhsh nahin hoga.​
      • #4 Collapse

        Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

        Ghar me agar ham cloth shop bana len to es ka advantage hamy ye hasil ho ga key ham kesi ko shop ka rent nahi dety es key sath hamy ye be faida hota hay key ham apni marzi se hi shop open aur close kar sakty hey, cloth shop agar market me ho to es ka be advantage hota hay key customers bahot zeyada aty hey magar ghar me be cloth ki shop ho to es ka be benefit bahot zeyada hamy ho sakta hay, agar villages me cloths ki shops ka jaiza leya jaye to bahot se afraad ne ghar me hi mini cloth shop banai hoti hay aur bahot se customers en key pass es waja se aty hey key zeyada tar women market key ley kesi cloth shop par nahi ja sakti hey jo women bahot zeyada parda karti hey en ki koshish hi yahi hoti hay key wo ghar me bani gai kesi cloth shop ka hi visit kary aur apni pasand ka key cloths khareed ka wapis ghar ajaye esi women ki kami hamary countries me nahi hay, agar ham free hey aur hamary pass etni investment available nahi key ham cloth ki shop market me kesi achi jaga par bana len to hamy apny ghar me hi esi cloth shop banany ki koshish karni chaye es me etni zeyada investment ki zarorat nahi pardti hay, ghar me banai gai cloth shop hamesha kamyab hoti hay es ki waja ye hay key agar cloths sale na be hon to ye next session me zaror sale ho sakty hey aur hamy shop key rent ki pareshani be nahi hoti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

          *Introduction:*yh topic ghron mn mojood kpron ki shops p mabni hy. is mn aj hm yh dekhen gy k agar hm apny ghr mn koe kapry ki shop open kr lety hn to
          uska kya faida hoga r kya nuksan hongy us ky. q k is k bht s faidy bhi hn r nuksan bhi bht hn is leay hmen iska knowledge hona zarori hy ta k
          hm without knowledge apna loss na krwa den. is leay hmen is bary mn Ilam hona cheay ta k hm ksi b tra k kapry ki shop open krna chaty hn
          to hmen iska proper pta bhi hona cheay h. is k kuch faidy hn Jo hm ab review kr ln gy.. *faidy:*ghr mn kapry ki dukan bnany k bht s faidy hn Jo k hm idr discuss kr lety hn. hm ghr mn rhty hoy agr dukan bna len gy to uska sb s bra faida
          yh hoga k hm ghr rht hoy bht zyada profit kama skty hn. hm ksi b market s apni pasand ka saman la skty hn.. is ka faida yh hota h k ap according
          to trend saman le k aaty hn thora sa r woh timely apka sale bhi ho jata hy ap ka
          saman bacha nh h r na hi out of trend hota hy q k ap limited saman le k aaty hn. is tra ap bazar k achi price p kapry le k aa ka achy profit k
          sath sale bhi kr skty hn. is ka sab s bra faida yh b hota h k ap Apn ghr ya maholy k qareeb woh orten Jo baraz nh jati un k leay asani ka sabab
          bnty hn r woh ba asaani apko apni munh mangi price de deti hn.. ghr mn kpron ki dukan ka sb s zyda faida hota hi un orton ko h Jo bazar nh ja
          skti ya unko ghr s allow nh hota to unhen is tra kpry leny mn bht asani hoti hy. *Nuksaan:*jesy k ap uper dekh skty hn k ghron mn kapry ki dukan hony k kitny faidy hn but un sab k sath sath is k bht s nukan bhi hn Jo janna bht zarori h.
          jesa k agr ap ksi gaon, village mn rhty hn to udr k log apko apki demand p price nh dety jis ki wja s mostly apko nuksan bhi hi jata hy.
          r apni dukan ki goodwill k leay ap unhen inkaar bhi nh kr paty.. yh ak bht bra nuksan hy. is k ilawa jb ap apny ghr mn saman le k aaty hn to kuch log ap s
          saman is leay nh lety k ap sahd in s zyada pesy ln gy. kuch login ko lgta hy k ghr ki dukan zyada mehngi hoti h.. is k ilawa agr apki dukan ksi City mn h to us mn
          apko bht ki low profit hoga q k log city mn Rht hoy shopping k leay ksi bri shop ko hi prefer krty hn. is leay woh kbi b ksi ghr ki dukan s shopping nh krty q k woh sochty
          hn k hmen shopping mall s bht c quality ka kapra Mill skta hy is leay woh shopping mall ko ahmiyat dety hn.
          • #6 Collapse

            Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

            ASLAM O ALAIKUM DEARS \;
            Yeh review Gharon mein Kapron ki shop pay mabni hai ;

            Dears , Ajj ka hamara review hai Gharon mein Kapron ki shop .
            Introduction ;

            kuch din phly corna ki waja say lock down tha jass ki waja say mostly logo ny apny ghro main shops kuly asi tra kapro k shop bhi ghro main kuly gay thy or mostly orty apny ghro main kapro ki shop bina letii hain tu mry khayl say ya bhi best idea or krobar hain orto k lay k wo apny ghr main shop bina leti hain jass main muhly ki orto ko bazr ni jana phrta in ko buht kam price pay mark say zyda acha kapra ghr bethy mil jata hain as pay zyda kurchs ni hota jo shop ka bill karia or any jany k karchy bach jaty hain .
            Ghar me agar ham cloth shop bana len to es ka advantage hamy ye hasil ho ga key ham kesi ko shop ka rent nahi dety es key sath hamy ye be faida hota hay key ham apni marzi se hi shop open aur close kar sakty hey, cloth shop agar market me ho to es ka be advantage hota hay key customers bahot zeyada aty hey magar ghar me be cloth ki shop ho to es ka be benefit bahot zeyada hamy ho sakta hay, agar villages me cloths ki shops ka jaiza leya jaye to bahot se afraad ne ghar me hi mini cloth shop banai hoti hay aur bahot se customers en key pass es waja se aty hey key zeyada tar women market key ley kesi cloth shop par nahi ja sakti hey jo women bahot zeyada parda karti hey en ki koshish hi yahi hoti hay key wo ghar me bani gai kesi cloth shop ka hi visit kary aur apni pasand ka key cloths khareed ka wapis ghar ajaye esi women ki kami hamary countries me nahi hay, agar ham free hey aur hamary pass etni investment available nahi key ham cloth ki shop market me kesi achi jaga par bana len to hamy apny ghar me hi esi cloth shop banany ki koshish karni chaye es me etni zeyada investment ki zarorat nahi pardti hay, ghar me banai gai cloth shop hamesha kamyab hoti hay es ki waja ye hay key agar cloths sale na be hon to ye next session me zaror sale ho sakty hey aur hamy shop key rent ki pareshani be nahi hoti hay.
            ​ADVANTAGES ;

            Gee han ghr main shop banany k bahot zyada faidy hain agr hamary pas acha experience hai k hum dress shop ko kehsy apny house main set kr sakty hain aur krhsy chala sakty hain aur agr hum city k kisi khas area main rehty hain yahan hamara work acha ready ho sakta hai tou hamen wahan apna work zrur start krna chaye air hamen apni shop py zyada sy zyada achi quality k dress wagaira rakhny chaye aur asy jo new design houn jo sbko pasand ayen aur sb afford bhi kr saken heigh rate wala koi issue na ho ghr main shop banany ka aik bra faida yeh bhi hai k humy kiraya wagaira nahi dena prhta na he subha subha ghr sy niklna prhta hai aur hum ghr main he beht k apna business start kr sakty hain ird gird waly logon k liye bhi asani ho jati hai k unhen agr achanak kahen jana prh jaye tou unhen kahen dour jany ki zarurat bhi nahi prhti wo nazdeek sy apni pasand k dress ly sakti hain jb hum achi quality waly aur latest designe ly k ayrn gain tou log zrur pasand kr k lain gain is trhan sy hum ghr main he behty apny business ko continue rakh sakty hain..
            DISADVANTAGES ;
            Ghar main dress shop banany k nuksan yeh hain k agr hum kisi apny city k khas area main nahi rehty tou hamari shop nahi chly gi aur sb sy bra nuksan yeh hai k agr ghr main shop ho tou ird gird waly aur relative udhar bahot krty hain jis sy nuksan hota hai aur wo lamby arsy tk udhar krty hain .aur baz ouqat hamary pas itni information nahi hoti k latest designe kon sa chl raha tou tou is trhan sy bhi shop ka nuksan hai aur yeh bhi nuksan hai jo b latest designe chl raha ho tou usko hum afford nahi kr sakty purany designe koi pasand krta he nahi hai is surat main bhi nuksan hota hai aur zyada tr log markeet main jana pasand krty hain k outing bhi ho jye gi aur shopping bhi ho jye gi isi liye wo ghroun main ana pasand nahi krty aur iska jo aik aur bra nuksan hai wo yeh hai k markeet main ja k login ko new brands ka pata chalta hai bahot c shop py ja k jb k ghr main aik he shop hony ki waja sy sahi trhan sy samaj naji paty k new brands kya hai aur ghr main shop hony ki waja ka aik yeh bhi nuksan hai k log ghr main kisi ko dress na pasand ayen tou wo wapis kr dety hain jb k markeet main wapis nahi krty ghr main shop ho tou log bahiot zyada behc bhi krty hain k markeet main is dress ka yeh rate chal raha hai jb k ap k pas kafi mehnga hai .
            • #7 Collapse

              Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

              Hello doston ... mera aj ka review bht e ziada informative h business or kaam k hawaly se...yeh review ghr me kpron ki dukan bnany pe mubani h... 👍👗Ajkal bohat se log gharon main boutiques chla rhy hain aur wo kapron ki khareedari kar lete hainl ikathi or phr gharon mein inki selling wgera krte hain aur gharon mein rehty huye achy khasy profits ky sath logon ko sale kar rhay hain aur apne ghar chala rhy hain... ghr me kpron ki dukan bnany k bht se faidy hyn.. or nuksan b...is bry me apka janna bht ziada zroori h...
              FAIDY: 👍
              kpron ki shop bnany k faidy aj me apse share krnga k agr ap apne ghr me kpron ki shop bnayen tou apko is se kia faidy hasil honge...Doston kpry kj shop laagana bohatt fiday mand h.. q k wahan humy shop ka karYa den prta h...or aghr me agr bnai jye tou ya shop ko bna k paissy bach jaty hain jb k un paison say hamra krobar increase ho jata h...is lye humen ghron Main yeha facilities boht achi lagti hain jo k aurten ghr main bethy achy brand k bohat e kam price main kapry le letii hain..... aisy hmra faixa hota h sale hoti h or aurton bachon k lye asaani b...ghe me aaa k araam se shopping kf skti hyn...
              NUKSAN:👎
              Agar aap city me reh kar yeh karobar karte hain to aapko bohat kam customers milte hain q k yahan k log boht variety mein chezain dekhte rehte hain to yeh markets se ziada tar kharidari krty hain. Aur shehron mein agar aap yeh karobar karte hain to aapko bht kam customers milen gy aur aapky kapry waste hngy or out of season b...Aur leny waly bht kam log honge Tou ap ky liye yeh karobar ziada munafy bakhsh nahi hoga...
              • #8 Collapse

                Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

                Walekum assalam dear member ji han aapane bahut Achcha topic Hamare Sath discuss Kiya Hai hi ghar mein kapdon ki shop ke bare mein Iske bahut se fayde Hain.

                Faiday:

                Dear members ghar mein clothes Shop ke bahut se fayde Hain Jaisa ke AAP Sab Jante Hain ke coronavirus ki vajah se Tamam market aur Mall band ho gaye the lockdown ki vajah Se Koi shop bhi open Nahin thi the ine Dinon mein Main salesman Sneh a kapdon ki Tamam variety Apne gharon Mein Rakh Li aur sales ki ISI Tarah Logon Ne ghar mein shops Banakar Apne kaam ko continue Rakha ghar mein Shop ke bahut se fayde Hain aapko Kahin jaane ki jarurat Nahin Hoti aap iske sath sath Karke dusre kam bhi kar sakte hain.

                Bahut Si ladies ne gharon me clothes shops khol rakhi hen jisse vah bahut acchi income Hasil kar rahi hai ladies iske sath sath Apne dusre kam bhi easily kar sakti hain yah Ghar Baithe Ek bahut Achcha business hai jisse Ham acchi earning Hasil Karte Hain gharon mein ladiss easily designs like karke purchase kar sakte hain ismein bahut acchi income Hasil hoti hai aur iska Ek bahut bada fayda yah bhi hai ki aap shops ke rent se bach jaty hen .

                Nuksan:

                Jaisa ke AAP Sab Jante Hain Ki Har chij ke fayde ke sath sath nuksan bhi hote hain agar aap big cities mein rahte hain to vahan per log gharon se chij hai versus Nahin karte Bal ke Hua market ja kar Jyada variety dekhne ke bad chijen purchase karna like karte hain ghar mein business Is Tarah Nahin failta Jis Tarah market Mein business popular Hota Hai gharon Mein business ka bahut Thode Logon Ko Pata Hota Hai Jab ke maarpeet mein agar Ham shop open Karte Hain To bahut se Logon Ko Uske bare mein information hoti hai aur Pata Hota Hai thanks.
                • #9 Collapse

                  Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

                  Dear members Ek bahut Achcha topic hai ghar mein kapdon ka kam karne ka jo auratain bahir nai ja sakti kuch personal problems ki waja say woh apnay ghar main baith kr aram say kaam kr sakti hain koi rent nai ,koi electricity bill nai.
                  ap ghar mai,neighbours main,relatives k saat online pics share kr saktay hain yeh aik boht tareeka hai earning ka.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

                    Assalamu alaikum dear friends Ghar me agar ham cloth shop bana len to es ka advantage hamy ye hasil ho ga key ham kesi ko shop ka rent nahi dety es key sath hamy ye be faida hota hay key ham apni marzi se hi shop open aur close kar sakty hey, cloth shop agar market me ho to es ka be advantage hota hay key customers bahot zeyada aty hey magar ghar me be cloth ki shop ho to es ka be benefit bahot zeyada hamy ho sakta hay, agar villages me cloths ki shops ka jaiza leya jaye to bahot se afraad ne ghar me hi mini cloth shop banai hoti hay aur bahot se customers en key pass es waja se aty hey key zeyada tar women market key ley kesi cloth shop par nahi ja sakti hey jo women bahot zeyada parda karti hey en ki koshish hi yahi hoti hay key wo ghar me bani gai kesi cloth shop ka hi visit kary aur apni pasand ka key cloths khareed ka wapis ghar ajaye esi women ki kami hamary countries me nahi hay, agar ham free hey aur hamary pass etni investment available nahi key ham cloth ki shop market me kesi achi jaga par bana len to hamy apny ghar me hi esi cloth shop banany ki koshish karni chaye es me etni zeyada investment ki zarorat nahi pardti hay, ghar me banai gai cloth shop hamesha kamyab hoti hay es ki waja ye hay key agar cloths sale na be hon to ye next session me zaror sale ho sakty hey aur hamy shop key rent ki pareshani be nahi hoti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

                      Ghar me agar ham cloth shop bana len to es ka advantage hamy ye hasil ho ga key ham kesi ko shop ka rent nahi dety es key sath hamy ye be faida hota hay key ham apni marzi se hi shop open aur close kar sakty hey, cloth shop agar market me ho to es ka be advantage hota hay key customers bahot zeyada aty hey magar ghar me be cloth ki shop ho to es ka be benefit bahot zeyada hamy ho sakta hay, agar villages me cloths ki shops ka jaiza leya jaye to bahot se afraad ne ghar me hi mini cloth shop banai hoti hay aur bahot se customers en key pass es waja se aty hey key zeyada tar women market key ley kesi cloth shop par nahi ja sakti hey jo women bahot zeyada parda karti hey en ki koshish hi yahi hoti hay key wo ghar me bani gai kesi cloth shop ka hi visit kary aur apni pasand ka key cloths khareed ka wapis ghar ajaye esi women ki kami hamary countries me nahi hay, agar ham free hey aur hamary pass etni investment available nahi key ham cloth ki shop market me kesi achi jaga par bana len to hamy apny ghar me hi esi cloth shop banany ki koshish karni chaye es me etni zeyada investment ki zarorat nahi pardti hay, ghar me banai gai cloth shop hamesha kamyab hoti hay es ki waja ye hay key agar cloths sale na be hon to ye next session me zaror sale ho sakty hey aur hamy shop key rent ki pareshani be nahi hoti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

                        Assalamu alaikum my dear all Forex Mein Maharaj kar bhi ghar mein kaproo ki shop per hai gharon mein inki sellong kargy rehty hain aur gharon mein rehty huay achy khasy profits ky sath logon ko selking kar rhay hain aur aony ghar chala rhy hain. Ghron mein kapron ky karobar ky bary mein kuhc reviews yeh hain Ghron mein boutique waghera ka kam karny se yeh faida hota hai ky jo khwateen bahr kaam nahin kar sktin aur aony ghar ky maali halat ko dekhty hue koi kam karna chhati hain to woh thori si investment kar ky bazar se ya kisi company se direct kapron ki kharedari kar skti hain.​Aur woh in ko apna munafa laga kar achy rates par sell kr skti hain.​In ky pas bhut se khwateen aa kar kapry khrid skti hain Yeh karobar gaon mein rehty huey bhut achy treqy se aur bary paimany par bhi kia ja skta hai. Kyn ky gaon mein bazar nahin hoty aur unhain kapron ki khridari ky liye bazar ana parta hai. Aur shheron me ana parta hai. Kuch gaon ki aurtyn shehron mein any aur bazar jany se katraati hain. Esi khwateen gharon mein ja kar asani se aurton se kapry le skti hain.​Islye​ gaon mein yeh karobar achy treqy se chal skta hai Isky ilawa mardon ky kapry bhi gaon mein rkhy ja skty hain. Aur ghron mein inki achi selling ki ja skti hai. Kyn k gaon ky log apni kheti bari aur janwaron ky sath busy hty hain aur unhain sheher any ky liye ek din zaya krna parta hai. Woh gaon ky ghr se hi kapry khrid skty hain Agar aap shehron mein ghr reh kar yeh karobar karty hain to aapko bhut kam customers milty hain kyn ky yhan ky log bhut variety mein chezyn dekhty rehty hain to yeh markets se zeada tar kharidari krty hain. Aur shehron mein agar aap yeh karobar karty hain to aapko bht kam customers milyn gy aur aapky kapry pary rhayn gy. Aur leny waly bht kam log hongy.​To apky liye yeh karobar zeada munafy bakhsh nahin hhog
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

                          Dear aapane bahut hi important points related Apna review Hamare Sath share kiya hai no doubt Jab Ham Apne Ghar Mein Ek Aisi shop open kar lete hain jismein Ham different members ko offer kar rahe hote hain specially Apne neighbours ko Ham yah facility provide kar rahe hote hain ki vah aapke ghar se Aakar different kapde purchase kar sakte hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain sabse main advantage of hi mil raha hota hai ki aapko shop current Nahin Dena Hota aur aap without any expenses apne ghar mein ya kam complete kar sakte hain iske sath aapko ji advantage mil raha hota hai ki aapke jitni bhi customer hote hain unko aap Jante hain aur Agar Aisi situation Mein an customer ko credit provide karna Pade to aap easily on per trust kar sakte hain.

                          Dear sometime market me Jana bahut difficult ho sakta hai aur Aisi situation Mein maximum customer aapse different coloured thing variety purchase kar sakte hain dear Agar aapke pass unique variety available Hogi to aap apne ghar mein Heera kar bahut acchi earning Hasil kar sakte hain aur maximum profit Hasil kar sakte hain no doubt Jab aap colour think ki purchasing se related apni learning complete Karte Hain To usmein aur shop per bahut jyada kam hota hai Jiske pass exclusive variety available hoti hai agar aap apne ghar mein bhi acchi variety Lekar Aate Hain To usmein aap se maximum customer purchase Karenge aur ismein aap apni shop ko Rang karne ke sath sath other activities bhi Jari Rakh sakte hain.

                          Faidy :

                          Dear jab aap apne ghar mein clothing shop open Karte Hain To ismein aapke liye sabse main advantages hota hai ki sometime agar aap available Nahin bhi Hote To aapka koi bhi family member delete kar sakta hai aur uske sath sath aapke jitne bhi customer hote hain vah aapse closely attach hote hain aur unko bahut jyada advantages Mil Rahe Hote Hain.

                          Nuqsan :

                          Dear sometime Jab aap ghar mein sharpen Karte Hain To ismein aapki sale bahut kam hoti hai aur specially aapko credit bahut jyada Dena Hota Hai Jiski basis per aapka business bahut jyada negatively affect ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

                            Assalamu alaikum dear members..
                            review ke liye Jo aapane topic select Kiya vah bahut jyada informative hai aur iske review mein jo aapane information Diya vah bhi bahut jyada informative the..

                            Jo apne advice di hai ghar per kapdon ki shop open karne per vah bahut jyada acchi hai kyunki Koi bhi agar chahta hai ki vah koi bhi chhota sa business start Kare to vah apne Ghar se Hi start kar sakta hai aur apni earning ko increase kar sakta hai ..specially jo ladiss hai vah Ghar baithe apna business ko run kar sakti hain .. kapdon ke Jo shop se vah ek achcha business hai..Ghar per shop jo hai banane ke bahut jyada kyunki is ek tu Jo hamari neighbour hote hain unko bahut jyada facility mil jaati hai ki vah ghar ke pass hi achcha kapda jo hai vah purchase kar sakte hain.. dusre agar kuchh aisi situation Ho jaaye jaise kuchh time pahle lockdown ho gaya tha to har taraf market close thi to is tarah bhi agar Ghar mein Kuch is tarah ki shops open Ho to Ham easily jo hai wo shopping kar sakte hain..

                            Ghar per kapdon ki shop open karne ke bahut jyada advantage hai aur kuchh disadvantage bhi hai aaj main aapke sath is advantage or disadvantage donon share karungi gi..

                            Advantage:

                            Ghar per kapdon ki jo shop hai open karne ke bahut jyada advantage hai..

                            sabse bade advantage to hai ki Ham apne Ghar per baith ke bahut acche earning kar sakte hain..

                            especially jo ladiss hoti hai agar vah chahti hai ki kabhi Koi aisa business Karen jisse unko ghar mein hi acchi earning Ho jaaye tu is tarah vah kapdon ki jo shop hai open karke apne business ko run kar sakti hai aur apni income ko increase kar sakti hain..

                            Ghar per kapde ki shop open karne ke ik advantages ke hamen market se kapda jo hai vah sasta Mil jata hai aur ham reasonable profit ke sath ghar mein isko sale karte hain isase hamen acche Jo profit hote hain vah Mil jata hai..

                            Disadvantage:

                            Sometime Ghar per customer hone ki vajah se Ghar ki Jo routine Hoti hai vah kharab ho jaati hai aur jo ladiss kam kar rahi hoti hai vah apne ghar ko proper time nahin de party e iski vajah se dismanagament Ho jaati hai..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya Review Ghar Main Kapro Ki Shop Pay Mabni Hain...

                              Salam aapane Hamare sath bahut Achcha review share kia h jo k ghr mn kpro ki shop p manni hai ..is k bhut sary faidy hyn..

                              Faidy ..

                              jck main aapse Kuchh share karna chahungi ghar mein Main kapdon ki shop Jani ke bhautik s apkoksi dukaan botuiqò ki zrurt ni hoti r na apko kiraya dyna prhta hai
                              Ap ghr mn easily buy and sell kr skty hyn
                              Yahan log kisi b wkt aa k shopping kr skty hyn
                              Ap chahyn tw sirf ladies k liye r chahyn tw sirf gents boutique bana skty hyn

                              nuqsan

                              Ghr ka mahol pur skoon ni rehta
                              Logo ka rush lga rehta hai
                              Aksar ap ko trends ka nahi pta hotaa r ap market s peechy reh jaty hyn
                              Aksar log ap s udhaar Krny ajty jyn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X