Assalamu Alaikum friends aj me ap ke sath jo review share ker raha hon wo aik historical place "Katas Raj Mandar " ke bary me hai .
INTRODUCTION:
Kalar kahar or choha sedan shah ke darmian me yeh aik tareekhi jagah hai kalar kahar se 3 ghanty ka rasta hai yeh Hindos ka aik qadeem tareen mandar hai . Katas Raj ki umar arhai sal se 3 thousand years or kai jagah per 5 thousand years likhi gai hai yeh Hindos ka second muqadas maqam hai .is ka zikar bahut si books me bhi mojod hai .
Faiday :
Katas Raj vah makam hai Jahan mazi me janoobi Asia ki aik university hua kerti thi .yahan per bahut zyda rush hota hai bahut se tourist yahan per aty hen is qila ko dekhny k leay different universites ke students yahan apna thisis complete kerny ke leay aty hen yeh aik bahut acha historical place hai students ko yahan bahut zyda information milti hai .
Nauksanat :
Jis Tarah Har chij Ke Yad jagake fayde ke sath sath nuksan bhi hote hain ISI Tarah Katas Raj janay wala rasta bahut zyda kharab hai bahut ihtiat se jana chiay second wahan per hume apny sath khany peeny ka saman zaroor ly ker jana chiay q k is jagha canteens waghera ki facility nhi hai .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим