Assalam Walekumfriends aj me ap ke sath Faisal Mosque ke bare me apna review share ker rhi hon .
INTRODUCTION:
Aaj Ham Aisi Masjid ke bare mein janenge Jo duniya ki behtarin masjidon mein shumar hoti hai .Faisal mosque joke Islamabad mein Vakya margalla Hills ke kareeb Vakya hai is ki tameer 1976 me start hue Faisal masjid ki tameer me total 120 million dollar ki lagat ai . jis ka sara kharcha saudi Arab ke shahzada Faisal ne bardashat kia isi wajah se is misjid ka name in ke name se rakha gia FIsal masjid ke behtreen design ke leay aalmi muqabla ka bhi ihtemam kia gia .
Advantages :
Faisal masjid me pehli namaz 18 june 1988 ko parhi gii aik andazay ke mutabiq masjid ke ander hall me 10,000 namazi namaz ada ker sakty hen . Is masjid ke 4 minar hen ,yeh masjid Islamabad ki khubsarti ko char chand lga dety hai .Namazion ki gunjaish ke mutabiq ye masjid Almi rank me 4th nmber per hai masjid ka area bahut wasee hai atmosphere bahut zabadast hai .
Disadvantage :
Faisalmosque bahut achi mosque hai or is k koi bhi disadvantage nhi han thanks .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим