FAIDAY
,dear agar aap main say kisi ko ittefaq ho k wo headbaloki jo phoolnagar [bhai pheru] k nazdeek hay wahan say river ravi main say kaafi sari canals nikalty hain wahan k manzar bahut he dilkash hain wahan say hamko ravi ki fresh fish bhi milty hain jinka apna he maza hay aur agar ham sath he daikhain to aik safari park hay jis main bahut saray janglaat ko unhone artifishal tareekay say moderate kia huva hay aur us k andar zoo bhi banaya gaya hay jo k apna aik bahut dilfraib manzar paish karta hay is liye hamko aisi sair gah main zarur aik baar jana chaye aur apni life say lutaf andoz hona chaye.
NUKSANAAT,
dear jahan is jagha k itnay faiday hain wahin say hamko aik baat k dar ka bhi sath sath khayal rakhna must hay k wahn say river ravi say takreeban 3say 4 canals nikalty hain aur aik dar wala manzar paish karty hain jis say kabhi bhi kisi hissay ko nuksaan ho sakta hay is liye hamko pull k zaida kareeb baith kar nai daikhna chaye aisa na ho k ham kisi maslay ka shikaar ban jayen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим