Yh review Shades (Sunglasses) pe mabni h....
Introduction:
Shades yani k sunglasses jisko beshumar namun se jana jata h.... Iske bht se dusre naam bh hain jin se log inko bulate hain... Apko iske naam se hi pta chal gya hoga k sun glasses... Wo glasses hoti hain jo apki eyes ko sooraj ki roshni or khatarnak rays se bachati h... Sooraj ki shuayen itni tez hoti hain k sometimes apki ankhun main pren to apki ankhun ko damage kr skte hain or usko weak kr skte hain... Agr apki nzr weak h or ap dusri glasses wear krte hain or uski wjh se sunglasses ni wear kr skte to ap apni sunglasses ko bh apki nzr k mutabiq lens lga skte hain takay apki eyes sooraj se bh bach sken or apki nzr ko bh msla na ho... Aj main apse sunglasses k kuch naam or best sunglasses brands uske faide or nuksanat se mutarif krwaoun gi....
Other names of Sunglasses:
1. Shades
2. Sunnies
3. In early ages it was known as Sun cheaters.
4. Sun spectacles.
5. Sun specs.
6. Glares.
7. Glecks.
Yh iske kuch naam mene apse share kiye hain jin se inko mukhtalif jgh mukhtalif namun se jana jata h..... Ab main apse kuch famous or best brands share krn gi jahan se apko bht achi or reliable glasses mil jayen gi...
Best brands for sunglasses:
1. Ray ban.
2. Burberry.
3. Michael Kors.
4. Maui Jim.
5. Oakley.
Yh kuch famous brands hain jahan se apko best or ache glasses mil jayen gen... Ab main apko Shades k kuch faide or nuksanat se mutarif karwaoun gi...
Advantages:
Sunglasses apko sooraj ki roshni se apki eyes ko protect krte hain... Sooraj ki kuch rays aesi hoti hain ko apki skin or eyes dono k liye bht nuksan de hoti hain.... Agr ap sunglasses wear krte hain to unke glass aese material se bne hote hain jo apki eyes ko full protection dete hain.... Agr apki nzr kamzor h to ap apni nzr k according bh apni glasses bnwa skte hain takay apko nzr ki wjh se bh problem na ho and apki eyes bh sunrays ki wjh se damage na houn.... Sunglasses apki eyes ko protect krne k sth sth apko look ko bh graceful bnate hain.... Or yh fashion k lehaz se bh bht ache lgte hain or phme huye bht stylish lgte hain....
Disadvantages:
Iske disadvantages yh hain k aik brand k sunglasses hi best hote hain or wo bht expensive hote hain... Or bht pesay bh lg jate haim... Agr ap saste wale sun glasses buy krte hain to wo apki eyes ko protect ni krte kiunke unke glass ka material acha ni hota to wo ap fashion k tor pe to phn lete hain mgr apki eyes damage hone ka khadsha hota h.... Or aik saste glasses toot bh bht jldi jate hain... Or brand k glasses kafi mehnge hote hain.... Or apko inka bht dehan rkhna prta h... Inko box maim daal k bht dehan se rkhna prta h takay in pe scratches na pren nhi to apke pesay waste hojate hain....

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим