Assalam u alaikum. Ummid karta Hun tamam forex members khairiyat se honge. Aj ka hamara topic Hair straightener hy. Hair straightener ziadatarr sari girls he use kar rahi hain apni daily life mein. Hair straightener ka basic function hairs ko straight karna hy. Hair straightener pe temperature thermostat ya options hote hain jo ke hairs ke accordingly set Kiya Jata hy. Hair straightener ke Bohat sare advantages Hain.
Advantages.
Fashion and Styling ke is daur mein her girl ki wish hoti Hy ke wo apne baal ache tarha banaye aur trend ko follow kare. Iske ilawa wo girls jinke hairs straight nhi hotey ya curly hote hain wo hair straightener ko use kar ke apne hairs straight karti Hain. School and college jane wali students, office work ladies and girls ke sath sath gharelo khawateen aur larkiyan bhi hair straightener use karti Hain. Hair straightener use karne ka sab se bara faeda hy ke hairs ke curls khatam ho jate Hain, hairs straight ho jate Hain aur hair ki shine double ho jati hy, hair straightener ko use kar ke different style ke hairs banaye jate Hain aur phir hairs ko different shapes di jati Hain aur hairs ko shape up Kiya Jata hy. Hair straightener ek electronic product Hy jo ke electricity ke through connect ki jati hy aur hairs ko press Kiya Jata hy kuch log use hair iron bhi kehte hai . Market mein different companies ke different style and design mein hair straightener available hain , China ke usually hair straightener use kiye hate hai. Unki price bhi company and brand ke hisab se different hoti hy. Achi company ke branded hair straightener kaafi expensive hotay hain jabke local market ke hair straightener itne costly nahi hotay.
Disadvantages.
Hair straightener ke disadvantage ki baat ki Jaye tu ye electricity ke through connect hota hy agar ap ne kisi function ya occasion mein Jana Hy aur ap ne apne hairs ko straight karna hy tu electricity ka hona lazmi hy agar us time loadshedding ho tu ap isse use nahi kar sakte, dusra disadvantage ye Hy ke ye repair nahi ho sakta agar kharab ho Jaye tu phir new purchase Karna parhta hai. Hair straightener ka temperature agar high set Kiya ho tu is se Apke hairs burn hone ka khatra hota hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим