Ye Review Best Crimper pe Mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Best Crimper pe Mabni hai
    crimpers ajkal k fashion k lehaz se ek bht achi cheez h...😍👍 or crimper se jo hairstyle ap dete hyn balon ko unko crimping kaha jata h or is k ilawa inhen crinckels or deep waves b bola jata h...

    Click image for larger version

Name:	IMG-20201112-WA0022.jpg
Views:	1
Size:	82.9 کلوبائٹ
ID:	12470291
    BEST CRIMPERS IN PAKISTAN WITH PRICE: ✔️

    • Shinon Hair Crimper Sh-8739. Rs. 2,399.
    • SD Pro Crimper Corrugated wave Iron hair styling tool. Rs. 3,200.
    • Mini Electronic Hair Crimper Curling Iron. Rs. 450.
    • Professional Hair Crimper And Waver With Adjustable Temperature Heat Protective Glove. Rs. 4,000.
    • Professional Hair Crimping Iron. Rs. 2,510.


    ADVANTAGES OF CRIMPERS: 😍

    Hair crimpers k bht se faidy hyn...or yeh bht ziada use kia ja ra h...sbse main faida isla yeh h k isko use krna bht ziada asaan hta h... or isy use krne se ap k balon ka volume bht ziada brh jata h...or hair crimpers balon k design bnany k kaaam ata h..or ajkal bridal hairstyles me crimpers ko bht ziada use kia jara h...👍
    yeh un logo k lye bht best h jin logo k baal bht thin hon....unpe hair crimp suit krta b q k iski madad se ap k balon ka volume bht ziada hjta h or bal thick thick nxr atu hyn...
    hair crimpers se ap k face ko ek new si look milti h jo k bht achi lgti h....ap Dusron ko b different nszr aty hyn or khudko b...yeh ek useful product h...💯


    DISADVANTAGES: ⚠️

    yeh to ap sb jaante k crimper me heat hoti h... jis se ap k baal crimp hote hy ... or wo heat ap k balon ko damage b krti h.. roz roz is k istemal se ap k baal bht e rough or damage ho jate hyn...or unki asli shine or smoothness ek daam khtm hojati h... or baal damage hjty.. Dusra nuksaan iska yeh h k.. Is me electricity ka use hta h.. yani yeh bijli se chlta h.. q k ek electronic product h.. tou is se bijli bht consume hoti h...waste of electricity h ... ❗
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Best Crimper pe Mabni hai

    Ye Review "Hair Crimper" par mabni h

    Assalam O Alaikum...!!!


    introduction :


    Hair Crimper ik electonic device h magar isko khoobsurti ko chaar chaand lgaane keliye istemaal kiya jaata h. Ye plastic k banney hote hain. Inke andar ik heating road hota h jo k baaloun ko crimp ya curl keliye istemaal hoti h. Aur Crimper k istemaal se baaloun ko aesi shkl dena Crimping kehlaata h. Inke inside jaws m design bna hota h jiski wjah se baal crimp hote hain. Aur ye latest technologies hain isliye easy to use b hain.

    Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	1
Size:	33.1 کلوبائٹ
ID:	12337860

    Advantages :


    Hair crimper baaloun ki khoobsurti ko chaar chaand lga deta h . Iske aur b bht se fawayid hain . Agr aap beautician hain aap apna beauty parlour chlaati hain tou ye apke profit aur fame dono m izaafa kr skta h. Aur ghanney thick baaloun keliye bht acha h . Ye bht zyaada expensive b nhi hote. Innhe koi b afford kr skta h. Aur ye plastic design k bne hote hain aur fully covered hote hain. Jiski wjah se ye safe & easy to use hote hain. Inko istemaal krne keliye kisi rocket science ki zaroorat nhi hoti.



    Disadvantages :



    Ye ik behtreen cheez h magar iske kjh nuqsaanat b hain. Ye aapke baaloun ko heat se crimp krte hain aur aapke hair weak hain agr tou ye ap keliye achi cheez nhi. Iski heat aur pressing ki wjah se baal damage aur pattley ho jaate hain aur phir girney lgte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Best Crimper pe Mabni hai

      Assalsm o alaikum dear member ap ny bahot acha topic discuss kiya hai hamary sath bahot informative topic hai...

      Introduction:

      Dear member hair crimper beauty product hai yah ladiss ke product hai jo k electricity ke sath use ki Jaati Hai Isko hairstyling ke liye use Kiya jata hai yes technical time ki new invented hi hi yeh Ladies ke liye bahut badi facility hai yah bahut famous product hai joki jyadatar salon main use Hone Wali Hai...

      Advantage:

      Dear member hair crimper ke bahut jyada advantage hai dear member Hamen pahle hair styling ke liye bahut jyada time lagta tha hair ko setup karne ke liye especially Agar emergency function attend karna Pad Jaaye to bahut jyada time lagta tha hair crimper ki madad se a Hamesha ko electricity ke sath connect Karke apni hair styling kar sakte hain iska Sabse Bada fayda Hi Hai ki Bahut Si ladiss apne ghar mein hi internet through hair crimper ki madad se a apni hair styling Karke Khubsurat najara sakti hai unhen Kahin Salon Mein Nahin Jana Padta Kyunki Salon mein Hair styling ke paise Ada Karne padte hain toys ke through ladies Apne hair ko Khubsurat banaa sakte hain yah market mein different price different companies ke available hai Bahut Si ladies Jin ke pass time nahin Hota vah usko bye Karke apni wish Puri kar sakti hai aur Kahin Bhi emergency function main a ja sakte dear member ine ko use karne ke liye aapko sabse pahle Apne hair ko acchi Tarah shampoo Karke aur apne hair ko dry Karke Yeh crimper ko use Karen Taki Hamare hair per Inka Koi side effect na Pade Is Tarah use karne se Hamare hair mein Aur Bhi khubsurti Aaegi aur Hamari hair styling bahut acchi Hogi...

      Disadvantage:

      Dear member hair crimper ke advantage ke sath disadvantage bhi Paye Jaate Hain dear member Kyon Ke yah Ek electronic product hai To electricity hone ke hi Surat mein Main Hamesha use kar sakte hain Iske alava Agar Hamen original hair crimper chahie to to vah Kafi expensive Hota Hai jo Har Koi afford nahin kar sakta aur dear member agr hum isy wet hair py use kren gain tou yeh bahot jald khrab ho sakta hai phir yeh thek bhi nahi ho sakta hai is k ilawa current lagny ka bhi khtra hota hai jis sy jani nuksan bhi ho sakta hai aur dear member kioun k yeh electronic product hai tou is ki lyer hamry hair ko kafi had tak damage kr sakti hain...thanks

      اب آن لائن

      Working...
      X