Re: Ye review "hand bag" pr mabni h
Assalamu Alaikum dear Forex main aaj apko handbag k mutaliq chand malomat faraham kron ga.Hand bag
Ajkal zrorat sa zyada fashion ka roop ikhthar kar chukka hai.Hand bags k ay roz
New designs aatay rehtay hain.Bazars sa le kar online websites tak har jagha yh
Ba_asani mil jatay hain.Chlien dosto ab hand bag k ADVANTAGE aur DISADVANTAGE
ka zikar kartay hain.
ADVANTAGES:
Handbag ka sab sa bara istemal yh hai k aap apni zrorat ki chezien is main rakh sakti hain.
Handbag aurto k lye is lye bhi zrori hai k woh apni zrorat ki chezien kapron mai nhi rakh sakti.
Ku k un k kapron main pocket ka rawaj bhuthi kam hai.Is k ilawa ap acha sa hand bag khared
Sakti hain jo k apki charm main izafa kre ga.
DISADVANTAGES:
Hand bag ka srf aik hi nuksan hai ar woh yh hai k yh chori hone ya snatch hone ka dar rehta hai.
Bare shehron main jesa k karachi Lahore wgera main ap ko snatching kakhatra zyada hoga.
Is k ilawa ku k yh hath mai uthai jane wali cheez hai ,ap isay kahi rakh k bhol b saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим