INTRODUCTION :
asslamu alikm azeez doto jaisa k ap janty hn
aam khawat h "sar chupany klye chat ki zarorat hoti h" aj mera review makanat ki tameer per mubni h jab tak jism m saan baaki h tab tak hamen zindgi guzaarny klye jeeny klye jeeny ka zreya chye hota h hamen hifazat sy rehny klye mkanat ki ashad zrorat hoti h amarton ki constuction hr mulk m har dor m bht laaazim hn log rehishon klye apni ista at k mutabik makanaaat tameer karwaaty hn u mkanat mason( مستری) tyar krtyhn sab sy phly enjeneers log amarat bnwany klye sb sy phly naqshy bnwaaaty hn aur un nakshon py amal peraaa hoky ani mazi k mutabik costruction karwa laiy hn costrution klye mukhtlif material decide karty hn ui amaret aam housses sy lay k bary project jaisa k grid station .powerplant dames hospetls colleges uoniveristies aurmukhtlif dipartmint bnany klye costrution bht zarori hn kun inky baghair ksi b plan py kaaam karna bht mushkill hota h
construction m m istamal hony wali chezon m cement ,bijri,reet,chikni maati ,wagaira istmaaal hoty hn bary bary power aants wgaira klye bary taajir log project py theeka laty hn aur tameraat klye civil enjneers aur mason aur kam m mharat rakhny waly kaarigr work karty hn .
ADVENTAGES:
amaron ki constrution m bht sy adventages han dafatir m log baith k hifaazat sy kaam kary hn inthae keemti record mehfooz reh jaaty hn industryan jahan zarorat zindgi ki mukhtlif assya bnti hn who amarton m hi saranjaaam dye jaty hn bijli pida karny klye bary bary dames bnye jaty hn ui b amarton ka hi advetages h isky ilawa hmara rehn sehn m hifaazti hsaar k tor py faida dey hn ham har mosam m makono k anadar mehfoz rehty hn ghar m hamari zindgyan hifaaazat m hoti hn.
DISADVANTAGES :
construction m disadventages b bht hn jaisa keh earth quack زلزلہsy amarton ko bht nuksaan phnchta h amarten gir k tbaaah ho jaten hn andr jo kuch b hota h malba ban jata h 2005 m any waly zalzly ny bht tbaaahi machaaa k rakhee logg inhe amaarton k bojh m dab k haaak ho gye
aaj kal amarton m istimaaal hony wala material nakis kisam ka h jiss sy heat effect sy amarton m draren paer jati hn aur girny ka khdsha rehta h
amarton py lagny waly material inthai keemti rates py milty hn aur awaam ko ruswaa hona parta h

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим