Aj ka review Wrist watch pe mabni h... ⌚😍
Introduction🤔😋 jese k ap sb jante hain k time yani k waqt hmare liye kitna important h.... Or har cheez waqt pe hona bh bht zaroori h... Waqt ki pabandi krna bht hi zaroori h or iske liye watch ka hona bht hi zaroori h.... Takay hm har waqt time dkh sken pabandi k sth apne tamaam kaam kr sken or har kaam waqt pe kr sken... Iske liye watch ka hona bht hi zaroori h... Purane waqtun main jb watch nhi hotin thin to logon ko time ka pta lgane main bht mushkil hoti thi... Log un dinun namaz or azanun ka waqt pta krne k liye sooraj ko dekhte the or us se andaza lgate the... Lkn jb se duniya main watch ayi to yh sb masle bht asan hogye or logon ne is se bht faida uthaya... Watch aik aesi cheez h jis se bgehr zindgi tasawur krna bht namumkin hogya h.... Watch k bgehr zindgi ka nizaam. Darham barham hoskta h... Or koi bh kaam waqt pe ni hoskta jis se bht si routines khrb hoskti hain....Watches ki 27 types hoti jo aj main apko btaoun gi lkn jin maim se aj hm. Jisko discuss kren gen wo wrist watch hogi....
Types of watches:Analog watches Digital watches Tactile watchesWrist watches Touchscreen watches Smart watchesCasual watches Dress watches Fashion watches Quartz watches Kinetic watches Chronometer watches Solar powered watches Lithium-Ion watches Chronograph watches GMT watches Calendar and moonphase watches Dive watches Pilot watches Field watches Tool watchesAnd many moreApko andaza ho hi gya hoga k watches kitne types ki hoti hain har maqsad loye different watch..... Aik wrist watch k bht se faide hote hain
History of wrist watch: Duniya main sb se phli wrist watch Patek Philippe ne ne 1868 maim ijaad ki...
Advantages Ap isko apni kalai main bandh skte hain or kisi bh waqt time dkh k proper kaam jld az jald time k mutabiq pura kr skte hain yh apko punctual bnati h... Or apki personality ko. Enhance krti h... Yh bht hi ziada convenient h iska bht ziada wazan nhi hota or ap aram se isko kahin bh carry kr skte hain or nazam o zabt or waqt ki pabandi ka muzahira kr skte hain... Aik watch phnne se or time dekhne se ap distract nhi hote blkh apme maqsad ko uad rkhte hain or time dkh k sth sth ki apne tmam kaam khtm krlete hain... Yh apka style bh build krti h or apko confident bnati hain...
Disadvantages: Iskay nuksanaat nhi hote iska aik nuksaan bs yehi hota h k agr iske cells weak hojayen to yh baaz okat ruk jati hain beech maim hi ya time agay peechay hojata h or apko ghtl time shoe krti h jis ki wjh se ap apne kuch kaam late krdete hain or waqt pe nhi kr skte...aur aksr kuch kamon mai ye tang krti hain kpray ka koi kam ya shoper type tou atakati hai kaan ko aur ye hoti b nazuk hai jaldi totne ka khtra b hota hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим