DHL ( Dalsey Hillblom and Lynn ) International GmbH Ek German Courier, Parcel Or Express Mail Service Hai Jo German Logistics Company Deutsche Post DHL Ki Ek Division Hai. Company Har Saal 1.3 Billion Parcel Faraham Karti Hai. Ye Company 1969 Mai Rayasatahi Mutahida Mai Qaim Howi Thi Or Is Nay 1970 Ki Dahayi Kay Akhir Tak Pori Duniyah Mai Apni Khidmat Ko Wast Di. 1979 Mai DHL Air Cargo Kay Naam Say Ye Company 2 Island 3 Or 4 DC – 6 AeroPlane Ko Istamal Kartey Howey Ek Bain Jazeerey Wali Cargo Service Kay Sath Hawai Jahazoun Kay Sath Jazeeroun Mai Dakhil Howi . Dalsey and Hillblom Nay Zati Tor Par Rozanah Kamoun Ki Jab Tak Is Kay Akhri bankruptcy Nay 1983 Mai Darwazey Band Kar Diye Thy . Urooj Par DHL Air Cargo Nay Sirf 100 Say Zaida Karkanan , NazamoNast Or Pilots Ko Mulazmat Par Rakha Tha.
DHL Company Ki Type Ya Kism “ Dvision Hai.
DHL Compoany Ki Industry “ Express Logistics “ Par Mubni Hai.
DHL Company Kay Prodecessor “ Airborne Express “ Waley Hain.
DHL Company Ko Daryaft Kiya Gaya San Francisco, CA 1969 Mai Or Isey Abhi Tak 51 Years Ho Gaye Hain.
Is Company Kay Daryaftkar Bhut Say Thy Koun Keh Ye Planning Kay Sath Open Ki Gayi Thi “
Adrian Dalsey
Larry Hillblom
Robert Lynn “
Is Company Kay AsaL Or Main Dafatar “ Bonn, Germany “ Mai Hain.
Is Company Kay Malik Hain Abhi Ken Allen Jo Keh Chairman Hain Is Company Key.
Is Company Ki Website Hai : www.dhl.com/en.html
Is Company Mai Kaam Karney Waloun Ki Tadad Takreeban 380,000 Hai.
Advantages :
Is Company Kay Bhut Sy Faidy Hain Jesy Keh Ye Company Takreeban 220 Mumalik M ai Barey Peemaneh Par Bain Al Aqwamki Mojodgi Hai Is Company Ki Jis Ki Wajah Say Is Ki Service Bhut Achi Hai.Iska Ek Or Faida Ye Hai Keh Ye Aiur Cargo Delivery Services Provide Karti hai Jis Ka Har Koi Faidah Utha Sakta Hai Agr Us Nay Koi Bhi Cheez Beghwani Hai Ya Mangwani Hai Tu Or Iskey Sath Sath Cargo Services Sea Kay Zariye bhi Hain Cargo Ships Kay Zariye Whan Say Bhi ye Bagh Saktey Hain.Iska Ye Faidah Hai Keh Iski Delivery Door To Door Hoti Hai Hamein Kise Bhi Kism Ki Pareshani Nhi Hoti Phir. Or IsmaiKoi bhi Pickup Ya Wasoli Ki Fees Nhi Hoti Or Ismai Hum Internationally Desk Par Apney Parcels Ko Dekah Saktey Hain.
Disadvantages :
DHL Service Kay Nuqsan Bhut Makhsoos Hotey Hain Esey Mai Aghr qAsan Mai Bataoun Tu Bhut Hi Kaam Hotey Hain Jesy Keh Agr Iskey Nuqsan Hain Tu Wo Ye Hai Keh Is Service Ki America Mai Bhut Hi Mehdood Mojodgi Hai Baki Mumalik Ki Nisbat Or Kabhi Kabar Is Service Nay Izafi Charges Bhi Lagati hai Ya Surcharges Jis Ki Wajah Say Sareefein Ko Pareshani Ka Samnah Karna Parta Hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим