Dear friends assalaam o alikum !
Ap sab logon ko kabhi na kabhi kisi ko parcel bhejny ki zaroorat parti hogi but tcs par bahut zayada charges lagty hain so main apko pakistan post k through parcel bhejny ka mashwara deta hon jo k bahut kam rate mein ap bhej sakty hain pakistan mein pakitan post se kam rate par koi bhi company parcel bhejny ki facility nahi dy rahi aur pakitan post pakistan k ilawa bhi poori duniya mein international parcel ki facility dy rahi hai
ADVANTAGES:-
Pakistan post k through apna koi bhi saman bhejny ka bahut faida hai sab se bara faida ye hai k ham bahut kam rate mein saman bhej sakty hain aur safe bhej sakty hain kyun k ye government of pakistan ki postal service hai jo bahut achi service provide kar rahi hai
Aur iska ye advantage hai ye online system hai is par ham online tracking kar sakty hain hamara parcel kahan pohncha hai
Iski website www.pakpost.gov.pk hai
DISADVANTAGES :-
Iska koi khas disadvantage nahi hai bas parcel tcs se thora late pohnchta hai but rate kam hony ki waja se ye koi masla ya disadvantage nahi hai hamyn pakistan ki post service k through he parcel bhejna chahiye main apko is k rate share karta hon

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим