Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review MEMORY CARD per mabni hai
    TOPIC NAME: MEMORY CARD
    SHORT INTRODUCTION:
    Asslam o alikum dear forex members Umeed hai ap sb kheriat se hongy
    Dear members mera aaj ka review memory card k baary mn hai jis mn main apko
    Memory card k bary mn tafseelan btaun ga aur isky faidy aur nuqsanat
    se aagah krunga.. dear members memory card aik hardware chip hai jisy
    Hum apne camera, mobiles phone computer mn storage k liye istemal
    Krty hn.. memory card remove able chip hai jisy hum apni mrzi se nikaal
    Ya lga skty hn ..

    ADVANTAGES of memory card

    Dear members memory card k kafi faidy hn yahan mn apko memory card k
    Khaas faidy btaunga ...
    Dear members memory card ka sb se ehm faida yeh hai k is mn aap apne
    Koi bhi khaas documents, files, photos, videos, audio wghera mehfooz
    Rkh skty hn hn .. remove able chip hony ki wjah se is mn ap private data
    Bhi save rkh skty hn.. size mn bht chota aur kight wright hta hai jisy ap
    Asani se apni pocket mn ya violet mn rkh skty hn .. aur sasti qeemat
    Mn kisi bhi mobile accessories shop se mil jata hai..


    DISADVANTAGES of memory card
    Dear friends memory card k chand nuqsanat bhi hain jese k agr ap ne is mn apna
    Private data save rkha hai aur memory card ap se gir jae ya miss ho
    Jae to ap ka data ghlt hathon mn ja skta ha.. is k ilawa agr memory card
    Toot jae crupt ho jae ya virus ajae to apka zruri data zaya ho skta hai...
    Memory card mn virus aany ki surat mn yeh apki device yeni cell phones
    Ya camera ko bhi nuqsan de skta hai ..
    Memory card khrab hony ki soorat mn repair nahi ho skta useless ho
    Jata hai jis ki wjah se is mn mehfooz rkha gya data zaya hny k sath
    Apke pese bhi zaaya jaty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

    memory card aur usb aik aisa data storage cheezain hain jink istemaal aaj k is dor main hamaray liye karna lazmi is liye ho gaya hay qk ab har aik chez electronic hy jisk storage karnay main he hamara faida bhi hay aur ham is say har aik photo har aik video ko kaafi arsay tk store kar skatay hain pehlay hamara pass kuch negative hotay thai jinko ham save karty huway unko kaafi arsy baad bhi agar devlop kartay thay to hamaray liye unka faida hasil karna is liye mushkil nai hota tha qk hamaray liye phir say new picture ka milna mumkin ho jaya karta tha laikin ab wo kaam bilkul bhi khatam ho chukka hay jis say ham old kisam k kaam lia kartay thay is liye ab ham memory card aur usb k faiday yahan pay bayan akrtay hain jisk sath sath unk kuch nuksnaat bhi hain jo k darj zail hain.

    memory card market mein se a different capacitor wale mil Jaate Hain aur mere Khyal se maximum kam Mein capacity wala memory card 256 GB ka market Se Mil Jata Hai Hai jismein Ham bahut hi jyada data save kar sakte hain memory card ka fayda yah hai ki is ka size bahut Chhota hai hai isliye Ham usko Apne cellphone mein bhi use kar sakte hain aur aur card reader ki madad se Ham isko Apne computer aur laptop ke sath attach kar sakte hain aur Apna data Ham computer mein se memory card mein transfer kar sakte hain aur ISI Tarah Koi Agar Hamara deta hai jo memory card mein save hai usko Ham Apne computer ya laptop mein bhi transfer kar sakte hain.memory card ke disadvantage ki agar baat ki Jaaye Tu Meri upnayan ke mutabik memory card ka sabse big disadvantage yah hai ki yah bahut hi jyada sensitive Hota Hai hai aur yah breakable Hota Hai aur Agar memory card Kisi bhi vajah se break ho jaaye Chahe vah Thoda Sa Bhi break Ho ho to memory card work nahin karta Jiski vajah Se Hai Hamara important data zaya ho sakta hai.


    adavantages.
    dear bhai hamri life mn memory card ur usb k hume bohat zada faidey hote hein sab se bara is ka faida ye ha k hum inko use krte hein apna keemti data save rakhne k liye yaur usb se hum data trasfar bohat hi asani se kr sakte hein data trasfar krne k liye usb sab se best hai ise hum apna porsonal data is mn save ur trasfar kr sakte hein ise use krna bohat hi asan hota ha ise hum computer ya loptop k sath attach kr k use kr sakte hein memory card ko hum apney mobile mn be use kr sakte hein
    disadavantages.
    dear hume achy wala memory card lena hota ha ur usb be achi honi chaiye kew jab hum is mn apna pornosal data save krte hein tu memory card kharab be ho jata ha ise hamra sara data waste ho jata ha is liye hume phaly se hi achi cheezey rakhni chaiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

      Assalamo o alaikum dear members
      Memory card bhut achi aik choti si chip hai jis mai memory stored huti hai yeh aik achi device hai choti si jo mobiles mai dalti or is mai chezain wagera stored huti rehti hain jin mai.videos huti hain audio huti hain jin mai cartoons movies wagera a jatti hain yeh mhuktalif types mai divided hu jatti hain matlb k koi 4 ki huti hai koi 8 GB ki huti ha koi 12 gbs ki huti hai yh bhut hi achi technology hai or is mai thori se chezain save huti hain or yeh memory stored mai depend krta hai mtlb k agar hamary pass 4 GB card hai tu us mai utni hi videos stored hu skky gi jitni uski capacity hu gi iski bhut se advantage hain

      ADVANTAGE OF MEMORY CARD

      Memory card ki bhut se advantage dekhny ko milti hain hammy jo k ham daily life mai bhi use krty hain yh electronic pr hi bais out huti hai k yh electronic hi hai agar hm dekhy tu yh bilkul shi hai k memory cards bhut se types par mhustamil hai masla
      4 GB card
      8 GB card
      12 GB card
      16 GB card
      24gb card
      32 GB card
      64 GB card
      128 GB card
      Yeh sb iski types hain yani jese mobiles k huty hain version isk bhi alag alag hain version is mai ham kaffi chezain stored kr skty hain maslan
      Videos
      Audios
      Movies
      Cartoons
      Dramas
      Shows
      Programs wagera dekhny ko hammy mil jatty hain ham is mai khud chzain qagera download kr skty hain net se or is k anadr stored kr skty hain or yeh bhut hi achi technology hai or sb isko us krty hain agar kisi k mobile ki stored huny wali Jaga yani storage ni ziada hai tu woh is mwmmory card ko letta hai or is mai.movies or audios stored keta hai
      Isi trhan is ki disadvantage bhut hain

      DISADVANTAGE OF MEMORY CARD

      Iski disadvantage bhi bhut hain agar ham aik cheez ko stored krty hain aony mobile mai phir usko memory card mai stored kr detty hain tu ohir woh dhondhna kaffi mhuskil hu jatta hai q k bhut se folders huty hain jin se maloom hi ni huta k kis folds mai rkhi thi ham ny yh cheez tu isi liye yeh thora dis advantage bhi krta hai is mamly mai isi liye hammy is ko muhtat trqe se bhi use krna chiye
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

        Introduction

        assalamu alaikum dear member aapka aaj ka review memory card per lagaya Gaya hai aapane hamare sath bahut achcha topic share Kiya hai jaisa kya aap jante Hain ki memory card bahut jyada use Kiya jata hai yah har science mein paya jata hai jo ki Ham Harish sakte hain iski space bhi hamen border hoti hai Ham jo bhi kharidna chahie Ham aasani se market se khareed sakte hain aur har memory card ki different prices hoti hai ismein hamen bahut jyada fayda milta hai kyunki Ham agar apne phone mein memory card daalte Hain to Ham apni sari perform data memory card mein save kar sakte hain agar hamara phone restore aur bhi ho jaaye to Ham memory card se apna Data restore kar sakte hain aur se fayda utha sakte hain iske bad advantages paye jaate Hain

        Advantages

        assalamu alaikum dear member jaisa ki aap jante Hain ki main bhi COD ke bahut jyada advantages paye jaate Hain Ham isko apne phone mein Dal sakte hain aur jo bhi deta hun Ham ismein sev kar sakte hain jitna Marzi Ham data is Maine sev kar sakte hain ab mein koi bhi nuksan nahin hota agar hamara forest aur bhi ho jaaye to hamen abhi card se apne data ko restore kar sakte hain iske love jihad size aur different prices mein paye jaate Hain Ham market se jo marji khareed sakte hain agar Jo jyada MB GB wala memory card hoga to vah jyada expensive hota hai hamen apni roj karun tabhi ki mam record kharidna chahie mere se fayda uthana chahie

        Disadvantage

        dear member jaisa kya aap jante Hain ki memory card ki kushti advantages n paye jaate Hain agar Ham memory card se bhi apne data ko delete kar de yah galti se hamara data delete ho jaaye to wapas nahin a sakta iske alava jaaye bahut adhyaksh paise hota hai hamen itna chahie jo ki Ham se khareed sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

          Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

          Introduction.

          Aj ka humara topic memory card per ha nis k aj hum ap faidy or nuksahnat k bahry may batay gy

          Advantages.
          Memory card k koch faidy jo hum share karay gyn
          . Memory card ka aik faida ye ha k is nay hum apni pics ya koi important files save rak sakty hain
          . Memory card bhot he kam price ka hota ha jis ko ap easily buy kar sakty hain
          . Memory card chota sa hota ha nis ko ap apny Violet ya pocket may aram say rak sakty hain
          Disadvantage.
          Memory card k koch disadvantages hum ap k sath share karayn gy
          . Memory card k sub say bahra disadvantages ye ha k ager apki important files ya picture is may hon or ye ap say koh jay or galat hath lag jay to ye ap ka bhot bara nuksan ha
          . Memory card k 1 disadvantages ye ha k is may virus a jahta ha jis say ap ka memory card may important files or photos sub kahtam ho jahty hai. Or is virus say ap k mobile py bhe aa sar hota ha jahsa k ap k mobile hang ya is ka camera 📸 kahrab hona shuro ho jahta
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

            ASSALAM ALAIKUM😇😇

            Dear friends, Ye review """memory card""" per mbni hai.

            🔸 INTRODUCTION:
            Memory card mobile phones DSLR cameras or other devices me data store krny k liye use hoty hn.

            Ham memory card ko different types me consider kr skty hn.
            • MICRO SD
            • MICRO SDXC
            • MICRO SD HC
            Memory cards 2007 or 2008 se use ho rahy start me in ki memory 32 mega bites 64 mega bites 128 mega bites or rarely 256 mega bites me milti thi but with pessage of time ye memory increase hoti gyi or ab Tara bites me aa gyi h.Click image for larger version

Name:	IMG-20201125-WA0010.jpg
Views:	1
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12337917


            ADVANTAGES
            😍:
            Memory cards ko data saving like pics videos movies documents k liye use kiya jata hai. Above mention 3 types ko dekhn toh hmen andaza higa k in me kitna data store kiya ja skta hai or ye kitni memory rakhty hn. Pehly ziada data store krny k liye hard disks ka use hota tha but ab ye kam memory card se bhi kiya ja raha hai micro sd cards ki capacity ya memory Gaga bites me hoti hai jb k sdxc Tara bites me hoty jo DSLR camera me use hoty hn. Hard disks ko Carrey krna mushkil tha but in cards ko easily carry kiya ja skta hai or ap aik waqt pe jitny chahen memory cards carry kr skty hn. In ki storage me increasing se ap apni files ko carry krna documents ko carry krna or yaad gaar moments ki videos or pictures ko mehfooz rakhna easy ho gya hai. Itni memory ki waja se ap dil khol k pictures video recording ker skty or apny happiest moments ko save ker skty hn.

            DISADVANTAGES
            😞:Itnay sary advantages k sath memory card kuch disadvantages bhi show krta hai jesa k is k small size ki waja se is k lost hony k chances bohat hoty hn. Small size ki waja se ye kahin bhi gir skta or apka personal data lost ho skta hai. Virus ki waja se crash bhi ho jaya hai or recovery k chances bohat km hoty hn.

            ♻️ CONCLUSION:
            Memory cards bohat achi product hai agar ap is ko device me insert kr k carry krngy toh ap ko ziada benefit dy ga or loss k chances km ho jaingy.

            THANK YOU!!👍
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

              Assalamualaikum!

              Aj mein apky sath memory card Kay baary main information share karny ja Raha hun .

              Introduction:-

              Memory card asal main choty sy card hoty Hein Jin main kuch storage hoti hai . Har card ki apni storage hoti hai . . Memory cards ko mobiles Kay andar fix Kia ja sakta hai aru agar computer laptop's Kay sath lagana ho to card reader hoty Hein Jin main ye card fix ho jaty Hein aur phir wo Ap computers ya laptops Kay sath maga sakty Hein . Memory card Kay Advantages bhi bihat Hein aur isky sath Disadvantages bhi nazar aaty Hein.

              Advantages:-

              Memory cards Kay bohat sary Advantages hoty Hein . Aur inky zariye apko bohat Sara faida ponchata hai .

              1). Memory cards Kay andar storage hoti hai is waja sy Ap isky andar data save Kar sakty Hein.
              2). Inky zariye apko aga data ya files Aik jagah sy dosri jagah lay Kay jaani hon to.easliy Kay Kay ja sakty Hein yaai Aik of ya phone say dosry PC laptop ya phone main send Kar sakty Hein .
              3). Inky zariye Ap apny phones ki storage ko increase Kar saktay Hein
              4). Memory cards ziada sy ziada storage Kay bhi mil jaty Hein aur Kam Kay bhi .
              5) Memory cards main Ap apna zaruri data safe Kar sakty Hein .
              6). Memory cards sastay hoty Hein .

              Disadvantages:-

              Memory cards Kay Disadvantages bhi bihat say hoty Hein .Jin main Sy kuch ye Hein .
              1). Memory cards bihat chotay hoty Hein aksar gun jaty Hein.
              2). Memory cards main aksar viruses aa jaty Hein jinko waja s apky Zaruri data files ya information damage ho jati Hein ya delete ho jati Hein.
              3). Memory cards ki waja s virus Aik device sy dosri device main transfer bhi hota hai yaani agar Aik device main virus ho to agar memory cards ko dosri device main lagaya Jaye to us main bhi transfer ho jata hai phir uski nuksan hota hai .
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

                MEMORY CARD
                Dear forex member umeed hy ap sab khyriat sy hon gy maira review memory card py mabni hy

                Dwar memory card jis tarha is k name sy b show hota hy yae aik card hy jis mai memory hoti hy or ap apna data store karty hain
                Yae aik mobile accessorie hy jo k data storage k ley istemal ki jati hy
                Yae mobile phone k sath sath mp3 computer laptop speaker Dslar camera led gario k andar lage music tape k andar b estemal kia jata hy. Lakn is ka zaida istemal mobile k sath hy keu k yae apko extra storage provide karta hy.
                Dear yae mukhtalif storage capacity or size mai apko market sy easily mil jata hy
                Laken mobile apni feature or system k mutabik e run karta hy
                Dear is ka aik sab sy acha faida yae hy ap is ki madad sy data aik jaga sy dosri jga chaey aik mobile sy dosry mobile ya computer laptop k darmyan ho kar sakty hain
                Ap apna koi b data store kar sakty hain
                LED wagera mai ap is ki madad sy koi chez dhyk sakty hain
                Dslar ya normal camera mai is k istemal sy e photo video save karty hain
                Agr ap k pas data zaida hy laken mobile mai storage space km hy to ap memory card k istemal sy is pershani sy bach sakty hain
                In ki price din ba din km ho rhi hy


                Dear agr nuksan ki bat ki jaw to in ka disadvantage yae hy k in ka size bhot chota hota hy jos k sabab yae jaldi gir sakty hain or ap ka personal data dosry bandy k pas chala jata hy ya zaya ho jata hy keu j ap is py koi code wagera istemal ni kar sakty
                Memory card. Ki waja sy virus jaldi shift hota hy.
                Yae zara by etiati sy kharab ho jata hy ya toot jata hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

                  Dear member i hope ap sb theek thak hongy aik baar phr apky sath ik review k sath hazir hun jo k memory card py ha umeed ha k apko acha lgy ga to aye start krty hn.

                  Introduction
                  Memory card jisy micro SD bhi kaha jata ha ye ik choti c chip hoti ha jisy cell phone me lgaya jata ha basically iska main maqsad memory ko barhana hota ha is k andar apni memory hoti ha jo cell ki memory ko barha deta ha.

                  Advantages
                  Members isky bht sary faidy hn sb se bda faida k agr cell phone ki memory km ha aur apka cell memory card ko support krta ha to ap isy apny cell me dal kr memory increase kr skty hn
                  is k ilawa isy computer ya ksi LED device k sath attach kr k us py bhi wo sb cheezen dekh skty hn jo is me store ki gai hn.
                  memory card me films song pics aur zaroori data save rakha ja skta ha jo jb bhi apko zaroort ho ap nikal skty hn.
                  km memory k cell me isy permanently dal k uski storage barha skty hn.
                  ye ik sim ki trha choti c chip hoti ha jisy cell me ya card reader me lgaya ja skta ha
                  iska koi weight nhi hota aur na hi yd expensive ha.
                  ye hr markeet me mil jata ha.
                  isy load krny k liye computer se attach krna parta ha ya cell me dal k copy paste bhi kr skty hn.

                  Types of memory card
                  is me kafi ziada types k memory card aty hn jin me se chand ye hn
                  1 GB
                  2 GB
                  4 GB
                  8 GB
                  16 GB
                  32 GB
                  64 GB
                  128 GB
                  256 GB
                  512 GB
                  In tamam memory k card markeet me available hoty hn jo k different price categories me aty hn phr in me qualities bhi alag alag hoti hn.

                  Disadvantages
                  Memory card k jahan faidy hn wahen is k nuqsan bhi hn is me virus bht jaldi a jata ha jo cell phone ko bhi slow kr deta ha
                  is me corrupt issues bhi a jaty hn jis se sara data zaya ho jata ha
                  ye choti c chip hony ki waja se gir jata ha ya pocket md rakhy hue aksar kharab ho jata ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

                    Memory card ke bare mein aapane bilkul kimati maloomat faram Ki Hai Ke yah Ek bahut hi interest aur yah kimati chip hai ki Ham usko remove bhi kar sakte hain aur ismein ham apna bahut sara data Rakh sakte hain aur sev kar sakte hain Iske advantage Hain Ki Ham Muslim kism ki videos mein application ki files Ham apni ek hi card mein rakh sakte hain aur ham isko use kar sakte hain aur disadvantage Hain Ki Jab Bhi Hamara family deta kisi ke pass Jata Hai To vah farmer farmer Hamen blackmail karne ki koshish karta hai aur vah kam karne ki koshish Karta Hai Aur Is Tarah iska yah Ek bahut bada disadvantage hai aur iski se bachne ke liye Hamen Apne memory card ko Hifazat se Rakhna Hoga aur Hamen isko ghoom nahin karna hoga aur Agar ismein Kisi Ki sim ka koi virus a Jaaye To Hamen chahie kya Mujhko form format kar de aur Iske alava USB memory card Ki Tarah hai aur ismein bhi bahut sara data saver ho sakta hai Muslim ki sunke Memory Cards hote hain Muslim Prem Ke room ke 16 GB 32 GB 8 GB 4 GB or USB 64GB or se above hote hain aur unko Hamen Gam nahin karna chahie aur Agar Ham ghoom Karte Hain To ho sakta hai ki cal ko Hamara deta kisi ke pass chale gaye aur Hamen vah nuksan pahunchane ki koshish karen to isase bachne ke liye Hamen Apne memory card aur us pk production Karni Hogi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

                      Introduction: Memory card jo key mobile phone ki storage capacity me ezafa karta hay es ki importance bahot zeyada hoti hay mobile ki storage etni zeyada nahi hoti key es me har tarha key applications, images aur videos ko add kia jaye mobile key ley memory card ki bahot zeyada zarorat hoti hay, memory card different size key hoty hey jo key 2GB se start ho kar 256GB aur es se be zeyada key market me available hoty hey es ki price bahot kam hoti hay,

                      Advantages:Memory card ka main advantage yahi hota hay key es key through mobile ki storage capacity me pehly se bahot zeyada ezafa ho jata hay jes me many applications, images, videos waghira save raky ja sakty hey, mobile se koch data ghalti ki waja se ya per software ko update karny ki waja se delete be ho sakta hay magar jo documents aur files memory card me save ho jaty hey mobile ko update karny key bawajood be hamary card me save rehty hey aur kabi zaya nahi hoty hey, memory card ki storage capacity to bahot hi zeyada hoti hay es me koi shak ki bat nahi magar ye size me bahot hi kam hota hay,

                      Disadvantages:Memory card ko agar different mobile me use kia jaye to es ka nuqsan ye hota hay key es me virus ajata hay jes ki waja se mobile key other files ko be ye corrupt kar leta hay, koch time key bad memory card me be koi fault peda ho sakta hay es key damage hony ya es me fault peda hony ki waja se es me majood hamari har file hi zaya ho sakti hay.
                      Click image for larger version

Name:	Class10-SD-Memory-Card-128GB-64GB-32GB-16GB-8GB-4GB-2GB-SD-Flash-TF-Card-for-Phone.jpg
Views:	1
Size:	99.8 کلوبائٹ
ID:	12337924
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

                        Assalamu alaikum dear friend aapane bahut hi achcha review Diya hai aur memory card ki hamen bahut hi jyada jarurat padati hai memory card ke fayde hote Hain ki Ham is mein apna data save rakh sakte hain memory card ka istemal Ham mobile cal deta mein Hi kar sakte hain memory card ka hona bahut hi lazmi hai unke Ham is mein agar koi data save karna chahte hain to vah yah to us bhi mein Ham kar sakte hain aur yah FIR Ham memory card mein hi kar sakte hain memory card ki different types hoti hain Ham jitna jyada data save karna chahte hain kar sakte hain lekin hamare memory card ki specification jyada honi chahie tabhi Ham jyada data save kar sakte hain memory card mein NGP kabhi hota hai 2gp ka bhi hota hai charge per kabhi hota hai 8gp ka bhi hota hai aur 16GB ka bhi hota hai 32GB ka bhi hota hai 64GB ka bhi hota hai hai 128 GB ka bhi hota hai jo Ham memory card kharidna chahte Hain apni marji se khareed sakte hain

                        Advantage.

                        dear memory card ka istemal hum mobile mein kar sakte hain memory card mein Ham apna personal data be saved rakh sakte hain memory card ke bahut hi jyada fayde hote Hain ismein Ham jo deta bhi save karna chahte hain kar sakte hain example movie gane picture gehra Jo hamari personal hoti hain unko save rakh sakte hain aur aur unka use Ham mobile mein hi kar sakte hain ya FIR Ham cal leader laga ke kisi laptop ya computer ke sath attach karke usko dekh sakte hain aur sabse important baat ke Ham iske jarie apna personal data sabhi kar sakte hain iske bahut hi jyada fayde hote Hain.

                        Disadvantage .
                        Dear memory card ki bi cognia hoti hai acche kism ke memory card Le kyunki memory card kharab bhi ho jaate Hain jab memory card kharab hote Hain to hamara deta bhi waste ho jata hai isliye sabse achcha hai ki ab acchi copy ka main bhi karle Jo kharab Na Ho aur hamara later save rakhe Varna hamara Sara data save Jo hota hai vah delete ho jata hai isliye sabse baithe hai ki Ham pehle se Hi acchi company ka memory card len Jo kharab nahin Ho uski life timing acchi Ho
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

                          Assalam o Alikum!
                          Doston umeed karta hu ap sub khariat sa hon ga aj ka hamara topic memory card par mabni ha aj ma apko memory card ka bary ma bataon ga
                          Doston memory card bhot he achi cheez ha iska andar hum apna data sage karty ha ya hamara data apny andar safe karta ha iska andar hum apni videos or picture waghera safe karty ha ya hum kisi bh camera ya mobile ma dal da tu ya us ka data safe kar lata ha

                          Types of memory card:

                          Iski bhot sari types ha ya bhot se qesam ka hoty ha

                          2 GB
                          4 GB
                          6 GB
                          8 GB
                          16 GB
                          32 GB
                          64 GB
                          128 GB
                          ISKA SATH SATH BHOT ZAYADA GB WALY BH HOTY HA

                          Advantages:
                          Iska bhot sary advantages ha
                          Iska andar hum apna data safe karty ha
                          Iska andar hum apni yadgar safe karty ha
                          Iska andar hum films cartoon daramas waghera safe karty ha or apni oicture waghera safe karty ha
                          Iska zariya hum apna data idhar sa udhar bh transfer karty ha

                          Disadvantages:

                          Doston iska bhot sary dis advantages ha iska size bhot chota hota ha jis waja sa ya gum ho jata ha agar ya kharab ho jy tu ha.ara data zaya ho jata ha or ya theek bh ni hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

                            Jas jas mobiles mein innovation a Gai to sath mein logon ko yah bhi mahsus hua Kiya kaise device honi chahie jismein aap apne data ko store kar sake kyunki agar aap apne smartphones mein pictures click karte Hain to usko save rakhne ke liye aapko kuchh memory to mobile ke andar provide ki jaati hai lekin kyunki itni jyada innovation nahin hui thi to ek smart chips banai gai jinko memory card ka naam Diya Gaya kyon uske andar aap apna data store kar sakte hain basically iska design hard disk ke tarah ka rakha Gaya jaisa ke aapke system mein hard disk maujud hoti hai jis per aap apna data store karte hain aur yah hard disk ki Hi ek update kishan thi Jo ke aapke pass market mein memory card ke naam per I aur iski storage capacity bhi agar aap memory card purchase karna chahte hain to aapko market mein 2GB 4GB 8GB 16GB 32 GB 128 GB 256 GB ki tarah terabyte Tak bhi aapko market mein micro memory cards available hai jinki storage capacity bhi ek dusre se mukt Le fad ke liye sab innovation ke bad hi vah kyunki pahle smartphones mein jo by default storage rakhi jaati thi vah 4GB 8GB hoti thi lekin jaise jaise logon ko yah samajh jayegi ki hamare mobile mein jyada memory honi chahie aur jaise jaise innovation aaye to market ki memory bhi aur janata party Gai geet agar aap aap aap memory card ki baat karen to yah bahut jyada kam istemal hota hai uski vajah yah hai ki aap aapke pass market mein jo smartphone sar rahe hain vah aapko 128GB sy 256GB tak ki by default internal storage provide karte Hain Jo ke mobile ki apni hoti hai isiliye bahut se log aap memory card use nahin karte aur Apple company ki taraf se to aap ko jo mobile provide Kiya jata hai usmein memory card ka option hi maujud nahin hai aur na hi usmein memory card rakh sakta hai Samsung ke bhi kuch aise models market main aapko available hai Jin ke andar memory card use nahin hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review MEMORY CARD per mabni hai

                              Memory card aik electronic device hy. Jis main aik memory chip lagi hoti hy. jis p Chezon E. g videos, pictures waghera ko store kia jata hy.
                              Yeh bahot ziada reliable hy.
                              Es main kafi Varient hoty hn
                              2gb
                              4gb
                              8gb
                              16gn
                              32gb
                              128gb
                              256gn etc.
                              Click image for larger version

Name:	IMG_20201126_195833.jpg
Views:	1
Size:	311.5 کلوبائٹ
ID:	12337975Ore size main kafi chota hota hy.eska elawa yeh kafi bari storage capacity main bhe available hota hy.memory card ka ziada tar istemal mobile phones main kia jta jy.
                              Advantages:
                              Es main har qisam ka data store kr sakty hain. agr app k mobile ke storage full ho jati hy to app us ka sath memory card lgaa kr uski storage capacity barha sakty hain.
                              Disadvantages:
                              Esko kafi ehtiyat k sath istemal krna parta hy nhi tou yeh kharab ho jata hy. esko pani waghera sy bacana parta hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X