Yeah review computer per mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeah review computer per mabni hai
    Introduction:
    Computer a kaisi electronic machine hai Jo main beimani Mera khuda Jane aur is per Amal karne ke liye Di jaati hai computer forest aur padhi Hui dharti se Kamal karke movie maloom aur ki Surat mein pesh karti hai iske alava ine mein khush karne ki silai rakhti hai computer ne venu swamy tijarat rojgar ki paidawar aur gharelu jindagi prithvi ke Jara sahasame ullekh karte taleem ki per guarantee course mrutyu kiye Hain computer apni jarurat ke tahat yad Kiya gaya hai Charles vibhagya ne 8812 mein computer banane ka Socha aur 8822 mein 10 sal ki mehnat ke bad computer ka disawar pesh Kiya aur ek sada computer banaa Dala computer hamari jindagi ka ek m hissa Ban chuka hai is daur mein takriban har karm computer per Kiya jata hai

    Advantage:
    Harkesh ke advantages or disadvantages hote Hain computer Salman ko beta mustakbil from karta hai computer se na sirf samaj ji e-revision mein tabdeeli aati hai balki amir garib aur har tab ke ke bacchon ko talimi Nigam maidan mein aage badhane ka mauka milta hai naujawanon ne computer ka istemal shuru Kiya to iske bad anpat rakhi ki rahe khulti hai chali gai computer ki madad se beshumar naujawan job aur daulat shohrat bhi Mili computer Hartford ki jarurat Ban chuki hai hosur ke liye computer ki madad se Ham internet istemal kar sakte hain jis ki madad se ham bahut si kamyabi hasil kar sakte hain computer ne Puri duniya ko apne pet mein le liya hai yes kajari Ham duniya ke kisi bhi Kone mein aadami se baat kar sakte hain raftar rakh sakte hain computer ki vajah se taleemi nizam mein battery I hai computer ne ki ghante ka kam minto aur second mein karke dikhaya hai insan galti kar sakta hai magar computer kabhi bhi galti nahin karta computer insan ki raftar se Kai guna jyada tej kam karta hai computer hamare liye ek bahut madad Gar machine hai iske bosi provide hai computer backpack mein ki kamo ko karne ki silai rakhta hai
    Disadvantage:
    Computer ke vaise to kuchh khas disadvantage nahin hai lekin uski screen ki roshni bahut tej hoti hai jo aankhon ko kharab kar sakti hai iska bahut jyada istemal hamari aankhon par II II sar Dal sakta hai khaskar ke chhote bacche Jo computer use karte hain unki aankhen screen ki tej roshani ki vajah se jal kharab ho sakti hain ya I said week ho sakti hai

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeah review computer per mabni hai

    Gee han dear ap ne bohat acha review diya ha computer k bhrey mn dear hume pta ha k hamri life mn computer ka istamal daily hota ha ye har ghr mn hota ha ur is k kafi zada faidey be hote hein is ka istamal kr k hum bohat sare kam kr sakte hein ur is ka istamal zada tar log apney office mn krte hein is ki madad se hume business krne mn bohat hi asani milti ha business ko acha krne k liye ur asal krne k liye hume is ka istamal krna lazmi hota ha .

    computer photo.
    Click image for larger version

Name:	download (14).jpg
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12337560

    adavantages computer system

    dear computer k bohat zada faidey hote hein is mn hum gantuo ka kam mintu mn kr sakte hein is mn hum apna business bohat hi asani se kr sakte hein ur is ki madad se hum apney karobar ko bohat hi asan bana sakte hein is mn hum social media ko be use kr sakte hein is mn game movei gane sub sun sakte hein ur hum is mn printing photo studio ka be kam kr sakte hein online hum har kam kr sakte hein dear ye eik electronic device ha is ko istamal krne k liye hume bijli ki bohat zahrorat hoti ha is ka istamal hum light py hi kr sakte hein

    disadavantages .

    dear har cheez k apney apney faide ur nuqsan be hote hein dear wese tu computer hamre liye sab se achi cheez ha is ka istamal kr k hume kafi faida be hota ha lekin is be best cheez market mn ha loptop dear is ka istamal bijli py hota ha ur hume kafi item ki zahrorat hoti ha is ko istamal krne k liye
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Yeah review computer per mabni hai

      Assalamu alaikum yeah review computer par hai.
      My dear all Forex member computer bahut acchi technology hai computer Ek Aisi machine hai jisko Ham koi bhi command Dete Hain to yah automatically apni working karta rahata hai computer ki ki three types hai mini computer medium computer aur large computer 🖥️💻 computer per Ham limited time mein bahut achcha Ho working kar sakte hain aur yah 1 bahut smart machine aur electronics device hai jismein Ham limited-time Mein acchi working karte Hain computer aajkal har jagah per utilise Kiya ja raha hai computer ko Ham business shop etc may utilise kar sakte hain.
      FAIDEY.
      dear computer k bohat zada faidey hote hein is mn hum gantuo ka kam mintu mn kr sakte hein is mn hum apna business bohat hi asani se kr sakte hein ur is ki madad se hum apney karobar ko bohat hi asan bana sakte hein is mn hum social media ko be use kr sakte hein is mn game movei gane sub sun sakte hein ur hum is mn printing photo studio ka be kam kr sakte hein online hum har kam kr sakte hein dear ye eik electronic device ha is ko istamal krne k liye hume bijli ki bohat zahrorat hoti ha is ka istamal hum light py hi kr sakte hein computer ko Ham har office ghar shop py use kar sakty hn es k sath Ham computer ko bussiness purpose k liy bhi utilise kar sakty hn computer ko han automatic gari train aur different machine k Sath use karty hn.
      • #4 Collapse

        Re: Yeah review computer per mabni hai

        introduction .
        Assalamu Alaikum dear members ummid hai ka aap sb log khareeyat sy ho gy...aap na jo review hm sy share kiya hy wo computer pr mbni hy....computer ek electronic device hy...is ka aj kal ky door ma ustamal bhut zaida hota hy....log isy muktalf muqsad ky luye istamal krty hy...
        is ki istamal krny ky bhut sy faidy hy jo ma aap sy share krna chahati hu..
        advantages..
        Ji members ab main aapse a computer ke Mukhya Alif fayda share Karti Hoon computer ne kam ko bahut Aasan kar diya hai computer par kaam karne se Waqt ki bachat hoti hai vah kam Jo ghante Mein Hota tha Minto mein ho jata hai.
        Computer per ham bahut badi badi calculations bahut kam Waqt Mein kar sakte hain
        Computer entertainment Kabhi Ek behtarin Soch hai Is Tarah movies dekh sakte hain ya FIR Kuchh aur acchi Video dekh sakte hain
        Computers per aap apna business Chala sakte hain isase kam bahut Aasan ho gaya hai..
        disadvantages..
        Members Jaisa ki aap Jante Hain Ki Har chij Ke Kuchh Nahin Kuchh disadvantages bhi Hote Hain lekin Mere Khyal mein computer ke advantages disadvantages Yahan per main aapse Kuchh Iske disadvantages share Karti hun
        Computer ka bahut jyada juice health whisky Hota Hai is happy health damage ho sakti hai
        Bahut slow computer ko positively use Nahin karte was per Fazool fazool videos dekhte hain Jis Unka kimti Waqt Hota Hai
        Computer per bahut jyada work aapke time ko West karta hai
        • #5 Collapse

          Re: Yeah review computer per mabni hai

          Introduction

          Aoa...dear members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge aaj aapane hamare sath bahut hi jyada informative topic share Kiya hai ek bahut hi acchi chij ke bare mein aapane discussion ki hai aapane computer ke bare mein discussion Kiya Jo aaj Kal ke daur mein ek sabse jyada important aur kam chij ho gai hai aur hamari daily life mein bahut sare kam computer perform kar raha hai to main aaj aapko is bare mein information dungi aur aapke sath is bare mein apna knowledge share karungi

          Advantages

          dear members de se kya aap sab jante Hain ki yah technology ka dor haiaur har jagah bahut jyada tarakki ho rahi hai aur computer takriban hamari life ke tamam mattress mein bahut jyada support kar raha hai bahut jyada function perform kar raha hai to computer ko aajkal Ham apni life ke bahut sare gaon mein use karte hain usko apni studies ke liye Ham apni entertainment ke liye Ham apne colleges mein universities mein iske alava hospitals main office mein almost mums copa computer ka istemal bahut jyada badh gaya hai computer ek bahut hi acchi aur fayda Dene wali chij hai isliye hamari jindagi ke bahut sare mushkil kamon ko aasan kar diya hai offices ke kam aur hisab kitab ke kam business record rakhne mein computer bahut jyada helpful sabit ho raha hai iske alava Ghar mein movies dekhne ke liye entertainment ke liye game khelne ke liye bahut hi achcha source of entertainment hai iske sath kutta hamen apna Koi kimati record rakhna hai apne pass save to Ham usko computer ke andar save rakh sakte hain iske alava uske andar internet ki salad maujud hoti hai jo hamen studies mein bhi bahut jyada help de sakti hai so computer ke bahut sare advantages hai aur yah almost Zindagi ke har Shobha mein hamen bahut jyada helpful de raha hai aur hamare time ki bachat ho rahi hai aur hamare bahut sare kam aasan ho rahe hain aur perfect ho rahe hain

          Disadvantages

          dear members vaise to computer ki koi bhi disadvantages nahin hai magar yah kabhi kabhi hi kabhi Ho jaate Hain jiski vajah se aapka tamam data Gaya bhi ho sakta hai aur aapki privacy bhi khatm ho sakti hai iske sath sath agar computer ka excessive use kiya jaaye to na sirf hamara time first hota hai uske sath hamari hai baby bura sar per sakta hai jaisa ki hamari ise aur hamare backbone per bhi harmful effects hote hain ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
          • #6 Collapse

            Re: Yeah review computer per mabni hai

            Asalam O Alikum
            Computer ik electric machine hai jo kisi b kam ko fastly perform krta hai. Computer k kuch input or output parts hity hein jo k computer k main parta consider kiye jaty hein . computer ko mouse k sath attach kr k chlaya jata hai jo kisi b file ko open ya close krny is k ilawa fules ko copy paste krny or delete krny ma help ful hota hai.
            Today's day are knowing as electric world to is ma sub say zyda amal dakhal computer laptops or Mobile phones ka hai. Computer say learning ki ja sakti hai or hum apna koi sa b important data lamby arsy tak k liye mehfozz kar skty hein.
            Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12337661
            • #7 Collapse

              Re: Yeah review computer per mabni hai

              Introduction
              Assalamu alaikum dear friends ajka hmara yeh review computer k Bary me ha dunia me BHT si asi example mojod Han k nojavanon ne computer ka istemal shuru Kiya aur in or traki ki Rahy khulti gai. Mojuda dor mein computer Har shks ki jarurat Ban chuka hai. Computer ne Puri duniya Ko global village banaa Diya hai. Iske jariya Ham duniya mein main kisi bhi Kone mein baithe hue aadami se raabta kar sakte hain. Office k intezamat sy ly KR Bry Bry difai intezamat b computer k mrhon e minat Han. Hamare taleemi nisab main bhi computer ko bahut jyada ahmyt di jaati hai. Aaj main aapko computer hai kuchh advantages or disadvantages bataunga...

              Advantages
              1) computer ka sabse bada advantage-g hai ki hamen is per net connect karke online study kar sakte hain online classes Le sakte hain hain aur computer per different assignments banaa sakte hain.
              2)computer k zrye hum photo editing krskty Han.
              3)computer py net connect KR k hum web cam k zrye vedio cal krskty Han.
              4) computer py hum large data ko within minutes calculate krskty Han.
              5) computer ki memory BHT ziada hoti ha or hum ismy apna BHT ziada data save rkh skty Han.
              6)computer me hum vedio games khel skty Han.
              7)computer py bchy cartoons dekh skty Han.
              8)computers py hum movies dekh skty Han songs sun skty Han.
              9) computer py net connect KR k hum online teaching krskty Han.
              10)computer py hum online jobs krskty Han.
              11)computer ko hum office work krny k lye b use krty Han.


              Disadvantages
              1)computer ka SB sy bra disadvantage yeh ha k bchy computer py games ya cartoons khely to study py sahi sy focus nhi KR paty.
              2)ziada kreb sy or BHT ziada computer ko use krny sy computer ki screen sy eyes py bad effects hoty Han.
              3) computer bijli sy chlty Han jiski wjah sy bijli ka bill b ziada Ata ha.
              4) computer me BHT ziada applications install krny sy yeh hang hony LG jata ha jis sy iski speed b BHT slow hojati ha.
              • #8 Collapse

                Re: Yeah review computer per mabni hai

                Assalamu Alaikum aaj ka review computer per mbani hai.. computer 1 electronic device hai computer kkk main parts. Mouse keyboard monitor CPU hote Hain . Computer 19th century ki sabse badi aur mufeed invention hai. Computer a multi tasking device hai is pay off bahut Sare kam kar sakte hain hai. Computer per aap computer pe aap aap game khel sakte hain movies dekh sakte hain drama dekh sakte hain aur iske alava internet use kar sakte hain aur aur painting sketching kar sakte hain iske ilAwa app software ki madad se 3D art bhi kar sakte hain... Computer a bahut achcha programmer hai ismein aap ho se programs kar sakte hain hain.aur iske alava aap bahut Sare information or data is ke andar save kar sakte hain. Shuru shuru mein computer bahut bade size ke hote the per aajkal ke dur mein bahut smart aur chhote ho gaye hain per inke size ke chhote hone ke sath inki programming bahut jyada tej ho gai hai aur ismein bahut se new features mutarif karvai gaye hain jaise ke iske andar aap TV card lagakar TV cable bhi istemal kar sakte hain aur iske alava aur ismein Wi-Fi card lagva kar Wi-Fi ki sahulat b avail kr skty hain... computers aajkal young generation is ko graphic designing aur gaming ke liye istemal karte Hain yah computers bahut hai specs ke hote Hain.aur yah computer bahut jyada fast hote hain aur bahut hi acche quality ke graphics dete Hain. Aur iske ilawaL computer ko online studies aur online earning ke liye istemal karte Hain. Computers students ke liye bahut hi h useful cheez hai students Apne assignment vagaira banate hain aur is ko acche tarike se manage Karke slides mein save kar lete hain Jo ke bahut hi acche lagte Hain aur iske alava students ka tamam data is safe ho jata Hai kyunki iski storage bahut badi hoti hai aur students ko jab bhi unko purane kam Kiya usmein kuchh dhoondne ki jarurat padati hai to unke computer mein unka tamam data pada hota Hai aur osme se aasani se dhoond k wo use kr skta hai. Akshay computers expensive hote hain per fast hote Hain in computer by karte hue hamen inke rate aur inki specification ko acche se dekhna chahie aur iski tamaam hardware aur software ko check lena chahiye shukria.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeah review computer per mabni hai

                  Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

                  Introduction.
                  Aj ka humara topic computer per ha jo k aj ki zindagi may bhot kaam any wahle machine ha ye har jagha use hota ha jahsa k bank school colleges gharo may har jagha py use hota ha aj hum is k advantages jo k bhot ha wo share karay gy or disadvantages jo k kam he pah jahty hain wo share karty hain

                  Advantages.
                  Computer aj ki zindagi ka aik his a ban chuka ha jo k is k faidy ye hain k ye ye bank may humaray is tarha faida dyta ha k ye hum may bank ka sahra his ab. Rakny ka faida dyta ha is k under hum ghanty ka kaam mint may kar layty hain or is say may hum drawing v kar sakty hain or is may hum film darama v dyk sakty hain ye humaray business may v bhoot help karta ha

                  Disadvantages.
                  Disadvantages to is k itny ni hoti hain laykin is ko zaida use karny say ap ki eyes side week ho jahti hain is ki teez screen ki light say nikal ny wahle riz ap ki eye week kar dyti hain
                  riz
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeah review computer per mabni hai

                    Salam ap n hmry sath bahut acha rescue share kia h jo k computer p manni hai computer ak bahut e zbrdst ejaad hai . aj kl hr ghr use hony wali cheez hai ..aj kl computer b kafi update ho k arhy hyn ....pr yeh kafi zbrdst applications laa rhy hyn
                    Computer k kuch faidy r nuqsant mn ap s share krna khaungi

                    Parts

                    Yeh mostly 5 parts p consist krta hai
                    Mouse
                    Keyboard ⌨️
                    Monitor
                    Speaker 🔈
                    Cpu

                    Advantages

                    Is k faidy dark zalil hyn
                    Is n dunia ko global viallage bna dia hai
                    Ap audip video chatting kr skty hYn
                    Ap dunia k ksi b kony mn apny frndz and family 👪 s rbta kr skty hyn
                    Ap online business kr skty hyn r ghr bethy earning kr skty
                    Mukhtalif ranges mn computer apko dastyaab hoty hyn
                    Inko chalana asaan hai
                    Aj kl in men kafi updating hogai hyn
                    Log in s bahut faida utha rahyn hyn
                    Inho n ghnta kiaa kaam minto mn krdiya hai
                    Dunia k faslo ko samet dia hai
                    Inka use but easy hai
                    Aj kl in k jati khubsoorat designs agy hyn
                    Yeh hmyn entertainment Frahm krty hyn
                    Bchy in s learning kr skty hyn
                    online education hasil kr skty hyn

                    Disadvantage

                    In k kych nuqsanat b hyn jese k
                    Bahut ziada istemal s eye 👁️ sight khrb hohatai hai
                    Yeh kafi time wasting hyn
                    Bcho n technology mn a k phly future ko dark krlia hai
                    Achy computers mehngi hoty hyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeah review computer per mabni hai

                      Asalamalikum!
                      Dstn umeed ha ap sab khariat sa hon ga .... Aj ka hamra topic computer par mabni ha . Computer ik electronic devices ha . Jo apni andr save ki gai instructions ka mutbiq chlta ha .computer ka but Sara function hota ha .ya apna andr data save krta ha .usa store krta ha ur jab zarorat hota ha tab usa Kam ma lata ha . Ya data ko processing krwa ka isa useful information ki Surat ma lata ha .
                      Components of computer:

                      1: processor ( cpu).
                      2: mother board.
                      3: memory ( RAM)
                      4: storage device.
                      5: power supply unit.

                      Uses of computer:

                      1: computer ghro ma bht sa kamo ka Lia use hota ha jesa online bilbill pay kran wghra. Movies dekhn ka Lia games khelna ka Lia ur but Sara kamo ma use hota ha .
                      2: computer medical field ma bhi use hota ha . Medical field ma is sa log ki report waghra nikala jati ha is ka Zaria x rays hota ha ur but Sara Kam hota ha .
                      3: computer entertainment ka Lia bhi istaml hota ha .is ma hum movies dekhn skta ha koi shows dekh skta ha is par game khel skta ha ur bhi but Sara Kam kr skta h .
                      4: is ka ilawa computer industry ma use hota ha . Government secters ma use hota ha . Education institute ma use hota h . Banks ma use hota h . business ma use hota ha .

                      Advantages:

                      1: computer Huma internet sa connect krwata ha .
                      2: ya Huma ird gird ka mahol ko khabr deta ha .
                      3: ya hmar time bachta ha .

                      4: is ka Zaria hum entertainment hoti ha .

                      5: is sa hum online earning kr skta ha .

                      6: ia oar hum apna Kam jldi jldi kr skta han
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeah review computer per mabni hai

                        Assalam u alaikum. App ne Bohat he interesting topic pe review Kiya hai. Computer hamari jindagi mein bahut important role play karta hai. Iske use se hamari jindagi mein bahut jyada aasani again hy aur hamare bahut jyada tensions khatm ho gai hai. Aajkal computer har Ghar mein har office mein main har factory mein even workshops May aur kafi jagha per use Kiya ja raha Hy jiski speed aur performance me hamare life ko asaan bana Diya hy.

                        Advantages.
                        Computer ke bahut jyada advantages hai jaisa ke yah Meri jindagi mein main ek jaroori chij ban gai hai jisko ham daily life mein main use kar rahe hain. Computers har jagah per istemal kiye ja Rahe Hain restaurants hotels picnic areas school and offices mein use kiye ja rahy Hain. Iska sabse bada advantage-g hai ki iski speed aur performance se a vah kam Jo ham ek din mein karte The the vah ab sirf Chand ghanta mein main Ham kar lete hain aur jyada mehnat bhi nahin karni padati e aur hamara kam bhi mukammal ho jata hai. Iska dusra bahut achcha advantage ji hai ki yah bilkul accurate result deta hai hai jo humne input ki hoti hai. Ya wrong answer nahin deta balki hamare question ko process karke a right time per right answer deta hai jiski vajah se hamare kaam bahut easy ho gaya hai. Computer ke bahut sare software hote Hain Jin ko use karke Ham apna Kam apni marji ke Mata pita isliye kar sakte hain aur hamen kisi kism ki ki mushkil najar nahin aati.


                        Disadvantages.

                        Computers ka sabse bada disadvantage yah hi ke computers ki vajah se manpower bahut kam ho gai hai hai jiski vajah se a inflation badh gai hai iske sath sath computer par kam karne ke liye hamen Sara din baithane padta hai jiski vajah se hamari physical activities bahut kam ho gai hai aur aur baithane ki vajah se hamare body mein main kafi problem paida Ho jaati hai. Computer ka sabse main disadvantage yah hai ki agar humne Koi important files store ki hai aur agar kisi ke sim ka koi virus computer mein a jata hai to vah hamari files ko corrupted sakta hai hai jiski vajah se a hamara bahut jyada nuksan ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeah review computer per mabni hai

                          Aslam o Alaikum dear forex
                          Introduction: ajKa HumRa review computer per mubni hai. Aj Kal KY door me computer her ghr me majoud ha. Computer ny ajkal KY nujawano ko traki ki rah py gamzaan Kia ha.computer ajkal her Kam KY liYe use Kia jata ha. Office sa ly ker intezami Kam me bhi computer ka hath hai. Computer input our output device py consist hota ha. Our mouse ki wajah sa hum es me majoud arrow ko guide karty Hain Aj main apko computer KY KuCh advantages our disadvantages btaongi.


                          Advantages:
                          1) Computer ka sab sa bara Faida student ko hai yah ghr beuthy online study ker sakty Hain essa enki parhai bhi Zaya nahi hoti.
                          2) Office KY boht sy Kam hum computer per Kar sakty Hain hum office KY boht sy documents computer me save ker sakty Hain.
                          3) computer py hum net connect ker KY skyp py hum apny rishtydaron sa video call py bat ker skaty hain.
                          4) CompuTer py hum website KY through online job Kar sakty hain.
                          5) computer py bachy free time me games khail sakty hain.
                          6) computer me hum boht sa data save ker sakty Hain our jab chahy dekh sakty Hain.
                          7) computer ko hum calculation our business record rakh sakty Hain.
                          8) Computer Zindagi KY her shuba me boht hi usefull device sabit hui hai.
                          9) computer me hum apni photos videos edit ker sakty Hain our enhe eik nayi look Dy sakty Hain.

                          Disadvantages:
                          1)Computer ka sab sa bara disadvantage yah ky yah electric device ha yah electricity ko boht zaida consume kerta ha Jessa bejli ka bill zaida ata ha.
                          2) Computer price me high hony ki wajah sa esy her koi afford nahi akr sakta.
                          3) computer ko hum eik jhaga sa dosri jhaga nahi ly jaa sakty our yah weight me bhi kafi heavy hony ki wajah sa sath nahi ly ker Jaya jaa sakta Esky muqabaly me laptop ko hum apny sath kahein bhi ly jaa sakty Hain.
                          4) Computer ka bohat zaida istemaal bacho ki eye side weak ker deta ha.
                          5)computer me windows ki kharabi ki wajah sa apka Sara data formet hosakta ha .
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeah review computer per mabni hai

                            Assalamu Alaikum Pyare bhajan ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan Aaj aapane Hamare Sath bahut hi jyada informative topic share Kiya Hai Ek bahut acchi chij ke bare mein aapane nication ki hai aur aapane computer ke bare mein likh ation kiya hai aur jo aajkal ke Daur Mein Ek sabse Jyada important aur kam chij ho gai hai aur Hamen daily life mein bahut Sare kam computer perform kar raha hai to main aaj aapko is bare mein information Dunga aur aapke sath is bare mein Apna knowledge share karunga

                            Advantage

                            Pyare bhai jaan Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki yah Technology ka dur hai aur Jagan Jagan bahut jyada tarike ho rahe hain aur computer takriban Hamari life ke Tamam metal mein bahut hi jyada support kar raha hai aur bahut jyada function perform kar raha hai to computer ko aajkal Ham apni life ko bahut Sare Gaon Mein use karte hain usko Apne studies ke liye bhi Ham apni intertermant ke liye Ham Apne college mein University Mein Iske alava hospital mein office mein almost Ham Kappa computer ka istemal bahut jyada badh gaya hai computer Ek bahut hi acchi aur fayde Dene Wali chij hai isliye Hamen Jindagi ke bahut Sare Mushkil aapka Munh Ko Aasan kar diya hai aur Office ke kam aur hisab Kitab ke kam business record rakhne mein computer bahut jyada helpful sabit ho raha hai Iske alava Gar mein moviece dekhne ke liye intatement ke liye game khelne ke liye bahut hi acchi support of intimate hai aur iske sath bahut hi jyada Hamen yah fayda de raha hai

                            Nuksan

                            Computer ka sabse bada nuksan yah hai ki acche computer per game yah cartoon Khele to study per Sahi Sahi focus nahin kar sakte aur Jyada Kareeb se aur bahut jyada computer ko use karne se computer ki screen se iji per Baat effect ho sakta hai aur computer bijali se Chalta Hai Jiski vajah se bijali ka Bil Bhi Jyada aata hai computer mein bahut jyada application install karne se yah hang hone lag jata hai jisse Iske sirf mean bahut hi slow Ho Jaati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeah review computer per mabni hai

                              Asslam o alikum dear members..

                              INTRODUCTION:
                              Computer kisi introduction ka mohtaj nahi .. dor e hazir ki jadeed
                              Technology hai computer.. commercial istemal ho ya ghareelu dono
                              Soorton mn computer hmari zndagi ka ehm juzz bn chuka hai..
                              Yahan mn ap se computer k kuch faidy aur nuqsanat share
                              Krna chahun ga..

                              FAIDY:
                              Computer k aany se puri duniy mn paper work bht km hogya hai
                              Jahan bari bari files mn record mehfooz kia jata tha ab woh sb
                              Computer kr raha hai .. computer se jagah aur wqt ki bht bachat
                              Hui hai.. record mehfooz rkhne k liye jahan bary bary record office
                              Ya bary bary room darkaar hoty thy wahan ab aik choti c hard disk
                              Ya online data mehfooz rkha jata hai.. cmputer se hm puri duniya
                              Se connect rehty hn is wqt jo hum forex per trading kr rhy hn
                              Yeh sb bhi aik computer ki madada se ho rha hai.. peson k transfer
                              Se le kr tmam choty bary kaam liye jaty hn computer se . Yun smjh
                              Len k hmare hath mn aik chlti phrti duniya hai...

                              NUQSANAT:
                              Dear members jahan aik chez k itne sary faidy hon wahin nuqsanat
                              Bhi bht hoty hn isi trah computer technology k bhi bht sary nuqsanat
                              Hain.. dear members computer ka bht zyada istemal hmari dimaghi
                              Kmzori ka sabab bnta hai .. computer screen se nikalne wali rays
                              Hmari ankbon k liye bht nuqsan dehh hain.. computer mn jo hum
                              Data mehfooz krty hn agr hmara computer hack ho jae to hmara
                              Sara data ghalt hathon mn ja skta hai.. is k ilawa computer ko
                              Maintain rkhna prta hai wrna bht slow aur khrab bhi ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X