yeh review samsung galaxy A51 par mabni hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review samsung galaxy A51 par mabni hy.
    Is mobile ki price 50,000 hai. Yah market se isliye available hai.
    Iska latest android operating system hai jo ke 10 ke barabar hai. iska vate takriban 172 gram hai.iska UI 2.0 HY.
    FEATURES:_
    Iska colour blue sky aur bahut Sare colours mein hi hai market Mein available hai.
    Yah market Mein double sim ke Taur per maujud hai.
    Iska brand 2G 3G 4G and lte hai.
    Iska CPU octa-core hai.or iski chipset 10 nm hy.
    iska GPu mali 72 mp3 hai.
    Uski Technology super amoled capacitive touchscreen I aur iska 16 m colour hai aur yah multitouch system hai.
    6.5 inches Kash Aisa aur Corning Gorilla Glass 3 is mein.

    ADVANTAGES:_
    1. Iski 6 GB RAM hai aur 128 GB memory hai aur iska slot memory card bhi hai.
    2. Iska camera 48 megapixel every acchi tasviren rahata hai aur acche tarike Se videos banata hai aur HD videos hoti hai.
    3. Aur isko HDR panaroma Hota Hai.
    4. Iski LED Flashlight hoti hai aur iska temperature sensor bhi Hota Hai.
    5. Iska Wi-Fi Bluetooth NFC feature for USB data transfer system be hi.
    6.iska FM radio bhi hy.
    7. Iska Jack 35 mm hai aur yah Apna video player bhi Rakhta hai.
    8. Ismein accelerator compass aur dusra fingerprint sensor V Hota Hai.
    9. Aur iski battery bhi bahut acchi hai yah taqreeban 4000mah Mein gehun ki hai aur yah 15 w ki fast charger Ki Hai.

    DISADVANTAGES:_
    1. Yah Ek bahut hi mahanga Sal phone hai aur uski battery non-removable aur ismein temperature sensor bhi nahin Hota
    2.yeh vwater proof ni hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review samsung galaxy A51 par mabni hy.

    ASSALAM ALAIKUM😇😇

    Hey friends ! Mera aj ka review samsung galaxy A51 pe mabni hai.

    INTRODUCTION :


    """" Samsung Galaxy A51"""
    Samsung A51 samsung brand ka aik khobsoorat or dil kash mobile hai. Samsung galaxy A51 6.5 inches ki screen k sath 2.7 Ghz processor k sath amoled disply rakhta hai. Samsung A51 ki ram 6 Gb or rom 128 Gb hai. Is ki back pe 4 cameras hn or front pe aik. Ye different colours me available hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12337635

    ADVANTAGES✅ :
    Samsung A51 4000 mAh ki battery k sath 15 hour LTE ki usage time deta hai jb k wifi pe battery timing 18 to 20 hours hai. Samsung A51 ka back camera 48 mega pixals ka hai. Back pe lgy 4 cameras different functions ko operate krty hn. Jis me micro photo shoot bhi shamil hai. Samsung A51 me ap 123 degree takk wide picture bhi ly skty hn. Is 6 Gb ki ram pe ap high resolution ki games easily khel skty hn. Is me ultra Hd 4k with (3840×2160) 30 fps pe movies dekhi ja skti hn.

    DISADVANTAGES❌ :
    Dear friends is me jahan bohat sari khoobiyan hn wahan is me kuch disadvantages bhi hn jesa k front cam me live focus ka or flash ka option nai hai. Mtlb ap selfie k shoqeen hain toh is me live focus or flash light nai mily gi apko. Is ki price 54000 hai jo kafi ziada hai

    CONCLUSION :
    After a review hm ny advantage or disadvantages parhy toh ab is product k about conclusion nikalty hn. So dear friends Samsung A51 k advantags ziada or disadvantages minor hn. Over all isko 3 out 5 diye ja skty hn.


    THANK YOU!!! 👍
    • #3 Collapse

      Re: yeh review samsung galaxy A51 par mabni hy.

      Introduction
      Assalamu alaikum dear friends ajka hmara yeh review Samsung Galaxy A51 mobile py mbni ha jesa k hum SB janty Han k Samsung ki company apny branded or achi qualities achi specification k mobile ki wjah sy PAKISTAN me bht ziada famous hochuki ha or BHT sy PAKISTAN me mojod log is company k mobile use KR rhy Han or is company k mobile ko buy KR rhy han.pakistan me Samsung mobile ki BHT si companies PAKISTAN k tmam choty Bry cities me mojod Han Jahan Samsung k different Android mobile mojod han.aj me apko Samsung ki hi company k ak mobile Galaxy A51 k Bary me btaonga yeh market me available ha ismy Android system BHT hi latest ha.iska weight172 gram tk ha.samsung A51 mobile look me b BHT khobsurat ha...

      FEATURES
      1) Samsung A51 ka HDR panorama hota ha.
      2) Samsung A51 me 128gb internal memory hoti ha or 6gb RAM hoti ha.
      3)Samsung A51 market me BHT sy colours me available hota ha.
      4)iska brand 4G tk or LTE b support krta ha.
      5)Samsung mobiles A51 ka CPU octa core hota ha or iska GPU 72 Mali mp3 ha.
      6)yeh dual SIM support krta ha.
      7)Samsung A51 mobile ki CHIPSET 10nm ha.
      8)A51 ki screen 6.5 inches ha or iska UI 2.0HY ha.
      9) Samsung mobile A51 ka processor 2.7Ghz ha.
      10)A51 mobile k front py 1 camera ha or iski back py 4 camera b mojod Han.
      11)Samsung A51 ki battery 4000mAh ha.

      Advantages
      1)Samsung A51 ka SB sy bra advantage yeh ha k iski internal memory BHT ziada hony ki wjah sy hum apna BHT ziada qeemti data ismy save rkh skty Han.
      2)Samsung A51 mobile dekhny me b BHT pyara lgta ha or yeh market me different colors me b mojod han.
      3)Samsung A51 mobile ka processor b acha hony ki wjah sy net speed b BHT fast ha.
      4)Samsung A51 ki RAM b 6gb ha.
      5)is mobile ki battery 4000mAh ha is wjah sy hum AGR is mobile py net b use kren to b battery kafi time tk chl jati ha.
      6)A51 mobile ki camera quality b BHT achi ha.
      7)Samsung mobile phone ki companies me BHT sy log Kam KR rhy Han istrha yeh companies unky rozgar ka zrya b bni Hui Han.

      Disadvantage
      1) Samsung A51 mobile ka SB sy bra disadvantage yeh ha k yeh mobile BHT ziada costly ha market me iski price 50,000 tk ha islye is mobile ko hr koi purchase nhi krskta.
      2)Samsung mobile A51 AGR khrab hojata ha to isky spares b BHT mushkil sy milty Han or isky spares hoty b BHT costly Han.
      3)Samsung A51 mobile BHT nazuk hony ki wjah sy AGR hmary hath sy gir Jaye to isky tootny k BHT ziada chances hoty Han.
      4)A51 mobile me AGR BHT ziada applications install KR li jayen to yeh mo Ile hang hona shuru hojata ha or iski speed b slow hojati ha.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: yeh review samsung galaxy A51 par mabni hy.

        Samsung mobile phone Android mobile mein sabse latest technology or sabse best software performance ki vajah se Logon mein bahut famous hai aur bahut se log Samsung mobile phone ko hi prefer karte hain other mobile ki nisbat iski vajah yah hai ki Samsung mobile phone main aapko Latest software version camera ki best quality e aur internet ki fastest 4G speed milati hai Samsung mobile company ke phones Apne best graphics aur aur acchi mobile shape ki vajah se a bahut jyada use hote hain iske sath sath Samsung mobile phone ki jo sabse a acchi quality Hai vah yah hai is mobile phone ki funny kharabi ki vajah se claims bahut hi kam hai hai aur Market Mein yah mobile phone Bahut Der Tak use aur purchase hone wale mobile phone hai Samsung mobile phone Apne latest version time to time market Mein launch karta rahata hai hi Aaj Ham jis mobile phone se related information share kar rahe hain vah Samsung Galaxy A51 hi yah mobile phone thoda expensive hai hi but Iske features nange Apple ke mobile phone ki nesbitt bahut Jabardast hai aur iski camera ki quality aur graphics aapko acchi intertainment provide Karte Hain Galaxy A51 mobile phone aapko han market se easily Mil Jata Hai Aur iski price 50000 rupaye hai ya mobile phone Jab aap per check karte hain to aapko Ek sal ki guarantee Di Jaati Hai hai agar Kisi bhi kharabi e Ja battery ki problem uski vajah se mobile Mein Koi masla Aaye To aap company ko pranam kar sakte hain aur mobile phone Wapas kar sakte hain

        Samsung Galaxy A51 se related Mein Kuchh features aapke sath share kar raha hun ummid hi Jab aap in features ko padhenge to aapko Samsung mobile phone ke is model Galaxy A51 se zaroor dilchaspi Hogi aur aap yah mobile phone purchase Karke acchi entertainment Le Sakenge

        Model; Galaxy A51
        Price 50,000
        RAM 6GB aur 128GB ROM
        Software Octa core 10nm
        2G,3G aur 4G internet bands
        Display 6.5 inches with 16 Colours
        Weight 172 gram
        Camera 48MP with Zooming aur HD Videos Recording Capabilities
        Battery 4000 mAh
        LED Screen with HD quality Video
        Bluetooth aur Wifi Line
        Radio aur Live Streaming Software
        Android Application aur Heavy Games PUBG wagaira ki best Browsing
        4G internet aur live software aur Videos Browsing
        Front 1 aur Back 4 Cameras with High megapixel Picture Quality
        Processor 2.7 ghz
        Wide Picture 123 Degree tak lay sakty
        LED Torch light aur Battery ki best Performance
        Best Graphics aur Theme

        Samsung Galaxy A51 mobile phone main jo sabse best quality Hai vah Iski graphics aur themes hai Samsung ke sabhi mobiles model mein main wallpapers aur best graphics HD pictures ke sath aapko Milte Hain jisse aap aap apni life ko colourful bana sakte hain Samsung Galaxy A51 mobile phone se a aap entertainment lene ke saath saath apni life ko Rangeen bhi banaa sakte hain camera ki best quality aur audio video ki best performance ke sath aap movies vagaira dekh sakte hain aur agar aap online browsing karna chahte hain to fastest 4G internet speed ke sath internet use kar sakte hain Samsung Galaxy A51 mobile phone mein aap agar office work karna chahte hain to aapko Android mobile phone ke software provide ki Jaate Hain Jinse aap Kisi bhi Tarah ka office work karna chahte hain ya koi letter vagaira type karna chahte hain to vah bhi aap kar sakte hain Galaxy A51 mobile phone main aapko Har Tarah Ke Android software ko install karne ki permission hoti hai aur aap Har Tarah Ke software use Karke Unse entertainment Le sakte hain Samsung Galaxy A51 mobile phone aapko best features ke sath acchi entertainment provide karta hai aur aapki Life Ko Rangeen banata hai

        اب آن لائن

        Working...
        X