Yeh review generator py mbni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review generator py mbni ha
    Introduction
    Asslamoalaikum dear forex frndz Pakistan me BHT ziada load shedding hony ki wjah sy generator ka use b bri bro factories me or ghro me BHT ziada hogya ha aj me apko generator k kch advantages or disadvantages btaonga...

    Advantages
    1)generator ka SB sy bra advantage yeh ha k isky zrye hum heavy machines jesy Pani ki motor,fridge,roti bnany waly plants,istri wgara generator py chla skty Han.
    2)generator ka istemal bri bri factories me ho RHA ha or is Sy BHT bri bri machines use ki ja rhi Han.
    3) Generator k istemal sy hmy grmi ka ehsas nhi hota.
    4)generator k zrye hum ghr me kafi sary rooms k fans chla skty Han.

    Disadvantage
    1) generator ka SB sy bra disadvantage yeh ha k iski awaz BHT ziada hoti ha jiski wjah sy hum isky pas Beth k study nhi krskty ya AGR hum rat ko soye hon to generator ki awaz sy hum sahi sy nend pori nhi KR paty or BHT ziada disturbance create hoti ha.
    2)generator ka ak disadvantage yeh b ha k yeh auto py on off nhi hoty inhy khud on off krna prta.
    3) generator size me b BHT ziada Bry or heavy hony ki wjah Sy BHT ziada jgah gherty Han.
    4) generator BHT ziada costly hony ki wjah sy hr koi inhy afford nhi krskta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review generator py mbni ha

    Introduction
    assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai aur hamare sath bahut achcha topic share Kiya hai jaisa ki aap jante hain kya aap ka aaj kar generator per lagaya kya hai aur gharelu istemal main bhi aane wali ek chij hai aur electronic main use ki jaati hai jaisa kya aap jante Hain generator har Ghar mein mostly juice Kiya jata hai aur iski service se fayda uthaya jata hai dear member generator ko Ham abhi kar sakte hain jab electricity ki problem hoti hai to Ham generator on kar sakte hain is se hamen aur bhi bahut jyada fayde mil sakte hain generator mein bahut jyada hamare liye facilities hoti hain Taki Ham isko juice kar sake aur se fayda utha sake iske bahut jyada advantages or disadvantages paye jaate Hain Jo ki main aapke sath karti hun

    Faidy
    dear members kya aap jante Hain ki 800k bahut jyada advantages paye jaate Hain Ham isko tab use kar sakte hain jab electricity ki problem hoti hai aur jab hamari light bahut jyada dam Ho tab bhi Ham generator ka istemal kar sakte hain isko garmiyon mein bahut jyada use Kiya jata hai kyunki garmiyon mein electricity ka bahut jyada issue rahata hai aur koi bhi insan karni bardasht nahin kar sakta to uske liye Ham isko use kar sakte hain aur uska fayda utha sakte hain generator TV par har size mein paye jaate Hain Jo ke Ham market se khareed sakte hain hamen hamesha acchi quality ka generator kharidna chahie Taki vah kabhi bhi kharab na ho sake aur ham use se fayda hamesha uthate Rahe Jay bahut jyada expensive bhi hote hain lekin Ham isko kis to per khareed sakte hain aur is se fayda utha sakte hain se bahut jyada acchi aur bahut jyada use hone wala electronic hai jo ki hamare liye bahut jyada jaruri hota hai isliye aapko generator jarur kharidna chahie isliye aapko bahut jyada fayda milta hai

    Nuksan
    dear members generator ke fayde ke sath sath ke nuksan 8 bipasha chahte Hain to jaise kya aap jante Hain ki generator per ho jata expensive hote Hain Ham is ko aasani se khareed nahin sakte
    hamen agar generator kharidna hai to uske liye hamen kis to per kharidna chahie tha ke Ham vah aasani se paye kar sake
    hamen hamesha acchi quality ka generator kharidna chahie kyunki agar aap kisi bhi buri company ka generator khareed Hain to vah bahut kharab ho sakta hai aur uski vajah se aapko bahut jyada nuksan ka samna karna pad sakta hai
    yah pura sensitive hota hai to hamen isko bahut aaram se use karna chahie tha ke liye kharab na ho sake
    Yah vate mein bhi bahut jyada hota hai hamar Pani se usko utha nahin sakte
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review generator py mbni ha

      Asslam alaikum dear viewers umed hai ap sab kheryat sa
      hongaye!...
      Topic:Electricity Generator

      INTRODUCTION:
      Dear friends aaj main aapko aik aisi device k bare main
      bataon ga jis k zarye sa hum electricity generate kar sakta
      hain aur us device ko issi wajha sa hum aam zaban main
      GENERATOR bhi kehtay hain yeh aik aisi device hai jo k
      electricity backup k tor par use hoti hai aur jab bijli jaati
      hai tou isko start kar k backup k tor par kaam lia ja sakta
      hai In ka working ka tareka yeh hota hai k Yh DC motor
      k concept pa kaam kartay hain aur us ko energy dene k
      lye kisi fuel ki zrorat parti hai jese k petrol ya phir gas...

      Advantage:
      Yeh generators bhut zyada power supply kar saktay hain
      aur yh different kisam ki companies k hotay hain jesa k
      osaka,honda aur kai kisam ki companies hoti hain aur
      yh mukhtalif lower supplies k sath atay hain matlab k koi
      3kV ka hita hai koi 5KV ka hita hai aur is tarha jitna bara
      generator hoga utni zyada supply hogi...
      aur yeh petrol k ilawa gas par bhi chalaya ja sakta hai jis
      ka fayda yy hai k gas sasti hoti hai aur zyada expense ni
      parta..

      Disadvantage:
      Is ka nuksan yeh hai k yh automatic starts bhut kam hi
      hitay hain jis ki wajha sa is ko kick laga kar start karna
      parta hai ya chabi k zrye self ko ghumana hota hai aur
      aik bara nuksan yeh hai k yh ghar main para hi tou bhut
      shor hota hai aur sakon kharab hkta hai...
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review generator py mbni ha

        Electricity ki shortage ki vajah se Pakistan mein loadshedding ka bahut jyada problem Hai Jiski vajah se a aapko external electricity ki power ki bahut zyada jarurat padati hai to iske liye jo sabse best Mein Hi Hua Hai generator agar aap apne ghar ja office ya dukaan Mein generator ka use karte hain Tujhe aapke liye bahut hi best rahega generator aapko bahut hi best facility provide karta hai aapko long time tak loadshedding ki vajah se a bijali ki facility provide karta hai jisse aap easily external electricity ki power Hasil kar sakte hain aur generator ki madad se hadtal Rakhi appliances easily Chala sakte hain agar aap external electricity ki power Hasil karna chahte hain to aap acchi quality ka generator use Karen Jo reliable Ho aajkal market mein bahut acchi quality ke generator Mil Rahe Hain jo aapko bahut acchi facility provide karte hain agar aap acchi quality ka generator purchase karen to aapko electricity ki ek acchi e external power mil sakti hai jisse aap apni dukaan ghar ja office ko easily bijali ki appliances se Arasta kar sakte hain aaj kal Jo market Mein generator Mil Rahe Hain vah petrol aur gas se Chalte Hain agar aap gas se generator ka use karte hain to yah aapko bahut hi Sasta padta hai aur aap easily external power Le sakte hain generator ka use aajkal Pakistan mein bahut jyada ho chuka hai aur log isko bahut jyada use kar rahe hain iski vajah yah hai ki Pakistan mein loadshedding bahut jyada ho gai hai Jiski vajah se a electric city ki jarurat bahut jyada badh gai hai external bijali ki Bullet lene ke liye ek acchi quality ka generator use Karen jisse aap easily e apne ghar ko aur dukaan ko bijali ki cheezon se Arasta kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review generator py mbni ha

          Introduction

          Aoa .. dear memebrs umiid karti hun ky ap sab kheriiyat sy hon gy aaj aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai aapane generator ke bare mein baat ki hai jo aajkal ke time mein bahut hi jarurat kijiye hai aur bahut sare log log ise apne gharon mein use karte hain jaise ki AAP sab jante Hain ki aajkal electricity ki bahut jyada load shedding hoti hai to hamen apni electricity ki jarurat Puri karne ke liye generator ka istemal karna padta hai to main aaj aapko is bare mein information dungi

          generator 2 types ke hote Hain
          petrol sy chalny waly generator
          gass par chalny waly generator

          Advantages

          dear members generator ke bahut jyada fayde Hain Jin areas mein bahut jyada electricity ke load shedding hoti hai to vahan bahut sari problem hoti hai jaisa ke hamen ghar mein fans aur bulbs vagaira bhi nahin jalpat to aise areas mein log UPS ya FIR electricity ke liye generator ka istemal karte hain yah generator do kism ke hote hain kuch aise hote Hain Jo diesel ya petrol per chalte hain aur kuchh aise hote Hain Jo gas per chalte Hain generator chote bade har kism ke hote Hain aur unki power bi different hoti hai agar Ham ne jata badi machine se Lani hai jaisa ke Pani wali motor washing machine yah is tarah ki chijen Jo Ham bade generator use karte hain aur agar humne normal Ghar ki chijen jaise fans aur bulb jalane to Ham chhote generator use karte hain ya generator hamen tab electricity provide karte Hain jab electricity available nahin hoti ko chalana bahut jyada aasan hai bus hamen nahin kar dete Hain to yah hamari electrical devices se pahle connected hote hain aur FIR hamen yah fauran hi electricity provide karna shuru kar dete Hain inke bahut sare fayde hain aur unhone aajkal hamari bahut sari problem ko solve kar diya hai gas per chalne wale generator jyada advantage dete Hain kyunki usse hamara kharch kam hota hai to aajkal yah bahut jyada kam ho gaye aur almost har Ghar mein hi maujud hote hain

          Disadvantages

          dear members Jahan in ke bahut sare advantages hai vahi inke coach disadvantages bhi hai jaisa ke sabse pahli baat to yah hai ki yah bahut jyada mahange hote hain aur unko purchase karna itna aasan nahin hai iske sath sath agar Ham diesel ya petrol wala generator lete Hain to vah bahut jyada petrol aur diesel leta hai jiski vajah se hamara bahut jyada expense hota hai ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks p
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review generator py mbni ha

            Assalamualaikum!!

            Mein aj Apky sath Aik bihat hi aeham device Kay baary main inyshare karny ja Raha hun wo hai generator . Generator Aik aesi device hai jsiky zariye ham electricity produce Kar sakty hein . Generator bohat hi useful device hai aur is ki apgas ya petrol Kay zariye is main electric produce Kar sakty Hein . Isky bihat sh Advantages bhi Hein magar Disadvantages bhi Hein Jo ye Hein .

            Advantages;-

            Generators Kay bohat Sy Advantages hoty Hein kiun Kay iska function bohat hi aeham hai is liye isky Advantages bhi bihat Hein.

            1). Generatora Ka pehla faida iska main function hi hai Jo bohat hi aeham hota hai wo ye hai Kay ye hamary kiye electricity produce karta hai.
            2). Generators bijli produce karny main time nai lagaty balkay jabeinhen start Kia jata hai to foran bijli banana shuro Kar dety Hein.
            3) ye ups sy ziada bijli provide karty Hein aur Iada cheezn ko chalaty Hein.
            4) aksar elaky Jahan par electricity ki sahulat moujood nai hoti wo bhi generator Kay zariye bijli istmaal Karty Hein.

            Disadvantages:-

            Isky kuch Disadvantages bhi hoty Hein
            1) isky Disadvantages main Aik ye hai Kay ye bohat shor peda ma ta hai .
            2) Aik ye hai Kay ye pollution banaty Hein.
            3 ye rule consume karty Hein jis par kaafi kharcha hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review generator py mbni ha

              Ya review generator per mabny hai generator ka matlab hai generate karna ya nahin paida karna generator se Ham bijali paida karte Hain
              Advantages
              generator ek bahut jaruri chij hai kyunki Ham isko bijali e banane ke liye istemal karte hain agar hamare gharon mein function hote hain ya kuchh bhi hota hai bijali chali jaati hai FIR Ham isko on karke apna Kam kar sakte hain is per Ham motor laga sakte hain ki aisi jagah ji dar bijali Na Ho use per Ham bahut sare kam kar sakte hain isliye generator bahut chij hai
              Disadvantages
              Generator ke Jahan bahut jyada fayde Hain udhar nuksan bhi hai generator ka sabse bada nuksan yah hai ki yah nice pollution paida karta hai ya nahin awaaz Kiya ladke is se hamare kanoon par asar padta hai hamare jindagi se disturb hoti hai hamare aas paas ke log aise bahut jyada disturb hote Hain iski awaz bahut jyada tej hoti hai jiski vajah se bahut se log disturb hote Hain aur vah nice pollution ka sab banta hai
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review generator py mbni ha

                Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Ko Dil Karta Hun ki aap sab khairiyat se ho gaya Pyare fighter Aaj aapane Hamare Sath bahut hi Achcha review share Kiya Hai aapane generator ke bare mein baat ki hai jo ki aajkal ke type mein bahut hi Zaroorat ki chij hai aur bahut Sare log is se apne gharon Mein use karte hain Jaisa ke AAP Sab Jante Hain Ki aajkal electricity ki bahut jyada load shedding Hoti Hai To Hamen apni electricity ki jarurat Puri karne ke liye generator ka istemal karna padta hai to main aaj aapko Iske bare mein information deta hun

                Generator Tu types ke Hote Hain
                Petrol se chalne wala generator
                Gas par chalne wala generator

                Advantage

                Pyare bhai jaan generator ke bahut hi fayde hote hain Jaisa ke bahut hi jyada electricity ke load shedding Hoti Hai To vahan per bahut sari problem hoti hai ki Hamen ghar mein fans aur blood vagaira bhi nahin Jala paate to is Se Pyare Bhai Jaan Loge up electricity ke liye generator ka istemal karte hain aur yah generator do kism ke hote hain Kuch Aise Hote Hain Jo ke National ya petrol per chalte hain aur kuchh Aise Hote Hain Jo ke gas kar Chalte Hain vah generator Chote Bade Har kism Ke hote hain aur Unki power bi different hoti hai aur Agar Ham Ne Jitna Bhi Badi machine se leni hai to Jaisa Ke Pani wali motor washing machine yah ISI Tarah Ki chijen Jo ke Hamen Badi generator Yog karte hain Agar Hamen normal Ghar Ki chij Jaisa aur bulb Jalne To Ham Chhote generator use karte hain ya generator Hamare tab electricity profit Karte Hain Jab electricity available Nahin Hoti to chalana bahut hi jyada Aasan hota hai aur Hamen nahin kar deta hai to yah Hamari electrical device se pahle contact hoti hai aur FIR Hamen yah foreign electricity problem karna Shuru kar deti hai inke boss se fayde hote hain aur unhen aajkal Hamari bahut sari problem ko solve kar diya gaya hai aur chalane wale generator Jyada nuksan hote hain Kyunki usse use hone wale kam hote hain aur aajkal yah bahut hi jyada kam ho gaye hain aur almost Har Ghar Mein maujood Hote Hain

                Nuksan

                Jaisa ke Pyare Bhai aap Jante Hain Agar kisi chij ke fayde hote hain to Uske nuksan ke bich nuksan bhi hote hain Pyare bhajan mein bahut hi jyada mahanga hota hai aur unko propose karna Mushkil ho jata hai jo ke itne Gambhir Nahin Hote Garib hote hain isliye agar aap Chahte Hain Ki generator Leja to aapko chahie ki aapko vah sar se kimat ka generator Le sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review generator py mbni ha

                  Dear aapane bahut hi important review Hamare Sath share Kiya Hai Pakistan Mein Jab aap last decade ko clearly understand karte hain aur isko study karte hain to ismein aapko yah Idea Milta Hai Ki Pakistan mein electricity ka problem bahut jyada a raha hai aur around last two decades se yah problem bahut jyada hai aur Pakistan ki general public ko bahut jyada problem ho rahe hain dear jab aap electricity ki problem ko resolve karne ke liye different important platforms ki study karte hain to ismein aapko Ek bahut hi important aur reliable platform Jisko aap generator Kahate Hain vah Milta Hai.

                  Pakistan ke Different cities main aapko different sizes ke generator available ho sakte hain dear jab aap apne ghar mein ek generator purchase karte hain to ismein aapko Hamesha bahut Bade size ka generator Nahin Lena chahie aapka ka size aapki requirement ki basis per Hona chahie Agar aapke ghar mein different products mein bahut kam electricity istemal Hoti Hai To Aisi situation main aapko minimum size ka generator bhi aapke liye bahut jyada hi full ho sakta hai aur aapke liye electricity ki demand ko pura kar sakta hai.

                  Faidy :

                  Dear jab aap apni electricity problem ko radius karne ke liye generator ka istemal karte hain usmein aap ko bahut jyada advantages Mile hote hain no doubt yah Ek expensive Tarika hota hai ki agar aap is per completely focus karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapko Jab electricity ki facility provide Nahin Ki ja rahi hoti aur situation main aap ismein bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain aur apni required electronic products ko istemal kar sakte hain specially Jab summer season hota hai to US time par uski bahut jyada jarurat hoti hai ya iske sath Satya Baap different office mein iski importance Ko Agar Karte Hain To usmein aapke liye yah bahut hi important role play kar raha Hota Hai.

                  Nuqsan :

                  Dear jab aap Kisi bhi place per generator istemal kar rahe hote hain to iska sound bahut jyada hota hai jismein aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur uske sath sath yah bahut jyada expensive Hue hota hai as compared to electricity.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review generator py mbni ha

                    Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

                    Introduction.
                    Aj ka humara topic generator par ha jo k bhot jagha per use hota ha jahsa k bank school gharo government offices may use hoty hain jin k bahry may hum aj ap k sath advantages or disadvantages share karayn gy

                    Advantages.
                    Generator jis ka bhot say faidy hain is k koch faidy hum ap ko batayn gy
                    . Generator jab bijle ni hoti to ye hum ko bijli provide karta ha
                    . Ye gas or petrol par chalta ha jis ki wajha say bijle ka kar cha ni hota
                    . Generator par hum koch high moter bhe chala sakty hain
                    . Generator different size k hoty hain jo bahry hoty hain wo bank government offices etc may use hoty hain jo k in may bijle na hony par puray bank etc ka nay zaam chalta ha
                    Disadvantages.
                    Generator k koch disadvantages hai jo hum ap k sath share karayn gy
                    . Generator jo k gas ya petrol par chalta ha jis ki wajha say humara bhot kar cha hota ha
                    . Generator ka. Aik disadvantages ye ha k ye bhot shor karta ha jis say ap ka sakun may kharab he hoti ha is ko ap raat ko chala kar soo nai sakty sahi say i
                    .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X