Ye review "Capacitor" pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "Capacitor" pr mabni hai
    Ye review "Capacitor" pr mabni hai

    Asslam o alaikum doston dua hai k aap sab khairiyat sy hon gy.



    Introduction:


    Capacitor aik charge storage device hai ye different capacity main available hoty hain. Capacitor main 2 plates hoti hain jin k darmiyan charge store hota hai. Capacitor different types k hoty hain.1)paper capacitor 2)oil capacitor 3)micka capacitor 4)fixed capacitor aur 5)variable capacitor. Ye electronic devices main bhot zyda istamal hoty hai.Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	1
Size:	39.5 کلوبائٹ
ID:	12470348
    Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	1
Size:	26.2 کلوبائٹ
ID:	12470349
    Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	1
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12470350

    Advantage:


    Capacitor hamari electronic devices main bhot zyda istamal hota hai jesa k sealing fan motors mobile phone exhaust fan pedestrian fan television aur redio wagara main bhot zyda istamal hoty hain. Capacitor different size aur different capacity main milty hain motorcycles main battery ki jaga replace kr k capacitor use kr sakty hain.


    Disadvantages:


    Hamy maloom hai k cheezon k faidy k saath saath kuch unky nuqsaan b hoty hain aur main yahan capacitor k kuch nuqsan aap ky sath share karun ga. Capacitor ko agar sai tareeky sy charge na kiya jaye to jaldi kharaab ho jaty hain aur capacitor ko agar bhot zyda charge kr diya jaye tab b ye kharaab ho jaty hain baaz ouqaat ye phatt b jaty hain. Agar ye low quality k hon to cheezon ko nuqsaan pohnchty hain baaz ouqaat jin devices main lagy hoty hain wo jal jati hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;Capacitor&quot; pr mabni hai

    Dear forex member umeed hy ap sab khyriat sy hon gy maira review CAPCITOR py mabni hy

    CAPCITOR
    Dear capcitor aik device hy jo apny apny andar electric charge store karti hy is ka working proncilpe capcictance hy
    Is ka direct use electronic appliance k sath hy. Yar cutent flow ko up or down kar sakta hy.

    Is k use sy hamin bhut fawaid dhykny ko milty hain
    Is ke waja sy hamari kafi energy save rehti hy
    Yae electronic appliance ko jalny sy bachata hy
    Jaisa k is ko ham gat k fan k sath b use karty hain is ley ise ki waja sy ham un ko taiz ya kam speed py chala sakty hain
    In ki price bhoot zaida ni hoti or ap ko difrent varities or difrent price ma easily market sy mil jaty hain

    Is k sath sath jab capcitor lain to electrition sy guide line zaror lain or use sy change b karwain. Agr ap khud lagaty hain to yae kharab b ho sakta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;Capacitor&quot; pr mabni hai

      Doston aap to Shayad chij Ka Pata Ho Ya Na Ho lekin main aapko bata do Jis Tarah is bhai Nahin yah review Hamare Sath share Kiya Hai To Main aapko Bata Do Ki Hamare ghar mein jitne bhi electronic products a unique a ceiling fan Hai yah pedestal Fan Hai Ya ISI Tarah Ke dusre electronic chij Hai Chahe emergency lights ho ya Kuchh Bhi ho ismein kya hota hai aur yah Kis Tarah chalta hai to dost main aapko Bata Do Ki yah sari chij Hoti Hai yah capacitor ke Dariya Chalte Hain yani ki pasta Jo Hota Hai yah isko Biji Sahi tarike se provide karti hai aap Agar direct Bijli Se connection Dete Hain Kisi chij Ko to vah blast kar sakta hai vah uska wiring kharab ho sakta hai Kyunki usmein bardasht Nahin Hota Kyon direct Biji ko Jani kdc ko vah bardasht kar sake to doston is Mein yah hota hai ki affiliate current Diya Jata Hai Isko Gate Khand ka matlab kya hai kesko capacitor laga diye Jaate Hain ho ya capacitor Jo Hote Hai yah bijali ko maintain karte hain aur Jitna Zaroorat Ho use chij ko yah ceiling fan ko yah emergency light ko yah koi bhi chij ko jo Biji se chalta ho to vahan per yah is Laga Diya jata hai ki yah usko jarurat ke mutabik building provide karta hai aur jab usko jarurat ke mutabik Biji provide hoti hai to vah sahi tarike se kam karta hai aur Sahi tarike se normal speed mein chalta hai agar yah capacitor Na Ho doston to koi bhi electronic product Kiya To chalta Nahin aur Agar chalta bhi to ek do din chalta Jyada Nahin chalta aur Agar bijali voltage kam aur Jyada hone ke sath hi blast kar deta tha aur isko nuksan phone Jata aur uska wiring kharab ho jata to Dosti Ek bahut hi am aur Jabardast chij Hai Iske bare Kisi bhi electronic chij Ka Chalna Namumkin Hai.

      Faidy:
      Jo to Iske bahut jyada fayde hote hain Kyunki Chhote Se Lekar bade se bade electronic product Tak kya electronic machine Tak yah Jo hote hain ya capacitor per hi Chalte Hain 200 ke pet capacitor Jo Hota Hai Mohalle size ke aur Mukhtar ihtisham ke Aate Hain Har chij Ke Liye alag alag ke president ki jarurat hoti hai aur alag alag power ki capacitor ki jarurat Hoti Hai Doston FM Mukta limitation ke capacitor Aate Hain chote se lekar Bade Tak ismein capacitor aapko Milta Jaenge Is Tarah Banaya Hua hota hai aur karta Hai Jiski wajah se aapka Jo Hota Hai vah kharab hone se Jata Hai To bahut jyada fayde hain ya electronic products ko life deta hai aur iski vajah se aapke product kharab hone se bach Jaate Hain.

      Nuqsanat:
      Nuksanat Iske vesy Kuchh Bhi Nahin Hote Agar yah Sahi tarike se aap Laga Le Sahi connections Lage Aur Sahi size ke Sahi power ke aap Kis chij Mein lagaen Jitna usko Surat ho to yah Kuchh bhi nahin karta lekin agar aap Chhote electronic product main Bada capacitor Laga Dete Hain To yah usko bhi Jala sakta hai aur vah dead ho sakta hai to nuksan this main sirf ki hota hai ki agar aap size mein itna kar sake aur ismein Bada capacitor Lagaya Chhota capital gaye the vah aapka nuksan kar sakta hai otherwise iska Koi nuksan Nahin Hota aur yah sirf aapko nuksan Se bachane Ke Liye Hi istemal Hota.

      اب آن لائن

      Working...
      X