dear nokia compnay k jitnay bhi models hain unki ham jitni bhi taref kar lain wo kam say kam hay qk yeh company asseble karty he us model ko hay jiski har aik hisab say qualities bhi perfect hoty hain aur jo har lihaaz say hota bhi har kisi liye theek hay jiska use kisi bhi user ko kabhi disturb nai kartay hwuay daikha gaya hay aur na eh sunna gaya hay agar kisi company ki kisi bhi chez main ya usk kisi bhi models main koi fault milta hay to uska zarur koi na koi gilla shikwa karta hay laikin nokia k har aik brand main har kisam ki quality bhi pai jaaty hay aur aaj tak unka mayar wahi hay jo start main tha is liye un main say aik old model hay jisay ham sab nokia model 1100 k name say jantay hain jisak use karna ab takreebna khatm honay k barbabar hay lakin uski aaj bhi agar baat ki jaye to uski hamesha say tareef he sunni hay k wo mobile phone bahut ziada perfect tha jisk use karnay say hamain kisi kisam kaa aaj tak koi bhi nuksaan nai huwa hay.
FAIDAY;
deaer aaj bhi agar koi banda nokia 1100 use kar raha hay to usko isk sab say barray faiday yeh hain k isko local covrega area main bhi use kanray say iski signals ki quality kabhi usay disturb kartay hwuay nai daikha gaya hay aur na he sunna gaya hay,kisi bhi mobile phones k agar signals kam hain to wo jitna bhi ziada mehnga hay wo haamray liye aik mussebat say kam nai hay is liye nokia 1100 signals k hisaab say sab say acha hay is liye hamain iska sab say barra faida yahi hay jiski koi bhi aur phone main koi misaal nai milty hay.
NUKSAAN;
dear basically nokia 1100 aik old mobile phone hay jis main koi khaas nuksaan ki gunjaish to nai hay laikin isak aik he sba say barr nuksan bhi hay jiski wajha say aaj iska istemaal karna sab say kam ho gaya hay k is main koi shortcut loudspeaker ki facility nai hay jiski wajha say aaj is fast wakt ki yehs ab say barri zarurat hay jis say hamko aur bahut say logonko iski wjha say iska istemaal karna baht he kam kar dia hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим